Asthma in Children -FAQs- Most Common Questions Answered। आपके सवालों के जवाब। Dr Mahesh Hiranandani
Вставка
- Опубліковано 9 лют 2025
- #asthma #asthmatreatment #asthmainkids #asthmaproblems #asthmasymptoms #asthmatic
बच्चों में अस्थमा पर आपके बहुत सारे सवाल थे जिनका जवाब इस वीडीओ में दे रहें हैं बच्चों के जाने-माने डाक्टर महेश हीरानंदानी जी.
Dr. Mahesh Hiranandani is a consultant specialist associated with Cloudnine Hospitals. He has over 27 years of experience, he is regarded as a veteran in the paediatric realm of the beautiful city of Chandigarh. He has successfully handled & treated over 25000 babies within the span of his career.His personal areas of interest are Infectious diseases, Allergic disorders, Asthma & Nutrition.
Asthma in Children - बच्चों में अस्थमा | Causes, Symptoms, Treatment । Dr. Mahesh Hiranandani:
• Asthma in Children - ...
Follow us on Facebook, Instagram & Twitter:-
/ sehatnamawit. .
/ sehatnamawi. .
/ sehatnamawithrk
आपको ये वीडीओ पसंद आया तो चैनल को सब्सक्राइब ज़रूर करें. आप अपनी राय या सवाल sehatnamawithrajinder@gmail.com पर मेल कर सकतें हैं.
Thanks a ton sir .....your invaluable knowledge boost our confidence as a parents ....the way u explain shows your experience
informative video
Doctor my child is of 11 yrs he is also having same problem we are treating him but my question is no doctor says till how long this treatment will be we don't mind giving him inhaler but problem is as a parent we dont want his complete dependency and survival on it
thank you so much Dr sahb
Thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 bhut himmat mili aap ki video se thank you so much 🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks sir
Thank you thank you so much aapki is video ne hamari asthma ki problem ko bahut theek kar diya hai aur sari problem khatm kar di
कृपया ब्रोकियाल अस्थम in adult, पर सीरीज बनाये please 🙏
Sir asthama me bacho ko dhood de sakte hai kya
Mere bete ko 3 sal se khashi ki ho gye thi aur Esme asthma ki takleef badh hi ja Rahi thi bahut si medicine li lekin koi fark nhi padta ak din you tube pe ASTHACON capsule and KHONOL SYRUP ke bare me padha to Maine #$ Amazon se mangwaya aur ab mere bete ki khashi ke asth asthma bhi thick ho gya hai ayurvedic hai koi side effect nhi hai ..
##@@@
Thank you so much for this video. God bless you 😊
Most welcome 😊
Good job mam
Dr. Mahesh hiranandini sir aap ka hospital kaha par hai.plz bataeye. Hamara bachha pahot pareshan hai.
Mere bete ko 3 sal se khashi ki ho gye thi aur Esme asthma ki takleef badh hi ja Rahi thi bahut si medicine li lekin koi fark nhi padta ak din you tube pe ASTHACON capsule and KHONOL SYRUP ke bare me padha to Maine #$ Amazon se mangwaya aur ab mere bete ki khashi ke asth asthma bhi thick ho gya hai ayurvedic hai koi side effect nhi hai ..
Best medicine....
See description chandigarh
Mera bachho ki doctor recommend Kiya Hai budamate 200, my son is 4yr 10 months, kya is drug safe for him?
Mere bete ko asthma h 13years ka h inhaler leta 1year ho gya h kya vo theek ho jayega
Kya dry fruits de skte h asthma wale bcho ko
Same question
Plzz sir btaey mere 3 saal ke bete ko h
Sir plz 🙏🙏🙏🙏🙏🙏 ashma me kya khila sakte hai kya nahi plz
Avoid artificial color aur preservative walli food
Super Work sir god bless u🕉️🙏
Thanks for watching
19 saal ka hu sar madat kro sir plz 😔😔😔
Sir aapse kese trtment le sakte he pls
Sir aapne to kha h ki long term use k liye sirf nebulizer use krna h bt hmare paediatrician ne bchche ko syrup bhi deeya h....lgbhag do mahine se syrup wali dawa chl rhi h
Aapka hospital kha he
Sir mera beta 8sal ka he usebhi ye problem he usako treatment de rahe seroflo rotacaps de rahe he kya ye sahi ilajhe
Dr Sir online appointment mil sakata hai
Sir mera beta 6sal ka hai asthma hai kya kre
Children ko khane mein kya Dena chahie 8 years ka
Aankhe bhar jate hain. Bacho ke bare me sun ke
😢😢
Mere Bete Ko btaya aatma me bht preshan tention me hu.. 3 sal k h
Nebulizer kitni matra me de one-time me
3 years baby ko kitana nebulizer dena cahiye
@@monikayadav3345 mam apke bacche ka ilaj kis doctor se aur kha se chal rha hai, ab wo thik hai. Mere bete ko bhi asthama dignose hua hai, abhi abhi
9 saal ka mera beta hai jis ko 10 month ho gaya hai hamne use head gawar hospital delhi dikhaya aur 7 days admit bhi rakhe ab aaram nhi milne par chacha Nehru hospital me dikha ya hu
😅
Patel chest Delhi me dikhaiye meri 5 ki beti thik ho gai
Sir mera beta thik 6 saal ka hai pichle 7 month se khansi hai thik hi Ni ho raha kuch din dawai dene se muskil se thik hota hai uske 5 se 6 din Baad phir khansi a jata hai raat me sote huy achanak kabhi bhi khansi start ho jata hai kai doctor ko dikha chuke hain sir thik hi Ni ho raha bahut paresaan hai sir ilaj Kara Kara kar bahut paisa bhi khatm ho Gaya hai sir bahut garib hain sir plz help me sir mere bache ko thik kar dijiye sir plz
Honey ke sath kali mirch mila ke khilao roz teen bar din mai
Maine try kia h bahut effective h
@@manju781 aap ke bachche ko kitne din se khasi thi
Mere bache ko raat ko khasi aati hai, whistle ka sound bhi aata hai, haste aur rote bhi khasi aati hai.
Jab bacha 6 months ka tha tab Ghar ay construction chal Rahi thi, kya mere ache ko ye problem construction ki wajah say hui hai?
Same problem 😢
Abhi kesa hai apka bacha please bataiye
Sir mera bachcha 3 mahine ka hai use doctor ne inheler Dene ka bola hai 6month tak .kya ye khtm ho jayega ya inheler ki adat lagegi
Yrrr mere bete ko bhi yahi problem h 5 sal ka ho gya Dr aj bhi inlehar dete h
@@jayasingh5235 kab se h ap ke bete ko Kya inhaler lene ke bad bhi khasi hoti h plz Plz btaiye ga
@@bilquiskhan6924 4 sal ka tha tb se ..abi inhelr lete 15 mahine ho gye h .. fir bhi bahut khasi ati h. Kabhi sukhi ati h kabhi couf wali. Bahut presan hu yrrr
@@bilquiskhan6924 aj toh saikro khasi aa rhi h kya kru kuch samjh me nahi aa rha h
Inhelar k sath montair tab bhi chlate h daily fir bhi 1 month thik rhta h aur fir Khasi suru ho jati h . Aur idhar 15 din se lagatar khasi h...sir rat me sota h tb Aram hota h nahi toh pure din khasi aa rhi h sukhi wali
👍
I want to consult with doctor please help me how to take appointment I'm from Kolkata
You may contact to cloudnine hospital Chandigarh take number from google thanks for watching
Sir I will meet u.pld
Sal Ka Hai Mera Beta 4 saal ka hai usko khansi Aati raat mein teen baje Uth Ke Sham Subah Jyada Aati Hai To Kya ho sakta hai
Sir mera beta 13 years ka hai asthma ki wajah se proper growth nhi ho rhi hai uski. Please solution bataye.
Mere bete ko 3 sal se khashi ki ho gye thi aur Esme asthma ki takleef badh hi ja Rahi thi bahut si medicine li lekin koi fark nhi padta ak din you tube pe ASTHACON capsule and KHONOL SYRUP ke bare me padha to Maine #$ Amazon se mangwaya aur ab mere bete ki khashi ke asth asthma bhi thick ho gya hai ayurvedic hai koi side effect nhi hai ..
££££
Nebulizi.me.kan.si.dawa.dale
4 year ka child h usko bar bar jukham hota h Khasi regular aati dam sa ghuta h kya kre from Sikar Rajasthan
Sir mera beta 13 years ka he use 1sal ka tha tab se inhaler chale he 8sal Tak,3sal thik Raha ab is month se inhaler dobara lag gya please btaye kya Karn ho sakta he,kab tak thik ho jayega
Di iske symptoms Kya h
Theek ho jayega ...na ghabrayen... Umar ke saath disease severity kum hoti hai
Hello mam Dr. Sahab se kaha mil sakte h plz bataye mam
Cloudnine hospital Chandigarh...you can take number from google thanks for watching
Sir mere bacche ko subah uthte hi sneezing hone lagti hai, naak pura jam ho jata hai ooske liye kya kare.. Plz help
Same with my son
Sir mere baby ko khansi baut hoti hai plz suggest kro
Where is the doctor available for appointment?
Chandigarh see the description
mere bache ki age 9 year hai subah itne pr khansi hoti hai .aur khelne ke baad khansi hoti hai
Mera15 sal ka beta hai jo asthma khansi alarji se paresan hai please upay bataye
Sir mere bachhe ko v hai plz ser thand me asthama me bachho ko kya khilaye
Ser kya ashtma me dry frut khila sakte hai
Yes....par agar dry fruit se bacche ko khansi bade to naheen
Sir apse contact kaise Kare mtlb appointment plz help me sir..
Cloudnine hospital Chandigarh contact kar sakte hain
@@SehatnamawithRajinder sir online help kar sakte hain kya contact number se
Namaste doctor... Sir mera beta 4 year ka hai use baar baar sardi ho jati hai 3 se 4 month ho rahe hai jab bhi bachha khelta hai uski sans fulti hi khanai to nahi aati 1 month se doctor se ilaj chal raha pahle nebuliser ab inhaler de rahe hai but jada kuch aaram nahi hai blood test me wbc 13170 hai doctor infection or allergy bol rahe hai plz help
Mera bhi same yahi hota he 4saal ka tha tabse me ese dhake kha rahi hu hospital ke or bolte he inhealer or nebulizer lo kya karu agar ye Dene ke bhi agar khasi zukham ho to kya karenge
sir mera 4 sall ka ladka h usko bhi same problem h kya vo thik ho sakta h bilkul
Same mere bete ko bhi abhi bh hospital me pehli br hua h ise aisa 3 saal ka h
Baccho main aasthama ka attack aane par ky kare . specially rat ko please batao sir ji
Ye video dekhen-ua-cam.com/video/tgEwCyeSyS0/v-deo.html
Sir mera baby 3 yrs ka h bacche ko ab allergies start hui h .abbi b jb sick hota h tb hi...breastfeed krta h. Pls help kya usssey kuch pblm ho sakti h ?
Sir meri beti h asthma pasent kya karna h
Hlo sir mera beta 3 year 2month ka h usy raat ko khashi hoti h , one year ho gya h doctor v chang kiya ab kisi doctor ny bola ki Astana ki problem h … nebuliser kitny tym k liya krna hogs men’s daily
Sir mere bache ko bhi yahi problam ho Rahi h 2 mahile ho gaye khashi ko mene doctor ko bhi dikhaya lekin aaram nahi laga kya kare plz batao
@Neha Arora thanks mam try krygy hm
Sir. Mera beta ab 9 sal ka hai,use 2 sal se astama hai ham use inhalers de rahe he usse aaram to padta hai lekin uska vajan jyada badh raha hai sharir ful raha hai
Kya ye inhaler or tablet ki uajah se ho raha hai
9 sal ka hai aur uska vajan 34kg hai
34 weight normal h ji ,same age ,same problem mere bete ko bhi h
9 yrs 34 kg is more or less ok.... Avoid oral steroid tablets ....Steroid inhalers are better ....
Meri beti 7 saal ki h weight 31 kg h jo ki normal h
@@shailjakatoch3105 ye normal weight nhi hai.overweight h
Hlo sir mera bacha 5year old h sir usi monthly problem h her 1 ya 2 month baad asthma problem h
ua-cam.com/play/PLnauBAKHfMYDYyP-1GJ_8IPVfXbsCoDbH.html/-ये video शायद मदद करे
Asthama.me.machali.kha.saa.kte
Doctor sahab mera baccha 7 sal ka hai usko 2 mahine se khansi aana theek nahin ho raha Kya Karen kuchh samajh nahin a raha hai Raat Ko to nahin
क्या डॉक्टर साहब को ऑनलाइन दिखा सकते हैं।
Cloudnine hospital Chandigarh
Sir apka address kya hai
sar do sal se symptoms hai. but because of a bad doctor after multiple request he didnt do anything. kya mere bache ko koi long term side effects ho skte hai. because of late knowing of disease. we are currently on budate inhaler treatment for 3 months.
You can contact to Dr mahesh hiranandani. He is associated with cloudnine hospital Chandigarh. Number aapko google se mil jayega. Wishing your child good health. Thanks for watching
Dont worry about delayed diagnosis...just continue Budate for a few weeks to months ....
@@1964mahira thanks sir
Vdo call par dikha sakte hain kya sir plz help us
Where is the doctor available for appointment
Cloudnine hospital Chandigarh
Hospital kha h
Cloudnine hospital Chandigarh
Sir mera beta 13 yrs ka hai .wo inhaler a leta hai . kya wo baad me thik ho sakta hai
Thanks for watching, please ye video dekhen-ua-cam.com/video/D3R8h8SaGNw/v-deo.html
bahut control ho sakta hai ...apne doctor kp regular dikhate rahiye
@@1964mahira Kya 6 month ke baby ko bhi Dr.inhaler dete h
@@1964mahira Kya inhaler se baby ko cold cough nhi hota h
@@bilquiskhan6924 nehi hota he, is video dekneke Bad meine Inhaler dena chalu kiya je, ab mere baby k Cold cough nehi he 1 month se... Mei bohot kuch tray kar chukihu lekin kohi faida nehi hua. Ab inhaler use kartihu mere baby thik he abvi karia..
Bar bar bewajah khasi aana aur baad mein saas lene me problem hona kya asthama ke symptoms hai
10 din se aise ho raha hai meri beti ko
1 half yr ki hai beti
Isase pahale sirf sardi jhukham hua to aise hota tha only ghar ghar awaj aati thi
Ab apki kesi hai usko ab ye problem horahi h kya please bataiye mere bete ko bhi ese hi hota h
Kya sir ka no. mil sakta hai
Cloudnine hospital Chandigarh
Please help me sir
आप ये सारी विडीओdekhe-ua-cam.com/play/PLnauBAKHfMYDYyP-1GJ_8IPVfXbsCoDbH.html
5sal k bachho ko asthma Kase think hora he ratak khasi sone k bad aata he
Mujhe sir aap ka nabar chaahiye
Sir ple help me
Mother ko h to brestfeeding se baby ko bhi ho sakta h kya
Sir apki no mil sakta h
Sir ur contact number and address for appointment tell us
Agar bacche ko baar baar sardi khasi and cough ho toh toh kya asthma hai? I'm (mom of 4 yrs child) allergic with dust from childhood
We are pune based
Please ye video dekhen apne sawalon ke jawab ke liye-ua-cam.com/video/D3R8h8SaGNw/v-deo.html
Yeh video purra dekhen...jawaab mil jayega
Please send me address dr
Cloudnine hospital Chandigarh take number from google
Thank u sir
Thankyou sir
Morning and evening me caugh asthma ho sakta h kya