Is video me humne Axis Bank ke saare Credit Card par jo Interest Rate hume dena parta hai is baare me humne detail se bataya hai. ye interest rate kis tarh se calculate kar ke liya jaata hai hum se ye batane ki kosis ki hai humne
Thank you dude. I really appreciate Maine abhi tk 12 se 15 videos dekh liya pr kisi APR k bare me sahi se kuch btaya nhi. Pr tumhare video me clearly smhaj me aaya APR.
Well explained video! When I watch these sort of videos, I don't expect the author to know everything but expect them to put their full so that it can be understood by mass. PS- 3.6% per month becomes 52.86% per year because the interest is compounded every month. That's why you calculated interest (Rs. 9.70) on the previous interest. It sounds complicated but this is what it is. CI = P (1+ r/100)^n - P Where, P = principal (say 100) r = rate of interest (3.6%) n = number of times interest is compounded per year (12 times, per month basis) Put these values and you will get compound interest (CI) = 52.86% Moreover every time you need to pay 18% GST, so 3.6% per month becomes 4.24% per month incl. GST. So actual interest you pay including everything is: 64.59% Just imagine the number 🙂
Agar aap time par Inka total amount pay kar dete hai to charge nahi lagna chahiye.. Ek aur video aa raha hai jald hi.. bahut saare point cover kiye hai .. stay tune
agar aap due date se pahle pay krte hai apna total due amount to charge nahi lagega. duari baat jab emi par aap koyi product buy krte hai to jitne ka product hota hai utna amount aapke credit card me lock kar diya jata hai emi ke liye. aur agar auto pay ka feature hai aapke credit card me to time par aapka emi amount auto pay ke through pay ho jata hai
Pahle ye check kijiye ki charge kis chij ka liya gya hai kya wo charge fair hai... Agar aapko lagta hai ki charge faltu ka kata gya hai... To aap bank ke toll free par baat kijiye aur unhe boliye ki galt charge lgaya gya hai... Fir wo detail se verify karenge... Agar charge fair hai to Dena padega... Main kaise charge kam karwaya aur kya kya baate ki aur jab bank wale aapki Naa sune to kya karna hai is par video aa raha hai proof ke saath..
hum aapko suggest karenge ki ek baar bank me call kar ke ye clear kijiye ki 15000 payment kaise aaya. and i think ki aapko (late payment charge + gst) + ( Finance Charge + Gst) lgaya gya hai. mera yahi kahana hoga ki bank se baat kar ke pta kijiye aur agar sab sahi hai to ye amount pura pay kijiye jald se jald kyuki aapke is amount par compounding interest lagta jayega.
Bhai agar main full payment kardeta hu data k pehle matlab 10000 outstanding hai due date 4 aug hai main August 4 se pehle 5000+ 3000+ 2000 aise karke toh fine lage ga??
Arey bhaiya Mai bht confuse ho gya hu..mujhe kuch smjh me ni aya..maine flipkart axis bank credit card apply kiya hu..2-3 din me aa v jayega..Mai koi v phn leta hu or uska bill generate 15may ko hua minimum due date 4 june ko h..to uske bich me paisa paid kr skte hai ya ni...or agr kr v skte h to thoda thdoa krke kr skte h ya ni..4 june k phle pura paisa paid kr dunga... fir v interest lgega kya..
agar aapne ek phone buy kiya credit card use kar 10 hjar rupay ka. bil 15may ko generate hua due date 4 june hai. to ab agar aap chahte ki aapko koyi charge nahi lage to 4 june se pahle aapko sara paisa pay krna hai yani 10 hjar rupay sara. agar aap 15may yani jis din aapka bill generate hua aur jo aapka due date hai 4june, is time period me aap thora thora paisa pay krte huye 4june tak pura 10 hjar pay kar dete hai. to aapko charge lagega. lekin agar aap yahi phone credit card ka use kar ke EMI par liye example:- 10 hjar ka phone 3 month ka EMI :- har month ka kitna paisa bana 3334 rs to 3 month tak aapko 3334 rs pay karne hone due date se pahle abhi bhi koyi confusion hai to plz batayiyega
@@profitxpo99 example mera phn 10 hazar ka hai...or mai phn 16 April ko leta hu or mera bill generate 15 may ko hota h or due date 4june ko h...But mai apna paisa jo ki 10 hzar hai wo mai 16April se 15may k Bich me jaama kr deta hu to _Mean( Bill generate k phle kr deta hu) ...to kya isme v mujhe charge dena hoga kya..? Pls reply..
Hi I need help Mera credit bill tha last month 159000 or maine 121000 pay kiya mereko 12033 debit interest with gst pada bank ne aisa kaisa calculate kiya agar maine pura amount nahi pay kiya tho mereko daily interest padega kya?
update report slow hai. is kaarn se agar bahut se se outsending balance show kar raha hai to main aapko suggest krunga ki inhe call kijiye.. nahi to ye log faltu ka charge lgate rahenge
Bhai ... Last month 1400 rs late fee diyethe isbar bar fee debit interest aur ...ab kya karu bhai... Block karnepey ye sab band hoga .. aur block kaise kaise karu 😢
Bhai...agar me Flipkart se EMI me chize leta hoon to wo 16% already ek interest lega aur EMI+ taxes timely pay kiya.... Iske bawajud....3.6% finance charges lagenge kya ❓❓❓
Sir agar mai credit card se mobile Recharge karta hun 500rs. Ka aur 15 tareekh ko bill banta hai, due date 4 se pehle agar full amount pay kar dun to bhi kya interest lagega????????????????????????
Jab aap card activate karte hai tab 590 rs joining fee aapke credit card limit se kaat liya jata hai.. Jab tak aap activate nahi karte hai to koyi charge nahi lagega
charge ya interest tabhi lagega jab aapka card activate hoga. yaha do baat aati hai 1. agar aap card le liye hai aur card ko activate nahi kiya hai ya nahi kar rahe to koyi charge ya fees nahi lagega 2. agar aap card le liye hai aur aapne card ko activate kar liya hai to jaise hi card aapka activate hoga to aapke card me mile huye credit amount se joining fee + GST kaat liya jayega agar card ki joining fee 500 rs hai to total gst lga ke 590 rs aapke card se kaat liya jayega ye charge kaat lene ke baad aap agar ek saal tak is card ko use nahi karte hai to koyi bhi fee and charge nahi lagega lekin jaise hi ek saal complete hoga aur dusara saal enter hoga tab fir se 500 rs Annual Fee + GST aapke credit card se kaat liya jayega
Bhai ek cheez batao mera bill 34000 ka aaya tha aur maine 27500 bhr diya tha fir bhi fine poore amount pe lg gya... Pura fine 1482+18% gst = 1748 rupye ka debit interest lga diya ... Kya ye jayaj h??
ye wahi to chahte hai ki aap 1 rs bhi kam payment kiye apne bill ka to ye pure amount par charge calculate kate hai. aur aap kuch kar bhi nahi skte kyuki inhone apne trms and condition hi aisa bana rakha hai
Maine sara calculation kar ke check Kiya tha.. 3.6% ke hisab se 43.2 annual charge Ab GST 18% lagta hai but ye monthly basis par lagta hai.. But fir bhi main Maan lu jo aap bol rahe hai to gst add krne par 61.2 % hota hai annual charge.. But main ye janta hun gst is trah se financial charge me calculate nahi hota hai.
Mere pass Axis Bank ka credit card hai mein dusre Bank ka credit card apply karna chahta hun card to card kaise apply hoga sarMaybank mein gaya tha sar card se card apply karne ke liye unhone mujhko bola aise apply nahin hota haiSar other Bank ka credit card kaise lu
I am using credit card for last one year but i don't know why they add some amount into my account.😢😢 I confused 🤔 bank not giving interest details clearly 😭😭😭
pahle slow karta tha to sab comment karte the yaar kitna slow bolte ho. to fir main thora fast bolna suru kiya video me. but aapke baato ko dhiyaan me rakhenge
Bro 3.6 % monthly hai but ye compound interest h simple intrest nhi .isliye 52 ho rha h.kyuki isme intrest pr v intrest lgta hai .smjhe bhai.jaise agr 1st month 10% hua to 2 month ke baad 20% nhi hoga 21% hoga compund se so 53.% hua h
@@profitxpo99 jaise ki sir mera bill date 4 june rhega ... Or avi 15 may ki bill generate hota h.. Toh hm 4 June se phle thoda thoda payment nhi kr skte
Nahi, aisa to bilkul bhi mat kijiyega.. For example Aapka bill generate hua 5000 rs ka aur bill aapko 4 June Tak pay kar Dena hai. Aap ek baar pay nahi kar ke Thora thora pay karte hai.. Jaise 17 may ko 1000 kijiye Fir 20 may ko 1000 kiye Fir 24 may ko 1000 kiye Aur is trah 4 June se pahle aap pura pay kar dete hai.. Lekin jis jis din aap pay krte hai us us din se aapka interest rate calculate Kiya jayega. Matlab aapka internet aur jada banega.. Credit card se bank isi interest rate se kamata hai..
Is video me humne Axis Bank ke saare Credit Card par jo Interest Rate hume dena parta hai is baare me humne detail se bataya hai. ye interest rate kis tarh se calculate kar ke liya jaata hai hum se ye batane ki kosis ki hai humne
Ye bina khride bhi kuch charge lgta hai kya bhai
@@anjuljumperbadshah6019 ha
Compound interest lagaya hoga
Kash aise school me padhaya jata..😮...Bhaiya desh ko aap jaise logo ki jrurat hai❤ keep growing ❤
Thank you
@@profitxpo99lekin school me to sex education di jati h😂
Thank you dude. I really appreciate
Maine abhi tk 12 se 15 videos dekh liya pr kisi APR k bare me sahi se kuch btaya nhi. Pr tumhare video me clearly smhaj me aaya APR.
thank you so much video pasand karne ke liye❤
Bhut accha explain Kiya apne aur mein yahi bolungi bekar hai card jitna deta nhi double wasul leta hai 😢
Very good explanations sir
And your voice is very nice to hear.
Well explained video! When I watch these sort of videos, I don't expect the author to know everything but expect them to put their full so that it can be understood by mass.
PS- 3.6% per month becomes 52.86% per year because the interest is compounded every month. That's why you calculated interest (Rs. 9.70) on the previous interest.
It sounds complicated but this is what it is.
CI = P (1+ r/100)^n - P
Where,
P = principal (say 100)
r = rate of interest (3.6%)
n = number of times interest is compounded per year (12 times, per month basis)
Put these values and you will get compound interest (CI) = 52.86%
Moreover every time you need to pay 18% GST, so 3.6% per month becomes 4.24% per month incl. GST.
So actual interest you pay including everything is: 64.59%
Just imagine the number 🙂
Thank you
Bro would i have to pay intrest if i pay all in one day?
3.6 per month but jb per annum calculate kranga to agr simple intrest hai to 42% hota but axis bank compound interest lata hai to 52 aprox jayaga
hmmm...
Bhai hamne credit card se1 rupay ki bhi shopping nhi ki to card rakhne ka koi charge lagega kya.
Plzzz reply me🙁🙁
You're really great. You saved me before applying Axis Bank credit card.
Sir 20 may ko mene 10000 ka phone liya or 15june ko bill pay kar diya pura 10000 to bhi intrest lagega kya mujhe
Nahi
Due date ke pahle pura Paisa pad kare na ki minimum, tabhi bacha ka sakta hai, bahut behatrin video hai 👌😃
❤
Due Date Se pahle Full payment Karne pe ?? Charges ?? Lagte h ya phir only 10000 pay karna h
Maine Rs 47730 outstanding ki 2322 +GST diya hoon
Jab ham pura amount due date tak bhar dete to yah charge 3.6% ka byaj nahin lagega na sir .?
Due date se pahle aap agar sara amount pay kar dete hai to charge nahi lagenge..
Hi bhaiya plz reply dedo mera monthly emi kitni par karni hogi
Bhai agar time se pehhle hi total Amount pay kardete hai tu koi Charge lagega ki NH
Sir agar Total amount pura dene se charge lage ga yaa nhi sir??
Agar aap time par Inka total amount pay kar dete hai to charge nahi lagna chahiye..
Ek aur video aa raha hai jald hi.. bahut saare point cover kiye hai .. stay tune
Very good video is trh kisi ne nhi bataya abhi tak
Kash jitna accha aur funny way me samjhaya agar mere master ne mujhe aese padhaya hota to aaj meri khud ki ek bank hoti😅😅
😂😂😂 thanks
😂😂😂
to aa jao padane hum per phir kahna vo bhi physics ek dum mast way me 😅😅
Agar due se pahle hi payment kar de to, kya tab bhi 3.6% charge lagta hai?
Time to time emi pay karanse to nhi lagega na entrest?
agar aap due date se pahle pay krte hai apna total due amount to charge nahi lagega.
duari baat jab emi par aap koyi product buy krte hai to jitne ka product hota hai utna amount aapke credit card me lock kar diya jata hai emi ke liye. aur agar auto pay ka feature hai aapke credit card me to time par aapka emi amount auto pay ke through pay ho jata hai
@@profitxpo99 thanks 🙏 auto debit achha rahega na
Nahi Bhai timer per payment karne per bhi principle amount+ intrest dono legenge
Very good sir👍
Video only one in this topic❤
Thank you meri jaan mera confusion ab door huwa hai sir sukriya Bhai love you so much
❤
Acha lga aapka vedio
Bhaiya ji credit card ka full payment karne ke baad bhi koi interest kagta hai kya please reply Bhai ji
full payment time par karte hai ko nahi lagega ek rupay bhi baki raha to ye interest lga dete hai
Sir emi pr phone lena hai and uska 9m ka Emi 2400 pdta hai to usme v interest lgega
Ji ha.. emi interest calculator kar ke hi banaya jata hai..
मुझे 25000 की लिमिट मे 2 महीने मे 7000 का चार्ज लगा है टोटल aoutstding 32000 something हो रहा है तो क्या करू... क्या मेरा चार्ज कम होगा
Pahle ye check kijiye ki charge kis chij ka liya gya hai kya wo charge fair hai... Agar aapko lagta hai ki charge faltu ka kata gya hai... To aap bank ke toll free par baat kijiye aur unhe boliye ki galt charge lgaya gya hai... Fir wo detail se verify karenge...
Agar charge fair hai to Dena padega...
Main kaise charge kam karwaya aur kya kya baate ki aur jab bank wale aapki Naa sune to kya karna hai is par video aa raha hai proof ke saath..
Due Date Pe... COMPLETE 10000 ka payment karne pe kitna charge lagega???
Credit card se emi pe mobile purchase karte hai to monthly charge lagta hai ya nahi
Bhai last me yh nhi bataya ki 10 hjar ka mobile liya tha total kitne Dene pade
agar mai min due ki jagah full amount pay kar du to kya fir bhi charges lagega
Does it applicable on emi?
Bhai...0 joining fee ..0 anual fee wala pe bhi..same... condition h..?
Ji ha.. jo charges hai wo sabhi par apply hota hai..
@@profitxpo99 agar hum usko activate n kre to....??
Kuch nahi hoga.. 2 se 3 mahine ke baad credit card deactivate ho jayega..
Nice,, achcha samjha
sahi bola ..main ne credit card Parmanent close kar diya . Shir Dard hai credit card
Sir fir jaise mai iphone liya 50000 ka or 16%PA pe toh jitna /month bnega usko 4 tk bhrna hai na due amount nhi bhrna kbhi?
Sir, ager hum pura amount pay kar dete hai deu date ke auge tab to koi interest nahi lage ga
Sir agar maine har mahine due date se pahle total due ammount pay kar de raha hu to fir bhi 3.6% interest lagega ? Please reply
50000 thousand credit sa used kiya but not paid single payment upto 14 months how much amount I have to paid
Sir
Mera 1 question hai
Ager m flipkart app se hi recharge ya bill pay kru to kya 1.5% ka cashback milega ya 5% ka milega? Please reply
ye batana pana abhi mere liye muskil hai kyuki aaj tak maine flipkart se koyi recharge ya bill pay nahi kiya hai
20may ko 10000 phone liya 4july payment duo date ko total payment 10000 aayega ya phir usme bi interest lagta hai
No interest
Very good job
Mere har mahine 99 rupees gst
500 ka over limit change
1200 ka intrest
😮👍
Very good information bro,Yeh axis Bank walo ne loot macha rakhi h
Yeah thanks
Bhai superb ❤ explain kia aapne thanks for knowledge 🙏🎉
❤
Pichhle month mera payment 8k generate hua tha hm soche next month payment krege something 800-900 hoga fine ab iss month mera 15000 payment aaya hai aise kaise
hum aapko suggest karenge ki ek baar bank me call kar ke ye clear kijiye ki 15000 payment kaise aaya. and i think ki aapko (late payment charge + gst) + ( Finance Charge + Gst) lgaya gya hai. mera yahi kahana hoga ki bank se baat kar ke pta kijiye aur agar sab sahi hai to ye amount pura pay kijiye jald se jald kyuki aapke is amount par compounding interest lagta jayega.
Bhai agar main full payment kardeta hu data k pehle matlab 10000 outstanding hai due date 4 aug hai main August 4 se pehle 5000+ 3000+ 2000 aise karke toh fine lage ga??
sir agr hm time pr amount pay kr de phir bhi charges lgega ya nhi
Same question bro
Arey bhaiya Mai bht confuse ho gya hu..mujhe kuch smjh me ni aya..maine flipkart axis bank credit card apply kiya hu..2-3 din me aa v jayega..Mai koi v phn leta hu or uska bill generate 15may ko hua minimum due date 4 june ko h..to uske bich me paisa paid kr skte hai ya ni...or agr kr v skte h to thoda thdoa krke kr skte h ya ni..4 june k phle pura paisa paid kr dunga... fir v interest lgega kya..
agar aapne ek phone buy kiya credit card use kar 10 hjar rupay ka.
bil 15may ko generate hua due date 4 june hai. to ab agar aap chahte ki aapko koyi charge nahi lage to 4 june se pahle aapko sara paisa pay krna hai yani 10 hjar rupay sara.
agar aap 15may yani jis din aapka bill generate hua aur jo aapka due date hai 4june, is time period me aap thora thora paisa pay krte huye 4june tak pura 10 hjar pay kar dete hai. to aapko charge lagega.
lekin agar aap yahi phone credit card ka use kar ke EMI par liye
example:-
10 hjar ka phone
3 month ka EMI :- har month ka kitna paisa bana 3334 rs
to 3 month tak aapko 3334 rs pay karne hone due date se pahle
abhi bhi koyi confusion hai to plz batayiyega
@@profitxpo99 example mera phn 10 hazar ka hai...or mai phn 16 April ko leta hu or mera bill generate 15 may ko hota h or due date 4june ko h...But mai apna paisa jo ki 10 hzar hai wo mai 16April se 15may k Bich me jaama kr deta hu to _Mean( Bill generate k phle kr deta hu)
...to kya isme v mujhe charge dena hoga kya..?
Pls reply..
Hi I need help
Mera credit bill tha last month 159000 or maine 121000 pay kiya mereko 12033 debit interest with gst pada bank ne aisa kaisa calculate kiya agar maine pura amount nahi pay kiya tho mereko daily interest padega kya?
Hn bhai
Agar pura pay nahi kra hn to bank interest jitne ka bill tha us pe lega ur fir jo bacha hn uspe lega
20k ka item online emi par bay karte hai to kay charges lagenge
Axix myzone
Bhai 4 tarik se pehle agar mai full payment kar detahun to charges lagega.
agar aap time par payment karte hai ki charge nahi lagega
Bhaiyaa maine 1800 diyaa debit interest
What is debit charges in credit card
Simple si bat h kabhi bhi minimum amount due ko mat pay karo
Yr mera koi bi pending payment ni he phir bi pta ni kyu outstanding amount ay rha he mko
update report slow hai. is kaarn se agar bahut se se outsending balance show kar raha hai to main aapko suggest krunga ki inhe call kijiye.. nahi to ye log faltu ka charge lgate rahenge
Bhai ... Last month 1400 rs late fee diyethe isbar bar fee debit interest aur ...ab kya karu bhai... Block karnepey ye sab band hoga .. aur block kaise kaise karu 😢
Bhaiya credit card ka bill konse date ko pay krna chaiye
bil generate hone ke baad jo due date hoga us due date se pahle aapko sara paisa pay krna hai.
Thank you
Bhai...agar me Flipkart se EMI me chize leta hoon to wo 16% already ek interest lega aur EMI+ taxes timely pay kiya....
Iske bawajud....3.6% finance charges lagenge kya ❓❓❓
Muje bhi yahi puchna hai
Apka kya huwa
Sir agar mai credit card se mobile Recharge karta hun 500rs. Ka aur 15 tareekh ko bill banta hai, due date 4 se pehle agar full amount pay kar dun to bhi kya interest lagega????????????????????????
Nahi lagta agar full pay kronge to
What if i don't do any transaction
Then still i have to pay the intrest or wt...
Actually doing it for only cashback 😅
very good information you have given sir very appreciate👍
add kar diye hai aapka channel
thumbnail par aapko kaam krna hai thora. aur kuch bhi puchhna ho to aap instagram par dm kar lijiyega
@@profitxpo99ok 😊
Credit Card के दुनिया का काला सच 💯👍
👤🙂
Bro questions answers padha mujhe bohot daar laga !!Ek baat bolo bro card ko block kiye kare ????
Bhut achhe se explain kiye hai aap lekin agar minimum due date amount ni pay kie to kitna interest lgega next month
3.6% ,per month on due amount
Gajjab tarika tha bhai samjane ka
Bhai maine Flipkart credit card recieve kiya hai by post, lekin maine usko khola bhi nhi, mera joining charge katega kya? 500 rs
Jab aap card activate karte hai tab 590 rs joining fee aapke credit card limit se kaat liya jata hai..
Jab tak aap activate nahi karte hai to koyi charge nahi lagega
@@profitxpo99 ok bhai, main activate nhi karunga, bekar hai ekdum
Sir credit card le raha hu pr estemal nhi krunga to bhi charges ya interest lagega
charge ya interest tabhi lagega jab aapka card activate hoga.
yaha do baat aati hai
1. agar aap card le liye hai aur card ko activate nahi kiya hai ya nahi kar rahe to koyi charge ya fees nahi lagega
2. agar aap card le liye hai aur aapne card ko activate kar liya hai to jaise hi card aapka activate hoga to aapke card me mile huye credit amount se joining fee + GST kaat liya jayega agar card ki joining fee 500 rs hai to total gst lga ke 590 rs aapke card se kaat liya jayega
ye charge kaat lene ke baad aap agar ek saal tak is card ko use nahi karte hai to koyi bhi fee and charge nahi lagega lekin jaise hi ek saal complete hoga aur dusara saal enter hoga tab fir se 500 rs Annual Fee + GST aapke credit card se kaat liya jayega
@@profitxpo99 thanks sir💗🙏
Compounded rate is 52.86% 100+3.6% +3.6%.... 12times
thanks
Very nice explain sir ❤❤
Thanks for liking
Hi bhaiya plz reply dedo mene I phone 14 mangwaya he total price 57094 he with charger kitne Dene padenge par month
ye aapke axis bank ke app par show kar raha hoga ki kitne ka emi bana hai aapka agar aap axis bank ke credit card se order kiye hai to
Bhaiya agar dues date se pehle pay or du ,mtlb 20 days mein purchase ke baad.tb bhi interest lagega
due date se pahle agar aap total amount pay karte hai to charge nahi lagenge
@@profitxpo99 thanku bhaiya
Bhai ek cheez batao mera bill 34000 ka aaya tha aur maine 27500 bhr diya tha fir bhi fine poore amount pe lg gya...
Pura fine 1482+18% gst = 1748 rupye ka debit interest lga diya ...
Kya ye jayaj h??
ye wahi to chahte hai ki aap 1 rs bhi kam payment kiye apne bill ka to ye pure amount par charge calculate kate hai. aur aap kuch kar bhi nahi skte kyuki inhone apne trms and condition hi aisa bana rakha hai
Is trike se to bhai , agr hum due date se phle bhi payment krdete hai to bhi hme , charges lgnge . plz explain
charge se hi to inka business chahta hai.
@@profitxpo99 mtlb kis chij ka charge pdega jb hm phle hi payment krdenge ?
52 per annum issley hai kyuki 3.6 + taxes
Maine sara calculation kar ke check Kiya tha.. 3.6% ke hisab se 43.2 annual charge
Ab GST 18% lagta hai but ye monthly basis par lagta hai..
But fir bhi main Maan lu jo aap bol rahe hai to gst add krne par
61.2 % hota hai annual charge..
But main ye janta hun gst is trah se financial charge me calculate nahi hota hai.
Jab ham pura due amount pay kr dete hain tab to ye 3.6% nahi lagta na??
Mere pass Axis Bank ka credit card hai mein dusre Bank ka credit card apply karna chahta hun card to card kaise apply hoga sarMaybank mein gaya tha sar card se card apply karne ke liye unhone mujhko bola aise apply nahin hota haiSar other Bank ka credit card kaise lu
BIG THANKS 😊
Welcome!
Thanks bhai ❤❤❤
Brother
APR ke bare me detail video please
Very helpfull video.
Thank you
Agar full payment karu hamesha tho interest lagega Kiya ?
agar timely aap payment karte hai to interest nahi lagega
bahut achi jankari bhai
Sir please aur bhi aaise vedio banaye on credit card.
Debit intrest kya hai bhai ?
Very informative video
If i paid all the due payment in time limit then how this interest rate 3.6%work
agar time se apne bill ko pay karte hai to ye 3.6% charge aap par laun nahi hoga
Time to time pay karne par kitna interest laagu hoga
I am using credit card for last one year but i don't know why they add some amount into my account.😢😢 I confused 🤔 bank not giving interest details clearly 😭😭😭
i can understand your feelings
Bhai thoda slaw explained karo
pahle slow karta tha to sab comment karte the yaar kitna slow bolte ho. to fir main thora fast bolna suru kiya video me. but aapke baato ko dhiyaan me rakhenge
Agr time to time bill pay krenge to bhi interest lgega
nahi
Interest rate plus + applicable gst
Good👍👍
Helpful video sir
Thanks and welcome
Bro 3.6 % monthly hai but ye compound interest h simple intrest nhi .isliye 52 ho rha h.kyuki isme intrest pr v intrest lgta hai .smjhe bhai.jaise agr 1st month 10% hua to 2 month ke baad 20% nhi hoga 21% hoga compund se so 53.% hua h
👍
Bhai meri Aankhen khol thank you bro
👍❤
Good video vai 😮😮
Thank you
Ager sir g 10000 me se hm 2k ,3k krke payment krte h ..date se phle firve ye intreste lgega
Ji ha.. fir bhi lagega..
Isliye jab bhi payment kijiye jitna aapka bill aaya hai sara kijiye
@@profitxpo99 jaise ki sir mera bill date 4 june rhega ...
Or avi 15 may ki bill generate hota h..
Toh hm 4 June se phle thoda thoda payment nhi kr skte
Nahi, aisa to bilkul bhi mat kijiyega..
For example
Aapka bill generate hua 5000 rs ka aur bill aapko 4 June Tak pay kar Dena hai.
Aap ek baar pay nahi kar ke
Thora thora pay karte hai..
Jaise 17 may ko 1000 kijiye
Fir 20 may ko 1000 kiye
Fir 24 may ko 1000 kiye
Aur is trah 4 June se pahle aap pura pay kar dete hai..
Lekin jis jis din aap pay krte hai us us din se aapka interest rate calculate Kiya jayega.
Matlab aapka internet aur jada banega..
Credit card se bank isi interest rate se kamata hai..
@@profitxpo99 sir 🙏. Aisa toh kisi or card m nhi hota h
Jaise ki mera sbi ka ka h due date se phle hn thoda thoda payment krte h
@@profitxpo99. And thank you Sir ji 🙏
Financial charge se kaise bache
timely payment kijiye bs yahi ek option hai
Bhut sahi good 👍
thank you
Intrest rate aage se bi lenge aur piche se bi lenge 😂😂😂
Good job bro😊👍
Thank you so much 😀
Thanks bro very informative video
Glad you liked it❤
Ek Video EMI Transaction Par Please 🙏
ji bilkul
Axis bank ka credit card sabse Kharar hai. Icici & hdfc ke comparison