Bahut sahi video upload kiye hai sir....Pure youtube pe es tarah se samjha kar aur esha video kisi ne nahi upload kiya hai....Sab bas paisa lene ke chakkar me hote hai....Aapka video maine bahut acche se send tak maine dekha aur mera saara doubt clear ho gaya aur maine free me hi apna form fill kar liya....thanku so much sir.....❤❤
Thanku so much. mujhe Jaan kar bahut Khushi hue ki aapne mera video dekh kar khud se apna form fill kar liya. Mai to bas yahi chahta hu ki kisi bhi bacche ka ek bhi rupees na Lage aur vo ye video dekh kar acche se apna form khud se hi fill kar le.....Once again thanku so much♥️♥️
@@bihartech123 sir. I'm ex student of NIOS and I tried the same process like you showed but when I try to submit it's showing .... you have already registered with this enrollment number please login and complete your application sir please help me waiting for your reply 🙏
@@12kumkum Ye process Sirf other board ke students ke liye hai..Nios ke baccho ke liye ye work nhi karega....Us par maine already video bana rakha hai aap vo wali video dekh ligiye aapka problem solve ho jayega.....
Sir mein physics chemistry English ka on demand dunga to iska sirf Pariksha Dena padega practical nahin dena hai na aur NIOS main CBSE ki Prabodh model kunji kam aati hai ya nahin ya NIOS ki alag se kunji hoti hai please reply me sir
Sir aur ek doubt permanent address aur correspondence address mei daal dia hai lekin correspondence address ka document option nahi aara tho sirf address pei permanant wala document dal du ya fir permananet aur correspondence address same rkhu kyunki books ayenge
Hello Sir ji Ek Doubt tha ki 12th failed jo marksheet upload karni h wo 12th ka result jo dekhte h online uska screenshot le kar upload karna hai ya school se milegi failed marksheet???
भाई जी, हिंदी और englice subject में TOC में theory और practical कहा होता। आप ने कैसे भरा plz.. बताने की कृपया करें। Toc में कितने subject पास होना होता है।
12TH M PHYSICAL EDUCATION HAI AUR YAHA PHYSICAL EDUCATION NH AA RAHA TOH KY KARE SIR TOC K LIYE CHEM+PHYSC LELI ABH MATHS ENGLISH HINDI DENA HAI BUT HINDI 12TH M NH THI TOH USKI JAGAH PHYSICAL EDUCATION THA ABH WOH NIOS M NH AA RAHA TOH KY SELECT KARE KAISE KARE
Agar aap chahte Hain ki aapka form Mai fill Karu to aapko iske liye aapko kuch charge pay karne hote hai aur aapke Examination form ke jo bhi fee honge vah aap khud hi pay kigiyega vo hame bhejne ki koe jarurat nahi Hai...
Sir maine fill Kiya form but complete nhi hua aur dobara login kri hu tohh already fill aa rha haibs address aur subject TOC tak hua tha aab ho nhi rhha
Sir upar subjects ke naam me jo subj maine 12th me diya hai agar woh available hi nahi hai toh kya krna hai ? For eg - maine 12 me IT exam diya hai lakin yaha IT ka option nahi hai uske jagh Computer Science hai, Toh kya krna hai mujhe ? Jagh blank chhor dena hai ?
Sir on demand m pratical kasa hua hh or paper kitna marks ka aata hh and sir plzz English and chemistry and computer science ka syllabus bta do bhut confusion hai sir plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz bta dooooooo
Sir hm class 10th ke bad hi on dimand ka form filap Krna chate h to to privious qualification Kay Dale ge? Aur hm Bihar Begusarai dist. Se h to Mera exam home disti. me hoga ya nhi?
Bhai mai class 12 up board se pass kiya hu is year me aur mujhe admission lena nios se kyo ke mera percentage kam hai to kya mai pass hone ke baad bhi toc karwa sakta hu aur mujhe public exam dena chahiye ya on demand ka form bharna chahiye pls reply Bhai
Bhaiya pls meko bta dijiye mujhe bhot jarurt h guidance ki mene 2023 me exam dia tha overall mai pass hu chem me rt thi mai nios krne ke liye ek subject me de skti hu on demand ?
Aapka phone no kya hai.kya toc me fail subject ko change kiya ja sakta hai.Aapke dwara form bharwane ka kya charge hai.Please 10th me 2subject me toc ke liye confirm karein.
Sir main 12th pass hun CBSE se commerce se mujhe science lena hai Maine on demand 4 mein form submit karna hai usmein ek option hai part admission dual elronmet Uska kya matlab hai usmein yas karna hai ya no please reply
Agar video dekh kar aapka thori si bhi help ho jaaye to please video ko like kare channel ko subscribe kare kyuki Mai NIOS se related video banate rahta hu to aapse koe bhi information miss na ho jaaye isliye bell icon ko daba le.... please subscribe....and please support....
Bhaiya Mera isc board hai marks sheet par practical ke marks mentioned nhi Hain. Aur muje pta nhi practical marks ke aggregate marks pta Jo ki marksheet par hai to kya practical marks fill karne wale section mein skip kar sakta hoon please reply.....🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Nios me kisi bhi update ke liye aap es channel ko subscribe kar le aur bell icon ko daba le taki aapko nios se related koe bhi information miss na ho....
Mai jarur aapka exam form fill kar deta....lekin on demand exam ka link active nhi hai isliye abhi aap on demand form fill kar sakte hai.....abhi October exam ke liye link activated hai isliye abhi aap sirf October 2024 ke liye aap form fill kar sakte hai.....
Agar aap chahte hai April wale me exam dena to hamlog baccho ke form bhi fill karte hai jinke liye unko thora charge pay karna padta hai....Aapka form bina koe tension ke fill ho jayega.....
Bahut sahi video upload kiye hai sir....Pure youtube pe es tarah se samjha kar aur esha video kisi ne nahi upload kiya hai....Sab bas paisa lene ke chakkar me hote hai....Aapka video maine bahut acche se send tak maine dekha aur mera saara doubt clear ho gaya aur maine free me hi apna form fill kar liya....thanku so much sir.....❤❤
Thanku so much. mujhe Jaan kar bahut Khushi hue ki aapne mera video dekh kar khud se apna form fill kar liya. Mai to bas yahi chahta hu ki kisi bhi bacche ka ek bhi rupees na Lage aur vo ye video dekh kar acche se apna form khud se hi fill kar le.....Once again thanku so much♥️♥️
@@bihartech123 sir. I'm ex student of NIOS and I tried the same process like you showed but when I try to submit it's showing .... you have already registered with this enrollment number please login and complete your application sir please help me waiting for your reply 🙏
@@12kumkum Ye process Sirf other board ke students ke liye hai..Nios ke baccho ke liye ye work nhi karega....Us par maine already video bana rakha hai aap vo wali video dekh ligiye aapka problem solve ho jayega.....
@@bihartech123 sir can you please share the link it's a humble request sir!!
@@bihartech123sir subject change bhi kar sakta hai kya
सर आन डिमांड में practical भी देना पड़ता है क्या please reply me sir
On demand mein koi bhi practical nahin hota hai
NIOS ke latest update ke liye hamare channel ko subscribe kar le aur BELL icon ko bhi daba le
Sir mein physics chemistry English ka on demand dunga to iska sirf Pariksha Dena padega practical nahin dena hai na aur NIOS main CBSE ki Prabodh model kunji kam aati hai ya nahin ya NIOS ki alag se kunji hoti hai please reply me sir
Hota hai practical
Sir after graduation students can give class 12 on demand exams for improvement ???
Very nice video Sari information step by step btae hai aapne
very informative video,
sir additional subject(biology )form fill up process bhi same h kya?
Sir aur ek doubt permanent address aur correspondence address mei daal dia hai lekin correspondence address ka document option nahi aara tho sirf address pei permanant wala document dal du ya fir permananet aur correspondence address same rkhu kyunki books ayenge
Agar aapka correspondence address aur parmanent address same hai to aapko same fill karna hai...Books aapke parmanent address pe aata hai...
Sir new video bnao aap abhi 2024 October bale ke 12 passed but number kam hai jee mains ke liye eligible nhi hun
Phli bar comment Kiya sir nice video very helpful video
Thanku so much sir ❤....for this amazing video. It's really too helpful for me.
Hello Sir ji Ek Doubt tha ki 12th failed jo marksheet upload karni h wo 12th ka result jo dekhte h online uska screenshot le kar upload karna hai ya school se milegi failed marksheet???
Yes sir
Sir mai 12 pass hu to mujhe faild vale mey 12 marksheet bhi upload karni hai plz sir bataiye!?
New subscriber...!!🎉
Sir muje bas ek subject add karvana hai.....mai 12th mai passed hu
Dual admission mai muje bhi NO hi select karna hai kya?
Sir 10th pass ki h nios se on demand 2021 mey or ab 12th krni h to kon c stream bhrni hogi 4th stream block 2 ya koi or
Sir kya ham online faild marksheet dal sakte hai kya kyuki original abhi school se nhi mila hai
Bhai abhi kya bhara ja rha h bhara ja rha h to inform Karo
@SumitKumar-tj7mh oct Batch
@@SuccessBrilliance-gr1ws bhai ji jije to sept on demand kab bhare Jaye GE jab nikle ge bhne ke liye
@@SumitKumar-tj7mh 1 june
@@SuccessBrilliance-gr1ws bhai insta I'd bata do aap ki
Sir marks improve ke liye hi hai n ye form?? Pervious qualification.. Me pass select krunga n?
sir how to add toc marks of 1 subject
Sir mere paass additional subject bhi hai toh form me woh subject fill krna hai kya
Sir ode exam mai pass hone ke baad migration or TC milti hai
भाई जी, हिंदी और englice subject में TOC में theory और practical कहा होता। आप ने कैसे भरा plz.. बताने की कृपया करें।
Toc में कितने subject पास होना होता है।
Bro plz itna btao ki jese 12th me maths ka exam dena h only to kese de sakte h?!!!!!
Only math ka dena hai
@@gamersteam9605Han bhai
Bhai agar 12 me fail ha aur mere pass 12 fail wala certificate nahi ha to kiya option select kare previous qualification me ? 10:10
Agar aapke paas 12th failed wala certificate nahi hai to aap failed marksheet bhi upload kar sakte hai....
@@bihartech123 online wala result upload kar sakte ha ?
@@Ashishmishra.1 agar aapke paas abhi tak aapka original marksheet nahi aaya hai to aap online wala bhi upload kar sakte hai....
Bro kese deya tha exam and ketne number aye the
bhaiya but ISC board mein to practical and theory ke marks alag-alag nahi dete to form mein kaise mention karenge
Aapko jaise mark mile hai aap vaise fill kar digiye...
Agar aapko theory me marks milte hai to aap apna mark theory me fill kar digiye...
12TH M PHYSICAL EDUCATION HAI AUR YAHA PHYSICAL EDUCATION NH AA RAHA TOH KY KARE SIR
TOC K LIYE CHEM+PHYSC LELI ABH MATHS ENGLISH HINDI DENA HAI BUT HINDI 12TH M NH THI TOH USKI JAGAH PHYSICAL EDUCATION THA ABH WOH NIOS M NH AA RAHA TOH KY SELECT KARE KAISE KARE
Sorry Nios me Physical education nahi hota hai isliye aapko uski jagah koe dusra subject select karna padega....
Kya ye jauru h ki jis subject me fail hue h usi ka exam de
Subject dusre nhi le skte?
Class 10 ke liye btae
8th pass student jise 10th m admission lena h use toc ka option choose karna chahiye?
On demand class 10th ka exam october tk hi dek skte h ya Novrmbr m bhi de skte h?
Sorry on demand exam September Tak hi de sakte hai....uske baad October me nios ka public exam hota hai.....
Agar aap chahte Hain ki aapka form Mai fill Karu to aapko iske liye aapko kuch charge pay karne hote hai aur aapke Examination form ke jo bhi fee honge vah aap khud hi pay kigiyega vo hame bhejne ki koe jarurat nahi Hai...
I'm on Instagram as @alexx_satyam_official. Install the app to follow my photos and videos. instagram.com/invites/contact/?i=ig04k0hd3mow&
Sir mujhe sirf biology add krni hai to mujhe part admission or toc me kya fill Krna chahiye
Please reply
Sir maine fill Kiya form but complete nhi hua aur dobara login kri hu tohh already fill aa rha haibs address aur subject TOC tak hua tha aab ho nhi rhha
Same problem
Sir mera physical education ka hai but usko change krke painting kr sakta hu?
Adhar me date of birth galat hai sir to kiya uski jagah 10th marksheet kam me ayega
Sir upar subjects ke naam me jo subj maine 12th me diya hai agar woh available hi nahi hai toh kya krna hai ?
For eg - maine 12 me IT exam diya hai lakin yaha IT ka option nahi hai uske jagh Computer Science hai,
Toh kya krna hai mujhe ? Jagh blank chhor dena hai ?
Sir please reply. Mujhe stream 4 k lie apply krna h. Aur mujhe bilkul samjh ny ara kaise krun.. please guide.
Sir on demand m pratical kasa hua hh or paper kitna marks ka aata hh and sir plzz English and chemistry and computer science ka syllabus bta do bhut confusion hai sir plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz bta dooooooo
Sir hm class 10th ke bad hi on dimand ka form filap Krna chate h to to privious qualification Kay Dale ge?
Aur hm Bihar Begusarai dist. Se h to Mera exam home disti. me hoga ya nhi?
Sir July 24 ke on demand kb open hoge
Bhai ek video additional subject ka form kaise fill kre uspe bhi bana do
Bhai mai class 12 up board se pass kiya hu is year me aur mujhe admission lena nios se kyo ke mera percentage kam hai to kya mai pass hone ke baad bhi toc karwa sakta hu aur mujhe public exam dena chahiye ya on demand ka form bharna chahiye pls reply Bhai
Bro deya keya exam and kese number aye on demand 12th class me
Sir on demand exam January February nahin hota
Aaj home science exam tha exam mya chitin karte huhya pakar gaya hya to home science paper mera cancel ki pura exam cancel hoga please help me
Aapke paper ke upar Red Pen chala diya gaya...
Sir sub code match nhi ho rha kya kre
Sir basic detail fill karne ke bad address wla or koi ni open ho rha h
sir i dont have a physical marks sheet since i am a compartment student can i upload the digiocker version?
bro ky akiya tha tumne digilocker wla accept hu akya?...mere school me bhi marksheet nhi aaya hai aabhi tk
@@12failhubro Bhai Mera school me agaya tha maine Jake pickup karlia
Please 24 ka video bano
Sir mera third compt tha is saal
Again got rt sir year you appeared me konsa year dalu sir
Bhai Mera bhi 3rd tha rt aa gya mei physical education liya hu kaese hoga yrr option hi nhi aa rha yrr
Exam senter kha hoga permanent address per corspondes address per
Please reply me 🙏🙏🙏
Bhaiya pls meko bta dijiye mujhe bhot jarurt h guidance ki mene 2023 me exam dia tha overall mai pass hu chem me rt thi mai nios krne ke liye ek subject me de skti hu on demand ?
Mere v same situation hai
@@hinamahto-c5u meko soln mil gya if uh want aap oct me bhi de skte ho public wala wrna ondemand bhi skte ho
Aapka phone no kya hai.kya toc me fail subject ko change kiya ja sakta hai.Aapke dwara form bharwane ka kya charge hai.Please 10th me 2subject me toc ke liye confirm karein.
Sir Bihar board sh subject code match nahi kar raha please help me 😊
Sir Physical Education ka option toh aa hi nhi raha subject mai
Sir October exam on demand ki last date chale gyi ky
Jii.... October wale exam ke liye date khatam ho gaya hai....Abhi sirf on demand aur April wala form fill ho raha hai....
Sir English mai sirf theory 48 hai aur partical nahi huwa hai tho mai kiya karo particle mai
Sir ab on demand on ka study ke liye books kaise milega
Kya isme hum dusre subject choose kar sakte hai jisme fail hue hai uske alawa?
Same Question mera bhi hai
aagar aapko pata chale to please mujhe b btana
Sir form fill kar diye center bhi choose kar liye par exam date select karne ka option hi nhi dikha rha
Content no content ho sakta hai aap se sir
Sir main 12th pass hun CBSE se commerce se mujhe science lena hai Maine on demand 4 mein form submit karna hai usmein ek option
hai part admission dual elronmet
Uska kya matlab hai usmein yas karna hai ya no please reply
Sir NIOS mai fail student dubara sirf fail subject ka form kaise fill kare plz guide me.....
ua-cam.com/video/ZdJzp0g_R2M/v-deo.html
Aap ye wali video dekh ligiye aapka problem solve ho jayega....
Agar video dekh kar aapka thori si bhi help ho jaaye to please video ko like kare channel ko subscribe kare kyuki Mai NIOS se related video banate rahta hu to aapse koe bhi information miss na ho jaaye isliye bell icon ko daba le.... please subscribe....and please support....
or on demand me per sub kitna fee lagega
Sir 5 saal purana caste certificate upload kr sakte hain?? 🤔🤔🤔
Eshe to current hona chahiye tha lekin agar nahi hai aapke paas to koe baat nhi....
Sir mene abhi Nios 2024 public exam diya h please bataye me bhar sakti hu
Ek subject ka bhe on demand mai kar saktae hai na
Kya hua....aapka problem kya hai...
@@bihartech123sirf bio ka bharna hai
Sir address wali window open nahi ho rahi sir g kya karu
Aap thora wait kar ligiye kyuki kabhi kabhi glitch ke karan esha ho jaata hai....
Sir september 2023 k baad on demand exams kab honge?
September ke on demand exam January se start hote hai....
Sir october me 2 exam nehi de payi...abhi on demand exam kaise apply karu plz help
Sir mai 12 ke har subject mai pass hu tho kya mera toc ho sakta hai?
I need to know if i feel how log time i give exam
On demand exam me jab chahe aap apna exam de sakte hai....bas es date me seats available hone chahiye...
Agar aap apna form fill karwana chahte hai to aap hamse contact kar sakte hai....
My Instagram id link 👉 instagram.com/invites/contact/?i=kfqpp12h9h45&
Pass waale student on demand nhi bhar sakte h kya
Fill kar sakte hai improvement ke liye unka form fill hoga....
Lekin abhi on demand ka form nhi hoga...
Nios ma practical dobara Dena padega kya??? Phle pass tha practical mai
ᴠᴇʀʏ ɪɴғᴏʀᴍᴀᴛɪᴠᴇ ᴠɪᴅᴇᴏ sɪʀ ᴛʜɪᴋ ʜᴀɪ ❤❤❤
Thanku so much....
Achhi jankari he bt ap thik he word bahot jyada bolte ho😅 bt video very useful thanks
Sir mai rbse board se 12th pass hu to mai on demand exam de sakta hu kyaa
Jii bilkul aap improvement ka exam de sakte hai...
Sir ek problem ho gayi hai on dimond par, ek hee date par, 3 subject select ho gayi hai koi solution bata dijiye
Sir total fee kitna lagega nios board mein admission lene mein
Fail hua Subject ko change kar sakht ta hai?
Nios mai de sakti hu maine last year pcb se nios se kiya hai but mera physics marks km aaye hai to mai ye on demand examination de skti hu
Hyy
Sir single subject nhi de skte kya ?? Actually maine 12 pass Kiya hua h
De sakte bro.. but the thing is how would you gonna put your failed marksheet in document upload section 😅.
@@ninjanick4882 or mai ye pooch rhi hu kya toc mere liye zarruri h iss case main
@@divyamishra7030 nai, nai karna hai 'toc' it's not for people like you. 🫰🏽
But plzz tell me how to fill form for single subject
@@divyamishra7030 In 'choose subjects for the course' section, select whatever subject you want one or more than one (maximum 7). 😉
June m form fill hoga to exam kb hoga??
Bhaiya Mera isc board hai marks sheet par practical ke marks mentioned nhi Hain. Aur muje pta nhi practical marks ke aggregate marks pta Jo ki marksheet par hai to kya practical marks fill karne wale section mein skip kar sakta hoon please reply.....🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai practical ke marks PTA chle Kya Apko kyuki abtak mujhe bhi nhi smjh AA rha he Kha se Dekhe practical marks .
Kitna sal ki marksheet se on demand exam de skta hai?
Ek subject biology se kase kre nios se mane pcm se kiya h
Sir maine form fill kiya tha block 1 class10 to iska exam 2023 m honga y 2024 m
Agar aapne stream 1 block 1 me form fill Kiya hai to aapka exam April 2024 me hoga...
Nios me kisi bhi update ke liye aap es channel ko subscribe kar le aur bell icon ko daba le taki aapko nios se related koe bhi information miss na ho....
Nios se related kisi bhi tarah ke help ke liye aap hamse contact kar sakte hai.....
I'm on Instagram as @alexx_satyam_official. Install the app to follow my photos and videos. instagram.com/invites/contact/?i=ig04k0hd3mow&
@@bihartech123 sir on demand exam ki dates or form kitna din m confirm hota h
Sir payment kitna karna padega
Sir jisko ek se he krna h usko kaise bhre
Aapne kha ki fees dene ki zaroorat nhi hai par ladt mein fees maang rha h
Kya...
@@bihartech123 0:10 on demand mein Bina ek rupay kharch kiye
Sir farhan khan main 3 subject main nios ka on demand exam 12 th ka bharna chahta hun
Mera form fill kar dengai 2024 ka
Hello Bhai
Sir avi v h kya date
Sir mai 12 fail hu mai june me on demand exam dena chahta hu last date kya hai
January 2024 se March 2024 tk ka he option aa rha h
Sir aap mera exam form bhar dijiye please rply mujhe January 2024 me exam dena h taaki me apne compedetion exam de sku please sir rply
Mai jarur aapka exam form fill kar deta....lekin on demand exam ka link active nhi hai isliye abhi aap on demand form fill kar sakte hai.....abhi October exam ke liye link activated hai isliye abhi aap sirf October 2024 ke liye aap form fill kar sakte hai.....
@@bihartech123samjhe nahi sir
Practical exam honge kya?
Fees kitna jyga
Sir mujhe math hatakar bio krna hai ho jayega kya
Nhi hota bhai.. bad me form reject ho jata hai ..Mere paise loot liye is nios ne
@@ElonMusk-cu8yn bhai apna WhatsApp number do
Bro I am a passed student I want to apply for toc or not ??
You don't have to apply for toc, but in the document upload section how would you gonna put your failed marksheet?. 🥲🫣
Sir fresher bhi on demand de sakta kay
No no.... Freshers on demand exam nahi de sakte hai.... Freshers April wala public exam de sakte hai....
Agar aap chahte hai April wale me exam dena to hamlog baccho ke form bhi fill karte hai jinke liye unko thora charge pay karna padta hai....Aapka form bina koe tension ke fill ho jayega.....
My Instagram id 👉 alexx_satyam_
Maibhi nios se hu pr fail kya maine
Kya main on demand exam de sakti hu
Sir fees kitne h ??
Bahar se kitne rupee lg jate h ????
Sir i want to fill my from
Mujhe karna hai form fillup plz reply
Sir mujhe additional bio se 12th krni h...isi sal to kese kre nios m... please help me sir😢
Are you 12th pass?
Tell me I'm gonna try to help you.
@@ninjanick4882 yes
@@ninjanick4882 2022 m 12th paas hui thi sir
@@supriyachauhan5470 yes you can give an additional paper of any subject you want... But the subject must be there. 😉
bhaiya me 12 pass hu but kya me on demand me 5 sub de skata hu
Is it possible k hum ek subject ka hi sirf exam de ??