Bro. Mere pas same 2006 model hai. Aaj obd 2 se scan kiya to P0252- powertrain injection pump fuel metering control A "Range Performance "(Cam/ Rotor / injector ) pending fault aya. Kya karna hoga uske liye? Baki self lene par to start ho jati hai. Bas kabhi kabhi jhatke maarti hai or ek dum se glow plug warning show karne lagta hai.
Bhai meri gaadi me bhi same issue hora hai aapne yeh comment toh 3 months pehle kiye the toh abtak toh aapka problem solve ho gya hoga na toh aapne kya kiye kaise solve hua issue plz batao
Bhai disel line me bubble dikhta hai pump me jata hua .. kya ho sakta hai ? .... Car starting me , milenge me koi dikat nahi hai ...... Bus race karne k bad pump mese sitti ka aavaj aata hai
Diesel line me bubble dikhta to hai but agar wo bubble bada ho raha hai ya fir aate ja rahe hain then ye problem hoti hai baaki seeti wali awaz aa sakti hai ....if there are many bubbles ya fir badte ja re hain to fir pump change krvana padega
2-3 reasons ho sakte hain sir 1.Heater plugs sahi kaam kr re ho 2.Injectors sahi hone chahiye 3.Crank sensor sahi hona chahiye Bas ye teen cheeze check krvani padengi skoda me yahi kharab hota hai after years ❤️
mera octavia mein diesel khtm hua tha maine fill karaya but still it is not started can i use this method to release air bubble showing in diesel line plz reply
Yaar meri octavia me bhi same issue hua tha aur maine to new fuel pump bhi dala tha. Mechanic ne same procedure kiya aapke jaisa lekin phir bhi start nahi hui...ghar walo ke pressure ke baad mujhe usko bechni padi😪
On trying to start the skoda Octavia car the engine starts but then switches off,,the line has air in it. While trying to start the car the fuel moves bit forward in the line and comes back
Bro. Mere pas same 2006 model hai. Aaj obd 2 se scan kiya to P0252- powertrain injection pump fuel metering control A "Range Performance "(Cam/ Rotor / injector ) pending fault aya.
Kya karna hoga uske liye?
Baki self lene par to start ho jati hai.
Bas kabhi kabhi jhatke maarti hai or ek dum se glow plug warning show karne lagta hai.
Bhai meri gaadi me bhi same issue hora hai aapne yeh comment toh 3 months pehle kiye the toh abtak toh aapka problem solve ho gya hoga na toh aapne kya kiye kaise solve hua issue plz batao
Sir ye kiya gadi chalu huva but tank se fuel filter tak aage nhi aa raha hai kya ho sakata hai reason dusara isaka
Bhaiya aur le gayi hai sir nikalni padegi apko
Bro my skoda octiva air bubbles coming engine not starting only the petrol spray sharts the engine any solution
Isme rotary diesel pump aata h kya
Bhai disel line me bubble dikhta hai pump me jata hua .. kya ho sakta hai ? ....
Car starting me , milenge me koi dikat nahi hai ...... Bus race karne k bad pump mese sitti ka aavaj aata hai
Diesel line me bubble dikhta to hai but agar wo bubble bada ho raha hai ya fir aate ja rahe hain then ye problem hoti hai baaki seeti wali awaz aa sakti hai ....if there are many bubbles ya fir badte ja re hain to fir pump change krvana padega
Ty
Air nakal ne ke bath bhe start nhi horahi bhai what happened plz explain..
2-3 reasons ho sakte hain sir
1.Heater plugs sahi kaam kr re ho
2.Injectors sahi hone chahiye
3.Crank sensor sahi hona chahiye
Bas ye teen cheeze check krvani padengi skoda me yahi kharab hota hai after years ❤️
very useful info
Thank u sir
mera octavia mein diesel khtm hua tha maine fill karaya but still it is not started can i use this method to release air bubble showing in diesel line plz reply
Hanji u can ....baki koi bi doubt ho aap insta oe msg krna detailed bta duga agar apka doubt hota koi ....
Voice note pe
Sir a sab kar liya hai 4 time ki ya hai ab gadi khadi hui hai nahi start hoti hai aur micanic bolra hai nojil ka kam kara. O kya kare sir g
Bro insta pe aake explain kr do Mai. Batata hu kya Krna hai
Just advance you car pump
Yaar meri octavia me bhi same issue hua tha aur maine to new fuel pump bhi dala tha. Mechanic ne same procedure kiya aapke jaisa lekin phir bhi start nahi hui...ghar walo ke pressure ke baad mujhe usko bechni padi😪
Sad Bhai 😔😔
Karcha kitana aaya bhai
Bhai is gaadi ka maintenance kesa hai. Spare mehange hai as I heard. But bar bar engine ka kaam to nahi nikalta na? Please suggest 🤝
Bhai ji insta ID
@shikhardixit12
Voice note pe sab bta deta hu 😁
@@DTVShikhar
Bhai tumko mene insta pe audio mesg kiya hai
Fuel Bala door open nahi ho to kya kare
Switch ko direct krke chek kro bro nai ho Raha to fir switch open Krna padega seats fold krke
Agar fuel pump kharab hai to repair hojata hai?
Ha
👍
On trying to start the skoda Octavia car the engine starts but then switches off,,the line has air in it. While trying to start the car the fuel moves bit forward in the line and comes back
DM on
@shikhardixit12
Will give a voice note for it
@@DTVShikhar सर मेरी भी ऑक्टेविया कार हैं उसमे एक्सीलेटर लेनी से गाड़ी झटका देना लगता है क्या प्राब्लम है
Bro mere pass skoda octavia rider 2008 model, vo milage kam de rahi, plz solve my problem,, egr v clean hai, air filter v clean rakh ta hu
Approx kitna
@@DTVShikhar 15,16 ki
Sir meri Jo hai highway pe 24-26 ki de jati hai at speed of 90-100 and city me 14-16 tak aisa hi hai aapki wali ka ?
@@DTVShikhar je to. Highway pe 15,16 ki deti hai
Bro skoda laura mein bhi 1.9 hai can we do the same?
Kaun sa model hai ?
@@DTVShikhar 2009 mk2 1.9 elegance
Recently I service my skoda Octavia but half when I don't give acceleration i acceleration engine is start
Hindi me likho bro samaj ni aaya
Shikar bhai
Hanji bhai
A Kam karne se gadi ko kuch hoga