Maine bsnl ka airfiber lagaywa tha 10 months me jada din kharab hi rehta tha aur vendor bolta tha sbka chl rha hai pata nhi kaise mera nhi chal connection band kra diya aur JioAirfiber lagaya hai ekdm badhiya chal rha hai ✌️✌️✌️
bhaiya maine bhi htva ke fiber connection lagwaya hai maine bas terms and condition nhi padhi jo yeh thi --> Fair usage policy applicable. Post 1000 GB, unlimited data usage allowed at 64kbps. matlab limit hai net ki jo ki 1000 gb hai
Bhai tumko kisi cheej ka purpose nahi pata hoga to aise he faltu video banaoge jio airfiber hai wo sirf remote areas ke liye hai jaha 100kbps ka speed milta hai maximum aur phone me 5g bhi nhi chalta tha air fiber lagane ke baad 5mbps ka speed mil rha jo ki more than enough hai bahut se gaon me na jio chalta na airtel na bsnl ye airfiber waise jagaho ke liye hai mere ghar se koi bhi tower kamse kam 6km ki duri par hai aur mujhe jo bhi speed mil rha usse bahut khush hu tum 700 ke liye ro rhe ho mujhe to 1000 me bhi sasta lag rha aise jagaho ke liye
@@resonance51 to kya teri behan ka chaatu ? Agar mera comment sahi se padha hota to aisa reply na karte jio's service in city might be worst but in remote areas it is gem
Aapko bat sahi hai ki remote area ke liye bhut sahi hai , but ye apni service City , town me bhi launch kiye hai jisase nuksan ye hai ki lco aur chhote isp ko business band ho gya , Aur apke yaha ka to pta nhi but urban me bhut ki bekar hai , kuchh jagah sahi bhi ho skta hai but , adhikatar ro rhe hai. Aur ha mujhe to purpose nhi malum but agar jio ko apna purpose malum hai to usko sirf rural me apna focus karna chahiye na ki City me
8 mahine se Jio AirFiber use kar raha hoon. Mast chal raha hai. 30 Mbps se zyada hi upload aur download speed milta hai. Lagta hai bhai tumhare area mein network ki hi problem hai😂
Thoda sa App jio ke tweet dekh lijiye, ha Aap ke area me Jio ke User abhi kam honge to syad aapke yaha chcha chal rah ho, area wise bhi depend karta hai, but mai overall baat kar rah hu
@@mehramandeep468 haha wait and watch kisi ke jindgi ka thikana nahi hai aur yha fiber ko leke bakwas kiye jaa rhe ho abhi ekdam mast chal rha hai usi se matlab hai
Sir i am from Visakhapatnam. AP. apka explaination is very nice. Hum apse direct bath karani hai Krupya app kise contact karna hi. Yah bahuth argent hai. Thanq.
App ne ye shai boli recharge to bahut mahenga hy. Or uper jo net chalat hy wo TV thodi dekhte hy. 100 me se 4-5 hi customer ko jarurat hoti hy
Maine bsnl ka airfiber lagaywa tha 10 months me jada din kharab hi rehta tha aur vendor bolta tha sbka chl rha hai pata nhi kaise mera nhi chal connection band kra diya aur JioAirfiber lagaya hai ekdm badhiya chal rha hai ✌️✌️✌️
BSNL me sabse badi yahi kami hai ,koi sunata nhi hai.
@@RTech01 isliye to sasta toh hai but koi service nhi hai iski
Bilkul sir.... Mne bhi 2 din m Jio Airfiber k 5 connection ko cut kar k BSNL FTTH lgaya h
Is samay yahi ho raha hai
Sir aapki bat sun kar internet business ko jan me jan aa gae thanks 🙏
bhaiya maine bhi htva ke fiber connection lagwaya hai
maine bas terms and condition nhi padhi
jo yeh thi -->
Fair usage policy applicable. Post 1000 GB, unlimited data usage allowed at 64kbps.
matlab limit hai net ki jo ki 1000 gb hai
bhai aapka plan kitna hai?
399 rs 30 Mbps 499 50 Mbps
Aap konsi company ki service provider ho?
Bsnl, one broadband
@@RTech01 aap to Airtel xtream fiber ki vi isp the
Bsnl fiber best hai
@@algarzzr9948 yeh mujhe pata hai mein puch raha hoon ki yeh jo Rtech vaya hai inhone Airtel xtream fiber franchise k upar video Diya tha
Sir bsnl me live tv , and 249 wale plan 10 gb ki jagah atleast 100gb net karwado bas 🙏
Sir can we take wirless link on p2p basis of bsnl to my control room becuse during monsoon ofc breaks a lot.
Yes
@RTech01 please guide , what are the equipment we should take and how to do
Bhai tumko kisi cheej ka purpose nahi pata hoga to aise he faltu video banaoge jio airfiber hai wo sirf remote areas ke liye hai jaha 100kbps ka speed milta hai maximum aur phone me 5g bhi nhi chalta tha air fiber lagane ke baad 5mbps ka speed mil rha jo ki more than enough hai bahut se gaon me na jio chalta na airtel na bsnl ye airfiber waise jagaho ke liye hai mere ghar se koi bhi tower kamse kam 6km ki duri par hai aur mujhe jo bhi speed mil rha usse bahut khush hu tum 700 ke liye ro rhe ho mujhe to 1000 me bhi sasta lag rha aise jagaho ke liye
jio ki chatna band kar
@@resonance51 to kya teri behan ka chaatu ? Agar mera comment sahi se padha hota to aisa reply na karte jio's service in city might be worst but in remote areas it is gem
Aapko bat sahi hai ki remote area ke liye bhut sahi hai , but ye apni service City , town me bhi launch kiye hai jisase nuksan ye hai ki lco aur chhote isp ko business band ho gya ,
Aur apke yaha ka to pta nhi but urban me bhut ki bekar hai , kuchh jagah sahi bhi ho skta hai but , adhikatar ro rhe hai.
Aur ha mujhe to purpose nhi malum but agar jio ko apna purpose malum hai to usko sirf rural me apna focus karna chahiye na ki City me
bhai security engineer hun kaam hi aisa rehta hai ki 1tb toh mahine ka lag hi jata hai
👍
Mere ghar par TV par dekhne par hi 30-40 GB data Roj lgta hai
8 mahine se Jio AirFiber use kar raha hoon. Mast chal raha hai. 30 Mbps se zyada hi upload aur download speed milta hai. Lagta hai bhai tumhare area mein network ki hi problem hai😂
Thoda sa App jio ke tweet dekh lijiye, ha Aap ke area me Jio ke User abhi kam honge to syad aapke yaha chcha chal rah ho, area wise bhi depend karta hai, but mai overall baat kar rah hu
jio airfiber ka buffering ka problem hai
Bsnl ka plan lena hai kaise milega
Aap apne najdeeki TIP se sampark kariye
Inka jio fibre bhi bekaar ho gayaa hai...red light jalti nahi hai aur inka engineer 3 4 din baad aata hai..katwa diya aur dusra lagwaya hai
Thanks for info
Welcome
Namskar sir iam Isp Railwire Rajsthan s bandikui
Jio ki customer service nhi hai ghatiya hai ekdum 100 Mbps ki speed ko evening me 5 6 Mbps de raha hai
right, sabse bekar customer service hai, bhut ghumate hai
unko khud hi nhi pta hota
Mine is perfectly working.. don't spread false news
just wait and watch network colaps sune ho kya hotta hai ....
@@mehramandeep468 haha wait and watch kisi ke jindgi ka thikana nahi hai aur yha fiber ko leke bakwas kiye jaa rhe ho abhi ekdam mast chal rha hai usi se matlab hai
App hai sachha ISP
UP
Good
Thanks
Sir i am
from Visakhapatnam. AP. apka explaination is very nice. Hum apse direct bath karani hai
Krupya app kise contact karna hi.
Yah bahuth argent hai.
Thanq.
9455055644
Sir apse contact kaise kre
9455055644
Sir aap ka phone number chahiye aap se kuchh baat ker ni thi
Kuchh information leni thi please sir number type ker dijiye
Sir namaste aapka kohi group he to plz add me
UA-cam community