Australian parrots ka dana taiyyar karna aor saaf karne ka asan tareeqa

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 жов 2024
  • Australian parrots ya lovebirds ka jo dana bach jata he usko saaf karne ka sabse asan tareeqa, aor seedmix kese banayen aor kiya den apne budgies ko, me kiya seedmix deta hun, soft food kese aor konsa deta hun, dana rakhte wqt kon sa aehtiyat baratna chahiye ye sab he is video me aksar bhai phoonk mar mar ke dana saaf karte hen jo bahot mushkil hota he, aap ziyada se ziyada dana aor seedmix is tarah bahot asani se saaf kar sakte hen...
    #Australianparrots
    #danakaisesaafkaren
    #seedmixsafkarna
    #birdsseedmix

КОМЕНТАРІ • 153