Very good information ❤❤❤❤ mechanic tv app mechanic ke liye bs6 and bs7 new new information milraha hai,,,,❤ Mechanic tv app ka jitna karikorta hai sabko salute karta hue ,Sir'
Thank-you sir maine ye aapka pahla video dekha or mujhe acha laga or maine aapko subscribe bhi kiya or like bhi kiya ummeed karta hu ki me agar koi comment karta hu to jawab jaroor milega 🎉
XL 100 ke uper live session video kiya gaya hai usme aapko puri jankari di gayi hai. niche diye gaye link per click kijiye. ua-cam.com/users/live4F9uf2tGvv4?si=wU1DOY_aODAunZAd
Very good information ❤❤❤❤ mechanic tv app mechanic ke liye bs6 and bs7 new new information milraha hai,,,,❤ Mechanic tv app ka jitna karikorta hai sabko salute karta hue ,Sir'
Thank you so much 🙏🏻
Mujhe garv hai aap jaise mechanik lain me hai❤❤good jankar sir
Thank you so much 🙏🏻
Thank-you sir maine ye aapka pahla video dekha or mujhe acha laga or maine aapko subscribe bhi kiya or like bhi kiya ummeed karta hu ki me agar koi comment karta hu to jawab jaroor milega 🎉
Welcome 😊
Hero glamour bs4 k slide sensor k bare me v kuch jankari chahiye sir.
Voltage drop ka testing video banaye
Very nice video sir ❤❤❤
Thanks 🙏🏼
सरजी आपके ट्रेनिंग से Bs 6 का जो डर था पुरि तरह कम हो रहा है
धन्यवाद सरजी
जी, धन्यवाद 🙏🏻
Interesting video sir ji
Thank you 🙏🏼
Love you sir 😘
Very nice sir
Thanks 🙏🏻
Thanks u sir..❤
Most welcome🙏🏻
Good Information
Thanks🙏🏻🙏🏻
Gujarat
A1
Sar ji hamne amejon se elm327 magaya tha aap daunlod kiya escen karne par ecu kanekt nahi hota jabki bulotuth se canect ho rahatha
ELM ke sath jo connector mila hai wah support nahi ho raha hai.
Sir Yamaha R15 ki full wiring ki video banya na ek ek tar and ek EK sensor ki jankari k sat lambi video banya
Aapka sujhav note kar liya gaya hai
Nice
Thanks🙏🏻
Sir ji cd 110 bs 6 ka spark plug adopter sahi hai ya kharab kese pata kare?
Adaptor nikal kar uska resistance check kijiye. 5 kilo ohm aana chahiye.
@@mechaniktvhindi thank you so much.
Sir bs6 scanner bs7 me support karega
Kuch gadiyon ke liye cables aapko change karne honge
Sir
B
10%
Activa 125 BS6 chalte chalta band padh jarahi ha 5 min baad phirse theek ho jati hai 10 to 20 km par ye problem aaRahi hai please suggest
Uska charcoal canister check kijiye aur hall sensor aur magnet coil clean kijiye.
Feul pump kharab hai
All bike ke shoka me oil kina dale vodataye
Ji aapka sujhav note kar liya gaya hai.
B 1
A3
Sir sabhi bike ka tappit clearance ka pdf
Tappet setting ka pdf aapko video ke description me diye Google drive link me mil jayega.
AA1 . 2.50 se 2 ..80 hota hai audling ke samay
Sahi jawab session me bataya gaya hai.
Splender bs6 self Kam kar Raha he bhir bhir self se Start nahi hoti
Kya fuel supply aur current supply sahi hai ? uske chassis me laga bank angle sensor check kijiye.
C ka 2
A2
A.2
Video ke ant me sabhi sawalo ke sahi jawab bataye gaye hai.
A ka 2 B ka 4 or c ka 1
Sahi jawab video ke ant me bataya gaya hai.
C4 refrens aur grund bayar dono ko jorkar
Sahi jawab session ke ant me bataya gaya hai.
XL 100 bs6 sensor check
Xl100 bs6 obd2 sensor cher
XL 100 ke uper live session video kiya gaya hai usme aapko puri jankari di gayi hai. niche diye gaye link per click kijiye.
ua-cam.com/users/live4F9uf2tGvv4?si=wU1DOY_aODAunZAd
Hi
Hello
A2.5.
👍🏻👍🏻
A 2
👍🏻Sahi jawab session ke ant me bataya gaya hai.
A
1
Pateljagdish umiya aotogerej
C 4
👍🏻Sahi jawab session ke ant me bataya gaya hai.
0.5
Video ke ant me sabhi sawalo ke sahi jawab bataye gaye hai.
Good work
Thank you so much 😀
@@mechaniktvhindi
Sar kya aapse contact ho sakta hai kya
Ji aap contact kar sakte h mechanik Support Number : 9324903583 par
Nice
Thanks 🙏🏻
A2
A3
A 2