Sir mere ko itd se hi transaction ka massage aaya he.mere saving Account me 20,00000 lakh se jyada upi,imfs,neft se credit huva he .kya itr me file karna .padega kio problem nahi hoga
Sir 15 lakh me jameen sell kiya hu, buyer ne power of atterney ke dwara purchase kiya hai, aur buyer ne amount 5 lakh ke 3 cheque diye, aur agreement bhi karwaya hai len den ka, cheque se 15 lakh credit hua to income tax notice aa sakta hai kya?
Bahut sahi jankari hai sir mai ek commission wala kaam karta hu savings account se jisme bahut sara transaction ho gya hai. Kahi pe paisa daalta hu to comission ke sath aata hai to kya main ye current account se karu to koi dikkat to nahi hoga?
sir muje ek bat ka answer chahiye apse apko kafi acchi jankari h helpful h isliye m apse ye janna chata hu..samjiyega bat ko meri..jese mene apne saving account m 2.5lakh rupe jama kiye or fir imps krke share market m dale ab jo mere 2.5 the wo 2.6 ho gye mtlb 10hazar bad gye mene bapas saving account m le liye or 10 hazar withdraw kr liye thk h na..fir se wahi 2.5 lakh dale market m 10 bd gye nikal liye esa roz kiya mene to kya hoga plzzz bataiye muje ya video bna dijiye bat samj k meri ispe plzz..sir..!!
Sir mere ko itd se hi transaction ka massage aaya he.mere saving Account me 20,00000 lakh se jyada upi,imfs,neft se credit huva he .kya itr me file karna .padega kio problem nahi hoga
Ji ha itr File karna hoga
Aapka kya huva bhai problem solution huva naa
Special knowledge sir ji thank you so much for banking knowledge.
Sur 1 saal me 10 cr ho to seving me to tex kitna lagega
Sir aap ke sabhi video bahut achi jankari hai
Crypto trading ke liye kaun sa account hona chahie saving account ya current account
10 lakh saal ka credit pr notice aa sakta h ya credit debit dono Mila kr
Sir current account open krwane ke bad to nhi hogi problem 1sal me 15_20 lakh transaction kr sakte h
सर साल के 2,00,000 लाख की ऑनलाइन ट्रांजेक्शन पे टैक्स लगता हैं क्या
self transfer in saving account is receiving +sending by upi imps is total 10 laks in year is high value sir?
बहुत अच्छा लगता हैं सरजी
Sir Saving Account Mein Business Ki transaction ki limit kitni hai up to 2,50,000/- ya usse jyada
What is difference between NEFT and RTGS regarding limit of amount for remitting and receiveing?
NEFT ME 1 TO 200000 TK SEND KR SKTE HAI BUT
RTGS ME 200000 SE MINIMUM STARTING HAI
Sir 15 lakh me jameen sell kiya hu, buyer ne power of atterney ke dwara purchase kiya hai, aur buyer ne amount 5 lakh ke 3 cheque diye, aur agreement bhi karwaya hai len den ka, cheque se 15 lakh credit hua to income tax notice aa sakta hai kya?
Saying bro I had a problem We are doing 9-10 lakh transactions every month in our savings account and never get income tax notice.
I suggest you please open a current bank account to increase the transaction limit.
Really
@@paswalshabir3983 Yes
Dua karo...8 saal na aaye😂😂
Just wait
Sir mujhe 10lkh krna hai one day ka to kr skte h ky
Bahut sahi jankari hai sir mai ek commission wala kaam karta hu savings account se jisme bahut sara transaction ho gya hai. Kahi pe paisa daalta hu to comission ke sath aata hai to kya main ye current account se karu to koi dikkat to nahi hoga?
Current AC se dikkat nhi hogi
Saving account se ek din me 1 carore ki rtgs ho jayegi kya
Self to self txn limit in our own account due to shares trading????
❤❤❤❤goodsir
Agr neft or rtgs k through 5-10 lakh ki single transaction kree toh Income-tax ki trf se koi dikkt toh nhi hogi????
Nhi hogi
Sir central bank kcc account me kcc ATM kaise le bank me apply karne pe bank Wale nhi kar rahe apply plz video banye
Sir matlab saving account mein deposit aur withdraw mila ka 1 saal mein 20 lakhs tak transaction kar skt hai
Han but apka agar 20 lakh Tak transaction hota hai to AP AK current bank account khol lijiye apke liye better hoga.
Upto 9 lakh credit+9 lakh Debt ammount savings account upi online transaction phone pe, gpay 1 FY . income tax notice ayega?itr file karna padega?koi problem hoga?
serious Questions sir. reply.
Nehi But Ap Itr Kar Sakte Ho. Itr karle se koi dikkat Nehi hoga lekin apka hi fayda hai.
Sir me 1 year me 7 ya 8 lakh cheque rtgs upi sabhi milakar recive kiya hai itr nahi fill karta hu to notice aa sakta hai ya nahi saving ac me
Jaur aaega 2027 2028 record lakh lo ek register ma jawab dena padega 3 4 saal bad pka aaega
@@AmanDeep-lc5ukabe gandu jankari nhi ho to udna ni chaiyea
Online game se jite huye rs par to koi dilkat nhi hai na sir
Hai bro is mein bhi dikkat hai 😂
Sb me dikkat h bro... middle class ko luta ja raha h😢😢
❤❤❤❤❤goodsir❤❤❤❤❤❤
if we transfer money by upi imps to my other bank account is calcuted sir
Yes it is also calculated
सरकारी नौकरी वाले हैं और सी सी एकाउंट खोल सकते है कि नहीं इसके बारे में एकवीडियो चाहिए
वीडियो बना चुका हूं
sir muje ek bat ka answer chahiye apse apko kafi acchi jankari h helpful h isliye m apse ye janna chata hu..samjiyega bat ko meri..jese mene apne saving account m 2.5lakh rupe jama kiye or fir imps krke share market m dale ab jo mere 2.5 the wo 2.6 ho gye mtlb 10hazar bad gye mene bapas saving account m le liye or 10 hazar withdraw kr liye thk h na..fir se wahi 2.5 lakh dale market m 10 bd gye nikal liye esa roz kiya mene to kya hoga plzzz bataiye muje ya video bna dijiye bat samj k meri ispe plzz..sir..!!
Itr File karo koi dikkat nhi agar itr File nhi karoge to notice mil sakta h
@@A2ZBankingInformation ok sir samj gya..!!
Agar main apne self account me paisa bheju to vo bhi add hoga kya ?
Yes
Hr chiz pr tax h bhai😂😂😂
Self transaction?
It is also calculated at the income tax department
Sb jagah pele jayenge bhai😢😢😢
bhai kaam ki baat kara kar seedha 3 min se time pass kar raha bkl starting mein