What to do after plaster to avoid leakage in septic tank सेप्टिक टैंक बना रहे हैं तो इस वीडियो को

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 22 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 19

  • @babercobaig9844
    @babercobaig9844 7 місяців тому +2

    Bhai meara chamber hozee mea tqreeban 1 inch pani khara hota hai agla pipe ka level thora high hai...koi filling ker kae level sahee ker sakta hou

  • @harrydey373
    @harrydey373 11 місяців тому +2

    Bhai Cement kitna dale? Or Dr. Fixit 301urn kitna ml use karen?

    • @RajmistriMansoor
      @RajmistriMansoor  11 місяців тому +1

      1 bag cement men 200ml Dr fixit dalna hai bhai

  • @sushantkumarsingh3785
    @sushantkumarsingh3785 Рік тому +3

    Hello sir. Mera tank bne hue 10 din se upar ho gya... Dr fix it diwal jodne se lekr plaster ar cement ka ghol tk use kiya sahi matra me... Fir dusre din cement ar fixit ko milkar paint v kiya.... Iske bawjud pahle wale chamber me partition ke aas pass leak ho rha hai bt pta nhi chal rha hai ki kaha se hai..... 3rd chamber pani wala thik hai usme leak nhi hai.... Lekin pahle 2no chamber/ partion me leak hai... Pani check krne ko dale to 24 ghnta me aadha se jyada pani km ho gya.... Kya kre? Please help me. Av pani 24 ghnta se partion jo 5 incha ka hai uska niche wla hisaab touch kr rha ar wha se km nhi hua bahut km matra me pani km hua lekin uske pahle bahut teji se.... Kya kre please help me.

    • @RajmistriMansoor
      @RajmistriMansoor  Рік тому

      Aap hamen apna no likhen

    • @irshadahamad2675
      @irshadahamad2675 Рік тому

      Apna no dijiye

    • @sushantkumarsingh3785
      @sushantkumarsingh3785 Рік тому

      Hm khud se thik kr liye.... Thank you

    • @irshadahamad2675
      @irshadahamad2675 Рік тому

      @@sushantkumarsingh3785 kaise theek kiye

    • @sushantkumarsingh3785
      @sushantkumarsingh3785 Рік тому +1

      @@irshadahamad2675 raj mistri ne divider mein niche se plaster nhi kiya tha achhe se... Mujhe khud tank me utar kr dekhna pda.... Fir use thik kiya, ar white cememt, dr. Fix it ke mix krke to paint kiya khud se... Fir 3 din tk sukhne diya....curing krte hue.... Uske baad sahi ho gya.....

  • @rajneesh.singh99
    @rajneesh.singh99 Рік тому +1

    Bhai ek baat batao, हमने ek pani ka tank banaya hai jiske chhat ki motai 3 inch hai or saria 12 mm ka dia hai, or उसके upar parking banaya hai. kya उसके upar 1300 1400 killo ki chhoti gaadi park ho sakti hai????

    • @RajmistriMansoor
      @RajmistriMansoor  Рік тому

      Bhai gaadi to park ho jayegi lekin khatra bana rahega totne ka

  • @SunilYadav-yk2rt
    @SunilYadav-yk2rt 3 місяці тому +1

    डाक्टर फिक्सिट की कितनी मात्रा ले

    • @RajmistriMansoor
      @RajmistriMansoor  3 місяці тому

      1 Bag cement ki bori men 200 ml hota hai aap apna hisaab lagalen kitna banana hai

  • @rajantripathi3842
    @rajantripathi3842 Рік тому

    Likej search kaise kare

  • @sogare1825
    @sogare1825 Рік тому

    इस टंकी की शटरिंग प्लेट / बल्ली कैसे निकाला जाएगा ट

  • @VinodPal-b4d
    @VinodPal-b4d Рік тому +1

    Safety tank mein pani bharane ke bad lagana chahie Pani Khali karne ke bad

  • @Homosapien359
    @Homosapien359 7 місяців тому +1

    Bhai har kuch bana dete ho bina research kare or dhyan se dekho tumhari walls water ko Absorb kar rahi hai naki usko Repel kar rahi hai 😂😂

    • @RajmistriMansoor
      @RajmistriMansoor  7 місяців тому

      Bhai sahab hamne plaster panna Kiya hai usme sisha ya tile nahi fit Kiya hai utna sa to chalta hai lekin Maine jis level me Pani bhara tha 24 hours men half inch bhi nahi ghata thaa paani