Sister Allah pe tawakal kryn, sadqa dyn r khana khila dyn kci b ghareeb ko more often, inn shaa Allah barkat is for sure according to Quran and hadees.
Mam yahan pakistan may b yai hal hy sub log money or brands k paychay hain . kisi ko kisi ki parwa nai kuch puranay log rah gay hain jin ko dosoron ki parwa hy . New generation is same like people of u.k.
کچھ باتیں ٹھیک ہیں مگر کچھ باتیں درست نہیں کچھ لوگ بہت مہمان نواز ہیں اور دوسروں کے کام بھی آتے ہیں مگر پاکستان میں جا کر دیکھیں وہاں تو UK سے بھی برا حال ہے
Yahan sb logon Ko yehi lgta hy k pesey me hi sakoon hy Hr kor pesey k pechY bhag rha hy Shayad aap ki baat kisi k dil me utar jaey🥰Allah pak aap sb pardesiyon ko sakoon de🤲🏻
Yahan per bhi essay ameer haan jo kissi ko pani ka glass tak nahin pilatay. Yahan par bhi loogon nay islam sey duuri ikhtiyar karli hai. Aur mein nay pakistan media channel per eik health show dekha tha. Oss per doctor sahab keh rahay thay keh hamara haan loog tension aur blood pressure kay shikar kiunkay pessay ki daur shuru hogaye hai. Yeh cheezain yahan per bhi horahi haan.
Baji sorry alot of messages. Yeh sari cheezain mein nay Pakistan mein bhi experience ki haan. Yahan par musalman zaroor haan lakin Islam nahin hai. Yahan per bhi maghribi mashrey kay kuch asrat agaye haan.
Maidum sarye baat khoshi ki hai. Jis ke naseeb may lakhi hai. Woh her jaga per khosh hai. Jis ki qismat may dukh hai. Woh kahine bhi khosh nahi rah sakta.
Yahan per bhi essa hai. App rishtedar kay ghar jao tau woh muh hi nahin laagtay app ko. Sirf shaadi muradi per ajatay haan. Wessay milnay jao tau mood off. Mein nay rishtedaroon ki shaadi aur foutgi per jana choor dya hai. Iss munafqat ki waja sey. Yahan per bhi jao app rishtedar kay ghar tau app ko chai pani nahin poochain. Essay ganday loog yahan per bhi haan.
Aur yahan per bhi essay loog haan jo ghareeboon ko nahin detay. Ghar kay mulazimoo kay saath acha salook nahin kartey. Aur bohut sey loog yahan per bhi haan jo zakat nahin detay. Meray khud eik rishtedar haan jo apnay ghar kay mulazimoo ko sabzi detay haan. Aur khud chicken gosht khatey haan. Aur mera cousin ghareeboon ko dena tau duur ki baat ghar kay mulazimoo ko bhi nahin deta. Tau yahan per abh bohut zayada nahin lakin thora bohut essa mahool hogaya hai
Sister mein tau Pakistan mein rehtay howey tanhai ka shikar hoon. Mein tau eid per bhi rishtedaroon sey nahin milta. Eid kay dinoo bhi ghar mein hi hota hoon. Eid kay dossrey din bhi mein exercise karnay chala jata hoon. Tau mein tau Pakistan mein rehtay howey kissi sey nahin milta. Rishtedar bhi shaadi muradi per miltay haan. Wessay milnay jao tau unka mood off hota hai. Woh muh hi nahin lagatay. Abh mera second home club hogaya hai. Wahan mein jata hoon time pass karna jata hoon. Wahan kay mulazimoo kay saath gupshup karta hoon.
Pakistani kahan bhi hain kharaab hain. En say bach k raho. Main pakistan maim remote job karta tha. Mera boss UK ka tha. Lekin pakistani origin. Mainay socha thek hoga lekin wo 2 number nikla. Pakistan say janay walay saday hain. UK walay 2 number log hain. Gora thek hy lekin pakistani kharaab hay allah bachaye en say.
Good information sister.thanks for true story.
Nice Videography ❤️❤️
Perfect Share ❤️❤️
Brilliant amazing 😍😍
If anything is artificial/fake
Why you came & when you going back & where ?
Sister Allah pe tawakal kryn, sadqa dyn r khana khila dyn kci b ghareeb ko more often, inn shaa Allah barkat is for sure according to Quran and hadees.
Thanks. Madam. Sahiba. ❤❤❤❤❤. For. An. Amazing. Program. 👍👍👍🌹🌹🌹💐💐💐💐💐💐💕💕💕💕
Mam yahan pakistan may b yai hal hy sub log money or brands k paychay hain . kisi ko kisi ki parwa nai kuch puranay log rah gay hain jin ko dosoron ki parwa hy . New generation is same like people of u.k.
Nice sharing dear friend ❤🌹💖💕🌹😊
Thanks Australia 🇦🇺 very good people very nice
Masrufiyat to Pakistan main bhe aisay he hay . My wife is also working so no difference in Pakistan and UK life
Nice vlogs
Nice sharing❤ Pakistan lovely country, Es jisa country koi NAHI,, alhumduilla
Perfect analysis ❤❤
Right😮
MA SHA ALLAH NICE SHARING
Ma sha Allah nice vlog. Beautiful view 😍..very true 👍. 12:31
Zindagi name hi isi ka, haqeeqai azadi kam hi milti hai.
Nicely presented ❤big 👍🏻 11:18
Nice ❤❤
کچھ باتیں ٹھیک ہیں مگر کچھ باتیں درست نہیں کچھ لوگ بہت مہمان نواز ہیں اور دوسروں کے کام بھی آتے ہیں مگر پاکستان میں جا کر دیکھیں وہاں تو UK سے بھی برا حال ہے
Masha Allah👍👍
Zabaradast👍👍
Nice sharing 👍 like done ✅
Sooo true ❤
Perfect analysis . This same situation exists in Europe and Middle East expats. I have experienced this lifestyle . we enjoy royal life in pakistan .
MashaAllah very nice beautiful vlog❤
Yahan sb logon Ko yehi lgta hy k pesey me hi sakoon hy Hr kor pesey k pechY bhag rha hy Shayad aap ki baat kisi k dil me utar jaey🥰Allah pak aap sb pardesiyon ko sakoon de🤲🏻
The..good...
Good analysis!
Soo nice analysis ❤
very good analysis
MashaAllah great sharing
Superb
Yahan per bhi essay ameer haan jo kissi ko pani ka glass tak nahin pilatay. Yahan par bhi loogon nay islam sey duuri ikhtiyar karli hai. Aur mein nay pakistan media channel per eik health show dekha tha. Oss per doctor sahab keh rahay thay keh hamara haan loog tension aur blood pressure kay shikar kiunkay pessay ki daur shuru hogaye hai. Yeh cheezain yahan per bhi horahi haan.
beautiful sharing ❤ 9:37
Sooo True zafar sweet poison Reading no Heayness
اسلامی جمہوریہ پاکستان زندہ باد
Sis satisfaction ki baat kerain tou jasai jasai money 💰 ayai insaan discomfort ho jata ha
But we are happy in our country ❤️ pround of to be here
Qiamat qareeb hay but you have time to discuss great job
Sahihai
saab yeh chayte hai uk ayna chahta haii bohat hard life haii yeheh pr bohat achii batind ki
Baji sorry alot of messages. Yeh sari cheezain mein nay Pakistan mein bhi experience ki haan. Yahan par musalman zaroor haan lakin Islam nahin hai. Yahan per bhi maghribi mashrey kay kuch asrat agaye haan.
bilkul sahi
Maidum sarye baat khoshi ki hai. Jis ke naseeb may lakhi hai. Woh her jaga per khosh hai. Jis ki qismat may dukh hai. Woh kahine bhi khosh nahi rah sakta.
In many England people come to Australia they don't to go back England
Har bandy ka different experience ha madam hamry sth Allah ka shukar esa kuch nii
Yahan per bhi essa hai. App rishtedar kay ghar jao tau woh muh hi nahin laagtay app ko. Sirf shaadi muradi per ajatay haan. Wessay milnay jao tau mood off. Mein nay rishtedaroon ki shaadi aur foutgi per jana choor dya hai. Iss munafqat ki waja sey. Yahan per bhi jao app rishtedar kay ghar tau app ko chai pani nahin poochain. Essay ganday loog yahan per bhi haan.
Jaldi se wapis jao
Bakwas ha sab zindagi ha har mulk ma esa hi hota ha
Madam. You. Are. One. Hundred. 💯💯💯💯💯💯💯💯💯. Percent. Right. ☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️💓💓💓💓💓💓💓
Pakistan best country in the world ❤ 🇵🇰
Such main zindagi main sakon nahi. Hay na maza hay
Aur yahan per bhi essay loog haan jo ghareeboon ko nahin detay. Ghar kay mulazimoo kay saath acha salook nahin kartey. Aur bohut sey loog yahan per bhi haan jo zakat nahin detay. Meray khud eik rishtedar haan jo apnay ghar kay mulazimoo ko sabzi detay haan. Aur khud chicken gosht khatey haan. Aur mera cousin ghareeboon ko dena tau duur ki baat ghar kay mulazimoo ko bhi nahin deta. Tau yahan per abh bohut zayada nahin lakin thora bohut essa mahool hogaya hai
Now Immigration very Difficult very where
Khandani log her jaga aik jayse he rehtay hain,,, dosra charity krny se aur dosro ki madad krny se he dil ko sakoon milta hai
Sister mein tau Pakistan mein rehtay howey tanhai ka shikar hoon. Mein tau eid per bhi rishtedaroon sey nahin milta. Eid kay dinoo bhi ghar mein hi hota hoon. Eid kay dossrey din bhi mein exercise karnay chala jata hoon. Tau mein tau Pakistan mein rehtay howey kissi sey nahin milta. Rishtedar bhi shaadi muradi per miltay haan. Wessay milnay jao tau unka mood off hota hai. Woh muh hi nahin lagatay. Abh mera second home club hogaya hai. Wahan mein jata hoon time pass karna jata hoon. Wahan kay mulazimoo kay saath gupshup karta hoon.
Tum wapas ajao bakwas krti ho
اچھا توڈا دل یو کے تے آگیا ھے موجاں کرنا چاہندے او آجاو کرو موجاں
Woh khushk mizaji yahan per bhi ameeroon kay haan hai. App kissi rishtedar kay ghar jao tau mehman nawazi nahin kartey. Muh hi nahin lagatay. Sirf shaadi muradi per achay tareekay sey miltay haan.
Geebat bi bohat hoti pakistan main.
تو پھر آپ کب واپس ارہے ہیں اگر ایسا ہے
Ap balkul tehk kaha rahy ha ma be baher rahty hu
Australian people not interested
SA. Artificial hai Tu wapis chala jaoo
Money is not as huge I. Uk
Woh madah parasti Pakistan mein bhi ameeroon kay haan bhi haan. Ameeroon ki talaqein hoti haan. Idhar bhi jinki 40000 ya 50000 tankha hoti unka ba-mushkiloon sey guzar safar hota hai.
Dur ke dhol suhaney...
Pakistani kahan bhi hain kharaab hain. En say bach k raho. Main pakistan maim remote job karta tha. Mera boss UK ka tha. Lekin pakistani origin. Mainay socha thek hoga lekin wo 2 number nikla. Pakistan say janay walay saday hain. UK walay 2 number log hain. Gora thek hy lekin pakistani kharaab hay allah bachaye en say.
Na kr😂
Her chamkti cheez sona nehi hoti.
Bahir kay mumalik mein mahnat karni parti hai.