00:00 Kya Khula ke baad ruju ya dobara nikah ho sakta hai? 01:51 Halat e Hez ( periods ) ke doran di gai talaq ki haisiyat. Talaq ka Sahih Tariqa 04:55 Zabardasti dhamki de ke talaq dilwana. aur kuch dilchasp rawayaat. 07:58 Imam Malik RA Ka waqia 10:50 zaeef rawayton par tabsara (fiqh ki kitabon me likhi hui ahadees) 16:57 Hazrat Ubadah bin Samit RA ke Dada ka waqia. Umdatul Asaas Tafhim ul Quran Maulana Maududi RA Surah Talaq ki tafsir me zaeef ahadees.
Sari Batain Choro Mai tou Es baat Per hairaan Ho k Jis banday ka Mathaa Choma gaya etny bharay Majmay Mai Os K Apnay Ilam Ka Haal Yeh Hai ? ☹️🤔 Maulana Ishaq رَحِمَهُ ٱللَّٰهُ A True Gem 💎 Allah Unko Janat Ul Firdos ata Farmaiy, Ameen
Asalamoalaikum Koi bhee mehrbani kar kay English ya urdu main translate kar kay daal day. Bohat say logon ko punjabi zaban nahee aatee. Jazak Allah khair
Bohut hee pur maghez istedlal pesh Kia Molana sahib nay.Aor Quran Kay mutabiq aor qarren E aqel aor qabil E feham misalen pesh keen .Jo kaam Allah Karem Kay hukam Kay berkhilaf ho woh Deen ka hissa kesay ban sakta hay.Ager Ferz namazon ka waqat E muqarrerah per Ada kerna must hay.to 3 talaaq jo teen taher men denay ka hukam hay,to aek bar kee teen talaaq teen kesay shumar kee ja sakty hen. Aor Ager halt E saker men Salat Kay Qareeb Janay say maneh Kia gea hay ,to nashay men Dee Gaey talaaq ka Kia ehtebar hay.Aor Ager taher kay bahd humbistry ker lee to Aoret ka taher to khatem ho gea usskay bahd talaaq kee Kia TUK hay? jabkeh halt E taher men talaaq denay ka hukam hay,aor iddet shumar kernay ka.Aor khof kay alam men Kaha gea Kalma E kufer bhy,Allah Kay Haan babl E grift nahen ,ager Dil Eman ho to.Aor talaaq men Jo treqa E talaaq bataya gea ,ussay * tilka Hadoodullah* Kaha gea.Yehny Jo inn hadood ke khilaf karega,woh Allah Kay Deen kee hadood say baher nikle gea, Ussay apnay Eman kee fiker kernay chahyay.Aaima E Arbah say pehlay bhy Deen mojod Tha aor bahd men bhy barray barray Aalim guzray.Kia woh saray inn Kay pasung nahen thay.Inn Aaima E Kiram nay aek dosray ikhtelaf kion Kia .Dosron say masail per ikhtelaf kee wajeh hee say kea.To kissy aor sahib E Ilam ko inn say ikhtelaf ka Haq kion nahen? Jabkeh usskay dalail Quranic istedlal per Mubny hon.Shukrea!
@@razamughal4582 yeh Ayaat Jo Surah Talaq kee pehly Ayet hay Woh Allah Kareem nay Quran men Bian kee hay Aor Mandi Surah hay .Aor Ayet Kay Aakhir men in ahkaam ko Hadoodulla Kaha gea to ISS ka hukam Kay ilawa aor Kia mutlib hay? Aap nay kuchh ikhlaq say giry Huey BAAT bhy Kahy hay.Men usska jawaab nahen donga.Baat Deen kee ho rahy Aor Quran Kay hawalay dieay hen Molana sahib nay. Behter hota aap unn say behter reference detay.Bad zubany to her koi ker sakta hay.Lekan USS ka yeh muqaam nahen hay.Shukeria
00:00 Kya Khula ke baad ruju ya dobara nikah ho sakta hai?
01:51 Halat e Hez ( periods ) ke doran di gai talaq ki haisiyat. Talaq ka Sahih Tariqa
04:55 Zabardasti dhamki de ke talaq dilwana. aur kuch dilchasp rawayaat.
07:58 Imam Malik RA Ka waqia
10:50 zaeef rawayton par tabsara (fiqh ki kitabon me likhi hui ahadees)
16:57 Hazrat Ubadah bin Samit RA ke Dada ka waqia. Umdatul Asaas Tafhim ul Quran Maulana Maududi RA Surah Talaq ki tafsir me zaeef ahadees.
Sari Batain Choro Mai tou Es baat Per hairaan Ho k Jis banday ka Mathaa Choma gaya etny bharay Majmay Mai Os K Apnay Ilam Ka Haal Yeh Hai ? ☹️🤔
Maulana Ishaq رَحِمَهُ ٱللَّٰهُ A True Gem 💎 Allah Unko Janat Ul Firdos ata Farmaiy, Ameen
ماشاءاللہ
بہت خوب
جزاك اللہ خیرا
SubhanAllah Allah pak ap ko jannat m jga da molana ko
Jazak Allah khair ❤
Is bnday nay her hwalay se tlaq ka msla btaya hay jin jin logo k msail hain wo molana ishaq k ftway sunay
Kya sach mein
Hammary lyee nabi pak ka hukam ka mutabiq sunnat or shariyat h
U r great 👍
Jazakallah
In jaise sachay molvi nahi paida hue
ASALM o alikum WA RAHMATULLAH WA BARKATUHU aur agr jadu ya ammal k zariye talaq kerwai gae ho to??????
Sir g ap ka nambar mil sakta ha
Periods hone ki baad . Humbistori ki baad 2/3 droop blood ana. Then talaq jhogra me talaq bola kya talaq hogi
Asalamoalaikum
Koi bhee mehrbani kar kay English ya urdu main translate kar kay daal day. Bohat say logon ko punjabi zaban nahee aatee. Jazak Allah khair
ua-cam.com/video/g_xVwicusIc/v-deo.html
ua-cam.com/video/TtLP6kD_L98/v-deo.html
❤
Bohut hee pur maghez istedlal pesh Kia Molana sahib nay.Aor Quran Kay mutabiq aor qarren E aqel aor qabil E feham misalen pesh keen .Jo kaam Allah Karem Kay hukam Kay berkhilaf ho woh Deen ka hissa kesay ban sakta hay.Ager Ferz namazon ka waqat E muqarrerah per Ada kerna must hay.to 3 talaaq jo teen taher men denay ka hukam hay,to aek bar kee teen talaaq teen kesay shumar kee ja sakty hen. Aor Ager halt E saker men Salat Kay Qareeb Janay say maneh Kia gea hay ,to nashay men Dee Gaey talaaq ka Kia ehtebar hay.Aor Ager taher kay bahd humbistry ker lee to Aoret ka taher to khatem ho gea usskay bahd talaaq kee Kia TUK hay? jabkeh halt E taher men talaaq denay ka hukam hay,aor iddet shumar kernay ka.Aor khof kay alam men Kaha gea Kalma E kufer bhy,Allah Kay Haan babl E grift nahen ,ager Dil Eman ho to.Aor talaaq men Jo treqa E talaaq bataya gea ,ussay * tilka Hadoodullah* Kaha gea.Yehny Jo inn hadood ke khilaf karega,woh Allah Kay Deen kee hadood say baher nikle gea, Ussay apnay Eman kee fiker kernay chahyay.Aaima E Arbah say pehlay bhy Deen mojod Tha aor bahd men bhy barray barray Aalim guzray.Kia woh saray inn Kay pasung nahen thay.Inn Aaima E Kiram nay aek dosray ikhtelaf kion Kia .Dosron say masail per ikhtelaf kee wajeh hee say kea.To kissy aor sahib E Ilam ko inn say ikhtelaf ka Haq kion nahen? Jabkeh usskay dalail Quranic istedlal per Mubny hon.Shukrea!
Huqam NAI hain, TAREEQA HAIN. Rundiyo ne apny hisab se ayat fit karni hain, bas.
@@razamughal4582 yeh Ayaat Jo Surah Talaq kee pehly Ayet hay Woh Allah Kareem nay Quran men Bian kee hay Aor Mandi Surah hay .Aor Ayet Kay Aakhir men in ahkaam ko Hadoodulla Kaha gea to ISS ka hukam Kay ilawa aor Kia mutlib hay? Aap nay kuchh ikhlaq say giry Huey BAAT bhy Kahy hay.Men usska jawaab nahen donga.Baat Deen kee ho rahy Aor Quran Kay hawalay dieay hen Molana sahib nay. Behter hota aap unn say behter reference detay.Bad zubany to her koi ker sakta hay.Lekan USS ka yeh muqaam nahen hay.Shukeria
@@ibrahimrasheed992 huqam NAI HAIN. Balky tumhary jaiso logo k liye warning dee gaye hain k Allah k hudood ko mat torna, YEH TALAQ KA HUQAM NAI HAIN
in mufti sahib say kahan mil saktay hain fatwa laynay kay leyea
فوت ہو چکے ہیں۔۔۔
Pirr kasy mily g fatwa
periods ka bad mille na ho tu tallq ho jate ha ya nahi
ua-cam.com/video/I0gUG6uIFS4/v-deo.html
name of the book please 11:50
نصب الرایۃ ۔۔ امام زیلعی
pregnancy ma talq
Apka number mil sakta hai ?
Ya apse contect kaise ho skta hai