online appointment liya hain neuro ka toh kite baje tak hospital aa jaayun? Aur agar doctor ne MRI likha toh kya din ka din MRI ho jayega ya time lgega? Brother please reply
@@MangalSingh-lo9kbhaa ji bina reffer ke hi ho jayega apka. Ap ortho me yaa fir neuro surgery me v dikha skate hai.। Ek hi opd paper se kaam chal jayega👍👍
Helo.... Buran case ha skin ke doc ko dikhavane ke lia mh roorkee mea refer kra ha.. to kaise kaise krna ha sab please reply????. Opd m jakrr no lagana padega kya?? Please replyy
@@Khushii_n09 kab kaa burn huwa hai patient usse pata chalega aap pura bata skate ho kyaa????? Ku ki agar new burn hai fir apko Emergency me hi dikhna padega uske baad fir apko burn and plastic surgery ko dikhna padega .।। Last me derma walo kaa no aayega
Haa aap usi Din dikha sakte hai.। But Dr Blood Test Or X Ray ECG or Bhi baki chejo ke liye advice karte hai jinki reports aane me 2..3 Din lag jate hai.।।
@@MangalSingh-lo9kbslip dic kitna hai uske according dekhte hai usme phele medicine se thik karne ki kosis karte hai. Agar medicine se thik nhi ho raha hai fir last me surgery ke liye bolte hai patient ko
Ek hi din me dikha skate hai aap.।। But agar apko spine me pain hai to medicine se kaam ho jayega but agar Dr ne apko MRI CT ya Xray advice kiye honge yaa blood test to us me time lag jayega.।।।।। Aap meri help lee sakte hai👍👍👍
@@Aiims.rishikesh007 sir muje per me jhunjhuni ki dikkt h mene mri bhi krta rakhi h ..ky apka no mil skta h..ya aiims rishikesh ke doctor ko apna mri share kr skta hu online
online appointment liya hain neuro ka toh kite baje tak hospital aa jaayun? Aur agar doctor ne MRI likha toh kya din ka din MRI ho jayega ya time lgega? Brother please reply
@@tarunsingh2524 online appointment lene per bhi fir v apko Opd kaa token number lena padega.।
Opd me Dr 8.30 am se de dekhne start kar dete hai
@@tarunsingh2524 MRI ke liye phele apko date leni padti uske baad jab apko date milegi uske 3rd day pee apko MRI ki report milegi
Ek opd paper kitne din ke chalta hai..or kitne paise lagte hai
@@dehradun-ke-Twins-Brother-uk07 1 hafte ke liye bss 10 Rs only ap kisi v opd me dikhaa sakte hai
Hlo sir ky orthopaedic me bina reffer ke dikh skte h
Patient ko huwa kya hai.।
@@Aiims.rishikesh007 kamr m dikkt h
@@Aiims.rishikesh007 sciatica h degenerative changes h kamr m
@@MangalSingh-lo9kbhaa ji bina reffer ke hi ho jayega apka. Ap ortho me yaa fir neuro surgery me v dikha skate hai.। Ek hi opd paper se kaam chal jayega👍👍
Helo....
Buran case ha skin ke doc ko dikhavane ke lia mh roorkee mea refer kra ha.. to kaise kaise krna ha sab please reply????.
Opd m jakrr no lagana padega kya??
Please replyy
@@Khushii_n09 kab kaa burn huwa hai patient usse pata chalega aap pura bata skate ho kyaa?????
Ku ki agar new burn hai fir apko Emergency me hi dikhna padega uske baad fir apko burn and plastic surgery ko dikhna padega .।।
Last me derma walo kaa no aayega
Nhi pehle ka burn h February m hua tha
@@Khushii_n09 Acha fir ap opd me dikha sakte hai same day burn and plastic or dermatologist ko (dono Opd me ho jayega)
Rheumatology department nahi he kya AIIMS me
@@RajveerSingh-jb3ms h
Aiims Rishikesh me hai or opd v chalti hai.। Aap aa jaye or kuch help chahiye ho to aap phuch skte hai kbhi bhi 🙏
Please reply
@@RajveerSingh-jb3ms bhai ji bataye aap 🙏
Palmonologist kai doctor hai kya
Haa ji hai Dr Mayank Dr Lokesh Dr Ruchi 👍👍
Sir 17 tarikh ko opd lagegi?
@@ajayrathor979 abhi uske liye koi office order aaya nhi hai us din muharam hai kal tak hi me apko bata pauga
@@Aiims.rishikesh007 sir kuch pata laga?
@@Aiims.rishikesh007 sir kuch pata laga OPD ka 17 July ko lagegi ya nahi pls sir bataye emergency h?
@@ajayrathor979 haa ji ...us din GH (Off) hai.। Per Emergency chalti rahegi.।
मरीज को क्या दिकत है????
@@Aiims.rishikesh007 unke spine me dikkat hai ?
Aayushman card 1st day hi ban jayega kya ??
Ayushman ban jata hai 1st day yaa 2nd day.।
Jaise apko operation kaa day mile uske according
Kya sube ake usi din OPD dikha skte h kya doctor ko
Haa aap usi Din dikha sakte hai.। But Dr Blood Test Or X Ray ECG or Bhi baki chejo ke liye advice karte hai jinki reports aane me 2..3 Din lag jate hai.।।
@@Aiims.rishikesh007 mene NCv ki h Jo normal h .slip disc ki problem h .
@@MangalSingh-lo9kbslip dic kitna hai uske according dekhte hai usme phele medicine se thik karne ki kosis karte hai.
Agar medicine se thik nhi ho raha hai fir last me surgery ke liye bolte hai patient ko
@@Aiims.rishikesh007 muje. L3l4 mild diffuse annular disc bulge l4l5 mild postericentral disc bulge h.mene pragablin or duloxetine 6 week Li pr kuch Aram ni hua
@@MangalSingh-lo9kbapko dikhan chahiye neuro me ek time yaa pain clinic me bhi dikha skate hai aap
OPD me dikhne me kitna kharacha aata hai bhaiya
10 Rs lagte hai Bass opd me dikhne ke liye
Spine ke liye kis doctor ko dikhaye rishikesh aiims m
Neuro Surgery me dikha sakte hai aap
Yaa Fir Ortho Spine me Bhi Dikha sakte hai Aap
@@Aiims.rishikesh007 ek din me dikha skte h kya . Vaha jake
Ek hi din me dikha skate hai aap.।। But agar apko spine me pain hai to medicine se kaam ho jayega but agar Dr ne apko MRI CT ya Xray advice kiye honge yaa blood test to us me time lag jayega.।।।।। Aap meri help lee sakte hai👍👍👍
@@Aiims.rishikesh007 sir muje per me jhunjhuni ki dikkt h mene mri bhi krta rakhi h ..ky apka no mil skta h..ya aiims rishikesh ke doctor ko apna mri share kr skta hu online
@@Aiims.rishikesh007 kya vaha pr rahne ki vyavastha bhi hoti h.koi saste dharmsala h kya..me pithoragarh se hu
Rohit GupTa BudhWaar Ko Bhi Baithe hai
Sahe ma bhai pkka
Update ho gaya hai abhi opd days
@@shivshankarmaurya3575 ??
Monday Friday👍👍
Dermatologist kaa sab se badiya Dr kon hai aiims me bhaiya
Sabhi ache hai Doctors.।
@@Aiims.rishikesh007 🙏