Sir aap bole ki kabhi kabhi gdce me reasoning. .math nhi aata to ye sab notification me clear ho jaata hai ya paper dete time pta chltaa hai ki paper aisa aaya hai
Sirji,mera graduation ka session 2018-21 h,lekin session let hone ki wajah se 2023 me complete hua,aur iti ka session 2021-22(DM) dono degree waha show kar sakte h,hamne group d join kar diya h,aur waha pe kewal graduation show kiya h,please reply me sirji,
Alp me departmental exam Aur physio pass krne ke bad kya medical me eye sight me A3 vale ko lete hai ya eye medical me eyesight me thoda bahut compromise krte hai A1 medical lete but mera A3 hai
Sir mai btech kiya hu bhopal se or mera group d me selection hua hai to character certificate pe kaha ke principal se sign krana hoga btech jaha se kiye ya fir inter wala se
Aap sabhi sawalo ka jawab dete hai thanks sr love u ❤
Nice 👍informative video sir.
Thank you
Iam selected as Assistant Track machine in BANGALORE
Kon ca course kiye the bhai
Kounsa medical grade Hona chahiye sir goods guard keliye,,gdce\ldce me
A2
Je Pramotion ke liye Ldce best book bataye Sir
Ldce ka koi special book nahi aata hai bss apne department ka manual book or pichle sal ka paper padhiye
Bhai please suggest me kese higher qualification add karna hain mera abhi new joining hua hain..😢
Joining time aap diye nahi?
form bharte time pe 10th dia thaa.. authority ne accept nehi kiya bol rahi hain tum station pe do aur sse sir ne kaha service book kholne ke baad
@@engineershrawan actually kab higher qualification add karna hain.. service book kholne baad aur uska pehle bi chalega 🙏
Sir ji hame bhi aapke jaise engineer Banna hai❤❤❤❤
Mera ITI 2012-14 bac 2010-13 hae iti ko smit kr diye hae,,,,kya mae goodgard bhar skte h
Iti wale je ban sakte hai kya
Yes
Civil se diploma kiye h iss baar group d m huwa .
Departmental exam se je ban sakte hai bhaiya 🙏
Ji
Sir aap bole ki kabhi kabhi gdce me reasoning. .math nhi aata to ye sab notification me clear ho jaata hai ya paper dete time pta chltaa hai ki paper aisa aaya hai
Notification me clear ho jata hai
Thanks doubt clear karne ke liye......sir abhi traning chla rha hai me bhi goods guard ki tyaari krunga
@@engineershrawan thanks ❤️🙏
Sir ji fitter wale bhi kar sakte hain kya plz reply sir ji
Sirji,mera graduation ka session 2018-21 h,lekin session let hone ki wajah se 2023 me complete hua,aur iti ka session 2021-22(DM) dono degree waha show kar sakte h,hamne group d join kar diya h,aur waha pe kewal graduation show kiya h,please reply me sirji,
Kay loco pilot LDCA exam De shakta hi
GDCE exam ka syllabus pdf and previous year cut off analysis pr vedio
Ok
Sir gdce ya ldce vacancy kitne samay me ata hai
Jo avi april me join kiya hi wo log kitna time baad exam de sakte hi. Please replay kejiya ga.
GDCE ka turant de sakte hai agar ata hai to vacancy or LDCE 3 sal bad
@@engineershrawan Tnk u 🙏🙏
Alp me departmental exam Aur physio pass krne ke bad kya medical me eye sight me A3 vale ko lete hai ya eye medical me eyesight me thoda bahut compromise krte hai A1 medical lete but mera A3 hai
A1 hona chahiye
Civil engineering s je bn skte h kya through gdce ek video bniye unke growth k bare m
Ok
Sir mai btech kiya hu bhopal se or mera group d me selection hua hai to character certificate pe kaha ke principal se sign krana hoga btech jaha se kiye ya fir inter wala se
Last education qualification
Last education qualification
GDCE me qualify k liye
100 me se kitne marks lane hote h..
75+
Alp kis kis post ke liye elligible hai
Dear sir mutual transfer par video banaiye kitne bar matual le skte hh aur medical standard matual ke time dobara check hota h kya
Aap ka GDCE me kitna marks aya tha and cutoff kitna gaya tha
Aapka medical std kya h
A3
Sir gdec Alp syllabus kya h
I tell in seperate video
Sir alp vecancy notification kab aayega please reply me
GDCE kitne year me aate rhta hia lagbhag???
3-4 years
Kab ayega gdce exam.?
Gdce kitne salo me hotahai
3-4 sal