Asthma in Children । बच्चे को लगातार खाँसी है तो अनदेखा ना करें, ये अस्थमा हो सकता है। Dr. Mahesh
Вставка
- Опубліковано 8 лют 2025
- #sehatnamawithrajinder #doctor #asthma #children #asthmaproblems #dama
बच्चे में दमा के लक्षण और इलाज जानें स्पेशलिस्ट डॉक्टर महेश हीरानंदानी से.
ये वीडीयो भी देखें--बच्चे को दमा हो तो क्या करें-- • Asthma in Children। इन...
ये भी देखें--Healthy Diet For Kids । खानें में ये करें शामिल तो बच्चा रहेगा तंदुरूस्त । Dr. Mahesh Hiranandani
• Healthy Diet For Kids ...
आपको ये वीडीओ पसंद आया तो उसे शेयर करें और चैनल को सब्सक्राइब ज़रूर करें. आप अपनी राय या सवाल sehatnamawithrajinder@gmail.com पर मेल कर सकतें हैं.
Follow us on Facebook, Instagram & Twitter:-
/ sehatnamawithrajinder
/ sehatnamawithrajinder
Thank you Sir ..... Aapke Videos se Asthma related sare doubts clear huye hai.... Again thank you Sir😊
Me 29 saaki hu , muje jamn se asthama tha inhaler, tablet, Kasi ki dvaiya jese mere jivn kaa ak bada hisa ban gai thi , magr ab muje pta chla jitni bhi presrvativ chije ,bahr kaa msaledar khana sab se muje asthma hota tha , ab 90% asthma se free hu , ab bas kisi dhulmitti se, ya jyada thand hone pe kabhi kabhi sikayt hoti hai , ye inhaler se sechuation cantrol hoa jati hai 🙏or me ghr pe bani sari chije khati hu ,phle sochti thi chavl ,kele se, ya icecream se elergy hai muje , please dear parents ghabraye nhi 🤗 apne bache ki counseling kare or proper treatment de
Mere bhi janam sa astma h
Kya ya thik ho sakta h
@Avnigoyal-tm9yk mam ye mai bachy ko de sakti hun kya meri beti 3 year ki hai usko raat me khansi hoti hai
All questions were good
Thanks sir to giving information
I think this is a complete video upto...maximum level...for parents and asthmatic patient....
Asthama needs regular cure...
No shortcuts
Sahi bat he sir
Ma"am ek request hai please jish tarah aap doctor k suggestions share kartey ho usk sath doctor k contact or clinic address bhi share karne ka kasht kare🙏
हमारे या पर एयर क्वालिटी इंडेक्स 200 के आस पास है क्या इस अवस्था में अस्थमा टिक हो सकता है या फिर जगह को छोड़कर दूसरी जगह रहना चाहिए है मुझे डॉक्टर ने जगह चेंच करने को बोला है
Hamare bacche ko bhi asthma hai uska kya treatment chalayen hamari bhi batao hamen bhi madad chahie aapki doctor sahab
Kiya itra ya perfume se bhi asthma hota he
Ye dr. Kaha pr milege clinic kaha pr inka plz btaye mera beta, 5 sal ka khasi rehti h lungs efect h
Sir mera beta 6 year ka hai usko continue cough aa rhi hai to kya ye asthma hai,kya ghr mei wood ka kaam kareaye ya nahi please tell us
Sir ji I am live england mera Beto ke astham hai he is five year old very bad astham any solution
Aayurveda ka treatment use kiye hey aap kya?
Kya aap adrs de skte he apna mujhe milna he apse apne bete ko dikhana he plzzx
Sir aap online aap dek hai kya to fish kyahoga aap ka
Sir Mera beta 6 year ka hai wheezing hai khelne se dam lagta hai .. kya kare sir.
Sir mera beta pone chat saal ka hai hai use bhul sardi khashi hoti hai raat mai jyada hoti hai
Chaar
Sir usko kaph bhut hota hai
sir bache ko na to bukhar aya usko sirf naak band hui or chati me jakdan si hone lagti hai chati me dar bhi hota hai sir ye bache ko har dusre mahne me ho jata hai jukham rehta lakin body me pasina niklta hai or abi bhi 4,5 din se antibiotic or syrup or bhap de rha hu aram to hai use to sir ye janana tha jeski aap bta rhe hai syrup se acha inhelar nublizer hai to sir nublizar se dawai kab tak de sakte hai ya bache ko iski adat to nhi padegi kya puri trha thik thik ho sakta hai
Asthama ki sikayat hey, mere bhi bete ko thi,
Kya doctor ji lakhnow me milenge
Hello sir in a video you said that diabetic mother's baby sometimes have hair on ear. I was diagnosed with gestational diabetes and my baby has hair on his ears... How can I remove these hair.
Sir ka address kaha ka hai
Mera beta 13 sal ka use asthma h sine me dard khasi continue bna rhta h
Please share address dr.mahesh sir
Mere beti 2 sal ki h khasi uski thik nahi ho rahi hai mai har jagah dekha diye doctor ko sari jach karali doctor kuch nahi batate puchh ne par bolte hai ki 5sal tak rahega mai bahut parsan hu sar ap plz batai
Aap kanpur me dikha do shyam children hospital me yahe kalyanpur me hai
Sir ka address de dijiye plz
Dr Mahesh sir se kaha mulakat hogi
Baap bacche ladka sab Ko Sardi hota hai
Inka no chahei mere bhcchi ko baldhma bataya gaya he
Inka no chahei mere bhcchi ko baldhma bataya gaya he
Inka no chahei mere bhcchi ko baldhma bataya gaya he
Inka no chahei mere bhcchi ko baldhma bataya gaya he
Inka no chahei mere bhcchi ko baldhma bataya gaya