Ji bilkul use kar sakte hai. Lekin uska swad thoda tikha aur kadva hota hai to flute bajate vakt thoda smell aye to dikkat hoti hai isliye. Baki comfortable ho to use kar sakte hai. 👍
Flute set kharida hua hai 🎉cardboard box me hai sari flute Kuch Flute ek side se badh gyi hai matlab round se oval type ho gai hai Kya karna chaiye Aur long flutes bent ho gyi hai
Ohhh.. usko thik karna thoda mushkil hai..but ek try kar sakte hai aap.. kisi cotton ke kapde ko halka garam karke..bansuri ko evenly garam kijiye aur kisi weight ki flute pe is tarah se rakhiye ki wo oval se fir se round ho jaye.. Aur bent flute ko bhi same process karna, garam karke kisi straight pipe me dalke rakhiye
Ab bhaiya ji iski sound thik ho gayi f base ke bamboo me ande line hai kya isko smooth karne ke liye Ander se sand paper laga kar smooth kar le rod me sand paper chipka kar kar sakte hai please reply soon bhaiya ji
Jitna ho sake sanding bilkul mat kijiye. Kyoki bamboo ke andar natural protecting layer hota hai jo bamboo nature me banate samay hi tayar hota hai. Wo damage hua to flute andar se kharab ho sakti hai.
Bohot jyada oil lagaya hai kya? Jyada oil nahi lagana hota hai. Aap ek kar sakte hai sukhe kapde se andar se clean kar lijiye. Fir bhi nahi hua to thode garam vatavaran me thodi der bansuri ko rakhe (jaise subah ki halki dhup) aur fir oil jab flow hone lagega sukhe kapde se clean kar lena. Apki basuri firse normal bajegi.
Ji.. actually Maine all scale flutes ke measurements pe already ek video banai hai. Niche di gayi link aap check kijiye ua-cam.com/video/MA3Uqaoy_CE/v-deo.html 😊👍
I loved the back ground flute music so much..yes the video is very helpful
Thank you so much for appreciation. Stay connected with our channel 👍😊
Bahut sundar video tha❤❤
Thank you so much 🙏🙏
Very good information... It is necessary also... Thanks a lot...
Most welcome.. stay connected 😊👍
Good information for flute community
Thank you so much 😊
Very helpful 👍🏻❤️
Thank you so much.. 😊
Kya baat hai #MrScientist...very informative video.. Bdw.... Background music ❤
Thank you so much Priyanka... 😊🙏🙏
Great initiative video 🎉
Thank you so much. Stay connected 👍
Bahut acha bataya sir. Ye bata do plz ye background mai jo music chal raha h?? Ye kahan se mil payega??
Thank you..
Background is madhyamavati ragam sound by bliss..
@@milindcreations1118 बहुत बहुत आभार आचार्य जी आपका । प्रणाम
Thank you vaiya 😁😁😁
Most welcome ☺️
Very helpful lesson
Thank you so much.. 👍
Sir sarso ka tel bhi use kar sakte hai na
Ji bilkul use kar sakte hai. Lekin uska swad thoda tikha aur kadva hota hai to flute bajate vakt thoda smell aye to dikkat hoti hai isliye. Baki comfortable ho to use kar sakte hai. 👍
Sir metal fulute,electric flute or regular bamboo or wood flute which one do you prefer
I always prefer bamboo flute for it's sweet and soothing sound. Metal flutes are good for high treble sounds or western songs.
Flute set kharida hua hai 🎉cardboard box me hai sari flute
Kuch Flute ek side se badh gyi hai matlab round se oval type ho gai hai
Kya karna chaiye
Aur long flutes bent ho gyi hai
Ohhh.. usko thik karna thoda mushkil hai..but ek try kar sakte hai aap.. kisi cotton ke kapde ko halka garam karke..bansuri ko evenly garam kijiye aur kisi weight ki flute pe is tarah se rakhiye ki wo oval se fir se round ho jaye..
Aur bent flute ko bhi same process karna, garam karke kisi straight pipe me dalke rakhiye
Which oil is best for cleaning flutes
Sesame oil is best..
You can use any non sticky organic oil 👍
Jasmine oil chalega kya
Yes... Chalega no problem...👍
@@milindcreations1118 thanks sir , you are great 👍
Ab bhaiya ji iski sound thik ho gayi f base ke bamboo me ande line hai kya isko smooth karne ke liye Ander se sand paper laga kar smooth kar le rod me sand paper chipka kar kar sakte hai please reply soon bhaiya ji
Jitna ho sake sanding bilkul mat kijiye. Kyoki bamboo ke andar natural protecting layer hota hai jo bamboo nature me banate samay hi tayar hota hai. Wo damage hua to flute andar se kharab ho sakti hai.
Hi sir.. Background mein jo music tha.. Uska naam zara bataiye please
It is madhyamavati ragam sound by bliss. 😊👍
What is the glue
It is white fevicol used for furnitures. You can use any furniture glue which becomes transparent after drying.
Sir , kork mein fevicol dunga toh chalega kya
Yes chalega.. koi problem nahi hai 👍
@@milindcreations1118 thanks sir
Bhaiya ji oiling ki thi 2 din pahle eski sound adhi ho gayi hai f base hai ye kaise thik hogi please reply soon
Bohot jyada oil lagaya hai kya? Jyada oil nahi lagana hota hai.
Aap ek kar sakte hai sukhe kapde se andar se clean kar lijiye. Fir bhi nahi hua to thode garam vatavaran me thodi der bansuri ko rakhe (jaise subah ki halki dhup) aur fir oil jab flow hone lagega sukhe kapde se clean kar lena. Apki basuri firse normal bajegi.
Sir Olive oil de sakta hoon kya
Ji bilkul use kar sakte hai..👍
Jyada smell nahi ana chahiye use bas...
Can we oil the flute, although sone fungus have grown inside it?
Yes ofcourse. Just remove fungus using some soft cloth before applying oil.
Sir punam flutes Ka all measurements Di jiye na
Ji.. actually Maine all scale flutes ke measurements pe already ek video banai hai. Niche di gayi link aap check kijiye
ua-cam.com/video/MA3Uqaoy_CE/v-deo.html
😊👍
Thank you sir❣️
sir please tell me pvc flute is harmful sir please tell me
Bamboo flute is better as it is natural . But pvc flute is also not problematic if used after cleaning before first use. 👍
The sound of pvc flute is not as sweet as wooden one.
Can I get cover flute
Yes.. just search madhyamavati ragam sound by bliss.. you will get it.
Pls properly information dijiye 👎🤪
Contact me on mail ID if you have any doubts...
Hello Chote BhaiQ Very informative video. Could you share your mail id? Pranaam!!
Hello.. namashkar Bade bhai 🙏 thank you for appreciation. milindcdoiphode @ Gmail .com is my mail id. You can contact me over there.
@@milindcreations1118 Thanks a thanks for sharing your videos in particularly on submarine and Piguen care.