Thank you so much mam apne bahot acha samjhaya mujhe machine chalani nahi atai thi aur maine kharid liya hai aaj video dekh kar mai seekh gayi thank you
Wash ho ra ho to pani girta hai kya pipe se bahar drain pipe se.mere machine me jb wash ho rha hota h to drain pipe se thora thora pani gir rha hota h jiske wjh se pani ka level ghat jata h ar machine achese nhi ghumta.kya kia jaye ase time pe
Agar jyada Pani bhar jata hai to washing ke time per thoda thoda Pani girta hai lekin thodi der bad vah band ho jata hai lable mein aane ke bad Agar machine purani hai to Pani nikalne wali jagah ke andar kachra fasa hua hoga , aap ek bar machine ki Safai kar lijiyega 🙏🙏
@@sabbukhatun2392 ji agar machine new hai to uski warranty jarur hogi apane Jahan se machine liya hai ek bar vahan per call karke bata dijiye, Ghar per Aakar theek karke jaenge kabhi kabhi kuchh dikkat ho jati hai 🙏🙏
Pahle humne usmein water selector kar rakha tha iske bare mein hum Bata rahe the FIR humne kapde sukhane ke bare me bataya hai kapde ko sukhane me sirf 15 minut hi lagta hai 🙏🙏
Mast samjhaya
Very nice mam
Thank you so much
Thanks for liking
So sweet Mam nice
Most welcome
Good information 👍
Thanks
Thanks mom vary good
Most welcome
Bahot achhe se samajaya aapne thank you so much
Bhot badiya tutorial osm
बहुत ही सरल शब्दों में समझाया है 👏👏
Thank you so much mam apne bahot acha samjhaya mujhe machine chalani nahi atai thi aur maine kharid liya hai aaj video dekh kar mai seekh gayi thank you
Nice
Thank you good information
Danywaad
Nice mam
धन्यवाद मैम❤
Thanks man bahut ache se batay h thanks
Aapane jis tarike se samjhaya aapka bahut bahut dhanyvad
Thanku
Thnq
Bahut hi easy process mam thank you so much
Mast
Thanks 🙏🙏
Very good mam
धनयवाद मेडम।
thanks you 😊😊😊❤❤
Thank,you
every good mam
Nice mame
👌
Bahut acha batya apne
Pani ka level Kis Tarah rakhen
Sukhane bale m pani jaye ga to aukhaye gy kese
Pipe me pani kahe se dale
Sukhane vale me kitna pani dena he
Good 👍
Thank you
Washing manchine m kapde dhone ke baad pani kaise nikale jisse ki sara pani nikal jaaye
Drain ko select kre
@@zaaraqureshi7394 wo to pta h lekin pipe m jo pani khada rahta h wo nahi nikalta wo bta do
Thank you very much ❤️
Nice😊
Thank you ma'am
Wash ho ra ho to pani girta hai kya pipe se bahar drain pipe se.mere machine me jb wash ho rha hota h to drain pipe se thora thora pani gir rha hota h jiske wjh se pani ka level ghat jata h ar machine achese nhi ghumta.kya kia jaye ase time pe
Agar jyada Pani bhar jata hai to washing ke time per thoda thoda Pani girta hai lekin thodi der bad vah band ho jata hai lable mein aane ke bad Agar machine purani hai to Pani nikalne wali jagah ke andar kachra fasa hua hoga , aap ek bar machine ki Safai kar lijiyega 🙏🙏
@@AnshikaTiwari new machine hai. 1 mnth hi hua kharide hue
@@sabbukhatun2392 ji agar machine new hai to uski warranty jarur hogi apane Jahan se machine liya hai ek bar vahan per call karke bata dijiye, Ghar per Aakar theek karke jaenge kabhi kabhi kuchh dikkat ho jati hai 🙏🙏
Kya kapde sukhate time machine ke wash tub mei paani hona jruri hai?? Kyunki mujhe sirf dhule hue kapde sukhane hai.
Sukhane wale wash tub Mai paani nahi rukta hai, aap chahe to water selecter ka istemal kar sakte hain 🙏🙏
Thankyou
Mam plz btaiye ki gungune paani m kapde dho skte h washing machine m
Didi Ek chij puchna hai
every good mam 😁😀😃😄👋😀🤭💟💕💓💗
Mam use at strong program for faster cleaning of clothes
Thanks mam
Thanks
Tqqqqqq soooooo much
T shirt jo dark clr ki hoti hn unpe white spot ho jate hn jaise surf reh gaya ho or kapde to saaf dhulte hn
Mam sasty pin kaha lagaye dhulne wale me
Aapane sukhne ke liye pahle 15 minut Lagaye the FIR bad Mein 5 minut Kis Liye laga diye the
Pahle humne usmein water selector kar rakha tha iske bare mein hum Bata rahe the FIR humne kapde sukhane ke bare me bataya hai kapde ko sukhane me sirf 15 minut hi lagta hai 🙏🙏
Kitne kilo ki machine hai aapki plz batein kitne ki hai.
9.0kg ki hai 🙏🙏
kapda sukhane ke bad kapda me dag kyu lag raha hai
Thank you aapne itna acchi tarah se bataye. Madam mere ghar main pani ka connection nahi hai. Kya main upar se pani dal sakta hun ? Kripaya bataye ?
Ha ji aap upar se pani daal sakte hai
🙏🙏
Kyun bhai jungle mein rehte ho??
*dont take it seriously
Koi v sarf use kr sakte he kya ..
Good
Thank you
Kapde sidhe karke dale ya ulte
Shukane bale m pani kyu chlaya mujhe pls btaye kyu ki m hath se hi kagalti hu mujhe bhi help chaiye kyu dala pani us m
Jo log hath se nahin khagalte unhe sukhane wale me pani chalana chahiye taki kapde ka sarf nikal jaye aur achchhi tarah clean ho jaaye 🙏🙏🙏
Kapde sukhane bale ko chalu karte hi bahut jor se hilti hai kio
Kapde ko alag alag karke Dale aur upar se qabar Laga de FIR machine nahin hilegi 🙏🙏
Drier wale jo pani thoda dale ho toh wo on karne se pehle pani drain out karna hai ya nahi, itna video dekha lekin koi bhi thik se bataya nahi.
Drier wale mein Pani rukta hi nahin hai to aap ko koi on off ki dikkat nahin hogi
@@AnshikaTiwari ji shukriya
Masin washing siti deti hai ya nhi
Deti hai
Madam ji hamari washing machine ke Sukh Na keva mein chala jata hai Shroff ka pani kaise nikalta hai
Mam machine Kay model no send kijiy. I also want this type of machine
Model / year : P8035SGMZ/2019
Brand : LG
Clothing time spin karts hai
Toti means kya hota h
A machine the stand ki price a dikha ho
Ka kaise band hota hai
Thik tarah se nahi bataya
Phirij me sman kaise rakhe
Thank you so much mam 🙏
Thank you mam 💖
Most welcome 😊
Good
Thankyou
Thanks 😊😊👍👍
Thanks
Thanks Mam
Thnx ma'am
thanks mam
Thanks
Good
Thankyou mam
Good
Thank you
Thanks mam