Bahut bahut shukraguzaar hun aapka, Naseer ji ka aur us dost ka jisne mujhe is channel se milwaya...Aisi saadgi...aisa tharaav...Kahaan dekhne ko milta hai aajkal...
Samajh lijiye ki ye video mukammal ho gaya. Is 11 minute ke video ko dekhne ke baad maine Gulzar sahab ka 'Ghalib' dhunda aur 6 ghante ka wo video dekhna shuru kar diya hai aur doosre hi episode me Ghalib sahab ka aam ke prati lagav bhi dikh gaya. kamaal hai aap log, ghalib sahab, gulzar sab aur Naseer sahab. Dhanyawad aisi mahan kriti se parichay karane ke liye.
Ghalib shaib has written a Kasida (ghazal of 25 verses in praise) for "AAM"... one of the line from that Kasida is ... "aapko khabar kya hai, aam ke aage neshkar (sugarcane) kya hai?"
@@mitalisen8139 Baare aamon ka kuch bayaan hojaay Khama nakhl e rutba fishaan hojaay Aam ke aage pesh jaave khaak Phodta hai jale phapoole taak Mujse poocho tumhe khabar kya hai Aaam ke aage neshkar kya hai Saaya uska huma ka saaya hai Khalk par woh khuda ka saaya hai
@@UrduStudio1 Baare aamon ka kuch bayaan hojaay Khama nakhl e rutba fishaan hojaay Aam ke aage pesh jaave khaak Phodta hai jale phapoole taak Mujse poocho tumhe khabar kya hai Aaam ke aage neshkar kya hai Saaya uska huma ka saaya hai Khalk par woh khuda ka saaya hai
Gulzar Saab ne Ghalib jaisy series likh kar aur Naseer Uddin Shah ne Ghalib ka role is qadar Shandaar andaz mein nibha kar mujhe jaisy Ghalib k mureedon par ehsan kiya hai.
++++++++++++ Naseeruddin Shah is one AWESOME actor, he is irreplaceable. Gulzar Saab, Naseeruddin Shah and Jagjit has done wonders for creating the drama "Mirza Ghalib".......
Naseer sahab.itne saalon baad phir mirza ghalib ke saare episode dekhe.maza aa gaya.kya kahain.jagjit gulzar aur aapka combination to ekdum deadly hai.awaz ki gehrai aap logon ki ek si hi hai.pata hi nahi chalta jagjit ji ne kab khatm kiya aur aapne kab shuru kiya.ye to afsos hai ki ghalib galat waqt main hue jab firangiyon ka bolbala ho gaya
Meer toh bass Meer the aur Meer sa koii nahii,Haan ! Magar Ghalib ke jaisa bhii nahii dooja hua.-Avtar singh "Jasser" Absolutly a video worth watching. Ghalib Saab the great personality. Congratulations to the whole crew involved in the creation of this beautiful video.
I love India. I love urdu. Dil toot jaata hai jab log faltu mein jhgde ki baat karte hain. hum yahi hain..........mere bhaiyon please sab ek ho jao. apne mulk se pyar karo. apni zubano se pyar karo........ Jai hind
Naseer Sahab ki umdha awaz ke kya khne. Urdu studio fab job incredible stuff guys but plz bring Mr Annu Kapoor on board grt actor awsm oratr n a terrific wizard witty as wl
مجھے تو خود اچھی اردو بولنے اور سیکھنے کا بہت شوق ہے لیکن آج کل لوگ زیادہ تر انگریزی زبان کو اہمیت دیتے ہیں لیکن اردو جیسی زبان اور کوئی نہیں ہے دنیا میں
Insaan khud ko samjhnay mein bara time lagata hai aur shaur kee har manzil par apnay nafs kay bukhal say mayoos bhee hota hai magar waqai khud ko samjh bhee naheen pata. Kiseee aur ko samjhna waqai na mumkin hai. Isi liyee every acting masterpiece is the best interpretation of a great script and how actor may envision the protagonist or antagonist. It is not necessarily true portrayal of anything but memorable presentation of a version which resonates with audience. Naseer ud Din has indeed done multiple acting masterpieces and provided amazing life to characters played by him.
Damn Sir you are mesmerising, there is no doubt that you are a phenomenal actor and even a better story teller, but with even perhaps a rehearsed "interview", you still are one of those few actors like Om Puri with gravitas..something that current day actors dont have
Nasir sir and Gulzaar sab its a humble request that this serial should be made once again with better equipments and with new technology , its will be a great tribute to Ghalib ji and Jagjit sir . When movies like Devdas can be made twice then why not Mirza Ghalib, he is immortal and his legacy should continue to remain in the minds of up coming generation. It is only possible with you two sir ,,,, Please give it a thought.
Mr Nasseruddin Shah,Sir aap ki aawaz mein sab kuch sunana achha lagata hai.you make me want to read Oscar Wilde ,Shakespeare,Galeeb.I hope you live long and do things to influence us and new generation of indians .
Thanks Urdu Channel.. But Yeh dil mange more... ya thats right. Can u add some more original videos with Naseer Ji with some Mirza Ghalib poetry / shers or nazms. Would be thankful to you.
हैं और भी दुनियां में सुखनवर बहूत अच्छे................ कहते हैं कि, ग़ालिब का हैं अंदाज-ए-बयाँ और ....... हम खुशनसीब हैं जो ग़ालिब के देश में पैदा हुवे....
If i may say, the sher which naseer sahab says that he used to read out in his school time, which was not of ghalib is, 'Ch**yo ki kami nahin ghalib... Ek dhundho chaar milte hain... ' The purpose of posting it is not to propagate vulgarity of any kind in any way, but to save the Ghalib fans or Naseer fans from the any unnecessary curiosity. Also maybe Naseer saab is now a man too big to say out these things out loudly, but people like me can do the dirty job on their part ;). BTW sher comes extremely handy in aligarh where you go to out meet a friend at a chai sutta corner and end up seeing a bunch of people waiting for you.
Urdu Studio Koyal ki aawaz aa rahi thi background mein.. Bambai men aap koyal kahan se le aaye? Aur naseer sahab se kahiyega, agar keh sakein ton, ke ghalib ko ghalib sahab na kaha karein...Ke takhallus to betakalluf hota hai..Mirza Asadullah Beg Khan sahab to wajib hai kehna par Ghalib sahab kehna theek nahin..Halaki ye mehez riwayat hai ke usloob hain, mujhe iska ilm nahin lekin Naseer sahab pehle aise shaqs hain jo shyad Ghalib sahab lafz istemaal karte hain.
Ghalib shaib has written a Kasida (ghazal of 25 verses in praise) for "AAM"... one of the line from that Kasida is ... "aapko khabar kya hai, aam ke aage neshkar (sugarcane) kya hai?"
what a treat for a ghalib and nasir fan!!!!!
शुक्रिया!
Right🙂
Bohat khushi hui naseer sab ko aap ke channel pe dekh ke
:)
Bahut bahut shukraguzaar hun aapka, Naseer ji ka aur us dost ka jisne mujhe is channel se milwaya...Aisi saadgi...aisa tharaav...Kahaan dekhne ko milta hai aajkal...
आभार!
Samajh lijiye ki ye video mukammal ho gaya. Is 11 minute ke video ko dekhne ke baad maine Gulzar sahab ka 'Ghalib' dhunda aur 6 ghante ka wo video dekhna shuru kar diya hai aur doosre hi episode me Ghalib sahab ka aam ke prati lagav bhi dikh gaya. kamaal hai aap log, ghalib sahab, gulzar sab aur Naseer sahab. Dhanyawad aisi mahan kriti se parichay karane ke liye.
शुक्रिया ऋषभ!
Listen to kader khan explaining galib in kuwait and listen to song sung by rahat fateh ali khan on galib sher....
Kitni saari baatein kah gaye - golden words of wisdom.
शुक्रिया!
Ghalib shaib has written a Kasida (ghazal of 25 verses in praise) for "AAM"... one of the line from that Kasida is ... "aapko khabar kya hai, aam ke aage neshkar (sugarcane) kya hai?"
Please share the entire piece if you can.. thank you:)
Share the entire piece please 🙏
@@mitalisen8139 Baare aamon ka kuch bayaan hojaay
Khama nakhl e rutba fishaan hojaay
Aam ke aage pesh jaave khaak
Phodta hai jale phapoole taak
Mujse poocho tumhe khabar kya hai
Aaam ke aage neshkar kya hai
Saaya uska huma ka saaya hai
Khalk par woh khuda ka saaya hai
@@UrduStudio1 Baare aamon ka kuch bayaan hojaay
Khama nakhl e rutba fishaan hojaay
Aam ke aage pesh jaave khaak
Phodta hai jale phapoole taak
Mujse poocho tumhe khabar kya hai
Aaam ke aage neshkar kya hai
Saaya uska huma ka saaya hai
Khalk par woh khuda ka saaya hai
A legend speaking about another legend!
yeah
Gulzar Saab ne Ghalib jaisy series likh kar aur Naseer Uddin Shah ne Ghalib ka role is qadar Shandaar andaz mein nibha kar mujhe jaisy Ghalib k mureedon par ehsan kiya hai.
This’s the way to judge a person, how in a relaxed & easy way, he explained. One of the best interview.
++++++++++++ Naseeruddin Shah is one AWESOME actor, he is irreplaceable. Gulzar Saab, Naseeruddin Shah and Jagjit has done wonders for creating the drama "Mirza Ghalib".......
No doubt about that:)
Naseer Shahab ko dekh ke hi dil khush ho jata h
i could just listen to him talk all day long
Awesome I love Ghalib n Naseer sahab both and I learn and tell poetry to everyone
Naseer sahab it is a pleasure listening, you are the real art of Bollywood hats off sir.
He is really something!
Naseer sahab.itne saalon baad phir mirza ghalib ke saare episode dekhe.maza aa gaya.kya kahain.jagjit gulzar aur aapka combination to ekdum deadly hai.awaz ki gehrai aap logon ki ek si hi hai.pata hi nahi chalta jagjit ji ne kab khatm kiya aur aapne kab shuru kiya.ye to afsos hai ki ghalib galat waqt main hue jab firangiyon ka bolbala ho gaya
:)
Meer toh bass Meer the aur Meer sa koii nahii,Haan ! Magar Ghalib ke jaisa bhii nahii dooja hua.-Avtar singh "Jasser"
Absolutly a video worth watching.
Ghalib Saab the great personality.
Congratulations to the whole crew involved in the creation of this beautiful video.
शुक्रिया अवतार साहब!
Meer ya ghalib who is better
Meer is 'khuda e sukhan'
Dil se Kane alfaz sedhay dil par urartay hain. Aur sach har koi nahi bolta aaj kal. Naseer sb. waqae me azeem insan hain. Shukriya sunwane ka.
*kahe
Nassir sir great artist and actor. Mirza Galib ke role me apko dekhe, great sir. Allah apko tandurast rakh he.
I love India. I love urdu. Dil toot jaata hai jab log faltu mein jhgde ki baat karte hain.
hum yahi hain..........mere bhaiyon please sab ek ho jao. apne mulk se pyar karo. apni zubano se pyar karo........
Jai hind
OMG....fall in luv with this remarkable urdu studio.
What a visualization, music, voice, environment....outstanding
Shukriya Furqan!!
6:00 - amazing presence of mind of the cinematographer.
Autofocus of the camera I presume
Love u naseer sir......I salute to a great human being, great personality!....
Adab ki khidmat karta channel... bht bht shukriya ;-)
Shukriya!
what a beautiful channel and content....definitely I'm going to perform on any ghazal of mirza ghalib ❤
Perform?
I'm a classical and belly dancer...wanna do a very interesting fusion on ghalib poetry
welldon ...do it quickly nd also snd me link
So, You did that?
feeling bless about urdu language given gifted to such great indian people..
we expect more work on habib jalib,faiz,allama n mir frm urdu studio
जी, हम कोशिश करते रहेंगे।
आपने सुलेमान ख़तीब का नाम सुना है वैसे?
ua-cam.com/video/BjFxC8kRVc8/v-deo.html
Urdu is the best language...gaalib sahab, gulzarji and naseer ji are the treasure of talent..
I took a lot of informations about Ghalib from this serial truly amazing production.., ♥️
great video thanks
Naseer Sahab ki umdha awaz ke kya khne. Urdu studio fab job incredible stuff guys but plz bring Mr Annu Kapoor on board grt actor awsm oratr n a terrific wizard witty as wl
Thanks very much Naseeruddin saheb for the best speech and the best acting in movies .Aadav.
My favourite Actor Naseeruddin Shah sir
i still remember time when he visited in Lahore at NCA college where i listened to his acting time ☺
only Naseer Saab can make even something like eating a mango look so romantic
مجھے تو خود اچھی اردو بولنے اور سیکھنے کا بہت شوق ہے لیکن آج کل لوگ زیادہ تر انگریزی زبان کو اہمیت دیتے ہیں لیکن اردو جیسی زبان اور کوئی نہیں ہے دنیا میں
Thanks for sharing with us.
Credit goes to Nasser SB keeping decent Urdu alive among slang languages maja agaya . fir bolo . mujhy chyeh . etc etc .
:)
Nice speech about greatest poet ghalib sb
Insaan khud ko samjhnay mein bara time lagata hai aur shaur kee har manzil par apnay nafs kay bukhal say mayoos bhee hota hai magar waqai khud ko samjh bhee naheen pata. Kiseee aur ko samjhna waqai na mumkin hai. Isi liyee every acting masterpiece is the best interpretation of a great script and how actor may envision the protagonist or antagonist. It is not necessarily true portrayal of anything but memorable presentation of a version which resonates with audience. Naseer ud Din has indeed done multiple acting masterpieces and provided amazing life to characters played by him.
kya e Legend Log aur kya e Legend Channel Ummaaaah
the versatile actor Nasser sir.....
Aap jaise log desh ki jaan hai sahab
..salute Nasir sir
Bohot shukriya iske liye!
I love this man !!! He is a living legend !!
No doubt!
Thank you for this guftagoo.
Damn Sir you are mesmerising, there is no doubt that you are a phenomenal actor and even a better story teller, but with even perhaps a rehearsed "interview", you still are one of those few actors like Om Puri with gravitas..something that current day actors dont have
👌 wah ab mujhe fir neend nahi aaegi :)
:)
Nasir sir and Gulzaar sab its a humble request that this serial should be made once again with better equipments and with new technology , its will be a great tribute to Ghalib ji and Jagjit sir . When movies like Devdas can be made twice then why not Mirza Ghalib, he is immortal and his legacy should continue to remain in the minds of up coming generation. It is only possible with you two sir ,,,, Please give it a thought.
अब वो रानाई-ए-ख़याल कहाँ..
مزہ آگیا۔ آپ کے چینل کی ترقی کے لیئے دعا گو ہوں۔
Bitly Toobna Ok jan
Nooni toon.. Kesa dia tmhare quaid ko? Mujhay kiun nikala? Tmhe kya? hahaha Ham youthia aur tm chutia.
What a wonderful presentation
i m fan of these three legends Gulzar saab Ghalib & one an only nasir saab
King of stage ...
kmaaaal ye bnda I like him greatttt
I m a true fan of yours naseer sahab
:)
hai Aur bhi duniya me
sukhanwar Bahut achhe..
kehte hai ke Ghalib ka
hai Andaz e bayan aur..
We want more...:p
जल्द ही!
چینل کا نام اردو سٹویو۔۔۔ اور آپ لکھ ہندی میں رہے ہیں۔۔ تعجب ہے۔
I m a writer and m also big fan of Mirza Galib
thank you so much
Mr Nasseruddin Shah,Sir aap ki aawaz mein sab kuch sunana achha lagata hai.you make me want to read Oscar Wilde ,Shakespeare,Galeeb.I hope you live long and do things to influence us and new generation of indians .
Great . very interesting
made my day! :)
:)
How beautiful 😊🧡🙏🙌🙏
Har ek video mae unlike button dabhaata kaun hae? Naseer saab toh Hindi aur Urdu bhaasha ke maahir hae
hoga koi chu***a
is baat ka jawaab usi sher mein hai jo Nasir sahab kah nahin paaye. :D "Ek dhundho to hajaar milte hain" wala. :D
आज कुछ और माँगा होता तो वो भी मिल जाता शायद 😊
:)
I'm from Mango city
Love from Malda (w.b)
Bilkul ! Koi hairani nahi Ghalib jaisa koi serial nahi bana.
really enjoyed this video.
Naseer bhai kya ho apppp ... ufff ... legend ❤❤❤❤
Insan ke hathon ki banae nahi khate
Hum aam ke mausam me mithai nahi khate
हा हा!
Wah bouhat umdah
Wah
Wah zanaab
Nasrudin my favorite actor
Ours too:)
I love Naseeruddin Shah
Aap khud ko nhi samjh skte... Aap kaha galib ko smjhne chale hain...
Kya kaha hai sir❤️
This video is masterpiece and galib sir is just LAAZWAAB
बहोत खूब,,👍
शुक्रिया:)
Shukriya
Ghalib---greatest of the Great!
That will be Meer
Thanks Urdu Channel.. But Yeh dil mange more... ya thats right. Can u add some more original videos with Naseer Ji with some Mirza Ghalib poetry / shers or nazms. Would be thankful to you.
Best thing I saw 🥳🥳🥳🥳
Dear Naseer i always keep track of you HAE in all respect weather it is film or your interview your artical HAPAL
हैं और भी दुनियां में सुखनवर बहूत अच्छे................
कहते हैं कि, ग़ालिब का हैं अंदाज-ए-बयाँ और .......
हम खुशनसीब हैं जो ग़ालिब के देश में पैदा हुवे....
If i may say, the sher which naseer sahab says that he used to read out in his school time, which was not of ghalib is,
'Ch**yo ki kami nahin ghalib...
Ek dhundho chaar milte hain... '
The purpose of posting it is not to propagate vulgarity of any kind in any way, but to save the Ghalib fans or Naseer fans from the any unnecessary curiosity. Also maybe Naseer saab is now a man too big to say out these things out loudly, but people like me can do the dirty job on their part ;).
BTW sher comes extremely handy in aligarh where you go to out meet a friend at a chai sutta corner and end up seeing a bunch of people waiting for you.
Think you are right:)
thanks.
Urdu Studio Koyal ki aawaz aa rahi thi background mein.. Bambai men aap koyal kahan se le aaye? Aur naseer sahab se kahiyega, agar keh sakein ton, ke ghalib ko ghalib sahab na kaha karein...Ke takhallus to betakalluf hota hai..Mirza Asadullah Beg Khan sahab to wajib hai kehna par Ghalib sahab kehna theek nahin..Halaki ye mehez riwayat hai ke usloob hain, mujhe iska ilm nahin lekin Naseer sahab pehle aise shaqs hain jo shyad Ghalib sahab lafz istemaal karte hain.
Anmol verma Welcome :)
'ahmakkon ki kami nahin he ghalib is jahan me
ak dhondo hazaar milte hen'
my age is thrice half his age but my voice is like him i feel so lucky
Bht khb g
Urdu culture tahzeeb lucknow dheli Ghalib kia bat hay
Sunderta 💜
Thanks you might like this tribute to Meena Kumari as well: ua-cam.com/video/Q0TxVRit6wk/v-deo.html
Bade hi Aam se AAM khate rahe Ghalib
Bas Botal achi late rahe Ghalib !!
Aadab Arz Hai !!
million dollar words !
kisi ko smjha nahija skta !
Please bring in a nazm by Firaaq Gorakhpuri as well.
Understand any human is very difficult concept. True.
Ghalib,greatest of the great!
Ghalib must have not written any AAM poems but he never wrote any AAM (ordinary) peoms either...:)
:)
Kyaa baat hai sir aapki :P
waah waah
Ghalib shaib has written a Kasida (ghazal of 25 verses in praise) for "AAM"... one of the line from that Kasida is ... "aapko khabar kya hai, aam ke aage neshkar (sugarcane) kya hai?"
ShahNama by Deepak Shah in zanaab ne kuch aur kaha hai.
Urdu is honey to my ears
Is there a part two of this? If there is, please do post it soon.
There's more to come for sure Jay!
wow!
I listen to this every now and then at nights before sleeping. So much fun.
Now god bless you Mashallah
بہت کم لوگ ہے رہ گئے ہے جواچھا بولتے ہے۔۔۔ان میں نصیرالدین بھی ہے۔۔
:)
Beautiful ❤️
Here's another rare gem from our channel: ua-cam.com/video/nyWWD7laFP4/v-deo.html
#urdu studio...Can you please share this violin music???
khoobsurat muzahera ...
12 ghante ki movie hai 😳
Hme to UA-cam me 6 ghnate ki hi mili
"Humne mana k taghaful na karoge magat
khaak ho jaenge hum tum ko khabar hone tak"..