Pakistani and indian UA-camrs living in UK make videos about how difficult it is to live in UK, if its reality why they dont leave for home countries. Just want more views on their videos. Matlb rating k liye kuch b
@@Humblemuslim01 bilkul sahi ....mujhe samjh nahi ati uk main rehte b hain or har waqat complains b karte hain koi uk chor k jata b nahi . ...I m living here and very thankful 🙏 for Allah SWT
Eik bar koi chala jaey toh koi bhi wapis nhi ata.. Jo tang hain wo wapis ajain apne home town.. Pakistan se halat qadre behtr hogi..mera Adha khandan wohi hai.. Living life best hai madam.. Logo ko plz miss guide na kry..
Uk mai wo log pareshan hain jin ka idr sb set tha nokar chakar agy kam krty hain ya lakh 1.5 kama lety thy idr . Nai to baqi to 1 air cooler lga k b dar lgta hy bill kitna aye ga.
According to my information, A master degree student after one year degree and on PSW of two years he can earn how much that he afford his fee and send money back to home around 1 crore. So kindly make video on this topic for truth. Awaiting your video mam
Mera eik cousin hai jo government job karta hai. 17 ya 18 grade ka officer hai. Oss ki 150000 rupay salary hai. Kirai kay ghar mein rehta hai. Oss ko kuch nahin bachta. Hand to mouth hai woh. Oss kay kharchay bhi pooray nahin. Iss tarha kay masail Pakistan mein bhi haan.
Baji app Anushae Says ko sunain. Woh shauhar aur betay kay saath yahan per aye hai. Oss kay shauhar ki job lagi hai. Woh iss tarha ki baatein nahin karti.
Idhar Pakistan bhi essay loog haan jo double shifts kar raha haan. Jo kehtay haan keh eik nokri karnay sey hamara guzara nahin hota. Eik banday ko mein janta hoon jo subha 9 bajey sey 3 bajey tak habin bank mein job karta hai. Wahan sey 36000 tankha milti hai phir duphair 4 bajey sey raat 12 bajey tak 32000 ki nokri club mein akar karta hai. 14 ghantay kam karta hai aur 68000 kamata hai. Kehta hai keh eik nokri mein mera guzara nahin
Baji iss tarha Pakistan mein bohut sey essay nokri pesha loog haan jinki 40000 ya 50000 tankha. Unko bhi kuch nahin bachta. Eik rickshaw driver mujhay mila. Oss nay kaha mein 30 saal sey rickshaw chala raha hoon. Rickshaw mera apna hai lakin ghar rent ka hai. Eik aur rickshaw driver mujhay mila jiss nay kaha ke woh subha eik ghar mein driver hai aur sham ko rickshaw chalata hai aur 70000 ,80000 kamata hai kirai kay ghar mein rehta lakin ba mushkil guzar safar hota hai aur bachta kuch bhi nahin. Meray eik tution teacher jo 25 , 30 saal sey kam kar rahay haan. Woh baatatay thay keh woh company mein job kartey haan aur saath mein tution pharhatay hai lakin ghar apna nahin kirai ka hai. Bachta kuch nahin keh woh apna ghar kar sakein. Iss tarha kay masail yahan par bhi haan.
Baji agar UK life itni ziyada difficult hai to phir ap khud UK kyo nai chorti? Itne halat kharab hain to phir to apko b wapis pakistan jana chahiye na.
Pakistan me doodh ki nehrey behrahi han electirc gess bill free han mehngai to bilkul bhi nahi ha madam ap pakistan jakr dekho log kis hal me gi rahey han app foran pakitan shift hojay time zaya na kry.
Pakistani and indian UA-camrs living in UK make videos about how difficult it is to live in UK, if its reality why they dont leave for home countries. Just want more views on their videos. Matlb rating k liye kuch b
@@Humblemuslim01 bilkul sahi ....mujhe samjh nahi ati uk main rehte b hain or har waqat complains b karte hain koi uk chor k jata b nahi . ...I m living here and very thankful 🙏 for Allah SWT
Very nice sharing ❤❤❤ Thanks my dear sister ❤️❤️🎉🎉🎉🎉
beautiful sharing have a good day ❤😊
I love it !! Thank you ! 😍
💯 Sahi hai
Why you repeat same things again and again, plz make videos on new topics
@@ayeshakalsoom351 exactly she is psycho 😑🙄
Uk ko chor ker janay ka gham tum kia jano fareeda😥
Absolutely true information for new people
Thank you for excellent sharing 👍🏼👍🏼
Wah ji Wah zaberdast mojan hi mojan 😊
Nice traveling best video ❤
Very good information
Nice informetive sharing sister
Very nice information Thanks 🙏❤❤
Duniya mein kahin bhi odd jobs karnay walay chahai woh waiter hoon , receptionist hoon , pizza deliver walay hoon , uber chalanay walay hoon , capenter hoon , electrician , plumber hoon , construction workers hoon nahin kamatay itna.
Nice information 👌
Very nice 😊
your information is very good
ap ki batine 💯 theek haii pk valo ko as baat ki samj nahi lgti hain
Walikum salam ❤️
Eik bar koi chala jaey toh koi bhi wapis nhi ata.. Jo tang hain wo wapis ajain apne home town..
Pakistan se halat qadre behtr hogi..mera Adha khandan wohi hai.. Living life best hai madam.. Logo ko plz miss guide na kry..
Maine to 1 banda b nai dekha 4,5 sal se jb se yahan halat garbar huy hain koi wapis aa gya ho k udr mushkil hy uk mai
Uk mai wo log pareshan hain jin ka idr sb set tha nokar chakar agy kam krty hain ya lakh 1.5 kama lety thy idr . Nai to baqi to 1 air cooler lga k b dar lgta hy bill kitna aye ga.
Nice information
So true!
good
Very hard working life ❤❤❤
😮😮
According to my information, A master degree student after one year degree and on PSW of two years he can earn how much that he afford his fee and send money back to home around 1 crore. So kindly make video on this topic for truth. Awaiting your video mam
Petrol pump per hi nokeri milaigi..
So good 👍❤❤
😮😮😮
Nice sharing
Ohho kon wapis aa rha Uk sy ??? Mushkil he mushkil hai har taraf 😢
so sad😢 m b boht kuch soch rhe hoo😢😢
Mera eik cousin hai jo government job karta hai. 17 ya 18 grade ka officer hai. Oss ki 150000 rupay salary hai. Kirai kay ghar mein rehta hai. Oss ko kuch nahin bachta. Hand to mouth hai woh. Oss kay kharchay bhi pooray nahin. Iss tarha kay masail Pakistan mein bhi haan.
Nice vlogs
I doubt hardly anyone leaving UK
When you leaving & for where ?
😢😢
Baji app Anushae Says ko sunain. Woh shauhar aur betay kay saath yahan per aye hai. Oss kay shauhar ki job lagi hai. Woh iss tarha ki baatein nahin karti.
Sad 😔
Sooo dark reality
Idhar Pakistan bhi essay loog haan jo double shifts kar raha haan. Jo kehtay haan keh eik nokri karnay sey hamara guzara nahin hota. Eik banday ko mein janta hoon jo subha 9 bajey sey 3 bajey tak habin bank mein job karta hai. Wahan sey 36000 tankha milti hai phir duphair 4 bajey sey raat 12 bajey tak 32000 ki nokri club mein akar karta hai. 14 ghantay kam karta hai aur 68000 kamata hai. Kehta hai keh eik nokri mein mera guzara nahin
Jhoot bt bolo yeh TU chahti hai koi bhi uk na AI ku Kai yaha boht paisa hai Mai khud uk Mai ho😊
Acha g sahi kaha apnay
Ye jhoot bol rahi hai issy koi bole ap wapis ajian
بس پتہ نہیں کس پر یقین کروں ۔ویسے جو ایک بار یوکے آیا وہ واپس یا لکڑی کے ڈبے میں واپس گیا یا ضیف ہو کر واپس گیا 😮
Demotivate kr rhi hai.. Kharcha k sath salary bhi increas hui hai..
Soo sad 😔
Baji iss tarha Pakistan mein bohut sey essay nokri pesha loog haan jinki 40000 ya 50000 tankha. Unko bhi kuch nahin bachta. Eik rickshaw driver mujhay mila. Oss nay kaha mein 30 saal sey rickshaw chala raha hoon. Rickshaw mera apna hai lakin ghar rent ka hai. Eik aur rickshaw driver mujhay mila jiss nay kaha ke woh subha eik ghar mein driver hai aur sham ko rickshaw chalata hai aur 70000 ,80000 kamata hai kirai kay ghar mein rehta lakin ba mushkil guzar safar hota hai aur bachta kuch bhi nahin. Meray eik tution teacher jo 25 , 30 saal sey kam kar rahay haan. Woh baatatay thay keh woh company mein job kartey haan aur saath mein tution pharhatay hai lakin ghar apna nahin kirai ka hai. Bachta kuch nahin keh woh apna ghar kar sakein. Iss tarha kay masail yahan par bhi haan.
Baji agar UK life itni ziyada difficult hai to phir ap khud UK kyo nai chorti? Itne halat kharab hain to phir to apko b wapis pakistan jana chahiye na.
No I don't agree with you those living settled here & unfortunately if not in employment they still comfortable on UC
Pakistan me doodh ki nehrey behrahi han electirc gess bill free han mehngai to bilkul bhi nahi ha madam ap pakistan jakr dekho log kis hal me gi rahey han app foran pakitan shift hojay time zaya na kry.
Sooo sad
Dafo o ..jaldi jaldi
Russia say pangga lainay ka anjaam....
To app?
GO TO LOHORE
Please go asap..enough of your crap here already
Fazool video... repeating the same thing again and again.
Sahi kaha apnay