Ek bar ki baat hai mam Mera man bahut udaas mere mummy papa nahin hai shaadi ho gai hai kuchh aisi baat Ho gai thi tum mujhe sirf aapki yad a rahi thi ki aapko gale lag kar apni baat bataun aap itna apnapan feel karvati ho😊 sach mein please Maine mere comment ko jarur se padhiye ga love you so much mam aapse bahut kuchh sikhane Ko milta hai jaise ki ek maa ne sikhaya Ho
Namaste mam m aapse bhttt inspired hu I m a mother of 11 months old girl and suchii m saraa kaam khud krti hu ache se ghr maintain krne ki puri koshish krti hu aur bachii ko bi pura dhyan rkhti hu aurr aurr mam m apni aage ki studies bi complete kr re hu sirf apse inspired hokr thanku mam
Sunita ji aapki ek aadat maine bhi apna li hai ki electronic samaan ko jab use kro tabhi kapde se saaf krke rakh do... Sach me is aadat se mere sabhi gadgets chamak uthe hai, ek choti si koshish lekin parinaam bahut acha😊 Thank you for motivation 🙏🏻
Ek insaan ke personality ka bij bachpan me chhupa hota hai. Ap please kabhi apne bachpan ke bare me batayiega. Itni positivity yun hi nahi ati. Kaun the wo persons ya kaun thi wo ghatnaye, jinhone apko itna strong , samajhdar aur patient banaya.
Bhut sunder.,.aapki kon si beti badi ha aur aap winter me hand aur foot k liye kya use karti ho mari bahut dry skin ha aur pur din handwash hote rehte hain isliye
Hllo di pls mere ko washing machine k bare mein aapki fever chahiye thi k front load vali leni chaiye k top load vali koe cleaning ka issue toh nahi hota pls rply jarur karna bcz I m going to purchase in few days
@@kushlakhanpal4176 Hi, I have purchased fully automatic washing machine recently. Mere according front load more effective h rather than top load machine ke. M last 3month se clothes wash kar rahi hu mujhe usme clothes thik wash hote lage. meri machine me steam cycle h jo clothes me se stains ko remove karta h ye mene notice kiya h Mere children ke school uniform me and m stains par vanish liquid bhi apply karti hu jisse stains slowly slowly dull ho jate h. Front load me electricity and water consumption kam hota h ye mene practical notice kiya h and electricity bill bhi.jayada nahi aata h mene monthly bill check kiya h to bill jese pahle.tha wese hi h. Front load thodi costly h rather than top load ke. Than if u wise to purchase machine it is best to take front load
Hello sunita ji....festival k baad clothes k organization ka bhi tips dijiye...decoration k saman ki tarah...because festival vale kapde sabhi wash bhi nahi karne hote😊
Top load washing machine mein alag se collar saaf nahi karne padta waise bhi front load washing machine mein top load washing machine se kapde kam saaf hote hain.
हमको अपना एक बेटा और एक देवरानी का बेटा लेकर बाहर सूरत पढ़ाना है लेकिन हमको भी स्कूल में पढ़ाना है दोनों बच्चे 6 साल के हैं तो फिर हम कैसे दोनों को संभालते हुए हम कुछ कर पाएंगे
Mam ye glysrin gulabjal serum banaya h or usme vitamin e k capsule b mila liye hain kya ye sahi h ...kya isme m lemon b add kar sakti hu ... Please reply mam
Mam ager aapke parents hi aapke sath aur aapke bhai bhn ke compare me bhedbhav kre to kya kre kaise deal kre....mai introvert hu. Chahte hue bhi bol nhi pati...mai aur mere husband dono working hai...apni job aur apne bacche hm akele hi sambhalte hai...phir bhi mere parents chahte hai unki responsibility hm le le...jb bhi beemar ho ya koi bhi kam ho hmare ghar aa ke baith jate hai...mere husband ko ya mujhe kitni pareshani ho unhe koi mtlb nhi...baar baar indirectly btane ke baad bhi unka yhi ravaiyya hai...kya karu..bht pareshan hu..apne ghar se 80 km door meri job hai aur mai updown krti hu
@anjalinag4106 dekhiye aapki baat shi hai lekin jb aapne jeevn bhar bht kia ho lekin aaj aapki khud ki health bhi na thik ho..aur aapke ghar, bacche, job sbhi ki responsibility lene bhi aap struggle kr rhe ho....us pr kisi ki bhi responsibility kaise li jaye...aaj bhi mai hi ilaj karati hu...mere husband hi doctor ke yha le jate hai....khud chahe bhooke rhe..apna khana unke lie rakh ke jate hai taki unhe dikkat na ho...lekin ye sab kitne din chal sakta hai....khna bht aasan hai ki aapke bacche kre to kaisa lagega...lekin jis pr beetti hai vhi janta hai......
Ek bar ki baat hai mam Mera man bahut udaas mere mummy papa nahin hai shaadi ho gai hai kuchh aisi baat Ho gai thi tum mujhe sirf aapki yad a rahi thi ki aapko gale lag kar apni baat bataun aap itna apnapan feel karvati ho😊 sach mein please Maine mere comment ko jarur se padhiye ga love you so much mam aapse bahut kuchh sikhane Ko milta hai jaise ki ek maa ne sikhaya Ho
Namaste mam m aapse bhttt inspired hu I m a mother of 11 months old girl and suchii m saraa kaam khud krti hu ache se ghr maintain krne ki puri koshish krti hu aur bachii ko bi pura dhyan rkhti hu aurr aurr mam m apni aage ki studies bi complete kr re hu sirf apse inspired hokr thanku mam
Sunita ji aapki ek aadat maine bhi apna li hai ki electronic samaan ko jab use kro tabhi kapde se saaf krke rakh do...
Sach me is aadat se mere sabhi gadgets chamak uthe hai, ek choti si koshish lekin parinaam bahut acha😊
Thank you for motivation 🙏🏻
Sach me apki video bhut positive feel krati h
Ek mental peace milta hai aapki video dekhkar..😊
No relaxing mode up to 45..apki saree baat bahot dhyan se sunti hu ...Di apka vlog ...bahot positivity dete hai.. ❤
Ek insaan ke personality ka bij bachpan me chhupa hota hai. Ap please kabhi apne bachpan ke bare me batayiega. Itni positivity yun hi nahi ati. Kaun the wo persons ya kaun thi wo ghatnaye, jinhone apko itna strong , samajhdar aur patient banaya.
Exactly right
Mam Apke haath me jo rig or ckangan hai original hai kya duplicate hai.
Washing mashin ki care ke bare me update de
Hello Sunita ji... Jab aapki video nahin aati to main aapke purane blog dekhti hun Jo dekhe hue hote Hain😊 veri nice blog mam
Glysrin vale serum me kya kya add kia h plz btaye or isse face dark to ni hoga because meri mummy ka glysrin se dark colour ho jata tha
Thank you so much ma'am much awaited video maam it is really helpful to me ptani par aapka video dekhte hi mein recharge ho jati hun thank you di🙏
Aap kon sa face wash use krti h ?
Hai! Ap ka diwali ka vacation nai hota?hamre yaha gujrat me 21 days ka vacation hota hai school and college me...
Aapki lohe ki kadhai me sabji kali nahi hoti kya please bataye
Agar chhod do usmein to Ho jaati adar wise nahin Hoti
Mam use new gadgets available online for using detergent soap,take care of your posture while doing household chores take care❤
Thanks for the suggestion, will surely try to incorporate it next time.
Beautiful vlog as usual,di meri heals crack ho rhi hai kya kru jisse puri tarh se shi ho jaye
Bhut sunder.,.aapki kon si beti badi ha aur aap winter me hand aur foot k liye kya use karti ho mari bahut dry skin ha aur pur din handwash hote rehte hain isliye
Temple stand ka buying link dena
Hllo di pls mere ko washing machine k bare mein aapki fever chahiye thi k front load vali leni chaiye k top load vali koe cleaning ka issue toh nahi hota pls rply jarur karna bcz I m going to purchase in few days
Mujhe b
@@kushlakhanpal4176
Hi, I have purchased fully automatic washing machine recently. Mere according front load more effective h rather than top load machine ke. M last 3month se clothes wash kar rahi hu mujhe usme clothes thik wash hote lage.
meri machine me steam cycle h jo clothes me se stains ko remove karta h ye mene notice kiya h Mere children ke school uniform me and m stains par vanish liquid bhi apply karti hu jisse stains slowly slowly dull ho jate h. Front load me electricity and water consumption kam hota h ye mene practical notice kiya h and electricity bill bhi.jayada nahi aata h mene monthly bill check kiya h to bill jese pahle.tha wese hi h. Front load thodi costly h rather than top load ke. Than if u wise to purchase machine it is best to take front load
Machine cover kitana ma liy d kon sa ap sa liy
❤❤🎉🎉❤❤ sakoon ❤❤
Temple stand ka link bhej dijiye
Apko dekhkr energy a jati h body m or kaam karne ka mn karne lgta h
Hello sunita ji....festival k baad clothes k organization ka bhi tips dijiye...decoration k saman ki tarah...because festival vale kapde sabhi wash bhi nahi karne hote😊
Mam your video is helpful for everyone.
First view ❤
Beautiful vlog
What's in your bag aao k hand bag me ky ky hota h ma'am kabhi hmse shear krna
U r simply great di ❤ very nice and inspiring vlog 😊
Thanks Mam sharing this video❤❤❤
Nice share n awesome energy Didi 😊😊 from lko
Maine suna hai k raat ko aate wali paraat nhi dhote
Di apne gold jewelery par blog banaye please
Please jaldi reply dijiga...aapki advise maine aur bhi vlogs me dekhi hai...mujhe shi lgti hai
Mam black dhaaga ladies ko kis hand mein pehanna chahiye please bataiye
No idea
@livelifeeasy7681 it's ok
👍👍👍
Wow dee you are awesome ❤
In artificial mala ko aap easy ya❤️shampoo me do dena.. Chamak jayegi❤🎉
Bilkul
U r great...itna stamina kaha se laate ho...
Sahi kaha di❤
❤2nd view
Hamesha ki terah ek acha blog.... Aapko dekhke kaam krne ka bht motivation milta hai....
Glycerine serium ka link bta do plz
Video jo aapne bnyi h
Making video of serum ua-cam.com/video/JZGJA0j0pss/v-deo.htmlsi=x-yB8bq08zJ4CiMf
Nice video di
Ma'am sardiyo ki meal preparation par bhi video bnana working moms k liye pls🙏
Mam aap bhi shastri nagar me rehti ho.
Nahi
👍👍👍👍❤️❤️❤️nice video
Top load washing machine mein alag se collar saaf nahi karne padta waise bhi front load washing machine mein top load washing machine se kapde kam saaf hote hain.
मुझे तो उसमें भी घिसने होते थे
Usme bhi ghisne hote hain
Mam itna work load hone k baad aapko anxiety feel nhi hoti please reply
आपके यहा एक ही सब्जी बंती है
हमारे मुझे 2 सब्जिया बनानी पडती हैं एक रसे वाली दुसरी सुखी टाईम ज्यादा लागता है
Thanku so much mam 🙏
Nice 🎉
Secnd view
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
हमको अपना एक बेटा और एक देवरानी का बेटा लेकर बाहर सूरत पढ़ाना है लेकिन हमको भी स्कूल में पढ़ाना है दोनों बच्चे 6 साल के हैं तो फिर हम कैसे दोनों को संभालते हुए हम कुछ कर पाएंगे
Siram kaha par milegi mem
Ye khud banaya hai making video ,👇
ua-cam.com/video/JZGJA0j0pss/v-deo.htmlsi=x-yB8bq08zJ4CiMf
Di aap jamnagar gujrat aana
Mere face me glycerin or rose water se pimple ho jate h
दिन में मत लगाओ शायद न हो
@livelifeeasy7681 raat ko lgane me bhi
You are gov teacher?
Hanji
👌
Me to hi sunitaji kaisa ho
Mam aapko Diwali vacation nhi he?Gujarat me hme 21 days ka milta he teacher ko.nice vlog didi.
Garmi chutti milti h ??
Meri sister bhi Gujrat me rahti h wo bhi Bata rhi thi ki yaha lambi chutti milti h uske bachcho ki chutti h but m.p u.p me nhi rahti lambi chutti
Ha 35 days ki milti he.
@ninjabarad563 bahut accha h.
Hmare Bihar me to sab khtm kr diya gya h.
Garmi chutti bhi khtm aur bhi bahut sari ,😭😭😭
Dii aap en gole ka kya karte ho jo bhai dooj par milte hai. Please btana mere pass bhi bohot ho jaate h gole 😊
Nice
Mam ye glysrin gulabjal serum banaya h or usme vitamin e k capsule b mila liye hain kya ye sahi h ...kya isme m lemon b add kar sakti hu ...
Please reply mam
Yes you can
Me jamnagar gujrat se hu
Aapkonsafacewashusekrtiha,
Aapki lohe ki kadhai kitne litre ki hai aur kya price hai
याद नहीं अब लीटर शायद 4.5 है
Mam love you ❤
Mam ager aapke parents hi aapke sath aur aapke bhai bhn ke compare me bhedbhav kre to kya kre kaise deal kre....mai introvert hu. Chahte hue bhi bol nhi pati...mai aur mere husband dono working hai...apni job aur apne bacche hm akele hi sambhalte hai...phir bhi mere parents chahte hai unki responsibility hm le le...jb bhi beemar ho ya koi bhi kam ho hmare ghar aa ke baith jate hai...mere husband ko ya mujhe kitni pareshani ho unhe koi mtlb nhi...baar baar indirectly btane ke baad bhi unka yhi ravaiyya hai...kya karu..bht pareshan hu..apne ghar se 80 km door meri job hai aur mai updown krti hu
Same behavior aapke bachhe aapke sath kare to aapko kya krna chahiye. Assume kariye, aapko answer mil jayega.
@anjalinag4106 dekhiye aapki baat shi hai lekin jb aapne jeevn bhar bht kia ho lekin aaj aapki khud ki health bhi na thik ho..aur aapke ghar, bacche, job sbhi ki responsibility lene bhi aap struggle kr rhe ho....us pr kisi ki bhi responsibility kaise li jaye...aaj bhi mai hi ilaj karati hu...mere husband hi doctor ke yha le jate hai....khud chahe bhooke rhe..apna khana unke lie rakh ke jate hai taki unhe dikkat na ho...lekin ye sab kitne din chal sakta hai....khna bht aasan hai ki aapke bacche kre to kaisa lagega...lekin jis pr beetti hai vhi janta hai......
Aapke saasa sasur aapke nhi aaty kya
Nahi
@@livelifeeasy7681why
❤❤❤❤
Festival k time par sabhi ethnic wear aur jewellery bahut unorganized ho jati hai..😢
Aapka email id humko Mila nahin Abhi Tak
Instagram per msg kar dijiye
Live_life_easy_