what a clarity javed ghamdi has in his thoughts and message, and this has happened after a long struggle and investigation about Islam. May God be pleased with him and make his way easier for propagation of message of Islam.
بہت عمدہ گفتگو. اس طرح کی علمی بات مزید ہونی چاہیے. اس طرح کے sessions سے لوگوں کو بات کرنے کا سلیقہ آتا ہے. اس طرح سے واقعی بہت کچھ سیکھنے کا موقع ملتا ہے. غامدی صاحب کے بات کرنے مہذب اور دلکش انداز سب کے لیے قابل تقلید ہے. اختلاف کرنے کا کیا سلیقہ ہوتا ہے یہ واضح ہوتا ہے
jammat e Islami in any country should specifically pin to pin explain their terminologies and show any difference with gamidi sab and continue healthy discussion strict one topic at a time in detail . Gulraz from tumkur
اقامت دین اور مولانا مودودی صاحب کی فکر کا سب سے بہترین تجزیہ مولانا وحید الدین خان صاحب نے کیا ہے، باقاعدہ ایک کتاب لکھی ہے، جس کا نام ہے، "تعبیر کی غلطی"، اہل علم کو ضرور پڑھنی چاہئے.
Mohtaram Ejaz Aslam sahab ek bahot badi shaksiyat hai... Lekin Mere khayal se ye interview Jb. S. Ameenul hasan sahab, Jb. Sa'datullah Hussaini sahab ya phir Maulana Mohtaram Syed Jalaluddin umri.. in 3 logo me se kisi ek ne lena chahiye tha...
@@SADAATimes thanks for responding, I saw this.... what I was saying was detail session which tells, what is zakath.... etc.... how zakat model which ghamdi sahab is saying would work.
Kash k Muhtaram Ijaz saib ki taraf se b sound system teek hota. Dauran e guftago muntazemin ne s tarf tawajo ni di. 2no hazarat qabil e qadar sarmaya hy.
To phir ham muslims ko, hindus ko Islam ki dawat nahi deni chahiye. Un ka dil to un ke Abaa ke deen par mutma'in hay, Jis tarah hamara, hamarey aabaa ke deen par hay. Aqal ko hata deejiye, to phir aap kis cheez ki bunyad pe Islam ko logo ke saamney pesh karengey ? Hayrat ki baat hay ke yaha ki sanjeeda guftagoo ke jawab me aap ke paas shayari hay ? Shayari alfaaz ka husn zaroor hoti hay, us se insaan ke zehn par ek sehr kee si kayfiyat taaree ho jaati hay, lekin us se sawalaat ka jawaab nahi diya jaa sakta.
To phir ham muslims ko non muslims ke saamney Islam ki dawat pesh nahi karna chahiye. Un ka dil to itmenaan se un ke deen par jama hay. Dayanat ka taqaza ye hay ke ham jo apney liye pasand kartey hain, wo doosrey insaano ke liye bhi karen. Aqal ko hata deejiye, to kis baat ki bunyaad pe aap doosrey muslims ya non-muslims ko deen ki taraf bulaaengey? Aakhirat me isi aqal ki bunyad par hi to sawal hoga na ham se? Aap is sanjeeda guftagoo ke jawab me shayari kar rahey hain ?? Shayari alfaaz ka haseen guldasta hoti hay. Lekin us se insaan ke andar uthney waaley sawalaat ka jawaab nahi milta. Ye shayaria may ne bhi bohot padhi hain bhy, Allama Ibal aor Ghalib ki. lekin mere sawalo ka jawaab mujhey Ghamidi sahab ke haa mila.
السلام و علیکم و رحمت اللہ برکا، سب سے پہلا سوال جاوید غامدی صاحب نے امین الحسن صاحب کو اپنا استاذ مانا کیا انھوں نے کبھی موصوف کو اپنا شاگرد کہا؟ میں اعجاز اسلم صاحب کی بہت قدر کرتا ہو۔۔۔۔۔۔اس طرح سے عام بھگوڑے بزدل لوگوں کو اہمیت دینا مناسب نہی۔۔۔۔۔میرے نزدیک ان کی ساری دعوت کا حاصل صرف اور صرف امت محمدی کو میدان عمل سے نکال کر بحث و مباحثہ کی میز پر لانا۔۔۔۔۔۔مغربی آقاوں کو خوش کرنا۔۔۔۔۔۔امت کے نوجوانوں کو ٹارگیٹ اور دین کے بر خلاف اصولوں میں دل چاہئ آزادی دے کر ان کے کردار ختم کرنا یے۔۔۔۔۔۔۔لہذا اس قسم کہ افراد جو اتنی عزت کہ لائق نہی ہیں۔۔۔۔ان کو وقت نہی دینا چاہیے۔۔۔۔۔۔۔
Aap ki "ummat e mohammadi" maidaan-e-amal me kya GUL khila rahi hay pichli kuch centuries sey ??? Sab jaantey hain, mujhey dohraaney ki zaroorat nahi. jaysa ilm hoga , amal usi ka tabey hoga. Ghamidi sahab ilm ko seedha karna chaahtey hain. Apni jaan bachaa ke bhaagney se agar koi "bhagoda" kehlaata hay aap ke baqaol, to aap apney nabi ko kya kahengey phir ?? Aap ke do kodi ke mulk ki aoqaat nahi hay dunya me, Rasoolullah to Makka hi chod gaye they, tab bhi us ko koi zee aqal aadmi ghalat nahi kehta, ham usi hijrat se apna calendar ki dates gintey hain... abhi 1444 ****HIJRI**** hay, JAAHIL AADMI... Jab Makka chodney pe koi rasooullah ko bura nahi kehta, to ek 3rd class mulk Pakistan ki itni aoqaat kayse ho gayi ke usey chodney waaley ko koi ghalat kahey ???
اگر ان کو اپنے اصول اتنے ہی محبوب تھے اسکو اپنے ہی ملک میں روک کر بیان کرنا تھا۔۔۔۔۔۔جس طرح دوسرے علما اکرام نے کیے جیسے مولانا مودودی علیہ رحمہ اور ڈاکٹر اسرار احمد صاحب علیہ رحمہ ۔۔۔۔۔انھوں نے لاکھ مخالفت اور حکومتی سزاوں کہ باوجود انھوں نے اپنے ملک کو نہی چھوڑا۔۔۔۔۔۔۔۔
zain ahemad onhon ney hakomat ki mukhalfit berdast ki lakin ghamdi sahab per qatilana hamley awami satha per kerwy gaye, on key azizo aqarib ko shahid kiya gya.ye banda to waqt ka wali hey. Itna islami ilm ajj key zamaney mey ghamdi sey zyda kisi alim ko nahin.sahi islami ilm Allah ney ghamdi ko nawaza hey ajj key firqawarana islami dore mey. ALLAH BLESS HIM.
Allah ka shukar hay k Hijrat kargae warna Haq baat kehne pr Shaheed kardiye jaate jese k Ghamidi Sahab k dost ko Shaheed kardiya gaya or Muj jese bohat se Talib-e-Ilm Ilm se mehroom rehjate... Afsos k hamain Wahi Aalim Pasand aate hain jo dosre ulma ko galiya dain un ki raae ka ilmi tariqe se Jawab dene k bajae bagher daleel mazaq uraain or logo ko shidat pasand banain... Logon apni charon taraf nazar dorao sub k sub to shidat pasand hogae ho har koi apne molvi ki galat baat ko daba kar doosre molvi ki sahi baat ko bhi galat tariqe se pesh kar raha hay or molvi in masoom logo k jazbaat or jahalat k faida utha kar apni product bech raha hay..... Bhai Sub ki Suno phir Jiski Daleel authentic ho use apna lo or barae meherbani ab to aik doosre ka adab or ehteraam seekh lo ache or shaista andaz me apna ikhtilaaf-e-raae daleel k saath logo k saamn rakh kar kehdo k ye meri raae hay or ye is daleel se akhaz ki hay....
zain ahemad wht do u say abt hijrat of prophet muhammad (pbuh).. are we suppose to just let ppl kill us whn we knw they are going to? Thts like suicide man! Jahil log!!
Subhanallah a genuine discussion and exchange of thoughts by two most noble hearted persons ....May Allah grant them success.Ameen
Good to see Jamat people approached to Ghamidi sahab, we need more detalied session like this
Ghamidi sb aap jaisa genius mere nazdeek puri duniya Mai koi nahi h Allah se dua h k aap jaise genius is qaum mai paida kare
Irfan Shaikh saheb I salute you. Really He is the best scholar of our beloved country. Allah bless you
Agreed
The knowledge he has is jst mind blowing!
Gamdi sab se hi maine sahi islam ko samjha hun. Allah apko isi tarah hame rehnumai karte rahe
what a clarity javed ghamdi has in his thoughts and message, and this has happened after a long struggle and investigation about Islam. May God be pleased with him and make his way easier for propagation of message of Islam.
No scholar can match honorable Javed Ahmad gamdhi.
بہت عمدہ گفتگو. اس طرح کی علمی بات مزید ہونی چاہیے.
اس طرح کے sessions سے لوگوں کو بات کرنے کا سلیقہ آتا ہے.
اس طرح سے واقعی بہت کچھ سیکھنے کا موقع ملتا ہے.
غامدی صاحب کے بات کرنے مہذب اور دلکش انداز سب کے لیے قابل تقلید ہے. اختلاف کرنے کا کیا سلیقہ ہوتا ہے یہ واضح ہوتا ہے
This is incredible conversation, critical academic session.
Thank goodness
Javed SB ka guftagu karne ka andaz outstanding hai.That is why people like him. He is great Islamic scholar. Khuda Javed sb. Ko umradaraz kare.Ameen
Ejaz Aslam Sahab ... great
Brilliant and very useful discussion,love u ghamidi
Clear , Precise and Undoubtedly atbthe right point by his Flawless Arguments and basic Approach. ..... The Great Ghamidi sahab
Salaam from India
Ise kehte Hai deeni behas nahi dusro ko dekho eysa lagta jese do murge fight Kar rahye hain. Dono sahab bohat educated hain.salam aap ko.
Ghamdi sb point to point baat wwwaa
true
Excellent Discussion...
Behtareeeeeeeeen....
jammat e Islami in any country should specifically pin to pin explain their terminologies and show any difference with gamidi sab and continue healthy discussion strict one topic at a time in detail .
Gulraz from tumkur
Awesome
Ghamdi sahib great thinking for Islam and for ahle ilam .
Very good discussion
Alhamdulillah, bhtareen discussion
ماشاء اللہ۔۔۔۔علمی گفتگو
love you sir allah apko mere zindgi dy
اقامت دین اور مولانا مودودی صاحب کی فکر کا سب سے بہترین تجزیہ مولانا وحید الدین خان صاحب نے کیا ہے، باقاعدہ ایک کتاب لکھی ہے، جس کا نام ہے، "تعبیر کی غلطی"، اہل علم کو ضرور پڑھنی چاہئے.
اس کے مطالعہ کے بعد عامر عثمانی رح کا تجلی دیوبند 'تنقید نمبر' ضرور پڑھیں ۔۔۔۔
Allah Ghamidi Sahab ko apne Hifz O Amaan me rakhe
thanx
A true puritan of Islam.
GHAMDI IS GREAT
Ghamidi sb possess an incredible range of vocabulary , Highly knowledgeable ,
No Match.
Thanks
Ghamidi saheb is great islamic scholar..❤️❤️❤️❤️❤️.
Ghamdi sb ke talluq se jo mere kai ashqal the is audio se door hue hain tashakkur Dr Ejaz Aslam sb
Only ghamdi sb is the best islsmic scholar in this world
Mohtaram Ejaz Aslam sahab ek bahot badi shaksiyat hai...
Lekin Mere khayal se ye interview Jb. S. Ameenul hasan sahab, Jb. Sa'datullah Hussaini sahab ya phir Maulana Mohtaram Syed Jalaluddin umri.. in 3 logo me se kisi ek ne lena chahiye tha...
متفق✔️
اللہ آپ کو کامیاب کرے اور آپ کے نقطہ نظر کو دنیا میں عام کرے تاکہ لوگوں کے اندر علم و حلم پیدا ہو ۔
very nice
Behatarin bat chit
👌👌
Mere ustaz ❤️
Voice is very low not clear
Mabrook
دونوں میری فیورٹ شخصیات
sahi
Please have session on zakat also
Zakat and Tax || Exclusive Ejaz Aslam's with Javed Ghamidi || SADAA Times
ua-cam.com/video/SwPyclFkUus/v-deo.html
@@SADAATimes thanks for responding, I saw this.... what I was saying was detail session which tells, what is zakath.... etc.... how zakat model which ghamdi sahab is saying would work.
Kash k Muhtaram Ijaz saib ki taraf se b sound system teek hota. Dauran e guftago muntazemin ne s tarf tawajo ni di. 2no hazarat qabil e qadar sarmaya hy.
علماء کو چاہئے کہ اسی طریقہ سے بحث کریں ۔
jamate.islami hind ko gamdi shab ki fikar ke pehlu ko umate e hind ke samne ujagar karna chaye
اس پروگرام کے بعد روایتی علماء غامدی صاحب سے مزید نفرت کریں گے کیونکہ غامدی صاحب ہر بار اپنے پیروکاروں میں اضافہ کرتے ہیں ۔
جماعت اور جاوید صاحب ساتھ مل کر کام کریں۔۔۔امت کو فا ہدہ ہوگا۔۔
اختلاف کرنے کا مہذب طریقہ۔۔
Javed sahab k Liye...
"صبح ازل یہ مجھ سے کہا جبرئیل نے
جو عقل کا غلام ہو وہ دل نہ کر قبول"
To phir ham muslims ko, hindus ko Islam ki dawat nahi deni chahiye. Un ka dil to un ke Abaa ke deen par mutma'in hay, Jis tarah hamara, hamarey aabaa ke deen par hay.
Aqal ko hata deejiye, to phir aap kis cheez ki bunyad pe Islam ko logo ke saamney pesh karengey ?
Hayrat ki baat hay ke yaha ki sanjeeda guftagoo ke jawab me aap ke paas shayari hay ? Shayari alfaaz ka husn zaroor hoti hay, us se insaan ke zehn par ek sehr kee si kayfiyat taaree ho jaati hay, lekin us se sawalaat ka jawaab nahi diya jaa sakta.
good
Mullo hataon alim laon
Salaam from India
Good thought
Ghamde shaib ke baty her kase k samj nahe atte. Great alim ghamde sahib
Jis ko talab hogi us ko samajh aa jaay gi.
Aur Ghamidi saheb ki khidmat me,
...صبح ازل یہ مجھ سے کہا جبرئیل نے
جو عقل کا غلام ہو وہ دل نہ کر قبول...
عقل اللہ نے دی ہے اور اس کو استعمال کرنے کا حکم اللہ نے قران میں بار بار دیا ہے
@@urdutube1970 beshak Allah ta'la ne aql ka istemal Karne Ka hukm Diya hai( لعلکم یعقیلون) Lekin aql ka gulam banne Ka nahi.
@@urdutube1970 Islam aql(intellect) aur dil(jazbaat) Ka tawazun Chahta hai!
Kaash aqal k ghulam hotay to shayad America k ghulam na bantay.
Alfazon ka haer phaer achi baat nahi..
To phir ham muslims ko non muslims ke saamney Islam ki dawat pesh nahi karna chahiye. Un ka dil to itmenaan se un ke deen par jama hay. Dayanat ka taqaza ye hay ke ham jo apney liye pasand kartey hain, wo doosrey insaano ke liye bhi karen.
Aqal ko hata deejiye, to kis baat ki bunyaad pe aap doosrey muslims ya non-muslims ko deen ki taraf bulaaengey?
Aakhirat me isi aqal ki bunyad par hi to sawal hoga na ham se?
Aap is sanjeeda guftagoo ke jawab me shayari kar rahey hain ??
Shayari alfaaz ka haseen guldasta hoti hay. Lekin us se insaan ke andar uthney waaley sawalaat ka jawaab nahi milta.
Ye shayaria may ne bhi bohot padhi hain bhy, Allama Ibal aor Ghalib ki. lekin mere sawalo ka jawaab mujhey Ghamidi sahab ke haa mila.
ejaz saab aap ne kabhi Maulana Wahidudin Khan ka interview kyu nahi kiya?? Ab jaa ke aapko in logo ki qadar ka andaza hua. very sad
Assalamu alaikum
Janab Ager AAP maulana wahiduddin khan ki book tabeer ki ghalti ager padhe to pata chal jaye ga ke interview hua ya nahi
ejaz sab kya ye program aap javed sab ki SIRF tareef kar ne ke liye rakkha hai
Kayaa kahnay aap kee tang nazaree kay
السلام و علیکم و رحمت اللہ برکا، سب سے پہلا سوال جاوید غامدی صاحب نے امین الحسن صاحب کو اپنا استاذ مانا کیا انھوں نے کبھی موصوف کو اپنا شاگرد کہا؟
میں اعجاز اسلم صاحب کی بہت قدر کرتا ہو۔۔۔۔۔۔اس طرح سے عام بھگوڑے بزدل لوگوں کو اہمیت دینا مناسب نہی۔۔۔۔۔میرے نزدیک ان کی ساری دعوت کا حاصل صرف اور صرف امت محمدی کو میدان عمل سے نکال کر بحث و مباحثہ کی میز پر لانا۔۔۔۔۔۔مغربی آقاوں کو خوش کرنا۔۔۔۔۔۔امت کے نوجوانوں کو ٹارگیٹ اور دین کے بر خلاف اصولوں میں دل چاہئ آزادی دے کر ان کے کردار ختم کرنا یے۔۔۔۔۔۔۔لہذا اس قسم کہ افراد جو اتنی عزت کہ لائق نہی ہیں۔۔۔۔ان کو وقت نہی دینا چاہیے۔۔۔۔۔۔۔
zain ahemad ... jihalat isi ko kahtey hai
حق سننے کی صلاحیت بالکل ختم ہوگئی ہے اس قوم میں..
آگہی موت کے برابر ہے.
جان جاتی ہے، جان جانے میں
zain ahemad jahiliyat aur narrow minded log.. allah ap jaisi soch aur logon sa bachaye muslim ummat ko.
Aap ki "ummat e mohammadi" maidaan-e-amal me kya GUL khila rahi hay pichli kuch centuries sey ??? Sab jaantey hain, mujhey dohraaney ki zaroorat nahi. jaysa ilm hoga , amal usi ka tabey hoga. Ghamidi sahab ilm ko seedha karna chaahtey hain.
Apni jaan bachaa ke bhaagney se agar koi "bhagoda" kehlaata hay aap ke baqaol, to aap apney nabi ko kya kahengey phir ?? Aap ke do kodi ke mulk ki aoqaat nahi hay dunya me, Rasoolullah to Makka hi chod gaye they, tab bhi us ko koi zee aqal aadmi ghalat nahi kehta, ham usi hijrat se apna calendar ki dates gintey hain... abhi 1444 ****HIJRI**** hay, JAAHIL AADMI... Jab Makka chodney pe koi rasooullah ko bura nahi kehta, to ek 3rd class mulk Pakistan ki itni aoqaat kayse ho gayi ke usey chodney waaley ko koi ghalat kahey ???
اگر ان کو اپنے اصول اتنے ہی محبوب تھے اسکو اپنے ہی ملک میں روک کر بیان کرنا تھا۔۔۔۔۔۔جس طرح دوسرے علما اکرام نے کیے جیسے مولانا مودودی علیہ رحمہ اور ڈاکٹر اسرار احمد صاحب علیہ رحمہ ۔۔۔۔۔انھوں نے لاکھ مخالفت اور حکومتی سزاوں کہ باوجود انھوں نے اپنے ملک کو نہی چھوڑا۔۔۔۔۔۔۔۔
zain ahemad jaan bachaney key liye hijrat kerna sunnat hey...acha muslim jahilon jesa rawaya nahin rakhta jo aap ker rahey ho.
zain ahemad onhon ney hakomat ki mukhalfit berdast ki lakin ghamdi sahab per qatilana hamley awami satha per kerwy gaye, on key azizo aqarib ko shahid kiya gya.ye banda to waqt ka wali hey. Itna islami ilm ajj key zamaney mey ghamdi sey zyda kisi alim ko nahin.sahi islami ilm Allah ney ghamdi ko nawaza hey ajj key firqawarana islami dore mey. ALLAH BLESS HIM.
Allah ka shukar hay k Hijrat kargae warna Haq baat kehne pr Shaheed kardiye jaate jese k Ghamidi Sahab k dost ko Shaheed kardiya gaya or Muj jese bohat se Talib-e-Ilm Ilm se mehroom rehjate... Afsos k hamain Wahi Aalim Pasand aate hain jo dosre ulma ko galiya dain un ki raae ka ilmi tariqe se Jawab dene k bajae bagher daleel mazaq uraain or logo ko shidat pasand banain... Logon apni charon taraf nazar dorao sub k sub to shidat pasand hogae ho har koi apne molvi ki galat baat ko daba kar doosre molvi ki sahi baat ko bhi galat tariqe se pesh kar raha hay or molvi in masoom logo k jazbaat or jahalat k faida utha kar apni product bech raha hay..... Bhai Sub ki Suno phir Jiski Daleel authentic ho use apna lo or barae meherbani ab to aik doosre ka adab or ehteraam seekh lo ache or shaista andaz me apna ikhtilaaf-e-raae daleel k saath logo k saamn rakh kar kehdo k ye meri raae hay or ye is daleel se akhaz ki hay....
Chl by gaanduu
zain ahemad wht do u say abt hijrat of prophet muhammad (pbuh).. are we suppose to just let ppl kill us whn we knw they are going to? Thts like suicide man!
Jahil log!!