Four lane ki wajah s logo k gher thod diye government n aise gher insaan dubara nhi bna sakta or dusri jagaha land de gye pr jaha ka wo h waha s to begher ho gya
@@VineetxBantu nahi Aisa nahi hai sir, road ban Rahi hai achhi baat hai par jis tarah se ban Rahi hai vo theek nahi hai. Sirf enviornment ki dhajjiyan uda Dene ko hi vikaas nahi kaha ja sakta. Anginat jeev jantu apna Ghar kho denge, hajaaro chote chote jal srott khatam ho jayenge, trees ke katne se hamesha ke liye waha ki jal vaayu badal jayegi. Usi sadak ko thora aur chaura bhi kiya ja sakta tha. 4lane ki jarurat nahi thi sayad.
@@yogeshaggarwal2107 bhai roads future traffic ko dekh kar banayi jaati hai.Achee roads honge to ek place se dusre tak time bachega,bus fare kam hoga, emergency situations mein movement fast hoga, tourism better hoga. Aur rahi baat environment ki to jab pehli baar ye 2 lane road bani thi logo ko tab bhi problem thi.Or environment ko jyada nuksan kissi factory ya industry se hota hai naa ki roads ko banane se
Good job
Kangra ka naya surang bhi dikhao
Bahi jch h ki lnt ka breker lga h 😂😂😂😂😂😂
Very nice keep going
Himachal ki khoobsurti pahad or hariyali hai. Agar yehi nhi rahega toh. Himachal kon ayega. Please save nature.
Development bhi hogi or hariyali bhi hogi
Only BJP under the leadership of PM Modi has the will, vision and capability to carry out such mega projects.
Good video, but not clear from where to where, next time tell the name from starting point to end.
Ok I remember
Bhai dika kya rahen hn aap kuch samaj to aah nhi rahi hn aapki baat
Kacchiarai kangra byepass
slow work progress हमीरपुर तक दस साल लगेंगे
Latest update bhi batao bhai kaha tak poch kaam
Jaldi aai gi update
@@robinverma4137 ok sir
Very nice But must mute your personal conversation
Latest vedios
Jai maakangra devi
भाई जी आप कहा से हो
हम कांगड़ा से
@@robinverma4137 किस पंचायत से हो
मोदी जी है तो मुमकिन है पर कांग्रेस है तो मुश्किल है
baat to hai
Road Map से बताते तो अच्छा रहता.
Four lane ki wajah s logo k gher thod diye government n aise gher insaan dubara nhi bna sakta or dusri jagaha land de gye pr jaha ka wo h waha s to begher ho gya
Ye four line ka kam bhi jaruri tha or ghar thode Hain to uske paise bhi jada deye hai
Saare ilaake ka satyanaash kar diya. Saari sundarta khatam kar di. Paharo ka gillapan hi khatam ho gaya
Kya kar sakte hai par ye project bhi jaruri hai
Kuch kare to bhi gaali naa karo to bhi gaali🤣
This project is very important
@@VineetxBantu nahi Aisa nahi hai sir, road ban Rahi hai achhi baat hai par jis tarah se ban Rahi hai vo theek nahi hai. Sirf enviornment ki dhajjiyan uda Dene ko hi vikaas nahi kaha ja sakta. Anginat jeev jantu apna Ghar kho denge, hajaaro chote chote jal srott khatam ho jayenge, trees ke katne se hamesha ke liye waha ki jal vaayu badal jayegi. Usi sadak ko thora aur chaura bhi kiya ja sakta tha. 4lane ki jarurat nahi thi sayad.
@@yogeshaggarwal2107 bhai roads future traffic ko dekh kar banayi jaati hai.Achee roads honge to ek place se dusre tak time bachega,bus fare kam hoga, emergency situations mein movement fast hoga, tourism better hoga.
Aur rahi baat environment ki to jab pehli baar ye 2 lane road bani thi logo ko tab bhi problem thi.Or environment ko jyada nuksan kissi factory ya industry se hota hai naa ki roads ko banane se