Hi Tarun Manju , aap dono sadar ki itni videos banate hai. Plz shaddi k packaging items ki video , bahadurgarh road per jo shops hai waha se bhi banaiye. We have been waiting since long. Kinari baxar is too costly so it will be very helful if packaging n shaddi k items ki videos banyi jaaye
Di baccho k school k liye or kitchen k saman k liye 12 tuti chowk jna pade ga or Sunday ko kitne bje market star ho jate h .or 12 tuti chowk se rui mandi kitni dur h .plz reply
Maam hume ek baat bata dijiye plz plz Sunday market and crockery market and patri market...teeno alag alag market h ..yaan ek hi market h sadar bazar ke Aur ek baat bataiye maam ...teeno market ka humko sahi time and exact date bata dijiye...plz plz .. Ek baar aap likh kar bata dijiye plz maam
Hanji ye teeni market ek hi jagah hai jaise ek is gali mai hai dushri us gali Mai types hai or Sadar patri ki timing 6am se start ho jati hai or jaise jaise Sadar patri market Mai hi aage ki taraf jaoge to right hand par last Mai crockery market aa Jaygi or ye 8am se start ho jati hai
Actually Mam Har kisi ja budget shops se purchase ka nahi ho pata hai ,or retail Mai ek do products shops par nahi mil pate hai kai bar to isliye hum vo market bhi show karte hai jo sabke budget mai aa sake or unhe fayda ho sake
❤❤❤❤❤❤❤
❤️🥰
Following u when u were at 5000 subscribers great achievement 🎉🎉🎉
Thanku so much for your support and love ❤️😊🙏🥰😍
Jab apke 10k subscribe the tab se apko follow ki hu me to 😄😄 nice video Manju ji 👌👌
@@kavitarajput6688 Thanku so much for your love❤️😊😍🙏
Nice
Thanks❤️🥰
Hi Tarun Manju , aap dono sadar ki itni videos banate hai. Plz shaddi k packaging items ki video , bahadurgarh road per jo shops hai waha se bhi banaiye. We have been waiting since long. Kinari baxar is too costly so it will be very helful if packaging n shaddi k items ki videos banyi jaaye
Hello please sadar bajar sationary items explore kariye
Di baccho k school k liye or kitchen k saman k liye 12 tuti chowk jna pade ga or Sunday ko kitne bje market star ho jate h .or 12 tuti chowk se rui mandi kitni dur h .plz reply
Dono pass mai hi hai rui ke liye jaldi jana padeyga or 12tuti ke liye 9am ja Skte ho
Maam hume ek baat bata dijiye plz plz
Sunday market and crockery market and patri market...teeno alag alag market h ..yaan ek hi market h sadar bazar ke
Aur ek baat bataiye maam ...teeno market ka humko sahi time and exact date bata dijiye...plz plz ..
Ek baar aap likh kar bata dijiye plz maam
Hanji ye teeni market ek hi jagah hai jaise ek is gali mai hai dushri us gali Mai types hai or Sadar patri ki timing 6am se start ho jati hai or jaise jaise Sadar patri market Mai hi aage ki taraf jaoge to right hand par last Mai crockery market aa Jaygi or ye 8am se start ho jati hai
@@TarunManjuVlogs crockery market and patri market kis- kis din laga rahta h
@@priyankaagrawal9450 Sunday ko sham tak lagte hai or weekdays Mai 9.30am Tak lagte hai
Koi bridal purse reasonable rate par sadar me bataye
Sadar mai kahi se bhi ke sakte ho , sabhi jagah mil jayga bargain kar sakte ho
@@TarunManjuVlogs rui mandi Sunday patri par bhi mil jayege kya
Shops ki video bhi banaya kare weekdays ki. Hamesha sunday patri ka collection hi dikhate ho.
Actually Mam Har kisi ja budget shops se purchase ka nahi ho pata hai ,or retail Mai ek do products shops par nahi mil pate hai kai bar to isliye hum vo market bhi show karte hai jo sabke budget mai aa sake or unhe fayda ho sake
Sir apse video banwani hai whatsapp number drop krdijiye
AAP insatagram par DM kare
I’d hai tarun Manju vlogs