Mai bhi soch Rahi gullar ko anjir kyon bol rahe mere Ghar ke piche hi hai aur chat pe mere pura daal aaya hua hai aur girta rahta aur sad jaata koi nahi leta mujhe nahi pata tha isko anjir bolte gaav me bolte ki gullar ka ped Ghar ke aas paas lagane se badshaguni hota
ji bilkul ye gular ki tarah dikhta hai lekin ye gular ka plant nahi hain usase alag hai iska fruit gular se kafi jyada meetha hota hai iske ander shahad ki tarha meetha nikalta hai . Thanks 🙏
Mai cg se hun hamare yaha jo jiske chote patte hote hain or fal bade bade hote hain use dumar ya gullar kahte hain. Is video me 3 prakar ke dikhaye wo gullar nahi hain.
Himachal mai ye bahut hote hai, isko jab tod kar kholte to beech Mai se chitiya se nikalti aur udd jati hai. Lekin mujhe to pata nahi tha ki wo anjeer ka ped hota. Isko shayad rumbal bolte hai hp mai
Avi maine Google me translate kya iss phal ko ise English Name Fig Hindi Name Gular Bengali Name Dumur .. Bengal pe ise as a Vegetable khaya jata hai sabji banake .
Mere Gar me ek tree hai Uska fruit be same fresh anjeer ke Jesha hai bahut bda tree hai Usko hmare side rumble bolte hai kya yeh anjeer ka tree Hoga kya
@@thegreennaturecsn4929 actually in my house 2 wild varieties are growing but its raw fruit i dont know which colour finally they will take but one is broad leaf another med leaf
Ji namaskar, ho sakta hai ki anjeer chhote size ka ho kyonki iski Kai prajati hoti hai video mein jo pahle anjeer ka plant dikhya hai ye bhi chhote size ka hai aur baki do plant ke anjeer ka size bada hai phir bhi aap fruiting se pahle leaf mold aur stone dust neem Khali ka prayog kar sakte hain
Hmre ghr ke pichay lga hai mujhe kl mummy ne diya todh kr kuch aur hi naam btya jaise ki "kaimree " tha lekin tha bilkul anjeer ki tarah but mummy ne kaha ye nhi hota hai anjeer.....usme toh chotay choray seeds bhi thay andr😅😮
Bhai yaar gular ka prjapati ka hai gula ped ki daal se gghira hua hota he bahut sare phal hote aur thode choote size me hote hein aur ye thode bade size ke hote hue ek tree par jyda nahi hote
हम यूपी के मऊ जिले से विलोंग करते हैं हमारे यहां इसे गूलर कहते हैं हमारे तरफ अधिक मात्रा में पाया जाता है
Gooler alg hota h bhai
हमारे यहां भी सेम है
Right
Gulhar alag phal hai
Nagra hamar ha
First variety me pahli baar dekh rahi hoon very informative video 👍👌🌱💕
thanks
ua-cam.com/video/Xz9HwtDSru0/v-deo.html
Ye dumal h hm bachpan me iska gari bna ke khelte the yaad dila diya apne 😂😂
Sir ji apka bahut bahut dhanyawad apke vajh se hamko pata chala kese hote hai anjeer thank you sir ji
Thanks 🙏🙏
Jain prohibit ,saying तोड़ो तो मखिया बहुत फल के अंदर से ही निकलती है 2:58
ये गूलर है भाई हमारे खेत में ये पेड़ है बहुत बड़ा पेड़ है
Ye kse ugaya jata h
Mai bhi soch Rahi gullar ko anjir kyon bol rahe mere Ghar ke piche hi hai aur chat pe mere pura daal aaya hua hai aur girta rahta aur sad jaata koi nahi leta mujhe nahi pata tha isko anjir bolte gaav me bolte ki gullar ka ped Ghar ke aas paas lagane se badshaguni hota
@@afreenjahan8186जो पक जाते है उनको फोड़ने से छोटे छोटे मक्खी जैसे कीड़े निकलते है न
@@santlal5831वो अपने आप से जामा था कोई लगाया नही था
@@अधोक्षजपरवल ji
Humare Bengal main isko dumur bolte Hain ,,,bachpen main mammi bolte thi isse khate nehi jeher hota hai 😭😭😭😭😭😭😭😭
ji nahi isko kha sakte hain
जहर wali dumar भी होती है जिसके पत्ते बड़े बड़े होते हैं
Meri ammi bhi yehi bolti thi 😭😭😭
Hamaare bengal main available hai
😆😆😆😆😆
can you graft ficus palmata or ficus carica onto timla (तिमला)?
bahot badiya👌👍
Thanks
Nice information.
Konsa plant sabse jyada or achha fruiting karta he
aap tisare number ka plant laga sakte hai
ब्रदर जो दुसरी किस्म है वो गुलर की है
ji bilkul ye gular ki tarah dikhta hai lekin ye gular ka plant nahi hain usase alag hai iska fruit gular se kafi jyada meetha hota hai iske ander shahad ki tarha meetha nikalta hai . Thanks 🙏
Bhai local market me yehi bikta hai anjeer ke nam per gooler
Aapki saans fool rhi h?
good👍 vvvvery🇮🇳🇮🇳🇮🇳 much like video
Thanks
Good one video!!
Thanks!
Bhai kya ham isko jyada matra me kha sakte hai, hamare panjab me bhi hai
jyada Matra mein har cheej nuksan karti hai eik do daily le sakte ho
Bedu pako baramasa😊
Thanks kafal pako chaita
Bihar me ise gular bolte hai sabhi 😊😊😊mere ghar par hai ise khane me accha lagta hai
Hmare yha isko bedu or timul kahte hai humne bachpn mai bhut khaye hai
Ji bilkul sahi uttrakhand mein bedu kahte hai
Timul Hai Ye Aur Bedu Alag Hota Hai
बचपन में बहुत तोड़कर लाते थे और खाते थे
okay thanks
Mai cg se hun hamare yaha jo jiske chote patte hote hain or fal bade bade hote hain use dumar ya gullar kahte hain. Is video me 3 prakar ke dikhaye wo gullar nahi hain.
Uske patta katta jaisa hota hai keya ?
Doosri prajati ka anjeer hai mere pass, fruiting bhi suru ho chuka hai.
okay thanks
Hamari jameen mai semeu koti mai west side mai anjeer uplabad hai paid chota hai ukahadana nahi hai samay ke ansoor frout shear hai thanks
Up me ise gular b
oltehai anjeer to gular ki trahdikhta hai hamaregav me gularka tree hai hamto ise bhut khayhai nice 💞
bilkul sahi ye gular ki tarah dikhta hai lekin dono ki mein fark hai
Thanks g 😊🙏
Uttarakhand me ise bedu bolte hain ispar ek famous gana "bedu pako baramasa' bhi hai
okay thanks
Himachal mai ye bahut hote hai, isko jab tod kar kholte to beech Mai se chitiya se nikalti aur udd jati hai. Lekin mujhe to pata nahi tha ki wo anjeer ka ped hota. Isko shayad rumbal bolte hai hp mai
ji anjeer ki prajati hi hai khane mein meetha hona chahiye shahad ki tarah
Gullar
Teesri wali variety ka kya naam hai sir?
teesri Vali Calcutta ki variety hai
Iska grafting kaise karte hai ?
Thanks
Mere yha ese doomar kha jata hai 2nd type wala anjir ko
okay
Esko sabji bana k humlog khate ha
ji bilkul jab chhote aur kache hote hai
Avi maine Google me translate kya iss phal ko ise
English Name Fig
Hindi Name Gular
Bengali Name Dumur ..
Bengal pe ise as a Vegetable khaya jata hai sabji banake .
okay
Anjeer me fruiting nahi ho rahi hai
Kya karun
plant grafted hai ya non grafted aur kitne varsh ho gaye hai please batana
Grafted plant hai 2 saal ho gaye hai
Konsa fertilizer use karu?
Nice video!
Thanks!
Thanks
Great information 🙏🏻
Thanks
Tripura Mein not available
you may purchase online and try to grow in Tripura
@@thegreennaturecsn4929 i will try
Mujhe low bp rehta hai kripya btaeiye mere liye konsa accha rhega?
aap ko jo aasani se mil jaye uska upyog kar sakte hai.
Jiske stamp par fruit hey .uske leaf dikhaoo.
okay I will show
Sir ji kya kcha Anjir kha skte h
kacha anjeer khane mein kaisela hota ise pakne ke bad hi khate hai
उत्तराखंड में जिसे बेड़ू, तिमिल और गुलर कहते हैं क्या इन तीनों को ही अंजीर कहते हैं ?
Han
Uttarakhand mai to ye bahut hota hai but mujhe to pata hi nahi tha.
Hmra yaha b hota ha hum kat dataha muja b aj pta lga
Anjeer ka per (tree) Assam neh laganse hoga kya???
Ji bilkul hoga
Bhai main jorhat sai hu, hamare compound Mai paid hai anjeer ka aur phal bhi aate hai usmai
Mujhe ped se paka hua anjeer chahiye kya mil sakta he
okay I'll try
Bhai anjeer kan tree Himachal Pradesh me bi hota hai kya
bilkul hoga bhai lagakar dekhna
Mere Gar me ek tree hai Uska fruit be same fresh anjeer ke Jesha hai bahut bda tree hai Usko hmare side rumble bolte hai kya yeh anjeer ka tree Hoga kya
Himachal me isko dagla bolte hai aaj kal pake hai
Ye gular ka पेड़ है
Fargi gayan na de goolar ko anjeer na bataye
Uttarakhand main bahut hota hain
Up me esko badhal bolte hai shayd
Mp me isko oomar kahte hai bade tree ko
okay
Pahli bar dekha hai sunder
Kya yah gullar hai
ji nahi gular alag hota hai lekin dikhane mein ye gular sa lagta hai
Are hmare gavo Udaipur Rajasthan me ese umbar bolte h bahut khaye bchpn me
okay
हमारे या राजस्थान के जालोर जिला के रानीवाड़ा में इस पेड़ को उबरा बोलते हैं ❤❤❤❤❤❤
ji alag alag jagah Kai namo se Jana jata hai
Humare yha ise bedu bolte hai 😊
bilkul theek ise bedu bhi kahte hai
First bale ko Hamare yahan isko khasra kahte hain...
Or dusre ko trayamblu kehte hain...
okay thanks
uttrakhand me isko timul khte hai
bilkul theek kaha
Sir mere pass second number ka anjeer ka plant he or uspe fal bhi aa rahe he
congratulations
Anjeer Nahi ye gurail hai anjeer alag hotel hai
Ye har jagah paya jata hai hamre yaha bangullar bolte hai
Gular❤❤
ji nahi khaya jata lekin kuchh jagah kachhe aur chhote fruits ki subji banate hai
पहली वाली प्रजाति के पेड़ तो हमारे यहां जंगल में बहुत अधिक है
जी ये पेड़ जंगलो में भी काफी होते हैं
आप कहा से हो
Sandeep bhai ...phle wali vrity chahiye ..plz aap riply kro bro
@@imteyazahmad8004 hlo kaha se ho aap
Can we do grafting of other 2 varieties on the same timila tree
yes
@@thegreennaturecsn4929 actually in my house 2 wild varieties are growing but its raw fruit i dont know which colour finally they will take but one is broad leaf another med leaf
Hmare yaha bahut jada hote h ye. Ham timla Bolte h ise
bilkul sahi timla bhi bolte hai
R u sure uk variety timila is fig only
yes timla is one of variety of fig
Hamaare Himachal m pehle wale ko FEKDE aur dusre wale ko CHIMBBAL kehte h
okay
Ise gular&dumar kahte hai
Ohh bhai aaj pta chla hmari side to anjeer k jungle h phir toh...
thanks
Ab to paisa hi paisa hoga 🤣🤣
Bedu bolte h Uttrakhand main...
okay
Bhai ye to hmare yha bhut hota hai Uttarakhand me ye to bedu hai
bilkul theek ye anjeer ki prajati hai benifit same hai.
इस पौधा का दुसरा नाम भी है सर
कृपया मुझे भी बताएं धन्यवाद
😋😋😋
Thanks
हमारे छत्तीसगढ़ में भी इसे डुमर बोलते है but हमारे यहां poison वाला नहीं पाया जाता।
thanks
डुमर है ना इसे तो मैं बहुत खाया हूं मैं
Bangla te Dumur bole .Many types of bengali dishes made by fig.
भाई हमारी अंजीर के फल गलने लग जाते है क्या करें उसकी जड़ मै बहुत फल लगते है।
ji lagte hai kai prajati hoti hai lekin phayda sabka same hai
यह गूलर का पेड़ है अयोध्या भाषा में 250 ग्राम 198 फ्लिपकार्ट से खरीदा हूं अब नहीं खरीदूंगा😅😅
Bhai sach m gular k patte aise hi hote hai kya..
Please tell the name of Verity
Bhai Anjeer ke paudhe ki Umra Kitni hoti hai aur kaun se kaun se mahine Mein fruit Aate Hain
lagbhag 30. se 40 varsh aur June July month se fruiting chalu ho jati hain
बहुत ही सुन्दर जानकारी
Thanks
Teen me se kaunsa Anjeer khane wala hota hai??
Teeno kha sakte hai
@@thegreennaturecsn4929 nuqsaan to nahi karega junglee wala?
Pregnet लेडी इसमे से कोनसा खा सकती हैं?
Up bihar me ise gular bolate hain
gular dikhane mein aisa lagtta hai lekin dono ek nahi hai
Kya gulri ko anjerr khte hai kya sir
nahi gular aur anjeer alag hai lekin dikhta eik sa hai
Hme is tree ko plant krna chiye
Bilkul thik thanks
Sir hmare than Anjeer ka bhut bda ped he Anjeer me bhut Kide hote hen usko kha nhi sakte hen please koi upy btaia
Ye bedu hmne khub khaye ha
bilkul sahi timil aur bedu dono anjeer family se hi belong karte hai aur nutrition value bhi saman hoti hai
@@thegreennaturecsn4929 bedu ko jyada khane se jeev crek ho jati ha or mirchi khane se jln hoti ha
@@thegreennaturecsn4929 sachi me uttrakhand ha hi kudrat ka khjana
Hmare himachal m ise khasra bolte h
okay
Veery good
Thanks
Bhai hamara Azamgarh up me ise gullar kahte hai
lekin ye gular nahi hai ha dikhne mein ye vaisa hi lagta hai
Hmare yhan ise bedu khte hen
ji bilkul uttrakhand mein ise bedu bhi kahte hai.
Bengal Uttar dinajpur khokshi bolte hai
पहली प्रजाति के पौधे क्या झारखंड में भी हो सकता है।
bilkul ho sakta hai aap laga saktey hain
Dumar hi anjir h 😂😂
Are bhai hum log jharkhand me Ise dumer bolte hain
Isme ss shahad bhi nhi nikal rha
Sir mera anjeer fruit ka size bahut chhota hai aur chhote hi men Pak ke gir jata hai kya kare?
Ji namaskar, ho sakta hai ki anjeer chhote size ka ho kyonki iski Kai prajati hoti hai video mein jo pahle anjeer ka plant dikhya hai ye bhi chhote size ka hai aur baki do plant ke anjeer ka size bada hai phir bhi aap fruiting se pahle leaf mold aur stone dust neem Khali ka prayog kar sakte hain
Hamare yaha toh isko gular bolte hai..
gular sa lagta hai lekin gular alag hota hai
Hmre ghr ke pichay lga hai mujhe kl mummy ne diya todh kr kuch aur hi naam btya jaise ki "kaimree " tha lekin tha bilkul anjeer ki tarah but mummy ne kaha ye nhi hota hai anjeer.....usme toh chotay choray seeds bhi thay andr😅😮
ji bahut chhote aur soft seeds hote hai
Chhattisgarhi me ise dumar kahte hain ye najir ka prajati hai
okay
Bhai ye gular ka phal hai 😊😊😊
Ha Bhai mere ko bhi gular hi lg rha hai
Bhai yaar gular ka prjapati ka hai gula ped ki daal se gghira hua hota he bahut sare phal hote aur thode choote size me hote hein aur ye thode bade size ke hote hue ek tree par jyda nahi hote
Iraqi black fig
Ye gauv me gular ke name se jante h
but gular nahi hai
Ye hamare yeha pe bohot molta hai
okay Thanks