Sir mere me same problem ho rhi h replace krke nhi de rhe ki ye to normal he hoga hi kere chalata raho jab charging ke percent nhi badege to krege replace but sir mere me not charging bhi aata h unable to charge bhi aata h baar baar khat khat ki aawaz krta h charging aane jaane ka sound krta h baar baar kya karu? Pls reply
Sab log bol Raha hain ki voltage kam hota toh Aisa issue aata aur stabilizer leta tho sahi hojayega. Mei ne kal hi ola s1 Pro karida aur mera scooter me bhi yahi same problem aa Raha hain "Unable to charge the scooter". Isliye mein ne ek stabilizer lene ki soch raha hu aur agar stabilizer lene ke baad issue solve hota to mei ne is comment ko edit kardunga.
bhai utubers ko ola kuch paisa deti ha is liya utubes per ye video daal kar promot karte ha ola compainy ek no. ke fake ha ola ek din sab ke haath me lola degi ola compainy ke proffit or loss dekho google per bhote loss me he ye compainy
Please confirm pahla wala charger mai aap ne plug change Kiya tha garam hone ka Lia...so mai v change karna ka soch raha hu aysa karna se warranty ka koi issue hoga kya @@srikarmotovlogs
Mein ne kal hi ola s1 Pro delivery liya hain aur Aaj ye same problem ho Raha hai Unable to charge scooter bolke, lagta hai ki voltage Kam hai isliye Aisa ho Raha hain. Aap bolo Bhai agar stabilizer leta hun tho ye problem tik hojayega kya. Agar hojatha tho konsa stabilizer lu ?
Ola s1 air 151 km range batate hai actual range 50-60 km chal jaye bahut hai 😢 aur sarvice 2 month ho gya sarvice centre gye abhi repair nhi kr paye hai
After move os 4 Many times software are misbehave Only reason behind this Automatic scooter off Kai bar esa hota he ki ap parking me he or thoa ruk kharid rahe he Or jab ap dekhte he scooter display on he ap running ka button daba accelerate kar gadi chalana chate he Just usi time gadi band ho jati he or software confused ho jata he or Crupt ho jata he.. Iske hard reset karne se he wo reboot ho kar sahi chalne lagta he Following problem resolve on hard reset in 2 years i faces 1 scooter issue display msg 2 scooter display not on 3 some time boot space button not working 4 some touch not working After hard problem solve Its a software issue
Going to sell my ola s1 pro, bus ab Orr ni jhel sakta isse
Kitne me bech rho .. details do gaadi ki.. me kr lunga buy
@@SmilingArcticWolf-rf8jp contact
Kaha sale hoti hai ola bike
Today we are the same problem facing i did what you said and it worked thankyou sir👍
Great 👍
Sir mere me same problem ho rhi h replace krke nhi de rhe ki ye to normal he hoga hi kere chalata raho jab charging ke percent nhi badege to krege replace but sir mere me not charging bhi aata h unable to charge bhi aata h baar baar khat khat ki aawaz krta h charging aane jaane ka sound krta h baar baar kya karu? Pls reply
Ek bar report karo adar wise aapka charger mein problem hai service center mein Naya milega
Replace krke nhi de rhe h
Sab log bol Raha hain ki voltage kam hota toh Aisa issue aata aur stabilizer leta tho sahi hojayega. Mei ne kal hi ola s1 Pro karida aur mera scooter me bhi yahi same problem aa Raha hain "Unable to charge the scooter". Isliye mein ne ek stabilizer lene ki soch raha hu aur agar stabilizer lene ke baad issue solve hota to mei ne is comment ko edit kardunga.
Bhai ola scooter lene ko recommend mat karo logo ko service ka bahut problem hai ola wale ko only sale ki paddi hai
Yes
bhai utubers ko ola kuch paisa deti ha is liya utubes per ye video daal kar promot karte ha
ola compainy ek no. ke fake ha
ola ek din sab ke haath me lola degi
ola compainy ke proffit or loss dekho google per
bhote loss me he ye compainy
Please confirm pahla wala charger mai aap ne plug change Kiya tha garam hone ka Lia...so mai v change karna ka soch raha hu aysa karna se warranty ka koi issue hoga kya @@srikarmotovlogs
Sahi bat h
Right
Stabilizer le lo sab sahi hojaye ga mujhe bhi yahi dekhat hoti thi
Mein ne kal hi ola s1 Pro delivery liya hain aur Aaj ye same problem ho Raha hai Unable to charge scooter bolke, lagta hai ki voltage Kam hai isliye Aisa ho Raha hain.
Aap bolo Bhai agar stabilizer leta hun tho ye problem tik hojayega kya. Agar hojatha tho konsa stabilizer lu ?
Ek kaam karo phala tum kisi ka stabilizer leke kaam chala ke dekho aagar stabilizer se gadi charge ho rahi hai toh phir new le lena
@@anilpillai3855 Tikh hai bhai Aisa hi karunga tq
@@l.vishnujanardhan3870 bhai muje aa rhi h ye problem kya kru
Konsa stabilizer le bhai ola scooter ke liye... muje bhi same dikkat hai
Hamari ola scooty hai aur hum flat me rahte hai hamara sab ka common meter hai toh uske pass hum ola charging kar sakte hai please reply
Charger mai woh Test or Reset button ka kya kam hain ?
Mere sath bhi Aisa hi ho rha hai
Yeh problem Kam voltage ki vjah se hota hai
Some bms bugs
Before it's good
But mov os 4 stable I face same problem some times
I face same issue when voltage is low. Kindly check voltage and retry with 220-240v.
Ok
my chager wire is cut by a dog can it be fixed kinda urgent
Charger warranty pe milta hai kya ? 1.5 years hua hai gadi ko.
Yes
Kitni voltz chahiye charge k liye
Ola s1 air 151 km range batate hai actual range 50-60 km chal jaye bahut hai 😢 aur sarvice 2 month ho gya sarvice centre gye abhi repair nhi kr paye hai
Light voltage low
Mera me bhi same problem thi main ne scooter me jaake reboot karne k bad charging chalu hue bugs aa rhe h mere me bhi har baar reboot krna padta h
Same problem Bhai
Kya tumhari problem solved hogoya kya ??
Charger kitne dinon mein change karke rahata hai hand tu hand deta hai
One day
I heard ather keeps getting lot of updates, that is not there in ola😂
Meri bhi ola s1x me same problem hai mai kya karu koi batayega please
Voltage Kam hone pe charge nahi karta
sir mera hard reset nhi ho rha he
Use stabilizer issue solve
Konsa stabilizer use kare refrigerator ka ya tv ka
@@_bangd_billa refrigerator heavy wala use karo
Konsa stabilizer le bhai... suggest kro
Did the problem be solved you have tried it ?
@@Jalpesh-lf7tz not solved
Please don't buy ola electric scooter any scooter
Mera Hard reset nhi ho rhavhe
Tamil video podunga
बिजली की बोलटेज़ कम होगी
Ola new charger ke liye kese claim kare
Service centre
Bekar Service.. ola kabhi nai kharidna
Relay change krao
Charging relay
Mera bhi yesi ho rha he sb krke dekh liya kuch nhi ho rha he ...
Charger problem
सेंसर प्रॉब्लम
Ama bhot jhatu gadi h yr ye Kabhi charger problem Kabhi chalte chalte band ho jaye gi
Ola gadi sabse bakwas hai
Mere pass charger hai kisi ko lena ho to btaye
Location
Rate and location
After move os 4
Many times software are misbehave
Only reason behind this
Automatic scooter off
Kai bar esa hota he ki ap parking me he or thoa ruk kharid rahe he
Or jab ap dekhte he scooter display on he ap running ka button daba accelerate kar gadi chalana chate he
Just usi time gadi band ho jati he or software confused ho jata he or
Crupt ho jata he.. Iske hard reset karne se he wo reboot ho kar sahi chalne lagta he
Following problem resolve on hard reset in 2 years i faces
1 scooter issue display msg
2 scooter display not on
3 some time boot space button not working
4 some touch not working
After hard problem solve
Its a software issue