Wow first time kisi ne bawarchi ki itni genuine recipe dikhayi thank you so much aunty😊 mere papa bhi akram bawarchi se khana banwate hai occasions par❤
JIS KHANE KO AKRAM BAWARCHI BANAI WO KHANA ACHCHA HI BANTA HAI ... KANPUR AUR AAS PASSS KE TAMAM SHAHRO ME SABSE FAMOUS BAWARCHI AKRAM BAWARCHI HAI 😍😍😍
हमारे यहां दिल्ली में मैं भी एक अकरम भाई बिरयानी वाले है वह भी बहुत मजे की बिरियानी बनाते हैं शास्त्री पार्क में है उनकी बिरयानी की दुकान अकरम भाई बिरयानी वाले मशहूर है अकरम भाई जिंदाबाद🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Pehle hum biryani nh bna paty the mere shohr gussa krty the pr jb se aapki video dekhi h ab hum biryani bahut achchi bna lete h shukriya ❤ hum bhi Kanpur chamn ganj se h plz jwaab zaroor dijiyega❤❤allha aapko jaza e khaer de ameen
1kg biryani masala ka apko bata rahe: 12 choti elaichi, 8 laung, 1 inch dalchini tukda, 1/4th jayfal, 1/2tsp saunf(maheen), 1/2tsp irani zeera, 10-12 kali mirch, 10-12 safed gol mirch, 1 phul javetri ka, 1 badi elaichi. Yeh hamne bawarchi se hi seekha hai. Insha allah apki biryani bohot tasty banegi ek baar ise try zarur kare 😊
Ye such baat h ki 1-2kilo pyaz ko tal kr upar se daldo compulsory nhi h bhar bhar k dalna jyada dalne pr be pyar koi mu me nhi aati ulta jb puri pk jae birayani tb daldo
Wow first time kisi ne bawarchi ki itni genuine recipe dikhayi thank you so much aunty😊 mere papa bhi akram bawarchi se khana banwate hai occasions par❤
Jazak Allah 😊
Rr
Yah Biryani hi hai hamare yahan Agra mein banai jaati hai
This is hitech biryani
Aaj Isi Tarike se Banayi Biryani yakeen maniye ek dum chamanganj style ki biryani bani bht hi tasty aur waisa hi maza thank you so much for the recipe
Kanpur ki bryani best biryani
JIS KHANE KO AKRAM BAWARCHI BANAI WO KHANA ACHCHA HI BANTA HAI ... KANPUR AUR AAS PASSS KE TAMAM SHAHRO ME SABSE FAMOUS BAWARCHI AKRAM BAWARCHI HAI 😍😍😍
Ji bilkul 😊
Ghanta h agra me to isko jante Tak nhi or tum. Bol rha h ki asa paas ke shahro me kuch bhi😅😅😅
@@SunilJain-jm8frCHL chup ullu😂
@@Warsibawarchikhana Abe is ullu ko koi nhi janta siwah mullu ke 😁😁😁🤣🤣🤣
Bro acche khaane ki baat kr rhe h waha waale shyd accha khana jaante nhi ho tbhi Akram bhai ko nhi jaante 😂
Mujhe bhii sirf apne Kanpur ki biryani hi psnd h etni city ghumti hu but biryani sirf Kanpur ki hi khati hu 😋
Nice biryani recipe hai ♥️
थैंक्यू थैंक्यू सो मच आपने बहुत अच्छी बिरयानी बताइए आज हमारे घर पर खाए हैं
🍲🥗🍗
Pahle baar kisi ne net per itni genuine recipe Dali hai.thank you so much
Allah aapko hamesha khush rakhe.
Apka bohot bohot shukriyaa 🥰
Me ye zarur tray karungi i love kanpur ❤❤❤❤❤
Nice tutorial jazakallah thanks for sharing this video
☺️
I love kanpur ❤❤❤❤❤❤
Daal chini, elaichi, badi elaichi, zeera, sauf, laung, kali mirch, safed mirch, jawatri kya in masalo ke alawa aur bhi masale pade hai??
Inaf h itne masale jitna km item hota flavour jyada aata he to comman cheeze kafi he🙏
हमारे यहां दिल्ली में मैं भी एक अकरम भाई बिरयानी वाले है वह भी बहुत मजे की बिरियानी बनाते हैं शास्त्री पार्क में है उनकी बिरयानी की दुकान अकरम भाई बिरयानी वाले मशहूर है अकरम भाई जिंदाबाद🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Bakwas hai Jaipur se gaya tha main khane kuchh khas nahi
Maine Delhi Mumbai Lucknow sab jagah Biryani khai lekin Kanpur Jaisi Biryani kahin nahin hai
WAALYKUM ASSALAM SHEHZADI
Thanks for uploading this recipe
Thank u mam deg ki biryani ki recipe ke liye i will try it
😊😊
I will definitely try this ❤🤤
This is pulao which is aur national dish
Bahut badhiya..lajawab👍stay connected
Thank you 😊
Thank you माताजी. अति उत्तम
Mam plz share the recipe of bawarchi style kanpur mutton biriyani
Ji insha Allah. I will share it
Zabardast tasty 😋 😋 hogi
Masha allah. Thanks for sharing 😊
Halima ki recipi
Zabardast! inahaAllah is baar eid per yahi biryani banaungi 😍
Jazak allah 😊
Kaisi bani thi?
@@seher98 bilkul kanpur ki shadiyon wali biryani 👌👌👌
@@sidrakhan17 thank you batane ke lie
Banai phir?
Looks so delicious and yummy recipe 😋 thanks for sharing dear ❤️
😊😊
Walekum assalam
Mene yeh Akram ki biryani khai hai kanpur me
वाव जायकेदार बिर्याणी!
Thanks I will try this biryani
Please share how it turns out to be. 😊
Very tasty biryani mashaallah
Pehle hum biryani nh bna paty the mere shohr gussa krty the pr jb se aapki video dekhi h ab hum biryani bahut achchi bna lete h shukriya ❤ hum bhi Kanpur chamn ganj se h plz jwaab zaroor dijiyega❤❤allha aapko jaza e khaer de ameen
Jazak Allah 😊
Sun ke bohot khushi hui, beshak meri dua hai aap hamse behtar banaye 😊
Mera ek swaal hai, deg ki biryaani ko pure din garam kaise rakhe
Hamara toh jab function tak garm rehti hai, uske baad chote bartan me transfer karke gas pe garm kar lete hain
Masha allah zabardast biryani
Looks absolutely delicious 👍 TFS
Thank you 😊
Kbhi chiken biryani khaani ho patkapur aa jao shammu bhai biryani waale ke waha 😍 patkapur
Rampur ❤❤❤
Deg ki biryani ka maza deg me hi aatahai Ghar me nahi
Mouth watering
Biryani k teera ki recipe daliye
Delicious 😋😋😋
Shadiyo wala maton Korma ki respi daliye appi
Ji Insha Allah zarur share karenge
❤❤❤❤❤ very yummy 🤤
😊😊
Tasty🤤🤤🤤
बिरियानी इलाहाबाद मे बड़ी अच्छी मिलती है
Mam bade ki biryani bhi share kariy Akram bawarchi ki plzzz
Ji Insha Allah. 😊
👍👍👍🙏
Vary nice 😋
Ma'am aap ye same biriani Bade ke gosht me banakar share kijiye plz
Ji Insha Allah jald share karenge
Chawal kaun sa hai
Madem eak kg ke hisab se masale bataiye to logo ko banane me aasani hogi
Baba ki biryani recipe dale plz
Asslamo alaikm aunty...bhot shukriya
Walekumassalam 😊
😀😀😀😀
1.16 kagaj me kya kootkar masale me milaya hai.or badam ka kya kiya?
Jo masala hamne dikhaya tha usi ko powder banaya hai aur badam dusri dish banwai thi uske liye thee
Bade ki bhi biryani bataiye bawarchi styelr
Ji insha Allah zarur banwaenge video
East and west our MORADABADI BIRYANI is the best....😅😅😅😅
Pulao hta hai wo biryani nh....apni apni pasand ki baat h....mjhe masale wali achi lgti h....
❤
Mam Chawal kis brand ka hai???
Galaxy Sela Golden Rice
Baji ye murge ki hai ya bare ki
Murge ki hai. 🙂
Garam masala roast kiya Gaya hai ki direct peesa gaya hai
Biryani masala roast nahi kiya tha 😊
Assalamualaikum plz upload Rafiq Botewale kabab from faithful ganj Kanpur
Walekumassalam, Insha Allah zarur share karenge 😊
Biryani masale me( jeera kitne
Graam hai)
10gm irani zeera.
Kya baat hae
Apne ye to bataya nhi k pani kitna dalen.. Aur oil kitna dalen
Assalam alaikum
Walekumassalam
Souf bhi daali hai kya masale mein
Nahi dali hai
Delicious
Chawl konse the kache ya pakke
Mam, biryani main jo food colour dala tha wo kaha chala gaya
Woh mila diya na bawarchi ne. 😊
Nice
Special biryani masala kese bnaya wo to btaya hi nhi. Main ingredient to whi hota he
Shuru me bataya hai biryani masala hai
biryani masala ki recipes
ua-cam.com/video/-SfkADUTTjU/v-deo.htmlsi=jvFON_ki-q9nX5Q-
Aapne namak ka wazan nhi btaya namak kitna dlega
Very good
Mam aur bhi recipe bawarchi se sikhaeiga
Ji insha allah zarur 😊
Hamare yaha to pili.mirchi ni h ab kya kre or kal Eid h
Pili mirch na ho toh aap lal mirch daal dein thodi aur thoda hara mirch ka paste daal dijea.
@@TheKanpurKitchen ji shukriya
Mam pili mirch kaunsi hoti h
Red chilli powder jaisi hoti hai, woh thodi kam teekh hoti hai aur colour acha aata hai
Plz biryani masala ki recipe written main dijiyega na apne channel pr
1kg biryani masala ka apko bata rahe:
12 choti elaichi, 8 laung, 1 inch dalchini tukda, 1/4th jayfal, 1/2tsp saunf(maheen), 1/2tsp irani zeera, 10-12 kali mirch, 10-12 safed gol mirch, 1 phul javetri ka, 1 badi elaichi.
Yeh hamne bawarchi se hi seekha hai. Insha allah apki biryani bohot tasty banegi ek baar ise try zarur kare 😊
@@kirankamble6165 Ji Shahi zeera ko Irani zeera bolte hain..
@@kirankamble6165 Hum biryani me dhania powder nahi dalte. Uski zaroorat nahi padhti
@@kirankamble6165 ji isse biryani ka taste bohot zyada acha ho jaega..kisi bhi biryani mein use karein.
@@TheKanpurKitchen mam javetri kitni Leni hai
samar aur pudina😊 kaha
Biryani masala konsa hai kaese bnate hai
ua-cam.com/video/-SfkADUTTjU/v-deo.html
Yeh link hai biryani masala ki ☺️
Dum kitne der ke liye karna hai ye bhi apne nahi bataya
Dheeme gas pe 20 minutes ke liye
Masala kahaa dala
Chicken gravy mein
Aapne chiken kitna dala ye nahi bataya
12kg chicken
Chawl konse h?
Sella chawal hai. Galaxy Sella.
🤪
How much chicken
Is mai gole ka burayeda nahi dala
Salt ka wajan aapne nhi bataya sabse jarruri jo hai...
1kg me chawal boil karne me 8tsp salt jaega, aur gosht me 1.5tsp.
Bekanganj ka hai
Haan
This is polo, indian people pronounce it as pulao, this is not biryani
Aap lagta hai begum ganj se ho
12 kilo chawal hain chicken kitne kilo hai
12kg chicken
😅
Mei biryani salan achawal q ban jati h .....😅
Shayad apka chawal zyada boil ho jata hai
12kg Chicken used.
Is me gost kitna he
Isme 12kg hai
Chaval or gost dono 12 kg he
Haan chawal bhi 12kg aur gosht bhi 12kg..total 24kg
12 kilo chawal mein ek kilo pyaj daalte Hain kahan se Pakad Ke Le Bawarchi ko😂😂😂😂 do kilo Mein Kya Ek Dali dalna Pyas ki😂
Apse kisne kaha ki pyaz zyada dalne se biryani achi banegi 😂
Apne inki biryani khai nahi tabhi yeh comment kiya 😊
Ye such baat h ki 1-2kilo pyaz ko tal kr upar se daldo compulsory nhi h bhar bhar k dalna jyada dalne pr be pyar koi mu me nhi aati ulta jb puri pk jae birayani tb daldo
Please give measurements of spices In English
30gm green cardamom, 20gm cloves, 20gm mace, 3 pcs nutmeg, 20gm white pepper, 20gm cinnamon stick, 20 gm cumin seeds
12 kg me rice kitna kg. Gost kitna kg. Mention nahin Kiya
Agar mutton le rahe to 12kg, chicken ho toh 14kg, hamne 14kg liya hai 😊
Bht umda