Sir is samay jaise ki barish nahi ho rahi hai , mera zinia ka plant achi flowering kar raha tha par sukhane laga hai , maine usme dap or sadi hui gobar ki khad bhi dali thi kuch din pahle , phir bhi plant sukh raha hai, plant ko sukhane se kaise.bachaye
Bhaiya ji bahut knowledge mila aj apki is vdo se . Mai issi topic per ak yt or search kr rahi thi.. so thanks. But kuch puchna hai. Mai assam se hu yaha temperature 24° chal rahi mager daily barish hoti hai yaha. Daily barish ke karan soch rahi winter seeds grow karu abhi ya ni. Pls mujhe sujhaw de ii d seedling kar du abhi to kya germination ke baad kharab ho jayenge ?? Pls pls mujhe reply jarur de. I need help
temperature thik hai...lekin barish lgatr everyday ho rahi hai ye thik nahi...seeds bhi germinate ho jayenge indoor grow krne par lekin jyada humidity ke chalte or dhoop na milne ke chalte saplings lazy hone ke sath bahut lambi ho jayengi...or khud se khadi bhi nahi ho payengi...or mehnat beej bijne ki bekar ho jayegi...to mera sujhav hai ki aap thoda wait krein beej bijne k liye jb apko lge mosam ab thik rahega to aap beej dalein...waise beej 3 se 7 din ke andar ugne lgte hain...sahi temp. me apko lgta hai ki aane wale 3-4 din ke bad barish band ho jayegi to aap abhi beej dal skte hain...or koi option nahi...indoor bulb ki roshni ka opitin hai lekin wo ootna kargar nahi ghar me...thanks and welcome dear viewer...Happy Gardening...
@@gardeninginpot bhaiya ji kya mai apka ye reply mai apne vdo per screen shot daal sakti hu kya ? taki sabko apki batayi hui baat pata lage. Bahut high youtuber se pucha kissi ne rply ni di but apne di. Bahut barish ke karan meri gardening bahut pichey chalti.
Hlw plz plz help karde meri main first time seedling karne wali thi sep me lekin kuch prlm ki wajh se nhi kar paye plz plz mujhse batye ky ab laga sakte h seeds ko plz plz help me
Sir aapne kha temperature 20 se 25 degree hona chahiye or ye september growing seeds hai pr abhi to temperature 30 above chl rha hai...toh is situation me kya kiya jaaye.
बीज खरीदने के लिए व्हाट्सअप 8279246661
बेस्ट
Ise ager sidha gamle me lagaye to kya ye sahi rahega
Sure
आपका फोन नंबर नहीं लग रहा
Please share seeds link
अभी शीशा हूँ सबकी आँखों में चुभता हूं
जब आईना बनूँगा सारा जहाँ देखेगा
Very nice. thank you.2ed part all so.
Good information 👍🏻
फूलो के लिए सबसे अच्छे germination वाली कॉम्पनी कोनसी है
Sir is samay jaise ki barish nahi ho rahi hai , mera zinia ka plant achi flowering kar raha tha par sukhane laga hai , maine usme dap or sadi hui gobar ki khad bhi dali thi kuch din pahle , phir bhi plant sukh raha hai, plant ko sukhane se kaise.bachaye
Puri compleate information, thank you is video k liye❤
जो बीज बच जाते है क्या वो अगले साल काम आते है ?
Very nice Seed Grow nice information sharing video 👍
Good
Bhaiya ji bahut knowledge mila aj apki is vdo se . Mai issi topic per ak yt or search kr rahi thi.. so thanks. But kuch puchna hai. Mai assam se hu yaha temperature 24° chal rahi mager daily barish hoti hai yaha. Daily barish ke karan soch rahi winter seeds grow karu abhi ya ni. Pls mujhe sujhaw de ii d seedling kar du abhi to kya germination ke baad kharab ho jayenge ?? Pls pls mujhe reply jarur de. I need help
temperature thik hai...lekin barish lgatr everyday ho rahi hai ye thik nahi...seeds bhi germinate ho jayenge indoor grow krne par lekin jyada humidity ke chalte or dhoop na milne ke chalte saplings lazy hone ke sath bahut lambi ho jayengi...or khud se khadi bhi nahi ho payengi...or mehnat beej bijne ki bekar ho jayegi...to mera sujhav hai ki aap thoda wait krein beej bijne k liye jb apko lge mosam ab thik rahega to aap beej dalein...waise beej 3 se 7 din ke andar ugne lgte hain...sahi temp. me apko lgta hai ki aane wale 3-4 din ke bad barish band ho jayegi to aap abhi beej dal skte hain...or koi option nahi...indoor bulb ki roshni ka opitin hai lekin wo ootna kargar nahi ghar me...thanks and welcome dear viewer...Happy Gardening...
So many thanks to reply 🙏
@@gardeninginpot bhaiya ji kya mai apka ye reply mai apne vdo per screen shot daal sakti hu kya ? taki sabko apki batayi hui baat pata lage. Bahut high youtuber se pucha kissi ne rply ni di but apne di. Bahut barish ke karan meri gardening bahut pichey chalti.
@@punyasheavenonearth8170 lga dijiye
Sir please bataye ... Generally Kitne days m flowering hoti h...
Bhai watsapp pe kese seeds magawate hai mujhe nhi pata par mujhe seeds chahiye sardiyo wale
Sir ji hame kharid na he aap kahase ho
Barish k mosam m lga skte h q ki av barish ho r ha h
Sir mene beej boye the ab wo chote plant ban gye h pr wo ek dusre ke bhut pas nikal rhe h kya kru
Roj meri ka plant kaise lagaye please bataiye na
Bhai gofrina ke seed kab lagayen
November and December main bhi kar sakte hay yeah? Noida climate.
You are giving good information 😍😍😍😍😍
Subscribed to your channel 👍
Very nice sir thanks 🙏🏻👍🏻 2nd part also
Good nigormation 💞💞👍👍😊
Thanks for the information
Direct pot me lga skte hai ?
saat se aath inch bade pot me
यह बीज आपने कहां से खरीदें लिंक सेंड कर दीजिए प्लीज Flipkart aur Amazon per to yah hundred rupiece aur uske upar rate mein Mil Rahe Hain
Shahi kaha vaha itne rs me nahi milte
Sir Kay mai isko November mai laga sakta hu
Bhai मिट्टी me गोबर की खाद को मिला कर लगाए तो kya ye plant grow करेंगे ❓❓❓❓❓❓
krenge lekin aap gobar khad ki jgha gobar se taiyar vermicompost me lgaiye
Trichoderma ki jgh hum wood Ash bhi use kr skte hai kya?
kr skte hain lekin bhhut km matra me kyuki ye alceline hoti hai
Can I give them sunlight
Please tell
Nice information👍
Nice 👌👌👌👌👌
Sar Ham gende ke Bij paudh karna chahte hain aur paudhe December January Mein Laga sakte hain kya main Rajasthan se bol raha hun Rajasthan Sikar
Beej jarminet hone ke bad Kam se kam 10 din ya 20 din bad podhe gal jate h
aap pani km dijiye or temperature high ho 24 se ooper to full sun me n rakhein or jyada chaw me bhi nahi rakhein
I,m your new subscriber
Mujhe ye seed chahiya.price ?
I sow some flowers seeds but after sprouts seedlings strt bending and damping off .. i tried so many times..wha to do?? Its jaipur climate
@Gardening in pot
Seeds kaha se milega
Sr agr hmy kolias or bot lilly k seed leny ho to seed shop sy mil jayegy ky, mny kbi flower k seed nhi liy
Kya prize hota hai inka
Month wise seed bone ki jankari de plz
अंग्रेजी गुलाब के बीच दिखाइए ढेर सारे कलर में
Seed aap konsh website se magehai
बीज से निकले पौधे उगने के बाद, मुर्झा क्यू रहे है। क्या कारण है।
Abhi lagya to hoga kyaa ??
Seeds lgane ke baad dhup me rakhna hai ya chhanv me
aap green net ke niche rakhiye
sir plant transfer krne ke bad mar kyu jate h niche se ptle or sukhne lgte h
Bahi Sahib ya beej aap Dubai main bej saktey ho
Main aaj 20 rs packet k hisab se le k aya hun same company k seeds.
Kaha se liye ho bhai
Pentas konse month me lagana best hota hai seeds se?
ये बीज कहा मिलेंगे आप ने नही बताया, आप ये बीज औंलाइन भेज सकते हो क्या
aap is number par contact kr skte hain- 82332-35148
Kam.paise me beej kaise khareeede
Hlw plz plz help karde meri main first time seedling karne wali thi sep me lekin kuch prlm ki wajh se nhi kar paye plz plz mujhse batye ky ab laga sakte h seeds ko plz plz help me
aap october me lgaiye koi dikkat nahi
Mujhe ye seeds chahiye
Aaj Kahan Se prapt Hoga Mujhe bataen Mujhe chahie
Seed kahan se bye karungi
SIR MERI GOLD FULO KA PEKET JA PAUC KA RET KITNA HI
shayad 40 ka tha
Nice video 👍
Normal mitti se seeds grow nahi hota kya?
bilkul hota hai winter plants ki playlist dekhein...
Kya November me lga skte hai
Kha se kharide or price kitna hai
Kiya khet ki mitti m gobar ki khad mila kr laga sakte h
Can I get these pot for buying online?please share.
Very nice information 👌🏻
Flower seeds kaha se purchase karna hai
Bhai ye seeds kha se mil jayege ma sahranpur up se Hun Kiya ye online mil jayege
Very good knowledge
भाई कहां से खरीदे बताइए
Nice
Hello sir
Hmare yha temprature max 31° hai or mini. 18° to kya mai abhi winter flowering plants ke seeds lga skti hu wo germinate honge ya nahi?
Price Kitna hai in flower ka
bulb bhi he kya
Bahut acchi jankari👌👌👌
ये बीज कहा से मिलेगा।
Eh been kahan se khariden
sunshine seeds ki website bta do bhai
Kha se milte h ye sheets
Godmar ke seed ha kya kase mangta ha
Aur hadjod ke bij bhi
Sir hme gende ke bij chahiye
एड्रेस तो बताइए सीड्स खरीदने हेतु। खाली बकर किए जा रहे हैं।
यह seeds कहाँ से मिलेंगे?
Kya hum gobar compost se kr skte hai
Kya ,😯 itne kam me itne saare beej.
Kaash ki humare area me bi flower seeds k shop hota hmare yaha toh sirf sabzi bhaaji k seeds milte Hain
Online lo .. maine bhe liya tha esa seeds 40 me milte hai .. quality bhe theek rahte hai
Sir aapne kha temperature 20 se 25 degree hona chahiye or ye september growing seeds hai pr abhi to temperature 30 above chl rha hai...toh is situation me kya kiya jaaye.
night temp.
Ye white powder kya hai
Trichoderma
Very helpfull video sir
Very nice information sir thanks
Aap seat Kahan se manate Hain kripya adress bhejen
सब्जियों के बीज कैसे उगाए
Vermicompost kese bnate h
Thanks sir for help full and informative video .....
Can you please sent me the link from where you buy flowers seeds
whatsapp no. for seed 78377-86173
@@gardeninginpotseed hame vej dijia
Seeds kaha se buy karein ???
Emaajon se magwaa bai
Sir ye seed kaha se buy kre humare yaha to kisi bi trh ke seeds n milte h plz guide me sir
Flipkart
Abhi start kr skte hain
night me 25 se km k temp. me
Sir aapne kya kya use Kiya please name likh kr bta de kyu mitti our fungus ka jo bola hai smajh nhi aa rha hai
Tricoderma powder
Sir ji kha sa kharidna hai ya
Thanku
Ye kaha par milte he mujhe bhi chahiye
Sunshine Seeds kaha milega ?
Order kaise kre
𝙆𝙝𝙖 𝙨𝙖 𝙡𝙖𝙣𝙖 𝙝𝙤 𝙗𝙖𝙩𝙖𝙤
سر جو بیج جرمینیٹ ہو کر جتنی سیپلنگ آپ کی ہے وہ گر کر مر کیو ں جاتی ہے