@vipinkumar-rn2op vese Japanese engine zada reliable hota hai.. meri bike me problem aai h due to engine oil.. machine to kabhi bhi kharab ho skti hai agreed
@@TusharBiswas main baat hain ki Gixxer ka spares availability bahut hai bekar hai, sirf showroom mein milta hai aur wo v order de kar k wait karna padta hai. Upar se aap apne bike ko itna badhiya maintenance karte ho to fir bhi issue hua. So sab kuch mila karke ns 200 ek better option hai.
Badhiya. Waise, mujhe Gixxer sf 250 aur ns 200 mein koi ek lene ka abhi mauka mila tha. Guess what, Maine bahut soch samajh kar NS 200 le liya.
NS achi hai bt Bajaj hai islie reliable nhi h🥲🥲
@@TusharBiswas Machine hai kabhi bhi kuch kharab ho sakta hai yu te bike bhi japanese hai ye bhi kharab Hui ki nhi
@vipinkumar-rn2op vese Japanese engine zada reliable hota hai.. meri bike me problem aai h due to engine oil.. machine to kabhi bhi kharab ho skti hai agreed
@@TusharBiswas main baat hain ki Gixxer ka spares availability bahut hai bekar hai, sirf showroom mein milta hai aur wo v order de kar k wait karna padta hai. Upar se aap apne bike ko itna badhiya maintenance karte ho to fir bhi issue hua. So sab kuch mila karke ns 200 ek better option hai.
@BikerSaran224 haan sahi h chalane me maze aane chahie baaki to sab badia
Bro sf 250 ka tyre pressure Kitna rakhte ho
Front rear
Front 29 PSI
Rear 33 PSI recommend 👌
Baiya my home is near by yours ,just 10 steps far even your brother is my friend.
😍 Ohh great bhai.. jaldi milenge💯💯