Sar meri 160 Apache bahut missing karti hai kabhi sahi bhag ne lagti hai aur kabhi to 40 se upar nahi jati hai aur 2 log bahte to dam todti hai sar please halep
Sagar bhai main aapki video proper daily dekhta hun aapse kahin jyada knowledge Mili hai Pulsar ki oil pump ke upar Jo rubber lagi hoti hai usko uska kam kya spring ke sath
Sir meri yamaha fz same carburetor he sir carburetor me patake de rahi he starting bhi let ho rahi he sir kya problem ho sakti he please sir fast reply 🙏
bhai, meri bike ug5 hai.. 1400 km chal chuki hai, missing karti hai... morning mai 3 ya 4 km chalne par missing thik ho jati hai..... kya problem ho skti hai....?
Bol fuel ka supply km kiya hua h ya to float pin change krwa lo ya pura carborator uske baad v thik nhi hua to cdi me problem hoga plz aap bataye kya problem ho sakta h plz
bhai service karaane se pahele koi missing problem nahi thi service center mai carburettor khol ke koi part badla pahele low speed mai missing maar rahi thi abb missing kar tej speed mai bhi missing kar rahi hai . kya kare abb
Anyone can help me plz reply .. bro meera bikee ka accelerator tight hai aur abhi gadi chalu nahhi hore hai.. toh cabel change karne se chalu ho jayege??
hallo Rajveer Bhai mai apni baik ki prashani shar krna chata hu mara pas pulsar 180 ug4 2020 hai Mai prashahu ushme dikkt ya ha Ki salp mar nai pr bhi strt nhi ho rhi hai Dhaka Kai start ho ja rhi hai batri bhi nyi Dali hai salp brash bhi nyai dlvayai hai lmbai salp pa start ho jarhi hai missing krrhi hai jthkai lai rhi hai or jbsai ya dikkth aayie hai usmai rpm mithr ki suy bi nhi chl rhi hia hai
Exhaust valve ki jyada loose rakha jata hai kyun ki usme se hot gases nikalte Hain sir jyada expansion hota hai . Inlet valve mein fresh charge hote Hain aur kam expansion hota hai.
@@ARVBrothers bhai mere pass 220f hai 2018 ka model hai jab gadi 12 se 15 kilometer chalta hai phir gadi jhatke leti hai maine coilplate bhi dalwa diya fir bhi gadi waise hi hai kya karu
Sir mera carburettor ki slide kati hui thi toh new carburettor lia pr lgane ke baad se starting problem de rahi hai and fir bohot mushkil pe start hone ke baad chalti h pr chalne me jhatke lagte jaese ki pickup chor rhi hai . Kya aap bta sakte hai ki carburettor ko set hone me time lagega isliye dikkt ho rahi hai ya koi orr issue hai ?
Bs4 pulsur hai sir starting ho rahi h but idle me nhi rukti or band ho jati hai..sir ismey kya problem ho sakti hai running thi achanak se aisa ho gaya
Bhai meri pulser 220f bike hai, usme cluch side ki coil me current nahi aata hai kaise thik hoga.??? Jab me gear side ka pulg wire nikalke start karta hu tab start nahi hoti hai jab res badaye to ho jati hai lekin turant band hoti hai
Bhai meri bike splendor+ & bike 50 speed pr smooth chalti hai & 60 par bhagane ki koshish krta hu to missing krti hai.. bhur bhur aavaj aati hai.. mai pareshan ho chuka hu .. is missing ki pareshani ki video banao jaldi.
Honda shine 125 bs4 10,20 ke speed se chalayenge to missing karti hai please sir solution batao bahut mechanic ko dikhaya par naahi hua baar baar carburetor kol ke saph karte hai..please video banaoo ek iske uper
Honda hornet 160 me missing problem aa rahi he, recent monsoon se ye problem aa rahi he, baris hoti he tab bike jyada missing krti he or start hone bhi problem aati he, company me dikhaya to bhi problem solv nahi huyi, abhi winter chal raha heto missing kam hoti he lekin final koi solution nahi mil raha
Baiya maine kel apni bike ke carburetor open kiya hai because kel mairi bike khadi huyi gir gayi thi tho carburetor Mai se patrol niklne laga tha tho maine ghar aager apni bike ka carburetor open kiya tha maine us ki safai kr ka dobara fit kiya tho bike chalte time slow krne pr band ho rahi pata nahi ku bike mari Discover 125st hai
Sir मेरी पैशन प्लस बाइक मै बाइक 5 km चलने के बाद मिसिंग करती थी काफी सारे michenic को बताया लेकिन किसी को समझ नहीं आता था किसी ने कहा लॉक मै प्रॉब्लम है ऐसे 6 महीना चलाया लेकिन आपकी एक वीडियो में अपने बोला की यह पिकअप coil की वजह से होता है मैंने michenic से पिकअप कायल बदल वाई तो यह प्रॉब्लम चला गया अभी कोई मिसिंग नहीं करती आपका धन्यवाद
Avengers 150 cc missing problem macnik bol raha hai ki Carborator replace karna hoga m frm mumbai
Problem solve hua
@@amitkrupal1234 yes sir hogaya and tnx for valuable reply 🙏🤗
Sir mai carburetor valbe pluck bottle coil badalva chuka hu phir bhi missing kar rahi hai kya karu
Thnx u soo much bro meri pulser 150 bike m asi problm aa rhi hai m apki video k sth khud dkh reha hou 👍
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Bhai mere pas Avenger 150street hai same yhi problem hai
Problem solve hua kya?
Mere liye aapki video aapka bolna bahut acha lagta h
Sar meri 160 Apache bahut missing karti hai kabhi sahi bhag ne lagti hai aur kabhi to 40 se upar nahi jati hai aur 2 log bahte to dam todti hai sar please halep
Sagar bhai main aapki video proper daily dekhta hun aapse kahin jyada knowledge Mili hai
Pulsar ki oil pump ke upar Jo rubber lagi hoti hai usko uska kam kya spring ke sath
very well explained, thank you.
Bhai maine aapko subscribe kar Diya ❤️😁
apse hi hum log kuch seekh patey hai bhai.. good work bro❤️
Slide agar kharab hai to kya kya problem aata hai bro pulsar me Honda shine me Plz Ripley 🙏 very nice video bhai
Super Sir video bhaut achha
video aachha laga bhaiya ji
Meri bhi band hoti thiii ab thikk hai bro
Sir hamko bohot acche se samaj me aya
Very nice information bhai jaan
Sir meri yamaha fz same carburetor he sir carburetor me patake de rahi he starting bhi let ho rahi he sir kya problem ho sakti he please sir fast reply 🙏
bhai, meri bike ug5 hai.. 1400 km chal chuki hai, missing karti hai... morning mai 3 ya 4 km chalne par missing thik ho jati hai..... kya problem ho skti hai....?
Same meri v
Bhai air filter chek karo
Mera bhi same bhai aysa q hota
Bhai apache 160cc ki head light baittri se res per kese hogi hogi bhi ya nhi
sir all problems same to my bike vikrant 150 sir machanic bol raha hai carburettor new dalna hoga
Sir ap Suzuki gixxer sf ka b kam krte ho?
Sir mere paas Bajaj 220 palsar B6 modal 2020 chlte chlte band ho jati hai ??????
Bol fuel ka supply km kiya hua h ya to float pin change krwa lo ya pura carborator uske baad v thik nhi hua to cdi me problem hoga plz aap bataye kya problem ho sakta h plz
Sari missing kewal corburetar se hoti hai kya
Very very very nice video sar i love you sar
Nice video big brother
bhai service karaane se pahele koi missing problem nahi thi service center mai carburettor khol ke koi part badla pahele low speed mai missing maar rahi thi abb missing kar tej speed mai bhi missing kar rahi hai . kya kare abb
Problem solve hua kya
Bhai palsar 220 ke corveter se petrol. Ud jata hai. Rakhe rakhe
Na chalane par bhi
Please bhai reply
Achchi video hai bro
Bahut knowledge hai aapko bhai god bless you 🙏
Anyone can help me plz reply .. bro meera bikee ka accelerator tight hai aur abhi gadi chalu nahhi hore hai.. toh cabel change karne se chalu ho jayege??
Bhai vedio acci lagi bhai Meri gaadi ki silo nahi rukrhi diskavr 125cc
hallo Rajveer Bhai mai apni baik ki prashani shar krna chata hu mara pas pulsar 180 ug4 2020 hai Mai prashahu ushme dikkt ya ha Ki salp mar nai pr bhi strt nhi ho rhi hai Dhaka Kai start ho ja rhi hai batri bhi nyi Dali hai salp brash bhi nyai dlvayai hai lmbai salp pa start ho jarhi hai missing krrhi hai jthkai lai rhi hai or jbsai ya dikkth aayie hai usmai rpm mithr ki suy bi nhi chl rhi hia hai
Very nice brother
9334928019 Bhai please call me
Bahut hi acha video
Love you bhai
gr8
Vry NYC video bhai
Bhai Pulsar 150 carburettor set discover 135 hotay kay
Hello bhai saheb 150palshar ? Me niw Corvetor dala hu new hos paip bhi hai fir bhi misig kar rhi hai sir kiya broblam hai
Rajveer Bhai H.H.ki bike k Carburator ka full Video dikhaiye Kya nai Slide & others part change kar sakte Hain.Pls.tell us.
Bahut khoob bhai love you
Bhut acha bro bai ji ap splender ya pulsur ki wiring pr video bnao pls
bhai new carborator ki bhi tunning karneki jarurat hoti hai kya
Exhaust valve ki jyada loose rakha jata hai kyun ki usme se hot gases nikalte Hain sir jyada expansion hota hai . Inlet valve mein fresh charge hote Hain aur kam expansion hota hai.
Mere pyaare bhai ye to ho gai tmhaari baate but inlet m excoust se jyada looss rkhta hu aur kreeb 8 saal se aise he krta aa raha hu mast chlti h bike
Sabse Accha hai ki user manual ke hisab se valve clearance set Karna kyun ki splendor ki user manual mein dono hi valve ki clearance same di hui hai.
@@ARVBrothers bhai mere pass 220f hai 2018 ka model hai jab gadi 12 se 15 kilometer chalta hai phir gadi jhatke leti hai maine coilplate bhi dalwa diya fir bhi gadi waise hi hai kya karu
Problem sir slow speed me aa rha speed high krne pe thik chl rha float pin change krwane se sahi hoga
Bhai mera bhi pulsar 220 mein wahi problem ho rha hai low rpm mein jhatke maarti hai aur throttle achanak se leta hai
Super nice video bhai
Right video ustad g🤟🌹🫡
Nice vidio sar
Bhai jaan discover bike ka video banao na jisme carent nhi aata ho usko kaise laye aur rpm nhi le to kaise kare 🙏
Suzuki Access pickup na le uska karan Kiya hai
Sir mera carburettor ki slide kati hui thi toh new carburettor lia pr lgane ke baad se starting problem de rahi hai and fir bohot mushkil pe start hone ke baad chalti h pr chalne me jhatke lagte jaese ki pickup chor rhi hai .
Kya aap bta sakte hai ki carburettor ko set hone me time lagega isliye dikkt ho rahi hai ya koi orr issue hai ?
Good video bhai aap brek dono ak sath lgane pe i meen dono brek ak pendl pe krne ki Jankari do bhai
Sir har bike ke piston me ring alag alag tarike se dalte h ya ek jese hi Padti h
Sir ji waring ki vajah se Mising ho shakata he ke nahi
Pahle mere tank me pani chla gya tha
Tank cleaning karwya phir sahi ho gya
Bhaiya Mera pulsar 220 meh apne app rpm high hojata hai kya problem hai yeh
Super bro
Bhai rtr 200 4v gadi ki carburetor daiflam problem kaise fixed kare yiske bareme chhota xa video banao bahi
Pulsar 150 bs 4 bike hai kam barish mai bike chalti hai magar barish aagar jyada ho to bike missing karti hai aisa kya hota hai
Same problem
Bro meri gaadi Dhaka mar rahi he bich bich me and phataka sound nikal raha he exhaust se ..kya problem ho sakta he?
Bs4 pulsur hai sir starting ho rahi h but idle me nhi rukti or band ho jati hai..sir ismey kya problem ho sakti hai running thi achanak se aisa ho gaya
Mera pulsar 180f hai kabhi kabhi halka accelerator dene se race kaam ho jata hai phir thik ho jata hai please Karan batayen
Sir scooty pleaser ka inlet outlet ka kitna gaping rhega
Bhai meri pulser 220f bike hai, usme cluch side ki coil me current nahi aata hai kaise thik hoga.???
Jab me gear side ka pulg wire nikalke start karta hu tab start nahi hoti hai jab res badaye to ho jati hai lekin turant band hoti hai
Sir aapka workshop kaha pr hai , merko apni bike m whi se kaam krwana haii
Super hero
200 ns curent missing karti he our battery daun ho rahi he please solution batana bhai
Bhaiya pulsar ug2 2005 model carborater k bare mein boliyeh kya pickup sahi nahi le raha auri gadri bhur bhur kar raha
Sir aap k shop kaha pe h delhi m
Sir I have pulsar 180 cc I modified like chhoper harleydavidson type..so tank is modified that's way may b missing .pl
bahut sahi bro
Bhai ji ek baar kuch baike hai jo ki bs 4 bs 6 uj 4 uj5 yani ye kya aur kaisa eska kya matlab. Hota hai please 🙏
Very nice
Nice brother
Pulsar 150 twun disc है जिसमे सेफ कोई समय काम नहीं करता है और गाड़ी चलते चलते झटका लेती है क्या है इसका उपया भईया
Bhai meri bike splendor+ & bike 50 speed pr smooth chalti hai & 60 par bhagane ki koshish krta hu to missing krti hai.. bhur bhur aavaj aati hai.. mai pareshan ho chuka hu .. is missing ki pareshani ki video banao jaldi.
Nice .bai tappet Ki adjustment bi bnadetay .bai video lamba ho Jaye ga koi problem nhe
.par hamko detail mey sikney KO milega bai.thanks bai
Nice video
Honda shine 125 bs4 10,20 ke speed se chalayenge to missing karti hai please sir solution batao bahut mechanic ko dikhaya par naahi hua baar baar carburetor kol ke saph karte hai..please video banaoo ek iske uper
bhai sahb plese ye btayiye ap ki meri bike cbzxtreem me mene piton keet dlwayi he isko kitne kilomiter ke bad bhga skta hu bhai sahb
Bhaiya mera bike slow chlne par jhatke leti h kya kren
Honda hornet 160 me missing problem aa rahi he, recent monsoon se ye problem aa rahi he, baris hoti he tab bike jyada missing krti he or start hone bhi problem aati he, company me dikhaya to bhi problem solv nahi huyi, abhi winter chal raha heto missing kam hoti he lekin final koi solution nahi mil raha
Baiya maine kel apni bike ke carburetor open kiya hai because kel mairi bike khadi huyi gir gayi thi tho carburetor Mai se patrol niklne laga tha tho maine ghar aager apni bike ka carburetor open kiya tha maine us ki safai kr ka dobara fit kiya tho bike chalte time slow krne pr band ho rahi pata nahi ku bike mari Discover 125st hai
Honda shine ka video bnavi sir
sir,fi warning ka keya hua
Good job
Mere pulsar 150 bs4 tween disc ke mixture screew ka seal kahi nahi mil raha kya karu sir company me bhi pata kar liya
Bhai aapka service center Kaha h
Very nice super
Excellent
Pulsar 150 main jet slow jet ka Kay no होता hai
कार्बोरेटर की रबर कितने की आती है।
Supperrb video bro❤️👌
Air ke canster dibbi jo tank k neeche hoti hai wo kaise clean kre
Jordar
You need extra clearance on exhaust valve just because it heats more than inlet valve and as obvious; metal expands when it heated...!

💖
picup coil