Rhwar ki gardan me ghaazi ka sir bndha h Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Bazaar e sham ka h ye dardnak manzar Karbobala se zainab aayi h qaid hokr Na mehramo ka har su majma lga hua Behno ke sir khule pathhar bars rhe hn Saidaniyo ko kaise dekhe wo sir barehna Ab kis trha bne wo ahle haram ka parda Shaane bhi kt chuke hn aur sir bhi kat chuka h Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Zehra o murtaza ki waadi me plne waali athhara bhaiyo ke saye me chlne waali Tanha h ab wo zainab ab kaun aasra h Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Kulsum aur zainab qaidi bni huii hn baalo se muh chhupaye har zulm seh rhii hn Sir bhaiyo ka noke neza pe ro rha hai Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Bazar me sitamgar ye zulm dha rhe hn Zehra ki betiyon ko baaghi bta rhe hn Khoone jigar jari ki aankhon se bh rha h Beheno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Kulsum ki nigahe jis simt uth rhii hn Abbas ke alam ko hasrat se dhoondti hn Bazu bandhe hue hn hoton pe ye sada h Beheno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn Naamose mustafa par zulmat ke silsile hain Pathhar ke saath zalim angare phekte hn Abbas ka kta sir hairat se kanpta hai
Aman😭😭😭😭♥️
Jiye bhai
Bahut hi purdard noha 😢😢😢
Mashaallah bhai mola slamt rkhe aap sbko
Mashallha bhai
❤
@@ShobiAbbas-rn6nu😊😊😊
salamat raho
Mashallah
Mashallah 😢
Rhwar ki gardan me ghaazi ka sir bndha h
Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Bazaar e sham ka h ye dardnak manzar
Karbobala se zainab aayi h qaid hokr
Na mehramo ka har su majma lga hua
Behno ke sir khule pathhar bars rhe hn
Saidaniyo ko kaise dekhe wo sir barehna
Ab kis trha bne wo ahle haram ka parda
Shaane bhi kt chuke hn aur sir bhi kat chuka h
Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Zehra o murtaza ki waadi me plne waali athhara bhaiyo ke saye me chlne waali
Tanha h ab wo zainab ab kaun aasra h
Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Kulsum aur zainab qaidi bni huii hn baalo se muh chhupaye har zulm seh rhii hn
Sir bhaiyo ka noke neza pe ro rha hai
Behno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Bazar me sitamgar ye zulm dha rhe hn
Zehra ki betiyon ko baaghi bta rhe hn
Khoone jigar jari ki aankhon se bh rha h
Beheno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Kulsum ki nigahe jis simt uth rhii hn
Abbas ke alam ko hasrat se dhoondti hn
Bazu bandhe hue hn hoton pe ye sada h
Beheno ke sir khule hn pathhar baras rhe hn
Naamose mustafa par zulmat ke silsile hain
Pathhar ke saath zalim angare phekte hn
Abbas ka kta sir hairat se kanpta hai
Maula salamat rakhe👍
Mashallah
Thanks
Massallah bahut khub
Haye Haye
Mhasallah
Mashalla 😢
Mashaallah
Bhai lyrics bhaj do