Q 01 se start karo ar last question tk padte jao pehli reading mai kisi question ko 30 se 40 sec jada ni dena…ar kch question aise honge jo 5 se 10sec mai ho jaenge…sb badi baat jb paper solve krte hai to question padte hi smjh aa jata hai ye jaldi bn paega ya ni wrna choro ar aage bado…sb se best strategy yahi hoti hai …bht se bacche last question tk pahuch hi ni paate…qki paper 80% tough question paper ke start mai hi de diye jate hai…jinmai baccha fas jata hai ar last mai easy question tk pahuch ni pata ….paper hmesa avg bacche ko lekr set kiya jata na hi topper ko consider krke..
Bhaiya mere pair me screw aur plate lage huye hai, mere se walking to hota hai lekin running nahi ho pati hai kya mera medical me koi issue to nahi aayega please reply 🙏🙏
@engineershrawan Handicapped certificate nahi banaye doctor ne bole ki handicapped nahi ho to handicapped certificate kaise bana du mujhe samajh me nahi aa raha hai ki Mai kya karu, waise mujhe walking karne me koi dikkat nahi hai
Sir ME BHI TRACK MACHINE ME ASSISTANT HU MUJHE 21/7 DUTY ROASTER ME (PATERNITY LEAVE) LENE PAR 7 DIN PROPER REST MILEGA YA NHI ?? Please Sir batane ki kripa kre 🙏🙏
Q 01 se start karo ar last question tk padte jao pehli reading mai kisi question ko 30 se 40 sec jada ni dena…ar kch question aise honge jo 5 se 10sec mai ho jaenge…sb badi baat jb paper solve krte hai to question padte hi smjh aa jata hai ye jaldi bn paega ya ni wrna choro ar aage bado…sb se best strategy yahi hoti hai …bht se bacche last question tk pahuch hi ni paate…qki paper 80% tough question paper ke start mai hi de diye jate hai…jinmai baccha fas jata hai ar last mai easy question tk pahuch ni pata ….paper hmesa avg bacche ko lekr set kiya jata na hi topper ko consider krke..
Kay gabaj ka wat bola apne
Sir how did you prepared for the exam
On daily basis
Section wise nhi rhta hai sb question mila jula rhta hai, speed breaker ki trh
Sir please electrical ki taiyari kaise kare please sir reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Rs khurmi padhiye pahle
@engineershrawan thanx
@@engineershrawan sir please book ka name bata do kaun si buy karni hai r.s khurmi ki electricial me to koi nahi dikha raha net pe..
@@engineershrawan sir kaun si wali buy karni hai name batado please electrical engineering me nahi dikha raha h r.s khurmi ki....
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
60-65 sahi banane se selection nhi hoga.
85 to 90 attempt karna parega
Jisme se agar negative cut ke 75+ banega jiska uska hi selection hoga ishbar
Directions dene ke liye thanks 👍
Very helpful 😊
Bhut hi sunder video 👏🏻
Sir meri special back h toh koi problem hogi kya
No
Sir form fill krtai time marksheet or diploma special back marksheet sab lagani hogi
Sir Je track machine kya Je Loco shed se mutual transfer kar sakte hai .Plz Reply
Wao real approach. ....
Sir question mixed ata hai
Bhaiya mere pair me screw aur plate lage huye hai, mere se walking to hota hai lekin running nahi ho pati hai kya mera medical me koi issue to nahi aayega please reply 🙏🙏
Handicapped certificate?
@engineershrawan Handicapped certificate nahi banaye doctor ne bole ki handicapped nahi ho to handicapped certificate kaise bana du mujhe samajh me nahi aa raha hai ki Mai kya karu, waise mujhe walking karne me koi dikkat nahi hai
UR ka cut off kitna ja sakta hai bhai bilaspur zone se.. Please bateye
Sir ME BHI TRACK MACHINE ME ASSISTANT HU MUJHE 21/7 DUTY ROASTER ME (PATERNITY LEAVE) LENE PAR 7 DIN PROPER REST MILEGA YA NHI ??
Please Sir batane ki kripa kre 🙏🙏
Track machine ka training mein jo exam hota hai uske baare mein btaiye sir
Admit card kb tk aajayege sir ji
4 days before exam
Sir 21 /7 ke roster ke baare pure niymo ki jankari do
Ham to haar gaye raw marks 19 in alp 2024 cbt1. Aap to group d se je ban gaye....
Aap ko dekh kr khushi mana lete h.
Sir LDCE JE Electrical exam ma Power, TL, AC a tino department ka question ati ha kya.
Electrical se jo bhi related hai aayega
Sir exam centre kaise Milega current ya permanent address pr
Jaha aap centre select kiye ho waha milega
Bhopal zone ka cutoFf kitme jayeg
Sir admit card kab aayega
Math or reasoning ko kaise attempt. Kaise maximum mark laaye please batayea
Rrb JE ke liye Current affair , Gk , Gs kaha se pdhe
Gaurav sir
@engineershrawan ok Aur maths Reasoning RRB JE ka kis sir se kre?
Current affairs ko last kitne month tk ka dekhe
6 months
Bhaiya CBT1 ke baad ham technical pura kar skte hai kya sufficient time mil jayega...
Haaan bhai
Guruji good morning
Lekin exam section nahi hoten sir 🙏 Abb Kaise Chhantoge
Bilaspur se hu pyq me 55 to 65 aa rha hai mechanical obc
Section wise nhi rahata😂😂😂😂😂😂
RRB je me post preference automatically change ho gaya hai. Kisi aur ka hua hai kya aisa?
Kya se kya hua?
Yes sir mujhe alp me hua Aisa
Section wise question aata he kya ??
Randomly hi aati hai but pahle GK GS solve kar lena chahiye hamare hisab se
Please reply
jee Civil Cutt off based on zone wise
or
Cutt off based jee Civil exam based
Zone and post category wise
Apne exam diya tha 2019 main??😅😅 Section chun ne main hi 90 min chala jayega bro. Mix question raheta hai, Apka strategy follow kiya to gaya kam se😅😅
Pahle ek line se scroll karke GK GS hi banane me achha hota hai