Khiza ke dor main ahd-e-bahar leta ho Koi bhi waqt ho hans kar ghuzaar leta ho Gulo se rang sitaaro se roshni le kar Jamal-e-yar ka naqsha utaar leta ho Main fasane talaash karta ho Aap unwaan dhond kar lai Aaao bada-kasho ki basti se Chand insaan dhond kar laye Yea jo dewnay sa dou chaar nazar atay hain In main kuch Shaib-e-Asrar nazar atay hain Teri mehfil ka bharum rakhtay hain sou jatay hain Warna yea log tou bedar nazar attay hain Meray daman main tou kantoon ka siwa kuch bhi nahi App phoolon ka kharidar nazar attay hain Hashar main kon Ghawhe meri dega Sagir Sab tumharay he tarf daar nazar attay hain Aaj rothe hue saajna ko bhut yaad kya Apne ujre hue gulshan ko bhut yaad kya Jub kabhi gardish-e-taqdeer ne ghera hain hame Geso-e-yaar ki uljhan ko bhut yaad kya Aaj tote hue sapno ki bhut yaad aaye Aaj bete hue sawaan ko bhut yaad kya Shama ki jot pe jalte hue parwaano ne Ek tere shola-e-daaman ko bhut yaad kya Aye dil-e-beqaraar chup hoja Ja chuki hain bahar chup hoja Ab na aye ge rothne waale Deeda-e-ashkbaar chup hoja Choot jati hian phool se khusbo Rooth jate hain yaar chup hoja Hum faqeero ka is zaamane main Kon hain gum gusaar chup hoja Geet ki zarb se bhi aaye sagir Toot jate hain taar chup hoja Yun bazm-e-zindagi main ujaala kare ge hum Tum ko bithaa ke saamne sajda kare ge hum Un kay daar pe pohanchne to Paya Yea na Pocho ka hum kya karay gay Sar jhukana agar jurum hoga Hum nighon say sajda karay gain Baat bhi teri rakhni hai sakhi Zarf ko bhi na rous-wa karay gay Jaam da ya na da ajj hum ko Miankhda main saavera karay gay Iss taraf apna daman jalay gaa Os taraf un ke mehfil sajjay ge Hum andheray ko ghar main boula kar On ka ghar main ujala karay gay Hum ko jhooti tasli na de jiya Ghum main ab aur izafa na ke jiya Jiss say ankhon main ajjay ansu Wo khushi lakay hum kya karay gay Raag Doston ki shikayat karoon main Yeah bhi mujh ko gawara nahi hai Doston ne karam woh kiyeah hain Zindagi ki tamanna nahi hai Sooch ker bewafa mujh ko kahiyeah Dhul na jaay bharam ap ka hee Aazmaya hai duniya ko main nay Aap ne mujh ko parkha nahi hai Ho mubarik tumahin saar juhkana Phir bhi itni guzarish karoon ga Dil jhukana bhi lazim hain Zahid Sar jhukana he sajda nahi hai Ho ke betaab mayyat pe meri.... Mayyat pa meri aya hain kya inqalab hai Wo benaqaab hain meray mou pa naqaab hai Kafan mein khudh ko chupa lia hai Ke tujh ko parday ki ho na zehmat Ho ke betaab mayyat pe meri Tum yeh kiyoon benaqaab aa gaye ho Umar bhar jiss say pardah kiya tha Aaj kiyoon us say pardah nahi hai Aap hoon gay wafaoon ke Maail Aik din yeh haqiqat hai laikin Aap ka to bharosa hai mujh ko Zindagi ka bharoosa nahi hai Zid na ker aaj to ghoont pe lay Zindagi chaar din ke hai pe lay Mohtasib apni qismat bana lay Maikada hai yeh Kaaba nahi hai O Husne jana aray tauba tauba.... Shabaab aaya Kisi Bout per fida honay ka waqt aaya Meri dunya main banday k Khuda honay ka waqt aaya Unhein dekha to zahid nai kaha, iman ki yeah hai Kay ub insaan woh sajda rawa honay ka waqt aaya Husne jana aray tauba tauba Jab Nighain outhi jhouk gai hain Barha un ko dekha hai main nay Phir bhi jee bhar kay dekha nahi hai Un kay daar pe pohanchne to Paya Yea na Pocho ka hum kya karay gay....!!
Zid na kar aaj do ghunt pee le...
Zindagi char din ki hai jee le....
Mohtasib apni kismat bana le ....
Maykhada hai yeh kaaba nahi hai ❤
Mohtasim Apni Kismat bana le
Pls give this cmt 1 like cz it will remind me to listen this masterpiece again and again.
Listen to it again.
❤ listen again 😁
Again
That's good idea
Zahid
10:12
14:35
16:10
19:10
23:54
25:05
26:18
29:52
32:10
33:30
36:54
Great voice Allah pak Khan sahbki Magferat Farmaye Ameeen
Khiza ke dor main ahd-e-bahar leta ho
Koi bhi waqt ho hans kar ghuzaar leta ho
Gulo se rang sitaaro se roshni le kar
Jamal-e-yar ka naqsha utaar leta ho
Main fasane talaash karta ho
Aap unwaan dhond kar lai
Aaao bada-kasho ki basti se
Chand insaan dhond kar laye
Yea jo dewnay sa dou chaar nazar atay hain
In main kuch Shaib-e-Asrar nazar atay hain
Teri mehfil ka bharum rakhtay hain sou jatay hain
Warna yea log tou bedar nazar attay hain
Meray daman main tou kantoon ka siwa kuch bhi nahi
App phoolon ka kharidar nazar attay hain
Hashar main kon Ghawhe meri dega Sagir
Sab tumharay he tarf daar nazar attay hain
Aaj rothe hue saajna ko bhut yaad kya
Apne ujre hue gulshan ko bhut yaad kya
Jub kabhi gardish-e-taqdeer ne ghera hain hame
Geso-e-yaar ki uljhan ko bhut yaad kya
Aaj tote hue sapno ki bhut yaad aaye
Aaj bete hue sawaan ko bhut yaad kya
Shama ki jot pe jalte hue parwaano ne
Ek tere shola-e-daaman ko bhut yaad kya
Aye dil-e-beqaraar chup hoja
Ja chuki hain bahar chup hoja
Ab na aye ge rothne waale
Deeda-e-ashkbaar chup hoja
Choot jati hian phool se khusbo
Rooth jate hain yaar chup hoja
Hum faqeero ka is zaamane main
Kon hain gum gusaar chup hoja
Geet ki zarb se bhi aaye sagir
Toot jate hain taar chup hoja
Yun bazm-e-zindagi main ujaala kare ge hum
Tum ko bithaa ke saamne sajda kare ge hum
Un kay daar pe pohanchne to Paya
Yea na Pocho ka hum kya karay gay
Sar jhukana agar jurum hoga
Hum nighon say sajda karay gain
Baat bhi teri rakhni hai sakhi
Zarf ko bhi na rous-wa karay gay
Jaam da ya na da ajj hum ko
Miankhda main saavera karay gay
Iss taraf apna daman jalay gaa
Os taraf un ke mehfil sajjay ge
Hum andheray ko ghar main boula kar
On ka ghar main ujala karay gay
Hum ko jhooti tasli na de jiya
Ghum main ab aur izafa na ke jiya
Jiss say ankhon main ajjay ansu
Wo khushi lakay hum kya karay gay
Raag
Doston ki shikayat karoon main
Yeah bhi mujh ko gawara nahi hai
Doston ne karam woh kiyeah hain
Zindagi ki tamanna nahi hai
Sooch ker bewafa mujh ko kahiyeah
Dhul na jaay bharam ap ka hee
Aazmaya hai duniya ko main nay
Aap ne mujh ko parkha nahi hai
Ho mubarik tumahin saar juhkana
Phir bhi itni guzarish karoon ga
Dil jhukana bhi lazim hain Zahid
Sar jhukana he sajda nahi hai
Ho ke betaab mayyat pe meri....
Mayyat pa meri aya hain kya inqalab hai
Wo benaqaab hain meray mou pa naqaab hai
Kafan mein khudh ko chupa lia hai
Ke tujh ko parday ki ho na zehmat
Ho ke betaab mayyat pe meri
Tum yeh kiyoon benaqaab aa gaye ho
Umar bhar jiss say pardah kiya tha
Aaj kiyoon us say pardah nahi hai
Aap hoon gay wafaoon ke Maail
Aik din yeh haqiqat hai laikin
Aap ka to bharosa hai mujh ko
Zindagi ka bharoosa nahi hai
Zid na ker aaj to ghoont pe lay
Zindagi chaar din ke hai pe lay
Mohtasib apni qismat bana lay
Maikada hai yeh Kaaba nahi hai
O Husne jana aray tauba tauba....
Shabaab aaya Kisi Bout per fida honay ka waqt aaya
Meri dunya main banday k Khuda honay ka waqt aaya
Unhein dekha to zahid nai kaha, iman ki yeah hai
Kay ub insaan woh sajda rawa honay ka waqt aaya
Husne jana aray tauba tauba
Jab Nighain outhi jhouk gai hain
Barha un ko dekha hai main nay
Phir bhi jee bhar kay dekha nahi hai
Un kay daar pe pohanchne to Paya
Yea na Pocho ka hum kya karay gay....!!
5:42 😂 5:42 😂😢😢❤❤❤❤❤
5:42 😂 5:42 😂😢😢❤❤❤❤❤❤
5:42 😂 5:42 😂😢😢❤❤❤❤❤❤❤😂❤❤❤😢😢
❤❤❤❤❤
❤❤❤❤❤😂❤❤😢❤
kaha se late ho bhai aap great ho jo hum log ke liye khan sahab ki gazal laye ho
Khan shab allah jannt me aala mkam ata kre
USTADON K USTAD NUSRATH FATHE ALI KHAN ....
जिस से आँखों में आ जाएं आँशु वो खुशी लेके हम क्या करेंगे..!!
🥀
28:30 pure emotion and goosebump.
Thanks for uploading full original with high quality
Sbhi line intrastate hi ustad ji jai ho
Talented man, voice from heaven, top one composer of the sub continent
Ustad ji apke jaisa koi nahi ❤️❤️🙏
Very nice nushrat sahab koi jabab nahi hai aap ka 🙌🙌🙏🇮🇳
Supper Nusrat sahab
Kya aawaaz h aap ki
Kya Ustadji kya🩵💙💜🩷🧡💛💚
listening this qawwali since last 15 years but liking now
Have u listen to this lately? Will sure make sense something else now
Very good Qawwali... not getting bored by listening again n again
12:17 beshaq. Haq
Two types of singers in the world .....
1. Nusrat Sahab
.
.
.
.
2. Others
Only person who can say this who understands khan saab really well 🥲❤️.
Other koi b nhi
Wa khan g wah❤❤❤❤
21:30
Next level 🔥🔥🔥
Very nice kawali ashaq key liyeh hai kiyiu rulata hai
Bohat badiya....
THE ONE N ONLY LEGEND MISSING YOU SIR
Good
Mashaallha 😍
Marvelous 😍😘👌👏
Love you khan Sahab ji
Miss u Ustad NFAK
Hum kyaa khe.. Nushrat shaheb bemisaal
Zaberdast ❤
Only one person coming in the world..
Melody king
There will never be another Saghar
2024 Walay Hazri Lagwao. Kon kon 2024 mein sun raha ha? Same 3030 mei bhi suna jaa raha ho ga lekin hum na hon ge.
He is truly legend a a lots of love ❤️
Nice
2 gud yrr🙌🙌🙌
10:12
Thanks osa
Indeed no comparison
Singer of whole east ❤❤
Magnificent song❤❤
Baakamaal
Downloading ka options q nai hai
VIDMATE PER CHECK KARO YA SHARE KER LO VIDMATE INSTALL KER K
I have no words ❤️❤️❤️❤️
really missing Pari
Nice
Very nice qasam se bht achhi gazal hai
ਬਾਕਮਾਲ ਜੀ ❤❤❤🎉🎉ਉਸਤਾਦ ਨੁਸਰਤ ਫ਼ਤਹਿ ਅਲੀ ਖ਼ਾਂ
Vry nyc
Magnificent song
21:41
Tired body ..swell eyes...dry lips ...and voice of nusrat at 1 Pm
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🖤
Shihie
18:04
✨💥💫
29:36
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🌋😭♨️
Is qawali ka naam bataya pls
Shayar/lyrics writer kon hai hai is gane ke ? 🙏
Remix banao iska
Adabhut gayki
Ap pholoon k khridaar nzr ate he ....
I miss you Khan shab ji 😢❤
UDTAD SAB M KHUDA KI ROOH THI
Kindly mention poet's name
Asif
Plzz remove dislike nusrat ghazal...i requested youtube
Pak singer le gaya.. Bangla khubsurti... India m bhand or chapri bach gaye..
Nushrat ❤❤
Talented man, voice from heaven, top one composer of the sub continent
33:30
Kindly mention poet's name if anybody knows
Listen again carefully it hidden in there