Nhi aap cutting ko barish ke season me lga skte ho lekin barish me cutting ko nhi rakhna hai ...barish se cutting me over watering ho jayegi aur aapki cutting ko fungus lag Jayega
Sir ... Mera new video aane vala hai abhi 2-3 dino me aap Dekh Lena usko aap us mene Sare ans ke javab diye hai.. Mere aane vale new video me big cutting kese grow krni hai and cutting grow q nhi Hoti sub explain Kiya hai aap please 2-3 din Ka wait kijiye.. Rooting Harmon aapko Kisi bhi gardening ki shop me ya Amazon pe mil Jayega ....
Wow such a good growth in 20 days.
बेहतरीन जानकारी
Very nice and informative. Really like the way you showcased three different ways of growing the tree. Well done and keep it up
Thank you soo much for support
Shade mein rakhe/exposed to sun light bhi chalega
Sir mane banyan cutting pani me lagae hai 3 small leaves grow ho gae hai lakin roots nhi grow hui to ab soil me transfer kardu ya abhi nhi.
थैंक यू इस वीडियो के लिए 🙏
आपने जिस कटिंग को पानी में ग्रो किया था उसका पानी आपने बदला था या उसी पानी में पूरे समय ग्रो होने दिया ??
Badal bhi skte ho ya usme bhi grow kar skte ho
@@balwantbonsaitree9522 thanks a lot😊🙏
Good good
Well explained.
अति उत्तम।
Bhai wo rooting hormone ka price kya tha aur kaha milega general khaad ke dukan pe hota hai kya,
Aur uske results kaise hai
Plzz batao
50rs , available online or at gardener shop
Is cutting Ko barish ke season me barish me rakh saktain hain kya?
Nhi aap cutting ko barish ke season me lga skte ho lekin barish me cutting ko nhi rakhna hai ...barish se cutting me over watering ho jayegi aur aapki cutting ko fungus lag Jayega
CAn I grow 5 inches to 6 inches thick branches cutting of Indian banyan tree ?
Will it be possible please share me the information.
Thank you.
Thanks for watching...
Sir I never try this but I think this will work if you grow cutting in rainy season and care of it...
@@balwantbonsaitree9522
Thank you so much then I will go for 2 ya 3 different cutting ,water , and sand+ Garden soil mixture . It may work .
@@debkousik8943 try hope for best ...
@@debkousik8943 have u got success
Sir ji me ne eshe hi kiya ta but wo ek bhi grow nai huva ta so how can i do ? Ahd what is rooting harmon and where can i get?
Sir ...
Mera new video aane vala hai abhi 2-3 dino me aap Dekh Lena usko aap us mene Sare ans ke javab diye hai..
Mere aane vale new video me big cutting kese grow krni hai and cutting grow q nhi Hoti sub explain Kiya hai aap please 2-3 din Ka wait kijiye..
Rooting Harmon aapko Kisi bhi gardening ki shop me ya Amazon pe mil Jayega ....
Thank u sir ji i m waiting for ur new video .
kaam to bahut punya ka hai lekin vido mein tumhari awaj hi nahi sunai deti
Thanks for feedback 👍😊
ap log to dekha rahe ho,lakin mai kintne bar try kiya success nehi huya...kayse ak cutting ko rotting kare..please tell me
Simple hai sir cutting ko rooting krna ...
Video ko follow krna h bus ..
Wait krna h rooting jrur hogi ...
9078366837 contact with
@@balwantbonsaitree9522
Bhai cutting grow ho janti he or patte bhi ajate he or kuchh Dino baad bo mar jata he why??????
@@balwantbonsaitree9522 mainne try kiya aur sab success raha . Thank you
@@MrJunedalamkhan thanks for watching