Asalam o alaikum.. Mai guzarish karta hu agar kisi ko iska jawaab pata hain toh please bataye.. Mai bohaat pareshaan hu.. Allah apko iska ajarr de... Agar koii shaks wuzu karta hain. Aur nimaaz pad leta hain.. Phir dusre nimaaz ka time aajata hain.. Aur usse lagta hain ki uska wuzu abhii baaki hain aur wo nimaaz padna start karta hain.. Usko phir duraane nimaaz yaad aata hain shayad wuzu toot gaya... Bss shak hota hain ussai.. Ussai puraa yakeen nhii hota.. Aur wo nimaaz purii padh letaa hain.. Aur phir nimaaz ke baad wo dekh leta hain ki peshaab ki thodee se cheente uske kapdu pai lagee the.. Jaise ki maine pehle he bola.. Usko lagaa ki mujhe pishaab ki katree aaye thee mera wuzu toot gaya.. But usko puraa yakeen nhii tha.. Toh kya uspai gunnah chadaii ya nahii Aur usne phir phirse nimaaz bhii nhii dohraye.. Plzz agar mujhe koii iskaa answer de ga.. Uske mera Allah harr khawaish purii karee ga..
Paheli bat to jo namaz padhligayi use wapas nahi padh sakte kyuki wo hogai namaz,aur dusri bat agar kisiko aisa shak hai ki uske peshab ke chite nikale hai ya aise waswase ate hai to simple wo pani ki kuch bunde wazu ke bad apni sharmgah par dale.ye sabit hai.
بیشک اللہ اکبر کبیرا!
MaSaAllah, Informative.
Mashallah
Best👍
Gardan ka masa karna hai ya nahi
Asalam o alaikum..
Mai guzarish karta hu agar kisi ko iska jawaab pata hain toh please bataye.. Mai bohaat pareshaan hu.. Allah apko iska ajarr de...
Agar koii shaks wuzu karta hain. Aur nimaaz pad leta hain.. Phir dusre nimaaz ka time aajata hain.. Aur usse lagta hain ki uska wuzu abhii baaki hain aur wo nimaaz padna start karta hain.. Usko phir duraane nimaaz yaad aata hain shayad wuzu toot gaya... Bss shak hota hain ussai.. Ussai puraa yakeen nhii hota..
Aur wo nimaaz purii padh letaa hain..
Aur phir nimaaz ke baad wo dekh leta hain ki peshaab ki thodee se cheente uske kapdu pai lagee the..
Jaise ki maine pehle he bola.. Usko lagaa ki mujhe pishaab ki katree aaye thee mera wuzu toot gaya..
But usko puraa yakeen nhii tha..
Toh kya uspai gunnah chadaii ya nahii
Aur usne phir phirse nimaaz bhii nhii dohraye..
Plzz agar mujhe koii iskaa answer de ga.. Uske mera Allah harr khawaish purii karee ga..
Paheli bat to jo namaz padhligayi use wapas nahi padh sakte kyuki wo hogai namaz,aur dusri bat agar kisiko aisa shak hai ki uske peshab ke chite nikale hai ya aise waswase ate hai to simple wo pani ki kuch bunde wazu ke bad apni sharmgah par dale.ye sabit hai.
Bhai aap apne sawal iplus tv(channel hai you tube mai)per pochiye 🙄