Mai ladkiya se kahna chahti hu ki agar koi ladka bole ki naukari nahi kar waunga to pls uski bat mat manna mere sath yahi hua mai khud 40000 monthly kamati hu mere pati army me h unhone bola Naukri nahi karvaunga to ghar valo ki vajah se h kar but meri life narak ho gai h dahej bhi 20lakh le liya aur pati ke pure paise lete h aur mujhse bhi kahte h ki do salri Puri ghar pe mai kyu du meri padai ki value nahi ki n dahej to pura liya to meri naukri chhudva di aur bolte ghar me raho yahi sabke liye kam karo ye hal sochiye kitne gire huye h aur ye sab sas aur sasur karva rahe h ki mujhe paise nahi degi to naukri bhi nahi karegi
Same mere sath v hua Mai post graduate hu par halat aisi ho gayi h ki mujhe dekh kar koi nahi kahega ki Mai padhi likhi v hu Ghar se bahar nahi Jana h sirf saree pahanni h ghunghat karna h. Aapka kaam h sab ki sewa karna kitchen sambhalna par aap kisi important discussion ka hissa nahi ban sakte ye aapse chhupa k hoga. Shadi se pahle bataya tha ki Mai job karungi tab inhone kaha ha or baad me full time made bana Diya h. 😢😢😢😢
Di apko dekhkar m such m bht motivate hoti hu or m v live he padti hu 4 to 6 becoz meri gov job h to muje only morning or night m he time milta bt morning m study krke pure day acah feel hota h
whatever you have said is sadly true in most indian context. .......I guess Inheart conversation before the marriage could solve the issue to some extent .........More power to you Di !
Didi meri bhi condition aise hi h mera exam ro ka 22december me h our Saadi 24november ko samjh nhi aa rha h kya kru abhi to sab kha rhe h thik koi problem nahi hogi humko lekin baad me pta nhi kya ho 😢😢
Ma'am but ladkiya bhi kamm ni hoti hai...sb apke jaise understanding ni hote hai ....har family ka apna tareeka hota hai rehne ka rules regulations hote h jo ki pata chal hi chale hai shdi hote hote ....to kisi ke ghar jane se pehle girls ko bhi waisa hi mind makeup bana lena chaiye mayka me jaise aap jaise rhi ho ...inlaws bhi bhot suffer krte hai especially husband
Aisi mother in law ho to fir baat hi kya hai, kitni caring hain apki mother in law. Bahut positive thinking wali.
Mai ladkiya se kahna chahti hu ki agar koi ladka bole ki naukari nahi kar waunga to pls uski bat mat manna mere sath yahi hua mai khud 40000 monthly kamati hu mere pati army me h unhone bola Naukri nahi karvaunga to ghar valo ki vajah se h kar but meri life narak ho gai h dahej bhi 20lakh le liya aur pati ke pure paise lete h aur mujhse bhi kahte h ki do salri Puri ghar pe mai kyu du meri padai ki value nahi ki n dahej to pura liya to meri naukri chhudva di aur bolte ghar me raho yahi sabke liye kam karo ye hal sochiye kitne gire huye h aur ye sab sas aur sasur karva rahe h ki mujhe paise nahi degi to naukri bhi nahi karegi
Same here ...
Army wale sbhi ldko ka or unke ghrwalo ka yhi haal h ...Sadi krte hi isliye taki unke maa baap ki seva kr ske
Same mere sath v hua Mai post graduate hu par halat aisi ho gayi h ki mujhe dekh kar koi nahi kahega ki Mai padhi likhi v hu Ghar se bahar nahi Jana h sirf saree pahanni h ghunghat karna h. Aapka kaam h sab ki sewa karna kitchen sambhalna par aap kisi important discussion ka hissa nahi ban sakte ye aapse chhupa k hoga. Shadi se pahle bataya tha ki Mai job karungi tab inhone kaha ha or baad me full time made bana Diya h. 😢😢😢😢
Or to or army walo ke extra marital affair bhee hote h...
Sbka yhi haaal h
I m also preparing for DSSSB tgt science...nd I m very lucky..my husband supports me he supports me like my parents ❤️
Didi apki family bahut unique hai hamare society se bahut jada
Di apko dekhkar m such m bht motivate hoti hu or m v live he padti hu 4 to 6 becoz meri gov job h to muje only morning or night m he time milta bt morning m study krke pure day acah feel hota h
whatever you have said is sadly true in most indian context. .......I guess Inheart conversation before the marriage could solve the issue to some extent .........More power to you Di !
Your videos motivated me 😊thanks
Mere husband or sas dono bhut help krte h meri pdhai me me bhi bpsc ki tyari krti hu
Aapne fir se subh ka routine start kar diya.well Mera routine vahi chal rha h subh 2:45 se start
Didi meri bhi condition aise hi h mera exam ro ka 22december me h our Saadi 24november ko samjh nhi aa rha h kya kru abhi to sab kha rhe h thik koi problem nahi hogi humko lekin baad me pta nhi kya ho 😢😢
Aap sadi me jarur aana movie dekh lo .. Mangetar ladka pyar karta hoga to goverment exam pass karke hi apse sadi karega
Ye naya ghr kaha se
In-laws house
Hello Didi aap subh uthete hi nha lete ho k
You will get reply in next vlog
❤❤
Yr mai to paresan ho jati hu meri saas pure din Khan's kitchen me lgwa deti h or room me rh lo thoda b to ldke we ldwa deti h
Mam pls live Aya kriye 3 bje to hum bhi uth jayege
Daily live aati hu dear 4 a.m. to 6 a.m.
Apse request h

❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤