Very nice information. In which states of India this Ritual celebrated. In Gujarat state never heard. My daughter married to BIHAR. What is a role of NAANA & NAANI...? PLEASE GUIDE.
Great point on cloths and not having many ppl.. but we should ideally not give milk, honey, sugar to the baby. (Request you to please bring this awareness too)
Hi mam anparasan Jo karte hain FIR usmein Kitab aur rupye aur Sona Kyon rakhte Hain iska kya matlab hota hai Jab baby usse pahle touch karta hai please reply sis
Try to make short video sbk pas itna tym ni hota...apne annprashan ka to kuch btaya ni...bekar ki baatein bta ri hai..kya kapde pehna na hai..kse khilana hai..ye sbko pta hai
Aap baar baar Hindu dharm ka jikra karte ho lekin jyadda me jyada english shabdo ka prayog karte ho, ye kounsi Hindu sanskruti hai? vaise video thik hair.
Beta-beti me koi antr nhi bas ek nazar se dekhna chahiye mene tho 6 month me kraya apni beti ko or ab bete ko bhi kraungi...
Mera beta 4 running ty ye information mere kaam aygi actually m staying in London there is no one Kanha ji BLS u ty dear
Thank u so much dear....Radhey radhey.
Mine too baby boy is 4 month
I really appreciate your way of making us understand. N loved your smile while you said about your baby.
Aapki har video bhut helpfull hoti h thnku so much ❤️❤️❤️🙏🙏🙏aage b ham logo ko jankari dete ehe
Thanks for the help didi❤
Very nice information. In which states of India this Ritual celebrated. In Gujarat state never heard. My daughter married to BIHAR. What is a role of NAANA & NAANI...? PLEASE GUIDE.
Aapne bahut achhi tar ah send bataya iske liye dhanybad
Thank you ❤
You're welcome 😊
Very nice ceremony 👌👌
Thank you so much
Aapne bahut behtar bataya ...
Great point on cloths and not having many ppl.. but we should ideally not give milk, honey, sugar to the baby. (Request you to please bring this awareness too)
thanks pinki di. Aapka sujhaw bilkul shi hai
Knowledgeable video for parents thankyou
Kheer bhi kese khilau? Usme bhi to milk hota he n cow milk is nt allowed na ?
Pehle niwala kon khilata hai bcchea ko pls btaea
17 November ko ,Mera baby 6 months ka ho jayega,kya mein annaprashan kara sakti hoon
Mera naati 23 October ko hua tha to 5 manth mein karaya jaaye ya 6 mein please
Thank q didi
Meri baby next month haai 11 june ko 5 month ki ho jaygei hmre yaha function hota hai 11 bada magal hai
राधे राधे
Good impromatiom. Di
Thankuu
bahut he badiya mam...
Thanks budheshwar swansi ji....
Meri baby girl 22 November ko hui h to kya mam Mai aapni baby ko kab annprashan karau ya 19 April ko karwa lu us din muhurat h
Good 👍👍🙏🙏🙏
Kya 6 mahine chadhna chalu ho tb kr sakte h qki fir bhado h to ni krna h
Very nice 👍🙏🙏👍👍🙏🙏👍👍🙏🙏👍🙏👍👍🙏👍🙏👍🙏
Meri baby girl Hi maam mai 4 months me kr sakti hu ..plz btaiye
6 month start hone par Kar sakte hai Kya ya fir complete hona chahiye
Same question.... I have my baby girl 4months now
Mujhe twins h ek boy and girl h 6 month me chal rahe h to mai kya basant panchami ko kra sakti h plz bataye h mujhe 👏👏
Me bhi basanti panchmi ko he karwa rahe hu meri baby ko
16 Sankar ke name banana ditail me pl.
Mam Maine apni first beti ka uski nani k ghar karaya tha coz humare yahan kisi ka nahi hua....kya ab second beti ka bhi wahin karwayen
Didi 6 month se baby ko piyori khila ne ke bad bhi kar sakte hai kya pehle karna chahiye please reply me
Dear mam annprasan k baad hi solid food Dena start krtey h
Baby ko pahle uski बुआ जी करवाती है और कही कही पे मामा जी
Mam baby ko cerelac khilate hh to puja karwa sakte hh
Thanks di
Bahut bahut dhanywad
Mera beby boy ka annprashan navratri K prarambh m krana chahti hu abhi Use 6 chl rha hai navratri m 7 chalega kya ye thik rhega mam
Mam krwa skti hai koi dikkt nhi hai
Good information
Koi mantra bhi hoti h kya specially rice ceremony k liye....
Hi mam anparasan Jo karte hain FIR usmein Kitab aur rupye aur
Sona Kyon rakhte Hain iska kya matlab hota hai Jab baby usse pahle touch karta hai please reply sis
Mere anushar bachhe ka kis me jyada interest hai vahi pta chlta hai..esliye ye sb chize rkhte hai...
@@AvinashKumar-ui9tn ok thank u
Very nice things mam
Thank you di
mam meri beti 17 feb ko 5 months ki ho gayi hai mein kab uska aanprashan krwau
Jay ho
Nice 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hello men bache ko pehle kon khilata jese maa ya dadi
बुआ
Month or date kya se hum jode baby ka month
Mam annaprasan Nanaji ya Dadaji ke ghar mein hona chahie
Nice mam
Bache ko phla niwala kaun khilata hai
Hi mam hum log bramin hai..to kya mai apni beti ki annaprasan 5 month me kar sakti hu??
nahi....brahmin ko annaprashan ki jarurat ni hoti....
@@avyaansworld5539 chup bklol
@@idottechnosuperz569 bhakk
@@avyaansworld5539 r u mad
Chandi ki चम्मच ओर कठोरी nana ji ke ghr se aati hai kya?
Ha
Kya 6 month me navratra me baby girl ka kar sakte h
Yes mai bhut hi subh din hai
Mam Mera baby is Navratri 24 October ko 5 months Ka ho jayega to Mai kis din annaprashan kra skti hu plz reply....
Mam aap navratre mai kisi bhi din kra skti hai
aapne kaisy kia tha apne bachche ka mam
Mam Dr. Ne 12 month tak baby ko cow's milk dene kee liye mana kiya hai to kheer kese den
😆
Formula milk se kheer banaye
Mam Mene cerlek baby ko de diya he 5 month se 6 mont me annaparsn kar sakti hu kya
Yes mam asp kr skti hai
Mera Baby Boy 24 /2 ko month complete ho jayega or 6 month tab chalu hoga to mem me kab kru
Are yr ....itna lecture kyu de Rahi ho kaise karate h wo clear bataiye n
Mera baby 14 month ka hai abhi kar sakati hu kya
अब तो खाना खाता होगा। अब क्या होगा
agar koi bachi chabi chune uska kya matlab hota hai?
Mam Mera baby boy h 5 months Ka lekin weak h wo usko healthy kaise bnaye
Thanks a lot of mam
Main mandir per karna chahiti hoon... Lekin baby k janam k hair abi tak cut nehi kiya kya ham mandir per prabesh karne se Koi dikat hoga..
Ye humare upper Shimla main bhi hai rivaj bolte hai hair thore se cut apne kull devta ke pas karvana cahiye us se pehle mandir nhi jana cahiye….
Abhi kharwas chal rha mere baby ka 6 month ho jayega aaj to kr sakte h ki nhi
तो अब कर लो
Good
Ohh waaahhh
Thanks maim
Baas .. 9 tanki hai
Hii I have one question
What
Chandi ke chamch nhi rahega tab maidam Kya kare
Every one not afford silver vessel
Right dear
Only 1 katori और 1 चम्मच afford ni kr skta tu
Hi mam
Agr hum hunny dete hain to chandi ke chamch se de skte hain kya
Mam kaise bhi de skti hai.
Beby ko shakar nh khilani chahiye 2 saal tak
😢
Bahut boring hai, repeated words use jyada hai
Di mera baby 9 August ko huya hai to hum kis month me kare
Dear jb apka baby 6th month complete kr le phir aap start kr skti hai.
ua-cam.com/video/ncNw467XLp8/v-deo.html
Annaprashan Ceremony
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
4 month ki baby ko diarrhoea ho gaya hai to kya karu
Dr. Ke pas jao yha nhi
Aap mandir me rahte ho kya
Try to make short video sbk pas itna tym ni hota...apne annprashan ka to kuch btaya ni...bekar ki baatein bta ri hai..kya kapde pehna na hai..kse khilana hai..ye sbko pta hai
Ho gaya ? Jaiye ab muh dhoke aaiye
Hi
Honey should never be given to a baby less than 1 year old
Aditi jab baby Janam leta hy tbhi honey dedia jata jise Punjabi m gudti bolty hy nd don't worry if u have original honey will NVR harm
Why??
बैस्ट हे हमारे संस्कृति
Aap baar baar Hindu dharm ka jikra karte ho lekin jyadda me jyada english shabdo ka prayog karte ho, ye kounsi Hindu sanskruti hai? vaise video thik hair.
Slrinidhi
Hello
विधी kasi karni hai
Mam vedio pura dekhe
Not nice
Bakwas video hai kuch btya tu hai nhi