Jo yaha Playstation 5 ke liye +Tv ke liye inverter dhund raha hai ...... Wo isko le sakta hai ... Maine liya hai its working perfectly fine . Work like a charm ♥️
Akhil same with my inverter charging indicator remains constant. When power supply came it blinks up to 10 - 15 mints but after that it remains constant
Chota wala, as pe mannual (This switch selection is to increase the output voltage of UPS backup mode. Use you need to increase the fan speed & keep * in longer backup is desired. Run loads like 1 or 2 fans and 1 or 2 CFL/LED lights only for ** mode benefits.)
@@GyanPradhan-n7v mast bhai...... efficiency 85% hain, charging speed bhi achi hain.... More than 1 year....still no issues. Short circuit protection ke sath atah hain..
agar charger sahi kaam karega to battery kabhi bhi garam nahi hogi, charger kya karta hai jab battery ki voltage 11.5 ho jaati hai tabhi wo battery me current deta hai aur jaise hi battery full charge ho jaati hai matlab battery ka voltage 13.8 or 14 volt ho jata hai tab charging supply off kar deta hai isliye battery damage nahi hoti agar charger sahi hai to, isme kya hota hai amp jada hota hai isliye battery jaldi charge ho jaati hai aur charger current off kar deta hai isliye battery damage nahi hoti.
Bro, V Gourd 1150 me output me jub mens on hota hai too left shoket me face aata hai or jab inverter me men's off hota hai too right shokit per face so kerta hai ye kesa faelt hai please bataye
@@Roasters_Dose. मै आपको बताना चाहता हूं कि मेरा जो V-Guard का इन्वर्टर Model No. (Prime 1150), Power 1000Va (In wattage Up to 800 to 850 watt) तक का लोड डाल सकते है pure sine wave नो humbing साउंड और backup भी अच्छा दे रहा है , ये एक अच्छा इन्वर्टर है अगर आप लेना चाहते हो तो आप ले सकते हो आँख बंद कर के अभी इसका दाम कम हो गया है amazon पर करीब 5900 के आस पास मैन तो 6600 में लिया था amazon से ही overall अच्छा प्रोडक्ट है।
@@chandankumarsingh335 pr Bhai 800 watt tk company ne likh rkha hai! Reality me kitna watt tk load lee skta hai? Or aapne max kitna load dala hai ki overload ka sound aa jaye... Fir sound band jb hua uske badh kitna load tha aap ka.. Wo btaye ek baar! Or av v shi kaam kr rha inverter, itne saalo me koi dikkat ?
Mains mode par kisi inverter ka cooling fan nhi chalta par iska har adha ghante mein fan chalta hai 1 minute ko .iski bhi bhinahat se paresan ho jaoge mein to fas gya leke ..iss liye Luminous bagairah ka Lelo chaho to local Lelo par isko mat lo
How's your experience till now . Is it working fine ?
Bro ek question hai... Piche ek chota or bada... Sun ☀ icon hai uska kya use hai?
Bhai agar ye inverter 240ah ki battery ke sath connect karke agar 650w wala mera gaming pc aur 32 inch tv without restart ke chalega kya
Yes
Av kysa work kr rha?
Genus ki battery ke sath shi rhega?
Max kitna watt tk load test kiye ho bro?
Bhai iska transformer copper ka hai ya aluminium ka
Pta chla bro?
@@balajee3134 copper
@@ankitraj3591 shi Hai toh?
Aapne v yhi liya?
Agr liya hai toh kysa work kr rha?
Or kon sa battery ke sath?
@@ankitraj3591 shi hai toh?
@@Roasters_Dose. Ha Bhai
Abhi tak to sahi work kar rahe hai
Bhai mughe ps5 ke liye chahiye ... Mera battery 150ah ka hai ... Will it work on ups mode ?
Yes
is it still working? does lights flicker when you turn on computer?
How do you turn on UPS mode?
Bro kitna backup de raha hain ye small battery pr
Jo yaha Playstation 5 ke liye +Tv ke liye inverter dhund raha hai ...... Wo isko le sakta hai ... Maine liya hai its working perfectly fine . Work like a charm ♥️
Fan ka sound kitna hai
Kabhi kabhi hee chalta hai ... Fan bahut minimal hai
@@gamerbyhobby5476 ye inverter max kitne watt tk load le skta hai... Website pr toh 800 mention hai!
Pr reality btao bro!
Or overload kitna pr hota?
750 watt bahut hai
Sir y ups battery sath m mil gyi ya alg s purchase kia h
alag se li hai
My charging indicator remain constant even after the blinking. Is it normal?
When battery full charged then blinking off and constant on
Akhil same with my inverter charging indicator remains constant.
When power supply came it blinks up to 10 - 15 mints but after that it remains constant
Isme kea fan always on rahata hain??
nahi
Is it possible to mute buzzer sound
Open your inverter then broke the buzzer speaker
@moonknight2134 just tape it
That's what I did
Can it increase gravity of a old battery?
Bro, without UPS mode mein pc restart hota he kya ?
Yes
लोड देकर वोल्टेज ड्रॉप कितना होता है इस पर वीडियो अभी तक किसी ने नहीं बनाया
Bhai Inverter Ke Piche 🌞 icon hain bane hue toh normal load par konsa mode rakhe.
chota 🌞 ya large 🌞
Chota wala, as pe mannual (This switch selection is to increase the output voltage of UPS backup mode. Use you need to increase the fan speed & keep * in longer backup is desired. Run loads like 1 or 2 fans and 1 or 2 CFL/LED lights only for ** mode benefits.)
Bhai Apke Pass V- guard Prime 1150 Model Hai Kya???
Please Bataye
@@Xtreme108 hanji mere pass hain.
@@AbhishekSharma-bj2nq abhi Tak kaise chal raha hai?
@@GyanPradhan-n7v mast bhai......
efficiency 85% hain, charging speed bhi achi hain....
More than 1 year....still no issues.
Short circuit protection ke sath atah hain..
Kaisa h bhai lene layuk h this one nd Luminous Eco volt neo ya microtek ka koi ....for exide 230ah battery
@@umeshsingh2760 kon sa liya bro?
Or kysa work kr rha?
itne bde charger me chhoti battery lgane se battery fati nhi charging me😅 kya
agar charger sahi kaam karega to battery kabhi bhi garam nahi hogi, charger kya karta hai jab battery ki voltage 11.5 ho jaati hai tabhi wo battery me current deta hai aur jaise hi battery full charge ho jaati hai matlab battery ka voltage 13.8 or 14 volt ho jata hai tab charging supply off kar deta hai isliye battery damage nahi hoti agar charger sahi hai to, isme kya hota hai amp jada hota hai isliye battery jaldi charge ho jaati hai aur charger current off kar deta hai isliye battery damage nahi hoti.
@@ashokmujmule ok bhai thanks btane k liye ye bat. Abhi mujhe pta nhi tha
Bhai Hertz meter where it's available?
online
Bro, V Gourd 1150 me output me jub mens on hota hai too left shoket me face aata hai or jab inverter me men's off hota hai too right shokit per face so kerta hai ye kesa faelt hai please bataye
Face ×
Phase √
@@chandankumarsingh335av kysa work kr rha aapka... Ye inverter?
@@Roasters_Dose. मै आपको बताना चाहता हूं कि मेरा जो V-Guard का इन्वर्टर Model No. (Prime 1150), Power 1000Va (In wattage Up to 800 to 850 watt) तक का लोड डाल सकते है pure sine wave नो humbing साउंड और backup भी अच्छा दे रहा है , ये एक अच्छा इन्वर्टर है अगर आप लेना चाहते हो तो आप ले सकते हो आँख बंद कर के अभी इसका दाम कम हो गया है amazon पर करीब 5900 के आस पास मैन तो 6600 में लिया था amazon से ही overall अच्छा प्रोडक्ट है।
@@chandankumarsingh335 pr Bhai 800 watt tk company ne likh rkha hai!
Reality me kitna watt tk load lee skta hai?
Or aapne max kitna load dala hai ki overload ka sound aa jaye... Fir sound band jb hua uske badh kitna load tha aap ka.. Wo btaye ek baar!
Or av v shi kaam kr rha inverter, itne saalo me koi dikkat ?
@@Roasters_Dose. Koi problem nhi huaa abhi tk Max load 800 watt hai pichhle comment me 850 miss type ho gya tha.
7 amp ka battery thora bhi garm nahi ho raha hai?
Not heat and working good
Backup time batata hai kya?
Nahi
@@ashokmujmule v guard smart pro 1200(without solar) kaisa rahega?
लोड देकर वोल्टेज ड्रॉप का वीडियो
Hello bhai hamen bhi mangana hai aapane kaise Manga tha yah inverter
Amazon
Mains mode par kisi inverter ka cooling fan nhi chalta par iska har adha ghante mein fan chalta hai 1 minute ko .iski bhi bhinahat se paresan ho jaoge mein to fas gya leke ..iss liye Luminous bagairah ka Lelo chaho to local Lelo par isko mat lo
bhai mai esko lene ki soch rha tha
kya kru
fan on rehta h eska jaa ab theek hogyi problem?
Btao bro Muje purchase krna hai bbd sale me!
Max kitna watt pr load le skta hai!
Website pr toh 800 watt mention hai!
1000watt tak load test kiya per usme trip hojata hai maximum 800-850 watt tak thik chalta
liya bhai apne kitne me liya
👍👍
Buzzer ko mute kaise karen?