Bhaiya aap har gadi ke bare mein bataiye na Khali aap motor yah fore wheeler six wheeler trans yahi batate Hain crane aur unke bhi bare mein bataiye kaun sa licence lagta hai
A trans license in India is a Heavy Goods Motor Vehicle (HGMV) or Heavy Passenger Motor Vehicle (HPMV) license. TRANS licence se ham dono heavy gadi chala sakte hai bass frk itna hai ki passenger motor vehicle chalane ke liye hame badge billa chahiye hota hai jo ki licence ane ke baad badge no. Mention hota hai licence me isme koi limitation nhi hai
Hello bhai Maine Bihar mein driving licence apply kiye the 2 mahina Ho Gaya yishu hone ka abhi tak driving licence ka card mere Ghar tak delivery Nahin hua hai kitna time lagta hai
Wow nice information ℹ️
So nice of you
Good information 😊
Thanks 😊
Mast bhai
Tnx bhai 💐
Sir jo government job ke liye konsa hmv licence magte hai 10th base par
Govt training school par video upload kijiye
Bhaiya crane chalana hai to usme TR ka banwayenge to usme chala sakte hai ta uske baad spacial crane likhwana padega. Reply me pls
lmv tr licence pe nt car chala sakte hai kya
Bhaiya aap har gadi ke bare mein bataiye na Khali aap motor yah fore wheeler six wheeler trans yahi batate Hain crane aur unke bhi bare mein bataiye kaun sa licence lagta hai
Trans liance से LMV चला सकते है क्या ?
Yes
Trans se truck bus car sb chala sakte hai
A trans license in India is a Heavy Goods Motor Vehicle (HGMV) or Heavy Passenger Motor Vehicle (HPMV) license.
TRANS licence se ham dono heavy gadi chala sakte hai bass frk itna hai ki passenger motor vehicle chalane ke liye hame badge billa chahiye hota hai jo ki licence ane ke baad badge no. Mention hota hai licence me isme koi limitation nhi hai
Hello bhai Maine Bihar mein driving licence apply kiye the 2 mahina Ho Gaya yishu hone ka abhi tak driving licence ka card mere Ghar tak delivery Nahin hua hai kitna time lagta hai
@@desiboss1869 ab tak to aa jana chahiye tha apne RTO office me jake baat kariye
@TechnicalAlokji Bhai main abhi India se bahar hun is Karan RTO office visit nahin kar pa raha hun Koi aur tarika hai ki Nahin
Gujrat me to transh licens hi banta he
Sar Ji mera licence number Patna ka hai aur RTO a raha hai Arunachal Pradesh ka sahi hai galat hai sar ji reply dijiye
Trans and HMV same hi licence hota h bhai
Sab kuch bataya h video me
Hgmv heavy
HMV
Trans se 16 tayar chalega