Aapne bahoot sahi kaha. Maine aaj hee croma ka window ac lagwaya hai. Bahoot bed smell aa rahi hai. Or service karne wale bande bhi jayda sahi nahi the. Bahoot roughly kaam karte h
If compared to split AC it makes much noise almost 60% much noise. I never used split AC but i realised noise comparison when I went to my sister home and they were using split AC. Then I realised this thing window makes much noise and vibration also. When I make youtube video then I have to switch off this ac due to noise.
Main stabilizer lagwaya hi nhi hai light ki problem nhi hai isliye. Agr aapke ilake me problem hai light ki to jarur lgwa lena koi acha sa Mera sahi chal raha hai ab Suru suru me smell bahut jayada Marta tha
Hanji kaam to har jgh karega. Bus thoda room ki height ka chakr hai. Agr room ki height jayda hai aur ac bhi upr lga to room thanda hone me time lagega
Jo design problem maine batayi hai use chodkar sab sahi hai. Agr aapke room ki height kam hai to dono hi sahi hai koi bhi le skte ho. Bluestar jayda famous hai aur uski service bhi achi hai sayad.
Corma carpenter not work i called to local carpenter after that croma technician installed. Carpenter took Rs-500. I suggest you if u planned to buy AC then first keep local carpenter mobile no and first measure your window size and AC size .
AC ke air deflectors company ne galat lgye hai yeh… neeche hawa he ni aati agr AC uppr laga hua hai toh … m preshaan hogya hu first day hai mere AC ka aur hawa uppr aari hai isko pura neeche krne pr bhi !!
Bhai vibration to mera bhi krta hai lekin bich bich me jese 5-8min me 5secs ke liye. To ye vibration krta kyu hai mujhe wese ac liye hue 10 din hue hain
Installation bolne ko to free bola tha lekin wo sirf naam ki thi. Wire ko plug tak nhi pahunchate hain uske alg charges maangte hain plus agr aapki window ka size thoda sa bhi Kam jayada krna hai to bhi charges. Aur yahan par Mera ek suggestion rahega ki unse ye kaam karwaoge to mehnga padta hai better hoga local market se krwa lena. Mere total installation cost arround 800 thi jisme maine Havells ka plug lagwaya tha aur 100 rupye ki wire thi. Uske baad carpenter ne kaam kiya 500 uska.🙏
@@TipTooz मैने Haier split लगवाई कंपनी की तरफ से बिना कोई चार्ज सिर्फ मैकेनिक swift लेकर आया था उसका मैने 400ru ऐसे ही पे किया दो बजे कार्य शुरू किया शाम को सात बजे निपटा
and bad smell isliye krta h kyuki isme cooler ki tarah hi air intake k liye pad bne hote h jo ki paani lag lag k bad smell krne lgte h ...aur iska koi ilaaj nhi h ...
Bhai app ramkathaa sunao Review mat do plzzz its not useful atall ke apko 60 ra lage apne kya umeed rakhi n all ac ka damm jitna he mumbai me kahavat he itte me itna hi milega us baat per bhi dhyan dee….
30000 me voltas1.5 ka inverter window ac aa jata hai... 4000 bachane ke chakkar me bijli bill bhariye... 😂😂😂 1 se 2 ghnta ac use krne k liye Kon ac kharidta hai bhyya.... Kam se kam raat me office aane k baad v 2 se 3bje tak ac chlta hai...
कितने प्यार से दर्शकों को समझाया बहुत बहुत धन्यवाद
बहुत बहुत धन्यवाद जी 🙏
Thanks man really appreciated your review
Yesss same problem ✌Maine bhi ye hi croma Ac 15 din huye hai 😌nice Ac👍 par😢Aapne bhot upar lagaya hi ac.. Isliye hawa niche nhi aa rahi oll the best👍
Hanji sayad ye bhi reason ho skta hai height ka. Kya aapke wale me bhi smell aati hai ?
@@TipTooz Zee Mai Ghar Par Nhi Tha Tab Showrum waale Aakar Uper ke window Mein Laga gaye.. 🤔khar 👍
Croma bahut best h
@@TipTooz mere me ata hai smell Naya liya hai voltas Vectra Prism same hi hai isi ke jaisa. Kuch pata chala kyu ata hai?
@FunTheMental-Studios pta to nahi chla tha lekin jaise jaise chalta gya uske baad wo badbu khtm ho gyi thi. Sayad naye naye me hi aati hai 1-2 month
Aapne bahoot sahi kaha. Maine aaj hee croma ka window ac lagwaya hai. Bahoot bed smell aa rahi hai.
Or service karne wale bande bhi jayda sahi nahi the. Bahoot roughly kaam karte h
Honest review 🙂...it's quite helpful
Well explained sir..
Thanks 🙏🙏
True Mere Sath Bhi Same Cheez Hua Sir
Thank you yr
Can you tell how is the noise and vibration?
Is it as same as the split AC (consider outdoor is installed on the same room wall) ?
If compared to split AC it makes much noise almost 60% much noise. I never used split AC but i realised noise comparison when I went to my sister home and they were using split AC. Then I realised this thing window makes much noise and vibration also. When I make youtube video then I have to switch off this ac due to noise.
Thanks for the genuine response.
Sir aapne stabilizer kaunsa liya. Me bhi le rha hun aap bataiye kaisa chal rha hai ? Mujhe discount k sath 26k ka pad rha hai
Main stabilizer lagwaya hi nhi hai light ki problem nhi hai isliye. Agr aapke ilake me problem hai light ki to jarur lgwa lena koi acha sa
Mera sahi chal raha hai ab
Suru suru me smell bahut jayada Marta tha
Thank you for making this video. I was planning to buy window AC. With you suggestions I think I can buy better ac now.
Sir me flat me rahta hu top floor pe to waha shaft bani h to kya waha WIndow ac kaam karega
Hanji kaam to har jgh karega. Bus thoda room ki height ka chakr hai. Agr room ki height jayda hai aur ac bhi upr lga to room thanda hone me time lagega
Video starting at 4:00
Very helpful video. Thanks for sharing.
Cool.kar.keband kar du kyo thandi nah bardash ho rahi kya hamesha ac on rahna chaheye kam jyada karke band kar k ac chalane me koi fayda nahi h
Power consumption in 10 hrs?
I never run for 10hrs but In normal mode it takes approx 1.5- 2 units.
@@TipTooz 1.5 - 2 units per hour?
Ohh sorry I forgot to write hrs in the previous comment. Yes brother per hrs in normal mode max 2 unit.
@@TipTooz thanks brother
Bhai stablizer bhi lagwana chahiye kya maine .75 ton order kiya hai to kya ye jaruri hai stablizer lagwana...maine city me rehta hu....please reply
Agr aapke area me light bahut baar aati jaati hai ya phir light kam jayda hoti rehti hai tab to 100% lagwana chahiye. Otherwise jarurat nahi hai🙏
Tata kon sa apna ghar se ac bna raha hai tata k naam pr kuch bhi markeet mai sale ho rahe product
Sahi baat hai 🙏
very informative video
I have one doubt . AC ki hawa kahin bhe jaye . Room toh pura he thanda krtha hoga
Thanda kar dega lekin time jayada lag jata hai.
Thanks for video. I was going to buy croma. But wont buy now. 😅
Main toh cancelled kar diya mei bhi split ac purchase ki soch raha ta thank you
Bhai aap ac wale ho gye congratulations
🙂
Croma nahi lena chahiye kya?mujhe 1 ton window AC CHAHIYE.BLUESTAR LOON YA CROMA
Jo design problem maine batayi hai use chodkar sab sahi hai. Agr aapke room ki height kam hai to dono hi sahi hai koi bhi le skte ho. Bluestar jayda famous hai aur uski service bhi achi hai sayad.
@@TipTooz thank you so much 🙏🙏🙏u r really helpful
obviously bluestar or if you have budget go for hitachi, panasonic but best is o general then mitsubishi heavy duty and then mitsubshi electric,
@@rajlovinglife thanx
if you like tata product so much then why did you not go for voltas ac ....don't fall for emotions.....you should have brought a japanese ac.......
Mera bhi Croma hai windows but sirke aage pipe Hota Hai us mein se pani kyun Nika raha hai mera ac pani kahin aur se nikal tha aisa kyun sir batao
Pipe to piche ke hisse me hota hai aur pani wahin se niklta hai agr aapke me kahin aur se nikl raha hai to ek baar inke support par call kar lo .
Was the carpenter work also done by the chroma technicians or did you get those done after the ac installation with a local carpenter ??
Corma carpenter not work i called to local carpenter after that croma technician installed.
Carpenter took Rs-500. I suggest you if u planned to buy AC then first keep local carpenter mobile no and first measure your window size and AC size .
AC ke air deflectors company ne galat lgye hai yeh… neeche hawa he ni aati agr AC uppr laga hua hai toh … m preshaan hogya hu first day hai mere AC ka aur hawa uppr aari hai isko pura neeche krne pr bhi !!
Hanji sahi Kaha aapne
@@TipTooz Bilkul thik
window ac is always a wrong choice in comparison to split. you are misguided by a sales person.
Chal paagal
Social media se padhai kiya hua admi
Mera Ac Vibration Bohot Karta Hai
Bhai vibration to mera bhi krta hai lekin bich bich me jese 5-8min me 5secs ke liye. To ye vibration krta kyu hai mujhe wese ac liye hue 10 din hue hain
Installation cost kitni aayi?
Installation bolne ko to free bola tha lekin wo sirf naam ki thi. Wire ko plug tak nhi pahunchate hain uske alg charges maangte hain plus agr aapki window ka size thoda sa bhi Kam jayada krna hai to bhi charges. Aur yahan par Mera ek suggestion rahega ki unse ye kaam karwaoge to mehnga padta hai better hoga local market se krwa lena. Mere total installation cost arround 800 thi jisme maine Havells ka plug lagwaya tha aur 100 rupye ki wire thi. Uske baad carpenter ne kaam kiya 500 uska.🙏
@@TipTooz मैने Haier split लगवाई कंपनी की तरफ से बिना कोई चार्ज सिर्फ मैकेनिक swift लेकर आया था उसका मैने 400ru ऐसे ही पे किया दो बजे कार्य शुरू किया शाम को सात बजे निपटा
and bad smell isliye krta h kyuki isme cooler ki tarah hi air intake k liye pad bne hote h jo ki paani lag lag k bad smell krne lgte h ...aur iska koi ilaaj nhi h ...
To jo mere dusre friends ne lagwaya hai wo ek saal se chal rahe hain unke me smell kyun nahi aati?
@@TipTooz kyuki unke adat ho gyi h isliye Normal h un k liye
Tata a desi product
Low cooling, not good for money value
"karoma" 🗿
Bekaar ac h ye to lloyd isse best hai
Croma is fully second hand product
Croma se nahi khareeda chahiye
Sir budget badyo. Issues resolve ho gyaga. Paisa fekh tamasha dekh.
Brother Ratan tata g ki company ka AC liya hai main khud TATA nhi hun jitna khrch kr skta tha utne me yahi Mila😆🙏
Bhai app ramkathaa sunao
Review mat do plzzz its not useful atall ke apko 60 ra lage apne kya umeed rakhi n all ac ka damm jitna he mumbai me kahavat he itte me itna hi milega us baat per bhi dhyan dee….
Muje smj nahi aata ki logon me itna gussa kyun hai. Aapke comment me pura gussa jhalk raha hai. Kabhi aap Milo baith kar baat krte hain 🙏🙏🙏
Talffuz bda saf hai
Croma se jyada ghatiya ac koi nahi hai
GHATIYA AC
GHATIYA AC
GHATIYA AC
MAT LENA
Koi mat lena bekar ac hai subse bekar ac h
30000 me voltas1.5 ka inverter window ac aa jata hai...
4000 bachane ke chakkar me bijli bill bhariye... 😂😂😂
1 se 2 ghnta ac use krne k liye Kon ac kharidta hai bhyya....
Kam se kam raat me office aane k baad v 2 se 3bje tak ac chlta hai...
Sahi kaha😀. Lekin kya Karen ab esi hi aadat ban gyi hai.
Made in china