प्रत्येक खंड में child pedagogy CTET जैसा होना चाहिए जैसे math में 15 अंक का pedagogy और 15 अंक का हल करने वाला प्रशन। सिलेबस NCTE के गाइडलाइंस के अनुसार होना चाहिए।
सरकार सिलेबस को change करे नहीं तो हमलोंगो को आंदोलन एंड हाई कोर्ट के सिवाय कोई दूसरा रास्ता नहीं बच्चा है। जब हमलोग jtet नहीं पास करेंगे तो फिर दूसरों को भी हाई कोर्ट के चक्कर लगाकर रोक कर रखेंगे।
Election me edu minister se bhi easa hi sawal pucha jae. Boycott every old party in jharkhand. Ab new ko chance do wo bhi jbks is baar padhri likhi sarkar chuno ab .
Jnha k education minister aesa hoga us state k kuch nhi ho skta aur berojgari kbhi khtm nhi hoga pls change the syllabus aur high court m appeal Kiya Jaye iske liye time nhi h ab 😢
इस सिलेबस के अनुसार तो 2013 एवं 2016 में पास jtet अभ्यर्थी का गुणवत्ता तो बिल्कुल ही खत्म होगी । इस लिये jtet पास वाले जो बोलते हैं कि सिलेबस अच्छा है तो 2013 एवं 2016 की पात्रता को खत्म करके इन्हें अच्छी गुणवत्ता वाला सिलेबस पढा कर इनकी गुणवत्ता को भी बढ़ाया जाना चाहिए। तभी न ज्यादा योग्य शिक्षक मिल पाएंगे।
Syllabus kisi bhi haal me change hona chahiye Nahi to CTET ko JTET ke barabar manyata mile kyuki JTET ke syllabus me language paper 2 me bhi Hindi English h aur CTET me bhi hum Hindi English me pass karke aaye hai To CTET ko eligible krne me kya dikkat hai
2016 wala hi syllabus hi hona chahiye nhi to ye nye students ke liye unfair hai...wo log easy syllabus me pass ho gye abhi itna hard....ye galt hai totally ctet jaisa syllabus hona chahiye...
Jharkhand main qoi Aisa Students hain ho CTET Exam nahi deta hoga firr Nutanki Q karta hai Highcourt jab odar da dia tha avi JTET itna Duniya vaar ka Sllybush ka samna nahi karna parta kissi ko.Sirf Jharkhand main Rajnitik hota hai orr Kuch nahi
bar bar pata teache log ko 50% seat nahi dena chahiye.... Humlog ka hakmari ho ja raha hai para teacher sab ka chalte...... Is bar 12 hajar mila hi na..... Tab vi pass nahi hota hai to waise teacher kya padhayega sarkari school me..... Isi liye sarkari school ka bacha loga ka vikas nahi ho pata hai.... Hum vi sarkari school me padhe hai..... Aur mera ghar wala vi bacha log padhta hai..... Para teacher ko thik se board me likhne vi nahi aata hai....... Hum para teachers ke khilaf nahi bol re hai..... Aur aarachan vi to milta hi hai na tab vi 50% aur chahiye extra me tab vi qualifie tak nahi krr pata hai to aise me humlog ka kya galti humloga ka hak marii nahi hona chahiye aur sarkari school me me gunwata teacher jaye isi liye humlog ko abb next vaccancy me aawaj uthana hoga ki abb extra 50% para ko nahi milna chahiye
Syllabus thik hai or ise court me diya jai Or court ke bare me sab ko pata hi hai taki is sarkar next 24000 ka bahali ke liye apne jmm ka pura patta saf ho sake
Court case karna hi hoga..ye Jharkhand sarkar h,inko bas conspiracy aati h, candidates ko aam janta ko torture karna h. Naukri dena nhi h, isliye hi aj tak para teachers se schools chal rhe, 2bar JTET leke v naukri kaha di h ? 8saal baad v sirf exam hi le rhe, naukri dena nhi h sidhi si bat h! Sare uneducated logo ko baitha rakkha h Jharkhand me, sab paisa ka khela karke hi jo job mila h, inko kya hi ayega samajh.
Jhtet balo suno purana jtet assistant teacher ke valid hai na ki assistant aacharja ke to up savi ka vacency nahi aaya tha isiliye up savi ka is bahali se out ho jaoge, yad rakho is ka ok by..
सरकार सिलेबस को change करे नहीं तो हमलोंगो को आंदोलन एंड हाई कोर्ट के सिवाय कोई दूसरा रास्ता नहीं बच्चा है। जब हमलोग jtet नहीं पास करेंगे तो फिर दूसरों को भी हाई कोर्ट के चक्कर लगाकर रोक कर रखेंगे।
👉t.me/joharjharkhandtechindia
Ye sb ctet walo se bdla lene ki sajis h
Sarkar unhi ki support me hai
Taki koi bhi pass na ho paye
isme toh subject pedagogy ka namonishan tak nhi
Bacho ko integration or calculus shikhange
Lekin shikana kaise shikhna h
Ye nhi pucha hai
Nahi
बहुत अच्छा भाई हमलोग आपके साथ हैं।
मेरे तरफ से बहुत बहुत धन्यवाद। जिंदाबाद ❤❤❤
Jtet k liye 2016 ka syllabus lagu karo
Sidha case file Kiya jaye
प्रत्येक खंड में child pedagogy CTET जैसा होना चाहिए जैसे math में 15 अंक का pedagogy और 15 अंक का हल करने वाला प्रशन। सिलेबस NCTE के गाइडलाइंस के अनुसार होना चाहिए।
सरकार सिलेबस को change करे नहीं तो हमलोंगो को आंदोलन एंड हाई कोर्ट के सिवाय कोई दूसरा रास्ता नहीं बच्चा है।
जब हमलोग jtet नहीं पास करेंगे तो फिर दूसरों को भी हाई कोर्ट के चक्कर लगाकर रोक कर रखेंगे।
खुद तो सिलेबस को रीडिंग भी नहीं करपाएगा
पागल लोग सत्ता में रहेंगे तो यही होगा कुछ v बक देगा
1 to 5 ka hi mantri ji v qualify kr k dikha dete unka v kabiliyat sb dekh lete😂😂
case करके तीन साल के लिए टाला जाय
pagal ho kya?selfies
Sath me jtet 2016, 2013 wala ka certificate validity me bhi case kiya jaye
right Dosti yahi hona chahie
Election me edu minister se bhi easa hi sawal pucha jae. Boycott every old party in jharkhand. Ab new ko chance do wo bhi jbks is baar padhri likhi sarkar chuno ab .
Jmm Sarkar m sara neta chor h.. agar jharkhand ka tarrike jmm nhi kr payega kbhi
Change nhi huaa to supreme court hai na, ek jhatka me kharij kr dega court
सिलेबस बदलिए नहीं तो हम पढ़े लिखे युवा पीढ़ी सरकार बदलेंगे ,जोहर झारखंड
सिक्चा मंत्री झारखंड खैनी खा कर अनाप शनाप बक रहा है
6 to 8 ke liye 10th level ka hona chahiye please
Right
Siksha mantri ek Integration ka sawal banake dikha de to hum log isi syllabus pe exam dene ke liye razi ho jayenge😅
Bilkul hari bhai,aap ki baat100 / sahi hai
Ctet ko lagu karna chahiye
Ctet to Central ka h...madam.... Jharkhand ka apna kya?
2016 का क्वेश्चन अगर इतना कमजोर था तो4 लाख में सिर्फ 52000 ही क्यों पासकर पाया
Agar ye syllabus rahta na 5k b pass na kar pate
Agar NCTE k guideline me sanshodhan se apka validity Life time kiya ja sakta hai humare syllabus NCTE Guideline k bahar kyon
Ye question court me b ja sakta hai NCTE follow hoga to sabke liye hoga nhi to kisi k liye nhi dobara sab exam do koi samasya nahi hai
Agar ye syllabus hota to 200 v pass nhi hote
Ctet paper 2 ka bhi passing % approx itna hi rehta hai wo aj k time pe & pahle to aur bhi kam rehta tha .
neta ji ko boliye kewal syllabus ko padh ke dikha de bus...
Sahi to ek khud or apne bachcho ko exam dilwa ke pass kar ke dikhla de shiksha mantri..murkhta ki chhoti par .rajya ke shiksha mantri bhi..
100% sahi bol rahe Hari sir
Yes sir hm saath h syllabus badalna chahiye
CTET jharkhand me valid ho
सबसे अच्छा कोई student apear hi na ho❤exam मैं बाद में यही एक विकल्प बचा
खुद ये लोग लिख लोढ़ा पढ़ पत्थर है।
सही बात है
Jnha k education minister aesa hoga us state k kuch nhi ho skta aur berojgari kbhi khtm nhi hoga pls change the syllabus aur high court m appeal Kiya Jaye iske liye time nhi h ab 😢
case krna hoga agr nahi syllabus change nahi huwa to
Syllabus ka S pta h mantriji ko
Syllabus leke 28 august ko kyon, JHTET ka exam khatm ho jaye tab jana, bahut time hai toh 🤔
इस सिलेबस के अनुसार तो 2013 एवं 2016 में पास jtet अभ्यर्थी का गुणवत्ता तो बिल्कुल ही खत्म होगी । इस लिये jtet पास वाले जो बोलते हैं कि सिलेबस अच्छा है तो 2013 एवं 2016 की पात्रता को खत्म करके इन्हें अच्छी गुणवत्ता वाला सिलेबस पढा कर इनकी गुणवत्ता को भी बढ़ाया जाना चाहिए। तभी न ज्यादा योग्य शिक्षक मिल पाएंगे।
Syllabus kisi bhi haal me change hona chahiye
Nahi to CTET ko JTET ke barabar manyata mile kyuki JTET ke syllabus me language paper 2 me bhi Hindi English h aur CTET me bhi hum Hindi English me pass karke aaye hai
To CTET ko eligible krne me kya dikkat hai
Harry bhaiya syllabus change hona chahiye....or 2016 wala hi syllabus lagu kre...time nhi bacha hua h....
Jada lafdda nhi hona chahiye.
Apne kitnna pdae kiy hai
High court karna hoga taki jharkhand sarkar ko dikhana padega
Syllabus me se Koi ek chapter puchh lo isse....nahi bata payega kon sa class ka hai...
Syllabus dekh ke smjh gae ...paper bikega 😂 paisa ka khel suru
CTET ka jese salabus hona chahiye ,nahi to H court me kes honge
Sarkar hi nahi chah raha log jtet paas kare
Case kr k 5 saal k liye rok dena chahiye 😂😂
Education minister ko education k bare me zero hai
Ye kya janrge
Case kiya jaye sabki futani band ho jayegi
Sahi bole sir
Mantri ji ka bhi confidance to dekiye
.ek baar mantry jee ko exam me baitha ke dekhiye 2 number bhi nahi laa payenge
Bednath mahto 1to5 pass kar parto ho dada
Aab age nikal jayega toh gunda toh jarur ban jayenge
Ek baar mantri ji se boliye ki apne is syllabus se exam dekar pass karke dikhaye
Boycott jac
Murkh neta ko badalna hai
Sir mera money deduction ho geya he, mene 19 tarik payment kiya tha abhi bhi form incomplete hai... Keya mari payment refund aiyga or nahi?
Agar 31 Aug tak syllabus nhi change hua to... HC me Case hokr rahega.
Sahayak acharya me bhi yahi syllabuss hai accepte karna chahiye
Sarkar sunane wala nahin hai kis karna chahie
Siksha mantri kaise bol diye ki syllabus sahi hai jab unhone syllabus dekha hi nahi
Last me case kiya hi jayga
Sir mera payment kat gaya hai lakin from incomplete dikh Raha h please help
Unhi logo ko exam m baitha diya jye
JTET walo dam h to exam do...ye log jharkhandi ke liye kalank hn...
2016 ka v questions dikhaiyenge....is the epic line❤❤
JTET Honey Doo Bhai.Koi Na Koi Bhai Pass Too Karega Hee.
2016 wala hi syllabus hi hona chahiye nhi to ye nye students ke liye unfair hai...wo log easy syllabus me pass ho gye abhi itna hard....ye galt hai totally ctet jaisa syllabus hona chahiye...
८ साल सिलेवस वानेने मे लगा दिया।😂 हांडिया खा खा वानेये।
Jharkhand main qoi Aisa Students hain ho CTET Exam nahi deta hoga firr Nutanki Q karta hai Highcourt jab odar da dia tha avi JTET itna Duniya vaar ka Sllybush ka samna nahi karna parta kissi ko.Sirf Jharkhand main Rajnitik hota hai orr Kuch nahi
Seat bechna hai ye log ko ... isliye ye syllabus ko sahi Maan rhe....😡😡😡😡
Teachar bn rhe ho to mehnat to Karna padega hi
bar bar pata teache log ko 50% seat nahi dena chahiye.... Humlog ka hakmari ho ja raha hai para teacher sab ka chalte...... Is bar 12 hajar mila hi na..... Tab vi pass nahi hota hai to waise teacher kya padhayega sarkari school me..... Isi liye sarkari school ka bacha loga ka vikas nahi ho pata hai.... Hum vi sarkari school me padhe hai..... Aur mera ghar wala vi bacha log padhta hai..... Para teacher ko thik se board me likhne vi nahi aata hai....... Hum para teachers ke khilaf nahi bol re hai..... Aur aarachan vi to milta hi hai na tab vi 50% aur chahiye extra me tab vi qualifie tak nahi krr pata hai to aise me humlog ka kya galti humloga ka hak marii nahi hona chahiye aur sarkari school me me gunwata teacher jaye isi liye humlog ko abb next vaccancy me aawaj uthana hoga ki abb extra 50% para ko nahi milna chahiye
ye syllabus bhi nahin padh payega boka siksha mantri
Jharkhand के सभी शिक्षा मंत्री L पकड़ा होता है।
Kha tk padhe h ye education minister ek to 12th fail tha
Court case kre
Siksha mantri ko pta hi nhi ... uske liye tet,tgt,pgt sabka syllbs aik hi hai .... gadha log
Ctet wale parisha se dar raha hi kaya
Sahi h syllabus sir ji
Syllabus thik hai or ise court me diya jai Or court ke bare me sab ko pata hi hai taki is sarkar next 24000 ka bahali ke liye apne jmm ka pura patta saf ho sake
Isko syllabus bujhata hai....kon sa chapter kon class ka hai😂😂😂
Sikchak 1to 8 ko kadayga ki profer ko padayga .jo pas kiya h wo log toh chahte hi nhi h ki exam ho
जब सिलेबस को पुराना ही रखना था तो नियमावली चेंज करने की क्या आवश्यकता पड़ी
Ekdom nahi hua t court hi ek upay hai
2016 ka bhi syllabus leke bhi Jana h bhaiya
Sikcha mantri banne ke liye bhi PhD qualifications hona chahiye
Mantri kro 2 ,4 question de do bna pata h ya nhi fir mantri pad se hatao
High court jana chahiye, Mantri ji ko samajh me nahi ayega , padha likha thodi na hai mantri ji
Buddhu nath ram
Sikhchha mantri ji apko kurshi me baith kr bus hilna or jhulna hi ata 😠
Court case karna hi hoga..ye Jharkhand sarkar h,inko bas conspiracy aati h, candidates ko aam janta ko torture karna h. Naukri dena nhi h, isliye hi aj tak para teachers se schools chal rhe, 2bar JTET leke v naukri kaha di h ? 8saal baad v sirf exam hi le rhe, naukri dena nhi h sidhi si bat h! Sare uneducated logo ko baitha rakkha h Jharkhand me, sab paisa ka khela karke hi jo job mila h, inko kya hi ayega samajh.
Kya jharkhand sarkar ,CTET se achha exam karaa saktaa hai ??
Jhtet balo suno purana jtet assistant teacher ke valid hai na ki assistant aacharja ke to up savi ka vacency nahi aaya tha isiliye up savi ka is bahali se out ho jaoge, yad rakho is ka ok by..
Faltu mantri hai
Sikchha mantiri hai usko syllabus ko padne bola jayga toh pad vi nhi payga kon isko sikchha mantri bana diya
Sikchha mantiri khud ka beta beti ko grace mark dilwa kr pass kruwata hai or vhasan deta h
ये पूरा बोका जैसा बात कर रहा है इसका बेटा मैट्रिक फेल है।
Bandar kya jaane nariyal ka swad
Bilkul sahi kaha h aapne
पुराना सिलेबस तो पुराना नियमावली
नया नियमावली तो नया सिलेबस ठीक है
सरकार सिलेबस को change करे नहीं तो हमलोंगो को आंदोलन एंड हाई कोर्ट के सिवाय कोई दूसरा रास्ता नहीं बच्चा है।
जब हमलोग jtet नहीं पास करेंगे तो फिर दूसरों को भी हाई कोर्ट के चक्कर लगाकर रोक कर रखेंगे।