Ek baar 120 rules of grammar achhe se krlo... Baki fir sab practice se aa jayega grammar ka utna kuchh ni hai fir... And bhut log bolte hain Vocab karo vocab kro but to be honest mene aaj tak kahi se koi vocab ni ki.... Kyuki wo retain reh bhi ni pati aur exam mein passage ke according aati hai vocab answer krne ko toh koi matlab nikalta bhi ni hai aese karne ka...@@abhijeetdhote7337
Konsa platform hai
Guidely...
English kaise improve Kiya aapne ,ans plz
Mocks hi deti hoon mein toh sirf aur unka analysis...
@@_RAHI_2002 just mock and analysis reading vgere nhi
@@abhijeetdhote7337 Nahii mocks mein hi kaafi kuchh ho jata hai
@@_RAHI_2002 sry to bother u....but grammer vgere karna chaiye ....ya according to u kaise prepare karna chahiye ENG K Liye ...??? plz ans
Ek baar 120 rules of grammar achhe se krlo... Baki fir sab practice se aa jayega grammar ka utna kuchh ni hai fir...
And bhut log bolte hain Vocab karo vocab kro but to be honest mene aaj tak kahi se koi vocab ni ki.... Kyuki wo retain reh bhi ni pati aur exam mein passage ke according aati hai vocab answer krne ko toh koi matlab nikalta bhi ni hai aese karne ka...@@abhijeetdhote7337
Clerk k prilims me kitna aa raha h
60-70marks
80-90 percentile
Guidely TB PM sabmein hi alag alag aata hai😂