Bohat Ala zabadast MashAallah MashAallah apny jis piyar se recipe ko samjhaya h yaqenan boha zaiyeqydar bani hoge.❤🇵🇰🇵🇰🇵🇰🌹🌹. INSHALLAH JAB B BANI APKO ZAROR BATEN GY😂😂
beef or mutton ginger garlic paste, it's salt, pepper and garam masala powder, and dahi mein 3 hours marinate karke fridge me rakhe. Beef or muttonhalf cooked pakate waqt haldi, mirch powder kabhi na milaye. Instead5 hari mirch, khadi Lal mirch or khadi kaali mirch ke daane daalen.
@@ashiyaafsar4u agar haldi aor mirch powder dalenge beef ya mutton pakate waqt toh wo fir saalan jaisa taste lagega. aisa lagega salan par chawal dalke dum pe rakhdia.. Fir isse accha chawal mein salan milake kha lo. Haldi dalne se salan ka taste aata hai. Haldi kabhi nahi daali jaati jab biryani ka ghost pakate waqt. . Hari mirch, khadi Lal mirch, khadi kaali mirch ke daane ya powder dala jaata hai spicy biryani ke liye. Color ke liye lemon yellow powder ek pinch paani me ghol ke sprinkle Karen layers par
@@maverick25964 haa waise mein lemon yellow color hi use karti hu hamesha it's Gives authentic color last year bhi wahi kiya tha...I hope this time bhi biryani acchi ban jaye bas izzat reh jaye sabke samne 😔
Where is the garam masala recipe? Can you share that please
Garam masala powder recipe I already uploaded, please type garam masala recipe by pure cooking on UA-cam to watch full recipe
@@purecooking thank you so much. Made the biriyani yesterday. It was delicious.
Thank you so much for lovely feedback ☺️
Shukriya btane ke Mai abi biryani bnane jaraha tha apki recipe dekha❤
Thank you so much for lovely feedback ☺️
Mashallah easy for newbies to cook biryani jazakallah
Wa iyyki, thank you so much for lovely feedback ☺️
Nyceeee.... fluffy rice
Thank you so much 😊
Bohat Ala zabadast MashAallah MashAallah apny jis piyar se recipe ko samjhaya h yaqenan boha zaiyeqydar bani hoge.❤🇵🇰🇵🇰🇵🇰🌹🌹. INSHALLAH JAB B BANI APKO ZAROR BATEN GY😂😂
In sha Allah
Looking very good😮… will try🔥😋
Sure
Ass Salamo Alaikum Warahmatullahe Wabarkatahu
Jazakallaho Khairan
Walikumassalam wa rahmatullahi wa rahmatullahi wa barakatuhu
Wow 👌 ❤😊
Thank you
Asalaamualikum sister, You did a great job watching from USA. All the best
Walikumassalam wa rahmatullahi wa barakatuhu Alhamdulillah thank you
Gosh gala huwalekar bana sakte hain kya
Aap pakki aqni ki biryani recipe try kareye mere channel PE check kareye
Mere channel PE pakki aqni ki biryani recipe upload hai woh recipe try kareye
Very good explanation
Thank you so much for lovely feedback ☺️
Zabardast sister
Thank you so much
nice mam 👌👌 raw papaya past ki recip share kare na actually thoda sa confusion hai
In sha Allah
Very good recipi.
Thank you so much
Nice
Thank you so much for lovely feedback
Asalamwalekum w.r.w.b.. ish bar Eid may beef biryani banana hai...aapki sabhi recipe easy aur tasty hoti hai baji .. mashallah ❤
beef or mutton ginger garlic paste, it's salt, pepper and garam masala powder, and dahi mein 3 hours marinate karke fridge me rakhe. Beef or muttonhalf cooked pakate waqt haldi, mirch powder kabhi na milaye. Instead5 hari mirch, khadi Lal mirch or khadi kaali mirch ke daane daalen.
@@maverick25964 inshallah try Karungi this time aise hi
Walikumassalam wa rahmatullahi wa barakatuhu Alhamdulillah thank you
Nice ❤
Thank you
Hello mam can uh tell me when did uh cook the beef
Please check out my beef biryani recipe on my channel
6:40 after layering rice, sprinkling saffron milk and ghee, and then cook on high flame for 10 minutes followed by 15-20 minutes of low flame.
Kya ham papaya paste lagake overnight marinate karsakte?
Haan in fridge
Raw papaya na ho to kya daalna hai please batayenge
Meat tendaricer
How does beef gets boiled without boiling in cooker? Only in dum how?
Dum is a slow cooked, also meat is marinated for 3 to 4 hours and raw papaya paste is added so meat cooked perfectly
@@purecooking does it gets cooked without boiling, only in marinating?
Sorry for irritating mam
Yes , if you have doubt you can check by cooking it
@@purecookingin my home they are not believing that without boiling beef in cooker, only in dum how does beef gets cooked , so gonna give a try😂😂😂
Thank you for replying
Nice video 👍👍👍👍👌👌
Thanks
Madam ye beef ka gosh hai ise to phile pkake Lena chahiye na ye jldi pkta nhi
Bhai kaccha papaaya daal na ussey ghosh bohot mulaayam hota hai.
Kacchey papaya ka chilta pees ke daal ghosh ke masalo ke saath.
Ji sahi kaha
👌 super
Thank you
khane maza to ayega na
Ji ayega
😮👍
Jazakalla khair 😢
Wa iyyaki
Will rise not get over cooked by cooking for so long
No
Gosh galta kya dum pa
Ji gal jata, raw papaya paste lagaye tu
Gost ko to pakaya hi nhi
Aap meri pakki aqni ki biryani check kareye, ye hyderabadi dum biryani recipe hai
Haldi is never added in biryani
No aisa ni hai
Aab aisa bhi nahi hai ... biryani actually sabhi ghar may alag banti hai ...haldi nahi dalti ya toh meine nahi suna hai.
@@ashiyaafsar4u agar haldi aor mirch powder dalenge beef ya mutton pakate waqt toh wo fir saalan jaisa taste lagega. aisa lagega salan par chawal dalke dum pe rakhdia.. Fir isse accha chawal mein salan milake kha lo. Haldi dalne se salan ka taste aata hai. Haldi kabhi nahi daali jaati jab biryani ka ghost pakate waqt. . Hari mirch, khadi Lal mirch, khadi kaali mirch ke daane ya powder dala jaata hai spicy biryani ke liye. Color ke liye lemon yellow powder ek pinch paani me ghol ke sprinkle Karen layers par
@@maverick25964 haa waise mein lemon yellow color hi use karti hu hamesha it's Gives authentic color last year bhi wahi kiya tha...I hope this time bhi biryani acchi ban jaye bas izzat reh jaye sabke samne 😔
Haldi add kar sakte hai....
Bakwas
No it's super tasty
Nice
Thank you