PYAARE AAQAA O MAULAA NAAIBE KHUDAA MUHAMMADURRASOOLULLAAH SALLALLAAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHEE WASALLAM K MAA BAAP AISE JANNATI HAI K HAMAARE MAA BAAP BHI JANNAT ME INHI K SADQE JAYENGE
Attention: This is wrong explanation! In Sahih Muslim Hadith 203 the word used is Ab which means father or uncle. Arabs used to call their uncle Ab even in the time of prophet Ibrahim. Furthermore, for biological father they used the word walad not Ab, which confirms that prophet (PBUH) referenced his uncle in this hadith, not his biological father. See hadith in Arabic below: حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، حَدَّثَنَا عَفَّانُ، حَدَّثَنَا حَمَّادُ بْنُ سَلَمَةَ، عَنْ ثَابِتٍ، عَنْ أَنَسٍ، أَنَّ رَجُلاً، قَالَ يَا رَسُولَ اللَّهِ أَيْنَ أَبِي قَالَ " فِي النَّارِ " . فَلَمَّا قَفَّى دَعَاهُ فَقَالَ " إِنَّ أَبِي وَأَبَاكَ فِي النَّارِ " Additionally, our beloved prophet (PBUH) mentioned that he is pure and his lineage is pure, which also confirms that his parents were pious and on the right path therefore not in hell. Regarding prophet's beloved mother, the reason Allah SWT did not allow our beloved prophet to seek forgiveness for her because she was already forgiven therefore no forgiveness was necessary. May Allah guide us to the right path and help us obtain correct information
@@spearofrazabhai al hawi Lil fatawa vol 2 pg 230 by imam suyuti kaha milega Urdu me ya Hindi English me, mujhe iska pdf kewal arbi me mil raha h Plz bataye
Sarkar ke pass jo shaks aya tha wo ek Bedouin (baddu) the. [Baad mei wo Imaan laye]. Unhone apne Walid ke baare mei pucha. To huzoor ne farmaya, "Abaka fin naar" Tera baap jahannum mei hai. [Yaha wo Bedouin k Walid hi murad hai] Yeh to jawab mei huzoor ne unko comfort pohchane k liye kaha tha. Kyu k wo shaks yeh sunke ghamgeen ho gaye. So to comfort him, Huzoor ne farmaya, "Abi wa abaka fin naar". Sawal mei wo Bedouin k walid hi murad hai. Lekin jawab mei huzoor ne mohabbat k aetbaar se jo baap kaha waha murad abu talib hai. Jaan lijiye ke tamaam mufassireen or shareheen e hadaith ne iski sharah yahi bayan ki hai, yeh kisi aam aalim ya aaj k aalim ki zaati raye nahi hai. Isiliye Imaam Jalaaluddin Suyuti ne 9 Risaley likhe hai Huzoor k walidain k imaan par.
zarurat nahi hai. padhna aur hota hai or usko smajhna aur hota hai. sirf padh kr Muslim ko samjhega to beta aysi hadithe hai Bukahri or Muslim mei k padh kr Amal krne bethega to Wuzu bhi nahi kr payega munna. isliye humko padhne ki zarurat nhi q k imam jalaluddin suyuti ash-shafai ne padh liya. uss hadees ka siyak o sabak samjha diya apne or apne waqt k pehle buzrugo tak, tabaeen tk kisne uss hadees ki shara mei kya kaha hai, samjha diya humko. khud waqt k itne bade scholar ne 9 risaleh likhe Rasoolallah k walidain k imaan par. zarurat nahi hai padhne ki. kyu hum imam e jallalain se zyada ilm nahi rekhte.
@@spearofraza Lekin Sahih Muslim » The Book of Prayer - Funerals - كتاب الجنائز » Hadith 976 b ke mutabiq harzat Muhammed SAW ko apni walida keliye istighfar karne ki ijazat nhi mili?
Kya khub kaha hai, Masha Allah. Nabi ke Ammi Abu, kaise Jahannam mai jayenge. Allah Nabi ko istarha naraz khabhi nahi karega❤
جزاک اللہ خیراً کثیرا حضرت 💝
قربان جاوء یا رسول اللہ آپ پر لاکھوں دورد سلام
SubhanAllah!
PYAARE AAQAA O MAULAA NAAIBE KHUDAA MUHAMMADURRASOOLULLAAH SALLALLAAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHEE WASALLAM K MAA BAAP AISE JANNATI HAI K HAMAARE MAA BAAP BHI JANNAT ME INHI K SADQE JAYENGE
Nazdiyo ke khemo me aag lagadi farook sahab ne
قربان جاوء اہل ابیت پر اور اہل صحابہ پر
کمال گفتگو فرمائی حضرت آپ نے 💚
Attention: This is wrong explanation! In Sahih Muslim Hadith 203 the word used is Ab which means father or uncle. Arabs used to call their uncle Ab even in the time of prophet Ibrahim. Furthermore, for biological father they used the word walad not Ab, which confirms that prophet (PBUH) referenced his uncle in this hadith, not his biological father. See hadith in Arabic below:
حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، حَدَّثَنَا عَفَّانُ، حَدَّثَنَا حَمَّادُ بْنُ سَلَمَةَ، عَنْ ثَابِتٍ، عَنْ أَنَسٍ، أَنَّ رَجُلاً، قَالَ يَا رَسُولَ اللَّهِ أَيْنَ أَبِي قَالَ " فِي النَّارِ " . فَلَمَّا قَفَّى دَعَاهُ فَقَالَ " إِنَّ أَبِي وَأَبَاكَ فِي النَّارِ "
Additionally, our beloved prophet (PBUH) mentioned that he is pure and his lineage is pure, which also confirms that his parents were pious and on the right path therefore not in hell. Regarding prophet's beloved mother, the reason Allah SWT did not allow our beloved prophet to seek forgiveness for her because she was already forgiven therefore no forgiveness was necessary.
May Allah guide us to the right path and help us obtain correct information
And Actually your Explanation is Wrong either way. Correct your knowledge of Quran and Hadith.
SubhanAllah SubhanAllah
Farooq Khan Razvi Sahab Zindabaad
WO PAKKA JAHANNAMI KAAFIR O MURTAD HAI JO RASOOLULLAAH SALLALLAAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHEE WASALLAM K MAA BAAP KO PAKKA JANNATI OR IMAAN WALA NA MANE
میرے پیارے نبی کریم was حاضر وناظر ہیں
maslak aala hazrat zinda abad
ماشاءاللہ
Subhan Allah mashallah
SubhanAllah
Maslak e ala hazrat zindabad
Ulma e ahel e sunnath zindabad
Shamsheer e ala hazrat Allama FAROOQUE KHAN RAZVI SAHAB zindabad zindabad
ما شاء اللہ ❤❤❤
Masha Allah masha Allah ❤❤❤ bhai Agar support k lia help chaiya tou batana
Inshaallah.
@@spearofrazabhai al hawi Lil fatawa vol 2 pg 230 by imam suyuti kaha milega Urdu me ya Hindi English me, mujhe iska pdf kewal arbi me mil raha h
Plz bataye
you have no shame who think like that
🌹🌹🌹🌹
❤
❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
agar nabi saw ne baap se murad chacha kaha hae...toh us sahabi ke bhi baap ka matlab chacha huwa kya..? jise nabi saw ne farmaya jahanum mae hae ?
Sarkar ke pass jo shaks aya tha wo ek Bedouin (baddu) the. [Baad mei wo Imaan laye]. Unhone apne Walid ke baare mei pucha. To huzoor ne farmaya, "Abaka fin naar" Tera baap jahannum mei hai. [Yaha wo Bedouin k Walid hi murad hai] Yeh to jawab mei huzoor ne unko comfort pohchane k liye kaha tha. Kyu k wo shaks yeh sunke ghamgeen ho gaye. So to comfort him, Huzoor ne farmaya, "Abi wa abaka fin naar". Sawal mei wo Bedouin k walid hi murad hai. Lekin jawab mei huzoor ne mohabbat k aetbaar se jo baap kaha waha murad abu talib hai. Jaan lijiye ke tamaam mufassireen or shareheen e hadaith ne iski sharah yahi bayan ki hai, yeh kisi aam aalim ya aaj k aalim ki zaati raye nahi hai. Isiliye Imaam Jalaaluddin Suyuti ne 9 Risaley likhe hai Huzoor k walidain k imaan par.
@@spearofraza I agree with you sir I have also research in this topic through various Islamic scholars in youtube they are agree with that.
Sahih Muslim ki hadees me yeh kese sadit hoga ki wahan walid ka nahi chacha ka zikr hai usme tu walid likha hai
I have checked the hadith , Sahi bukhari, Chapter of zakat , Hadith 1399 .. he mentioned wrong hadith
What Hadith?
@@WaseemAhmed-df4cw the reference Allama Farooq give in video is wrong
@@rizwantahirraja885 but there's no mention of Hadith 2173 anywhere in the whole speech 🤔
Check again Hadith 1399
Sahi Bukhari
Editing app
Cyberlink PowerDirector;
Version - 18
You can go for the latest version.
Har hadees Sahi nahi hota han ❗
Hadees is Right, You are wrong...!
Sahih Muslim 203 padloo
zarurat nahi hai. padhna aur hota hai or usko smajhna aur hota hai. sirf padh kr Muslim ko samjhega to beta aysi hadithe hai Bukahri or Muslim mei k padh kr Amal krne bethega to Wuzu bhi nahi kr payega munna.
isliye humko padhne ki zarurat nhi q k imam jalaluddin suyuti ash-shafai ne padh liya. uss hadees ka siyak o sabak samjha diya apne or apne waqt k pehle buzrugo tak, tabaeen tk kisne uss hadees ki shara mei kya kaha hai, samjha diya humko. khud waqt k itne bade scholar ne 9 risaleh likhe Rasoolallah k walidain k imaan par. zarurat nahi hai padhne ki. kyu hum imam e jallalain se zyada ilm nahi rekhte.
Sahi farmaya.
@@spearofraza Lekin Sahih Muslim » The Book of Prayer - Funerals - كتاب الجنائز » Hadith 976 b ke mutabiq harzat Muhammed SAW ko apni walida keliye istighfar karne ki ijazat nhi mili?
@@nitirum_um pehle nahi mili thi. Sahi hai. Baad mei mili nah lekin. Wahi to reference diye hai.