Sir Aap bahut important point miss kar gaye aur woh tha ki kaise crank mein play ko check kare? Bahut se log connecting rod side play and up down play ke beech confuse rehte hai.
बाइक प्वाइंट ब्रदर मैंने आज अपनी हीरो होंडा स्प्लेंडर में क्रैंक रिपेयरिंग करवाया है जिसका रिपेयरिंग का टोटल खर्चा 12 सो रुपए का आया है जिसमें लेक मशीन मैकेनिक ने एक रॉड सेट और 2 नए बेरिंग लगाए हैं रॉड सेट 600 रुपए का लगाया है और क्रेन बैरिंग 250 रुपए का लगाया है जिसमें उसने अपना चार्ज भी जोड़ा है क्या यह रिपेयरिंग का सही चार्ज है
Bahi aapne bohot sare video mei bataya oversqure engine undersqure engine in dono mai anter kya hain ek video mai batayega or yea bhi batayega ki inko kease pahechane .
Bhai mintu ram ram hum apki sari video dekhte hai bhai mene kai video dekhkar comment kiya aur aik jankari mangi jo apne abhi tak Ripley me nahi batai humare paas Apache 180 hai 2016 model 8000 kilometre chali hai usme aik problem aai hai usks pichla salensar ki said wala sokar leek ho gaya hai karpya bataye bhai use ajensi se dusra dalwaye ya fir ripeyar hokar chal jayega karpya Ripley me bataye dhanyewad
Sir nayi crank shaft aur repair crank shaft ki life same hoti hai ya kuch diffrance hota hai meri gadi me kharab ho gayi hai to confuse hu nayi lu ya repair karwau R15 v1 hai mere paas plz sir mujhe batayiye
Please make a video on sounds so that we can identify the sound n know the exact problem, as showroom people cheat us on spares For example if crank problem sound, cluth plate problem, and related to engine
bhai pls mugey bataoo meri active 2011 model karib 45000 chal choki h or ab ismai Engine oil khta. Hota jata h oil tapkta h , company wale bol rahe crank or engine dono ka kaam hoga ,kitna cost aayha bataoo
Sir her mai 150 cc ek commuter type bike Lena chahta hu mujhe high speed performance bike nahi chahiye to pulsar unicorn achiever aur szrr me se kaun sa bike achhi rahegi long lasting aur reliablity ke mamle me v thik ho aur jiska engine salo sal chale please sir her jara jaldi recemond kare
Sir ji mere paas hf deluxe 2018 model hai .meri bike start hone me 10 kick lagte hai fir 5 se 10 km chala lo aur 1 ghante tak khadi kar do fir thandi pad jati hai.aur mileage bhi 45 ka hi de rahi hai aur kabhi kabhi chalte chalte band ho jati hai 2 ya 3 gear me clutch dabate hi
meri access 125 2013 model start hone mei problem krti hai, and accelerate nai kiya toh ekdum se band pad jati hai. Agar speed slow hui ya speed breaker pe gyi and jhatka laga toh band pad jati hai. Iska kya reason hoskta hai
Bhai, Mare pass Apache 180 hai bs4 (2018), (41000km running) Bhai o 40-45 km aram se chalti hai, Engine garam hone ke bad bike off ho jati hai 2/3 minutes ke bad start hoti hai, fir 1/2 Kilometres chalti hai fir start off jati hai, Kya problem hai, please
pehla bndha mila jo is field me sch bolta hai. hoshiarpur ke mechanic jo phgwara road per hai unoney meri karizma ka bera grk kr diya .itna dhoka hai is field me ki aam adhmi to andhaja hi nhi lga skta
Is tarah k videos bhot beneficial ...i hope ap future m engine s related bhot saari videos laoo
Bhai bahut hi badhiya aapke video ka wait humesha hi rehta h
Awesome video 👍 Mintu bhai
Love you so much and God bless you and your family
Aisi video dekhne me bahut acchha lagta hai poori bat samajh me aati hai
Sir bhot dino se aapke is type ka video ka intzaar tha mai aap ka bhot bada fan hu
🙏
Sir Aap bahut important point miss kar gaye aur woh tha ki kaise crank mein play ko check kare? Bahut se log connecting rod side play and up down play ke beech confuse rehte hai.
Verry good impromision.sir.👍
Bahut Achi Tarah Se Samjhe Aate Hain aapka Baat mere ko bahut accha laga all video bahut acchi Tarah banate hain
Apka Bhut Bhut Bhut Bhut Bhut Bhut
Dhanyabad bhaiya ji
Asi salha dene ke liye love you brother
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
धन्यबाद भैया जी, सही जानकारी देने के लिए।
Bahut badiya bhaiyya
Bhai 1 video banao.. Bike ki full service pe.. Sari chize batao us video me..
Nice video mintu sir
Bhai shocker repair pross rear and and front dono k ek video banao...
Namaskar mintu ji
We r waiting for 1 Million.
Good job 👌👌
बाइक प्वाइंट ब्रदर मैंने आज अपनी हीरो होंडा स्प्लेंडर में क्रैंक रिपेयरिंग करवाया है जिसका रिपेयरिंग का टोटल खर्चा 12 सो रुपए का आया है जिसमें लेक मशीन मैकेनिक ने एक रॉड सेट और 2 नए बेरिंग लगाए हैं रॉड सेट 600 रुपए का लगाया है और क्रेन बैरिंग 250 रुपए का लगाया है जिसमें उसने अपना चार्ज भी जोड़ा है क्या यह रिपेयरिंग का सही चार्ज है
Hello Bhaiya kya Discover 125 old 2012 model Ka crank repair kiya ja sakta hai?. Awaj Ati hai crank se.
Best knowledgble video
Nice and helpful video bhai
Bahi aapne bohot sare video mei bataya oversqure engine undersqure engine in dono mai anter kya hain ek video mai batayega or yea bhi batayega ki inko kease pahechane .
Very nice 👍
Also front shock oil change n reae shocks repair n service video
Good video. My shine 125 bike covered 2 lack plus km. No sound from crank. Cylinder + piston changed 3 times these period.
Prakashan.
Crank damage happens due to no oil in the chamber.
बहुत बहुत धन्यवाद भाई
Bhaiya ak video ap Apache me back disk break ko hataa ke mujhe drum break lg wana ha mujhe is video chahiye ap plz bhana dijiye plz plz🙏🙏🙏
bahut hi axxey vidio .vaae khaldakhuldi sadak k liye kon sey 2 bike suggest karengey 150-160 segmen5mein
Good Information 👌👌
Bhai hero honda passion plus ki kirenk चेंज करा रहा हू but sir ये batao ki kirenk mai हल्की प्ले है क्या मुझे kirenk badalbani hogi
Very nice information about crank
Bhai mintu ram ram hum apki sari video dekhte hai bhai mene kai video dekhkar comment kiya aur aik jankari mangi jo apne abhi tak Ripley me nahi batai humare paas Apache 180 hai 2016 model 8000 kilometre chali hai usme aik problem aai hai usks pichla salensar ki said wala sokar leek ho gaya hai karpya bataye bhai use ajensi se dusra dalwaye ya fir ripeyar hokar chal jayega karpya Ripley me bataye dhanyewad
Bataya tha aapko
Super explain bhai
thank you bhai same problem meri apache 160 mai bhi hai
Sir Mera tvs wego ka crankshaft thread gis gaya he.Kya crankshaft Ka thread re thread kar sakthe.pless help.
Nice videos bhai
Thanks for very useful information
Bhai April me hero xtreme 150 abs ayega kay please reply
Bahut bahut dhanyawad bhai
Sir meri Bike fashion pro i3s hai to karank ka aavaj aa gaya hai to kya karna chahiye angin bana apadega
Crank repairing ka charge kitna hota hai 5000-se 8000 mangte hai. Kya aap bata sakte ho kitna actually price lagega please batana
yes bro abhi maine bhi pucha tha utna hi kharcha bolte hai...sahi main itna kharcha aata hai kya
Best informative video
Sir nayi crank shaft aur repair crank shaft ki life same hoti hai ya kuch diffrance hota hai meri gadi me kharab ho gayi hai to confuse hu nayi lu ya repair karwau
R15 v1 hai mere paas plz sir mujhe batayiye
Bhai mere bick start nhi ho rahe kya problem he bta do
Please make a video on sounds so that we can identify the sound n know the exact problem, as showroom people cheat us on spares
For example if crank problem sound, cluth plate problem, and related to engine
Bhaiya you are best
Marea CBZ Xtreme bike ka engine chamabar ek biyaring nahi milraha hai market me ka kare purana lagade
nice...ap mujhe thora bata sakte ho ktm duke 350 bike kesi h
Kya sir crank shaft change karwane k liye timing chain bagera poora change karwana padta h
Bhaiya bangalore pe rebore karne ke liye 6000 letha hai apph kya socthe ho thoda zyadha e hua na
Bhaiya meri hero Honda splendor bike kaa crank kharab hua hain..mujhe kitna kharch aajayega plz bataiye.. Plz reply
Kay engine rebuild karna kah bad engine new engine Kay jasi kam karagi?????
Mere pas I trudadAr bike h 23000 par creank awaj kar rahi h kia cumpley sahi kar ke degi pls jarur batae
bhai pls mugey bataoo meri active 2011 model karib 45000 chal choki h or ab ismai Engine oil khta. Hota jata h oil tapkta h , company wale bol rahe crank or engine dono ka kaam hoga ,kitna cost aayha bataoo
Fuel additive pr video bna do kaam krta h ki nhi add on
Bhai Apache 160 2v bs4 mi oil cooled Kasi lageia bta na
Bhai app apki fz s v2 may Konsa engine oil use karte hai
Bhai Pulsar 150 ug4 ma crankshaft lathe me 2200 ruppes liya he bearing & crank rod dala
Bahut le liya, isse accha nayi crank khareed lete.
Sir her mai 150 cc ek commuter type bike Lena chahta hu mujhe high speed performance bike nahi chahiye to pulsar unicorn achiever aur szrr me se kaun sa bike achhi rahegi long lasting aur reliablity ke mamle me v thik ho aur jiska engine salo sal chale please sir her jara jaldi recemond kare
Bhai aap batao k apache ke liye valve clearance kitna rkhna hot ahai
Bhai ek video me batya hai aap dekh lo
Thanks sir nice video
भैया आप disclaimer" काफी अच्छा देते है 😀
Lambe time tak chal paegi kya repair kar k
New scooty pep 2019 modal reviews making please
Very good video
Good information
Sir ji mere paas hf deluxe 2018 model hai .meri bike start hone me 10 kick lagte hai fir 5 se 10 km chala lo aur 1 ghante tak khadi kar do fir thandi pad jati hai.aur mileage bhi 45 ka hi de rahi hai aur kabhi kabhi chalte chalte band ho jati hai 2 ya 3 gear me clutch dabate hi
Very nice ji
Sir Honda shine sp का टाई पिट आजेस्ट करने का एक video aplod करे
Thanks brother
Kya krank Ki pareshani hone par head block ka bhi karwana padta he?
Vai, rtr 180 ka chain sprocket change karne ka ek video banao.
Sir me Motorcycle repair krna Practice kr ra hu last 7 months se apke Garage me kam krna chahta hu !
hero honda cbz 2004 model may pulsar digital 150 ka right hand side switch fit krna hai.us ki wiring details batao?
Super bikes jaise ki CBR 250r ki crankshaft kaise repair Hoti hai?
Kuch pata chala, meri cbr250r ka engine ka kam karna hai.
Meri passion xpro 2018 model mein engine noise ki problem hai kya iske liye engine khulwana padega.
Thank you bhai sahab
Bhaut khub
sir mene crank ko banway 1 mahina hi hua he lakin engen se awaj ati he kya problum ho ge
meri access 125 2013 model start hone mei problem krti hai, and accelerate nai kiya toh ekdum se band pad jati hai. Agar speed slow hui ya speed breaker pe gyi and jhatka laga toh band pad jati hai. Iska kya reason hoskta hai
bhai crank me play h to engine piston ka kam mangti h kya bar bar.
Sir meri bike Tvs sport hai . Meri bike ko 1 year hi hua he abhi or uski crank dikkat de rhi he to crank ka pura set kitne ka padega
Bhai, Mare pass Apache 180 hai bs4 (2018), (41000km running)
Bhai o 40-45 km aram se chalti hai, Engine garam hone ke bad bike off ho jati hai 2/3 minutes ke bad start hoti hai, fir 1/2 Kilometres chalti hai fir start off jati hai, Kya problem hai, please
thank you bhai mere pass pulsar 150 h usme bhi yhi connecting road ki problem h but machenik 4500 mangta h..
pehla bndha mila jo is field me sch bolta hai. hoshiarpur ke mechanic jo phgwara road per hai unoney meri karizma ka bera grk kr diya .itna dhoka hai is field me ki aam adhmi to andhaja hi nhi lga skta
😂😂😂 sahi baat hai.
Bhai time pr service ho to 20 thousand tk awaaz kr skti h kya chold start me mere bike me boli 5hi
Pulsar 180f or Apache 160 4v m se kon se leni chahiye
Nayi bike mein router filter kitne kilometers mein saaf karvay
Mera Apache 200 4v hai mechanical bol rha hai ki crankshaft gya hai krke to kitna khrch aayga sir..
block head ke bare m bhi bataye kuch
Sir aap technical video banaya karo sir........
Bhai aap pura injan repair ke bare me video banaye
Bhai connecting rod me me thodi si chal hai kya usko change karu
Kya side play hai ??
@@struggler5960 left right play h up down nh
@@fahimsiddiqui224 toh koi problem nahi. Yeh normal play hoti hai. Jisse crank free chalti hai. Brand new crank mein bhi side play hota hai.
@@struggler5960 thank you
Very good
Sir 3rd atakta hain naal change karane me kitna kharcha hoga bike passion pro hain
Bhai Splendor pro me cranck hero company aur any ka nahi na lagta hai
Sir meri hero duet mai high RPM ho raha h....
Kiya problem ho sakti h
Honda cb shine sp (2019)engine fi or carboretor?? Vai up bataye please
Splender plus➕ me crenk ka kitna khrcha aayega