Thanks ...........aapka ghar h hi itna acha...........I just love nihri's weather.....and it's such a beautiful place to visit to enjoy beautiful scenery of nature ....
Nihri Village hi khud khas hai Bhai.. or iske thore se dur ek Village Rohanda hai Waha se ek trek Start hota hai Kamrunag ke liye jo ki bahut khub surat hai.. waha pr ek Lake bhi hai.. but aaj Kal bo trek band hai kyunki waha pr bahut barf padi hoti hai.. waha Jane ka shi time April se October tk hai aaj Kal waha ke raste band honge.. Baki aap Net me dekh lena Brother.. 🥰❤🙏
OK ab me aapko btata hun.. Sbse pahle aapko Sundernagar aana hoga, Sundernagar se aapko Bus ya aapki khud ki Gaddi hogi us se aapko Subha ke time hi yani ki 8 am bje Rohanda ke liye chalna hoga, Sundernagar Me aap rat ko bhi ruk skte hai Waha pr aapko Hotel bhi mil jayenge.. Rohanda jaane ke liye aapko Sundernagar se Karsog wala Road pakdna hoga.. Sundernagar se Rohanda ki duri 30 Km hai.. fir Rohanda se Kamrunag Trek start hota hai Ruhanda me aapko Shop, khana khane ke liye Dhabe bhi mil jayenge.. Rohanda se Kamrunag trek 1 ya 2 kr ghante ka hai.. yaad rhe agar aap full Garmi me bhi aate hai to apne sath Garm Kapde Jarur Lana kyunki waha pr kafi dhand hoti hai, Kamrunag ghumne ke baad aap wapis bhi aa skte ho Sundernagar ke liye.. ya waha bhi reh skte ho Kamrunag me waha pr aapko Dharmshal mil jayegi, agar aap wah pr rehna chahte ho.. ho ske to sbse pehle waha khane ka pta krna phir hi Rehne ke baare me sochna.. paise to waha pr khane ke liye tabu lge hote hai aise tension Lene ki koyi baat ni hai pr tb bhi aap pta jarur kr lena.. or bistar sb mil jayega aapko.. aap baise May me hi aana kyunki us time kafi Garmi ho jati hai or waha pr thand.. tb tk waha pr khane wale bhi aa jate hai... yani ki aapko sb kuchh mil jayega waha pr... baki Sundernagar se aap Prasar lake, Manali, Shimla, Khi bhi ja skte ho.. Kamrunag lake Jane ke baad..
Very Nice Place
Thank you so much Bhai ji ❤️ 🙏 😊 ☺️
Bohat badiya maza aaya...
Thank you bhai 🥰 🙏
Love from nihri❤
Thank you so much Dear Brother watching this video,, 🥰😍🥰♥️
Love from nihri
Thank you so much Dear Brother.. please subscribe My UA-cam Channel.. or Bahut Bahut Thanks Pyar dene ke liye.. ❤❤🙏🙏
Nice Blog Bro.. ❤️❤️
Thank you so much Bro.. 🥰😍🥰❤
Bhai best place
Thank you so much Bhai 💓 💗
Love form Nihri 💖
Thanks For Watching .......please subscribe & share my channel ....to view & enjoy more upcoming videos......
Bahut bdiya blog
Thank you so much 💓 🥰😍🥰❤
Ok
❤❤❤🥰😍🥰❤❤❤
Ohh god apna ghar kisi or ke vlog m dekhna is just wow 😻😇 nihri is love ❣️
Thanks ...........aapka ghar h hi itna acha...........I just love nihri's weather.....and it's such a beautiful place to visit to enjoy beautiful scenery of nature ....
@@itzdeepbharti1967 thank you ❤️
Bhai aap nihri se ho ........ Mujko aana hai
@@MandeepSingh-sk1bk hnji
Very nice 👌🏻👍🏻
Thank you so much Dear 🙏🥰🙏
Nyc ❤️❤️❤️
Thank you so much 💓 🥰🙏
Nice vlog
Thank you so much 💓 💗 🥰🥰😍🥰🥰
Tbhai chachu sbh❤️🤘
Thank you so much Dear 🥰❤🥰❤🥰🥰🥰❤
Nice 🤩👌👌
Thank you so much 💓 🥰❤🥰🥰❤🥰
Love from chamba
Thanks for your Support and love......❤️🥰🙏
Bhai Nihri village m koi khass jagah......
Nihri Village hi khud khas hai Bhai.. or iske thore se dur ek Village Rohanda hai Waha se ek trek Start hota hai Kamrunag ke liye jo ki bahut khub surat hai.. waha pr ek Lake bhi hai.. but aaj Kal bo trek band hai kyunki waha pr bahut barf padi hoti hai.. waha Jane ka shi time April se October tk hai aaj Kal waha ke raste band honge.. Baki aap Net me dekh lena Brother.. 🥰❤🙏
@@itzdeepbharti1967 bhai april m aa sakta hai..........is stay ka kya seen hai.....I need full info......pls
Aapne aana kaha se hai..
@@itzdeepbharti1967 bhai punjab ....pathankot se