Mera optional History hai But apna optional apne aap choose karna hoga Jis subject mein aap theek hai or jisko padne mein intrest aata ho or jisko aap achhi tarike se samajh sako or jo aapke achhi tarike se yaad ho jata ho Optional mein bahut sare subject hote hai unko ek baar dekh lena mein apne channel par short video mein bata dunga check kar lena
Nice bhaiyaaa
Bahut badhiya
Aapko bolne ki shaili pata hai aap videos bana sakte ho❤❤❤🎉🎉
Thank you
I will always support you
Thanks
Good job bhai ❤❤
bhai ne pura desk ko he whiteboard bana diya 😂 nice idea
❤😊
Bhaiya aap bahut achche hai please apni book list aur bta dijiye
Ok
Next video 2 - 3 din baad aa jayegi
Subscribe kar lena
@@UPSCaspirant187 thanks me aur topics par apko video banane ke liye bolunga
Ok
Thank you sir 🙏🙏🙏🙏🙏♥️🚩
Ma be khan sir se map kar rhi hu bhot Acha Karte he 😊😊
Bhaiya please mera pass paisa nhi hai mera ko stationery kharidana me mathad karo😢😢😢😢
Growing Glossy ka thumbnail churuya apane is video mn..
Ha but main unko mention kiya hu
Khn mention kiya?
@@DJ-vr1px bhai discretion ke last mein check kar
@@DJ-vr1px bilkul last mein
Bhaiya after 12 which subject we have to choose for clearing upsc examination
12th ke bad aap graduation karoge but vo aapke uper depend karta hai ki aap science se karoge ya art se
Maine science /bio se kiya tha graduation
Bhaiya which subject you choose for upsc as a optional
Mera optional History hai
But apna optional apne aap choose karna hoga
Jis subject mein aap theek hai or jisko padne mein intrest aata ho or jisko aap achhi tarike se samajh sako or jo aapke achhi tarike se yaad ho jata ho
Optional mein bahut sare subject hote hai unko ek baar dekh lena mein apne channel par short video mein bata dunga check kar lena
Map konse lene hai bhaiya pls btaiye..help ho jayega
Channel par jao
Or abhi short video dalu hu dekh lo
Bhai aap self study करते हो आप online class कहा से करते हो Drishti se please Reply me
Bhai ncert ke liye LETS CRACK UPSC CSE UNACEDMY channel hai
Or adhiktar classes mein unacedmy se hi karta hu
And maping ke liye khan sir
How much total cost
Minimum 2000₹
It's not paper stand it's called cardboard
Ok
Ab Mai pdhne baithuga 😂
Mtlb
@@UPSCaspirant187 chill not about u
Ghar se tyari krte ho bhai
Yes