Abhi September last week main mera yahan lagatar barish ho rahi hai, toh mulching agar hum October 5 tarikh ko karain, toh theek rahega. Main eastern India ko belong karta hoon. Can you please advise?
Sir, Mai Delhi se hu. mere paas mycroraja nahi hai. kya bonmeal ke saath fairas salfet de sakta hu ? agar haa toh kitna de Sakta hu ? Aur pruning ke kitne din pahle dena hai ?
Beautifully and efficiently explained the process, Atin sir will proud of you
नमस्कार सर
बहुत लाभदायी जानकारी मिली हम जैसे नए Rose grower के लिए क्युकी आज तक हम नहीं जानते थे mulching के बारे में
आभार आपका
Hamesha koshish karunga aap logo ko pura jankari Dene ke liye
Very nice video nd helpful. Thanks
Thankyou sir ji 🌳 apke jaisa koi nahi baataata hai.
New information thanku
Very nice 👍
अति सुन्दर जानकारी
राधे राधे सर
बहुत अच्छी जानकारी देते है आप
कोई संका नहीं
Radhe radhe
जन्माष्टमी की जय श्री कृष्ण❤
इतने विस्तार से समझाने के बाद शर्माजी क्या रह गया और पूछने को। धन्यवाद।
Jai shree Krishna ji
Hamara jagapa abi barish hai, abi mulging kar sktha hai?
Sir sep10 ko reporting kiye hai aur confidor bhi spray kiye hai kitne din baad microriza dena aur chemical fertzr bhi kitne din baad??
Abhi mycorrhiza de sakte hai 5 din chemical feed kare
Bone mil na ho to kya dalna he
Sarma ji 🙏
Bahut achhya ap ne dakhaya .ma haryana ma rahati hu ,ma kob malching korungi mare rose plant ki.
15 se 20 September Tak
Sarma ji , soil midiya ki mixed kayse kiye hay? Muje batheya
ua-cam.com/video/Ar4W_9DryN4/v-deo.htmlsi=WjQkEPJ9_At6aSFM
Is me chemical kuch bhi mix na kare
Barish ke samay jab pot ki soil geela ho, using samay mulching kar sakte hain ya pot soil sukha hone ke baad mulching karna sahi hoga?
Soil sukha ho tabh kare
Sir tricodorma ni pil pane se dusra aur kya de sakte hai plese reply me nice information 👍👌😊
Description box men link de diye hai
Abhi September last week main mera yahan lagatar barish ho rahi hai, toh mulching agar hum October 5 tarikh ko karain, toh theek rahega. Main eastern India ko belong karta hoon. Can you please advise?
Ji kar sakte hai
Sir kya aap mulching ke baad ka v vidio bnayenge
Ha, dormancy break ki video, fir pruning ki video
Sir jis pot ko mulching kiya hai usko repot nahi kar sakte ya mulching k pehle report kar sakte hai
Nahi, only mulching or only repotting only one process kare
@@GreenGarden. Thanku so much sir 💐
SirBonmeal aur hornmeal ki jagah egg shell powder daal sakte hai kya?
No
Sir mai bone meal nahi daalna chahti h to kya daalu pl.reply
Baki sabh daliye
Sir, should we use micorizia and trichoderma in five days interval. Please suggest.
Yes
Good evening Sir important video he thank you so much mere plants ki mitti gili he pls advise
Pani stop kare
Mere paas utkarsh Vamos S hai uska dose kya hoga ? Aur jo 15th sept tak chote plants feeding chalegi unhe bhi karna padega mulching?
No ek video bana dunga
Kya ye procss dormancy wale plant me hi karna he ya non dormancy me bhi
Dormancy
Sir horn meal bhi de sakte hai kya
Ha
Tata ralligold gr' kitana dee?
10 gm
Rose plant re.potting ka soil dena hai ya normal soil dena hai
Repotting ki soil
Hello sir soil preparation ki link dejiega kya please
ua-cam.com/video/Ar4W_9DryN4/v-deo.htmlsi=8uAV4FalX9a-Ryzz
Lekin abhi is me chemical fertilizers nahi milana hai
Sir Mera gulab ja ped 4 sal purana hai kab hard pruning karun?
Abhi repotting root pruning kar dijiye 15 tarikh ko fir October ki 15 tarikh Tak pruning karenge Mera video aayega hard pruning nahi karna hai
Root hormon nahi hai uske badle kya de sakte hai
No problem skip kare
Kya ab is plant ko repotting ki zaroorat nahi rahegi?
Nahi, February month मे repotting karenge
Sir,Mera ek pot mein bahut ants ka attack ho gaya hai.baking soda, cinnamon powder, haldi bhi Dale lekin ants Nehi bhaga kya kare,sir?
Profex super 1.5 ml spray kare
Habiscus m bhi asa kerna bataye
No need
सर नमस्कार
गमले मै पौधा 5/6इंच गहराई मै लगा है मै उसे मिट्टी बड़ा कर रिपोट करना चाहता हूँ करूँ की नहीं
Agar root bound hua hai to bade pot me repot kare root ball disturb na kare
Soil media mai kyu nhi daalna singl super phosphate?
Aap mycorrhiza use karenge to vo kharab ho jayega
@@GreenGarden. Thnkyou
Sir ye kam jo plant dormancy mai nahi hai unko bhi karna hai
Nahi aap mycorrhiza and trichoderma use kare
Mulching to be done for old plants only or newly potted plants also.
Kindly check description box
Only old plant
Sir, roots ko kuch din tak khula nahi rakhna hai kya? Hawa dhup ke liye
No need
Sir,
Mai Delhi se hu. mere paas mycroraja nahi hai. kya bonmeal ke saath fairas salfet de sakta hu ? agar haa toh kitna de Sakta hu ? Aur pruning ke kitne din pahle dena hai ?
Nahi, sabhi video aayega
15 20 din report kiye plant me bhi malching karna hai
Nahi ek din mycorrhiza ek din trichoderma ek din root Hormon dijiye 15 tarikh se