Hasti Apni Habab ki Si Hai | Mir Taqi Mir Kalam

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 жов 2024
  • Poet: Mir Taqi Mir
    ہستی اپنی حباب کی سی ہے
    یہ نمائش سراب کی سی ہے
    نازکی اس کے لب کی کیا کہیے
    پنکھڑی اک گلاب کی سی ہے
    چشم دل کھول اس بھی عالم پر
    یاں کی اوقات خواب کی سی ہے
    بار بار اس کے در پہ جاتا ہوں
    حالت اب اضطراب کی سی ہے
    نقطۂ خال سے ترا ابرو
    بیت اک انتخاب کی سی ہے
    میں جو بولا کہا کہ یہ آواز
    اسی خانہ خراب کی سی ہے
    آتش غم میں دل بھنا شاید
    دیر سے بو کباب کی سی ہے
    دیکھیے ابر کی طرح اب کے
    میری چشم پر آب کی سی ہے
    میرؔ ان نیم باز آنکھوں میں
    ساری مستی شراب کی سی ہے
    hastī apnī habāb kī sī hai
    ye numā.ish sarāb kī sī hai
    nāzukī us ke lab kī kyā kahiye
    pañkhuḌī ik gulāb kī sī hai
    chashm-e-dil khol is bhī aalam par
    yaañ kī auqāt ḳhvāb kī sī hai
    baar baar us ke dar pe jaatā huuñ
    hālat ab iztirāb kī sī hai
    nuqta-e-ḳhāl se tirā abrū
    bait ik intiḳhāb kī sī hai
    maiñ jo bolā kahā ki ye āvāz
    usī ḳhāna-ḳharāb kī sī hai
    ātish-e-ġham meñ dil bhunā shāyad
    der se bū kabāb kī sī hai
    dekhiye abr kī tarah ab ke
    merī chashm-e-pur-āb kī sī hai
    'mīr' un nīm-bāz āñkhoñ meñ
    saarī mastī sharāb kī sī hai
    Related Searches:
    hasti apni habab ki si hai,mir taqi mir ghazal hasti apni habab ki si hai,hasti apni habab ki si hai ghazal,hasti apni habab,hasti apni habab ki si hai ghazal tashreeh,mir taqi mir hasti apni habab ki si hai,hasti apni habab ki si hai mir taqi mir,hasti apni habab ki si hai meer taqi meer,hasti apni habaab ki si hai,hasti apni habab ki si hai ghazal in urdu,hasti apni hubab ki si hai,hasti apni hubab ki si,hasti apni habab ke,hasti apni,hasti apni habab si hai

КОМЕНТАРІ • 1