Training sir abhi nahi hai lekin aapke location pe aa kar training di ja sakti hai. jyada jankari ke liye Mechanik TV ke number 9324903583 per sampark kijiye.
koi bhi actuator kharab hone per error code generate nahi hota balki wiring me cut ya short hone per error code generate hota hai. fuel pump ki wiring me fault hoga to error code generate hoga.
Sir access bs6 idling ok accilator dega tho engine off ho Raha he injector new he m.i.l lamb jalta nahi iac valve manual banaya, reason kya rahega fuel pumb kpa me 120 pressure se low nahi ho raha he pressure gauge Honda ka he
सर हम सब मैकेनिक के लिये आप सबसे बेस्ट टिचर हो कृप्या ये बताऐ कि वायरिंग डायग्राम कैसे मिलेगा 🇮🇳🇮🇳
Niche sir 😮😮😮😮😮😮😮
Top..e.n..top.sar..
Thank you.
Super nice information ❤
Thank you.
Very helpful video
Thank you
Thanks sir bahut accha lagta hai aap ka video dekh kar our sir bs6 ka kuch tools chaiye
Ji dhanyawad, tools ke liye aap Mechanik Tv ke number 9324903583 per sampark kijiye.
Thanks sir ji
Welcome
Thenks you sir ji
Most Welcome.
Cd dilax ovar speed ho r hai kya kare
Engine oil temperature sensor check kijiye.
Thanks sir
Welcome
sir yamaha fi ke video banaye
Ji, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Sir can high aur can low. Wair. Me. Can. Low aur high. Kya. Kaam. Krta. Hai
Can high wire 2.5 - 3.5 volt ke fast signal ko ECU tak transfer karta hai. Can low wire 1.5 - 2.5 volt ke slow signal ko ECU tak transfer karta hai
Sir hero xpulse 4v rpm high aur low q hota hai
Engine oil temperature sensor check kijiye. IAC valve ko check kijiye.
Sar BS4 gadi Splendor purana model chauk Lene per gadi banaya jata hai
Air supply check kijiye, proper air nahi mil raha hai.
Apka training centre bhi hai kya.
Kynki apka online session itna achha h to training kaisa hoga . I wonder
Training sir abhi nahi hai lekin aapke location pe aa kar training di ja sakti hai. jyada jankari ke liye Mechanik TV ke number 9324903583 per sampark kijiye.
Can kaha se aaya hai sir ji, thanks
Can ECU se aaya hai aur sabhi sensors ke paas gaya hai.
Combi Brake Technology ke Sath Aane wali 125 cc Bikes ke Front Disc Brake me koi Problem to nahi aati Long term use me...
agar aage disc aur piche drum wala system ho to aise me adjustment ko time to time check karne aur proper brake bleeding karne ki jarurat hoti hai.
Sir d.l.c connector me 4 wire se ,jyada ayega tho wo konsa wire he work kya hai
Session ke bich me bataya gaya hai aur agle hafte is per ek video laya jayega.
Ok sir iam waiting it's interesting
Sir aapne. Kha. Ki fule pump khrab hoga to scceners me code aayega but Aaj ek pept scooty ka fule pump work ni ker raha tha to falt code q ni aya
koi bhi actuator kharab hone per error code generate nahi hota balki wiring me cut ya short hone per error code generate hota hai. fuel pump ki wiring me fault hoga to error code generate hoga.
@@mechaniktvhindi ok TQ sir ji
Mahindra cencro bike ka cdi khrab ho gaya hai aur nahi mil raha hai to kon se bike ka lagna chahiye please reply
Mahindra Goldstar ka lag jayega.
Splender ki cdi
Megnet coil change kr do ok chalega
Bs6 शाईन बटरी चार्जिंग प्राब्लम
wiring me short check kijiye
Bhaiya aap kitna time me live aate hai
Har Friday raat 8 baje.
Sir access bs6 idling ok accilator dega tho engine off ho Raha he injector new he m.i.l lamb jalta nahi iac valve manual banaya, reason kya rahega fuel pumb kpa me 120 pressure se low nahi ho raha he pressure gauge Honda ka he
Kya Throttle body clean Kiya hai aapne ?
Tp sensor check kijiye.
First throttle body clean Kiya tha tps bi ok he tps 14.5 mae he scanner me throttle dega tho variation bhi horaha he
Sir gaadi garage me he abhitak nahi Gaya mae ek activa 110 ka manifold aur carburettor fit karke chalu Kiya perfect hai abhi fuel extra bottle me diya
Streaming kitna baje karte hai
Har Friday raat 8 baje.
Vehicle speed sensor
P15a1 Splendor bs6
ua-cam.com/users/liveoPmvW7kHrlY?feature=share. Is video me Puri jankari di gayi hai.
Cvn
P15A1
kripaya gadi ka model bataiye.