Intihaayi khoobsurat yaaden aur qisse. Mujhe Mallika Ji ki daughter se baat karne ka ittefaaq hua hai, unhen hum Jashn e Faiz ke dinon men Jammu lana chahate the, un ki sehat nasaaz thi, ghaliban unhen paon men choot aayi hui thi, aur wo theen bhi UK men shayad. baad azan bhi unhen le aane ki koshish hui lekin sab be-sood. Buhut hi umda jaankari, Syed Shabbir sahib ka ye novel baad men Natiq Sahib ne chaapa bhi. Jahan tak mujhe yaad hai Ch Ghulam Abbas Gujjar the ya, dogra?
Very interesting
❤
Choudhary Abbas Shah Inayat ki tarah raiyen the . Jammu city
Intihaayi khoobsurat yaaden aur qisse.
Mujhe Mallika Ji ki daughter se baat karne ka ittefaaq hua hai, unhen hum Jashn e Faiz ke dinon men Jammu lana chahate the, un ki sehat nasaaz thi, ghaliban unhen paon men choot aayi hui thi, aur wo theen bhi UK men shayad.
baad azan bhi unhen le aane ki koshish hui lekin sab be-sood.
Buhut hi umda jaankari, Syed Shabbir sahib ka ye novel baad men Natiq Sahib ne chaapa bhi. Jahan tak mujhe yaad hai
Ch Ghulam Abbas Gujjar the ya, dogra?
sir salamat raho❤