Sir , Ab sardi me meri gaadi TaTa Ace HT Morning me kafi mushkil se start hoti hai, 4, 5 baar hitter lgane ke baad bhi Self kyi baar marna padta hai or Self bhi boht lambi leta hai . Maine to Gaadi ke Pump ka kaam bhi karwa liya ? 🙏🏻 Pls Brother Solution btayie
Sir tata XL gaadi sell lag nahi rahahe khali aawaj krke band ho jata he or tin char self ke baad betry ka signal hi chala jata he hiter plug naye daal diye fir bhi plz koi tips dedo 🙏
Tata Ace garam (heat) hone ke baad start nahi hoti hai kya problem ho sakti hai...starter armature bhi new daal chuka hu fir bhi problem solve nahi ho raha
Raediydator aur pani ke rubber pipe check karna honge aapko pipe agar khul jaayega to bhi gadi garm hone ke bad start nahin hongi aur is subject per main दो-तीन din mein video banakar aapko send kar dunga
Hllo sir mera gaddi morning time vdyia se start hota hai jesa he toda sa gaddi garm hota hai oske bad gaddi start nei hota dka lga ke start ho jata hai kya prob ho skta hai sir pllz reply
Self starter ke buosh kharab hai Isliye gadi garm hone per starter speed se nahin ghumta to gadi start nahin Hoti Jab aap dhakka dete ho to speed se engine firta hai aur gadi start hoti hai Aur aapki high pressure pump ka kam hone se bhi garam hone per gadi start nahin Hoti
Bhaiya ka ( self ) starter ke boost check karne honge aapko jisse aapki gadi garm hone ke bad start nahin Hoti hai usmein do Karan hote Hain ek starter ka problem hota hai aur dusra high pressure pump problem hota hai
Bhai hetar plug check karna liye aapko hetar plug ke upar jo Patti lagi hui hoti hai usko (7) numbar ke nat hai usko kholna hai Aur battery se (+) par ek wair se (7) nat jase Khola hai wahaa wair se tech kar ke dekhe ispark aara kay agar ispark aara hai to hetar plug chalu hai Aur nhi araa to hetar plug band hai Please check ✅ simpal
Bhaya ji meri bhi tata ace gadi hai mere gadi.ka.problem aisa hai ki jb gadi thandi rehti hai 1st self me start hoti hai aur jab gadi garam rehti hai start hi nahi ho rahi kya problem hai??
Ji Bhai aapko heater change karna chahiye Apka problem automatically solve ho jayega Timer extra time tak carnt derahai isliye apka heater plug shot hora hai
Hiter plug company ke MRP per depend karta hai Bosh Maico Tata Is tarah ke a company apni e MRP per sel Karti hai bhai 250 rupees se 360 rupees tak hai
भाऊ आपल्या गाडीचा हेड चा काम आहे त्याच्यामुळे सकाळी सकाळी हेडच्या वाला ऑईल नसल्यामुळे कॉम्प्रेसर धरीत नाही वॉल चे सिट पातळ झाल्यामुळे तिचा सिट च काम करणे
Gadi subh chalu hoti he bad me 10 -20 km chalane ke bad gadi chalu kare to gadi chalu nahi hoti rediater saph Kiya he hiter plug barabar he gadi our hit batati nahi phir bhi chalu nahi hoti comment kar bataye problem kya he
Ashwan bhai kaise hai aap Tata Ace ke head ke val sel aur gaid Aur Oli ring to aapko half engine ki sarvice karna chahie to aapka problem khatm ho jaega
बहोत अछि जानकारी दी है आप ने
बहोत बडीया जनकारी दि आपणे भय्या
Good video sir, I am makarnick from Gangasagar
Thanks
Good information bhiyya ji
Thanks for watching my videos 💐
Bohot accha ji
Sir , Ab sardi me meri gaadi TaTa Ace HT Morning me kafi mushkil se start hoti hai, 4, 5 baar hitter lgane ke baad bhi Self kyi baar marna padta hai or Self bhi boht lambi leta hai . Maine to Gaadi ke Pump ka kaam bhi karwa liya ?
🙏🏻 Pls Brother Solution btayie
Bhai .oh war kaha lagata hai lal rong ka ware ?
Sir ji humare tata ace ht main self marte hi kir ki awaj ati hain kya kharab hoga please reply
Bhai Tata Ace ka electreshan ka problem hai
Self ka bendies gear kharab hogaya
Self ka kam Karna honga
Aur kuch nhi hai bhai
Sir tata XL gaadi sell lag nahi rahahe khali aawaj krke band ho jata he or tin char self ke baad betry ka signal hi chala jata he hiter plug naye daal diye fir bhi plz koi tips dedo 🙏
Super 👍
Good video 👍
sir Tata ace ht mai ac lag jaiga
Tata Ace garam (heat) hone ke baad start nahi hoti hai kya problem ho sakti hai...starter armature bhi new daal chuka hu fir bhi problem solve nahi ho raha
Raediydator aur pani ke rubber pipe check karna honge aapko pipe agar khul jaayega to bhi gadi garm hone ke bad start nahin hongi aur is subject per main दो-तीन din mein video banakar aapko send kar dunga
Hllo sir mera gaddi morning time vdyia se start hota hai jesa he toda sa gaddi garm hota hai oske bad gaddi start nei hota dka lga ke start ho jata hai kya prob ho skta hai sir pllz reply
Self starter ke buosh kharab hai
Isliye gadi garm hone per starter speed se nahin ghumta to gadi start nahin Hoti
Jab aap dhakka dete ho to speed se engine firta hai aur gadi start hoti hai
Aur aapki high pressure pump ka kam hone se bhi garam hone per gadi start nahin Hoti
@@SayyedAutoGarageSatona sir self ka kam to kal karwa lea new battry v rakh lea lekin problem fr v pehla jesi hai
High pressure pump Ko ek bar aap check kara le ya to fir engine mein oil check kar le oil kam hone se bhi engine garm hota hai
Thnx bro
Super bro
Bhaiya mere gadi Tata ace ex .. ek 30 km jane k bad engine of karetho ek 30mintus k bad engine cool hone k bad start hora bhai please reply
Bhaiya ka ( self ) starter ke boost check karne honge aapko jisse aapki gadi garm hone ke bad start nahin Hoti hai usmein
do Karan hote Hain ek starter ka problem hota hai
aur dusra high pressure pump problem hota hai
Kitna karch ata bhaiya
Cool hone k bad start hori
Hitar plag me konse wayar lagate hai pura videos s
Sir please batana tata ace ht mai ac lag jaiga
Haa ji lag jata hai app asani se laga sakte hai
Isme koi problem nahi hai
@@SayyedAutoGarageSatona thanks sir apka bahut dhanyawad
@@SayyedAutoGarageSatona Hlo sir Tata ace ht mai ac lagane sai gram te nhi hoga or us mai kon si gadi ka ac lage ga
Sir please bata doo
Hlo sir please bata doo
Tata ace dicor ko bhi same problem hai start nhi hoti , to kya yahi hua hoga ? Sir ji reply jarur dena 🙏
Please check your ECU
Election se check karna chahiye usse apka problem solve ho jayega
Good ❤
Start problem?
Bhai hetar plug chaque kare to wayr battery me lagaye - + pe kha lageye
Bhai hetar plug check karna liye aapko hetar plug ke upar jo Patti lagi hui hoti hai usko (7) numbar ke nat hai usko kholna hai
Aur battery se (+) par ek wair se (7) nat jase Khola hai wahaa wair se tech kar ke dekhe ispark aara kay agar ispark aara hai to hetar plug chalu hai
Aur nhi araa to hetar plug band hai
Please check ✅ simpal
Bhaya ji meri bhi tata ace gadi hai mere gadi.ka.problem aisa hai ki jb gadi thandi rehti hai 1st self me start hoti hai aur jab gadi garam rehti hai start hi nahi ho rahi kya problem hai??
Aap ki selfi Bush change kar Na honge
Aur Bachpump check karna padega bad mein
Starter ka kaam kariye aapka problem soll ho jaega
Sem meri Tata s ka problem bhi yesa hi hai sir kya karu
@@ramlotsve5713 aap bhi heater plug check
Bhai meri gaadi ka heater palug bar bar udraa ha hai timere bhi check kara kiya karu plz
Ji Bhai aapko heater change karna chahiye
Apka problem automatically solve ho jayega
Timer extra time tak carnt derahai isliye apka heater plug shot hora hai
Heater timer change karna hai
Change kiya timer fir bhi heater palug jaara 5/7 din me hi
Sir mere pass tata magic he pr o meri gadi garam hone ke badh sel nahi utati he
Sir Tata ace garm hokar start nahin hota
Chabi on karne per tak ki awaaz a rahi hai auto start Nahin ho raha hai Kya Karen
Check your battery 🔋 tarminal and charging problem hai
Kitna rupiya ka aata h y
250/350 tak milta hai
Bhai mera chota hatti
Subha start kartehi jor se vibration karta hai 1 minute Tak
High pershar pump ki satting karni hogi
Bhashpump se race setting thodi jyada karna hogi
Jise aapka problem solve ho jayega
@@SayyedAutoGarageSatona ok thank you
Tata ace chalu nahi ho rahi, hiter plag dekha tik sab chalu hai fir bhi chalu nahi ho rahi
Please check your hiter timar 15 second hold current hiter plag
After on start the engine
Hiter plug ki praice Kya hai sir
Hiter plug company ke MRP per depend karta hai
Bosh
Maico
Tata
Is tarah ke a company apni e MRP per sel Karti hai bhai
250 rupees se 360 rupees tak hai
Thel kr start ho jata hai self se nhi hota hai
Yes bhai sahab aapke hitar plug shot hogai
App hitar plug change kare
@@SayyedAutoGarageSatona ace tata ht ingine ka hiter plug ka daam/price kitna parega.
Tata ka 250
Bosh ka 340 hai
@@SayyedAutoGarageSatona tq Bhai Mera v yahi problem hai
Bhai aapka nbr milega Kya? ♥️
Sir gadi subah strat ho jati hai magar kabhi kabhi battery utar deti hai
Hetar plug band hai
Hetar plug change kare
Tata ace all porlam sulf gold
Meri Tata ace ht start fat fat awaj aa rhi h strat nhi ho rhi
Please check your engine wall timing
Apki gadi ki timing wrong hai
Kemshft ki timing match karna honge aapko
Bhai meri gadi bar bar heater plug uda.rahi hai kya karu
Ha timer controller of check kijiye ek bar
Appk problem solve ho jayega 😊👍
Sir spark plug hota h ya nahi tata venture ki van h super ace full passenger van h
Nhi hota Spark plug
Only hitar plug
Venture me injacktar hai bhai
Chota hathi.savre chalunathi ththi
Bhai meri gadi ka enjen oil gada ho rha hai bar bar
Please oil change
Castrol mini truck 3 litar ch 4
Apke gadi me dale to apke gadi oil gada nhi hoga aapko uska koi problem nahi ayega
Oil blowing out in tata magic
फीटर.सकाळी.सकाळी.टाटा.एस.गाडी.स्टाट.होत.नाही.धक्का..मारुन.होती.दिवस.भर.सेल्प.होती.प्लीज.
भाऊ आपल्या गाडीचा हेड चा काम आहे
त्याच्यामुळे सकाळी सकाळी हेडच्या वाला ऑईल नसल्यामुळे कॉम्प्रेसर धरीत नाही
वॉल चे सिट पातळ झाल्यामुळे तिचा सिट च काम करणे
खर्च किती येईल हेडचा
8 hajar prytn
रेस.पट्टीतुन.डीजल.गळत.आहे
हाई पिरेशर पंप रेस पटी मधून एक ओ रिंग अस्ते ती ओ रिंग खराब झाली तर मात्र ती आपल्या बादली कारणे लागलं
ਮਿਹਦਰਾ ਮੈਕਸੀਮੋ ਪਲਸ ਗੱਡੀ ਵਿੱਚ ਹਾਥੀ ਦਾ ਤਿੰਨ ਸਲੰਡਰ ਇੰਜਨ ਰਖਣਾ ਹੈ ਕਾਮਯਾਬ ਹੈ
Mahindra maximo ya Chhota hathi mein three cylinder ka engine nahin hai
ਟਾਟਾ ਦਾ ਇੰਜਨ ਰੱਖਣਾ ਹੈ ਕਿਹੜਾ ਇੰਜਨ ਰਖੀਏ sir
Gadi subh chalu hoti he bad me 10 -20 km chalane ke bad gadi chalu kare to gadi chalu nahi hoti rediater saph Kiya he hiter plug barabar he gadi our hit batati nahi phir bhi chalu nahi hoti comment kar bataye problem kya he
Meri gadi ko bhi yahi problem ara
Hitar plug check kar lijiye
Aur diesel
Tata ace ke heater plug mein oil kyon a raha hai oil Aakar heater plug kharab ho ja raha hai
Ashwan bhai kaise hai aap
Tata Ace ke head ke val sel aur gaid
Aur Oli ring to aapko half engine ki sarvice karna chahie to aapka problem khatm ho jaega
@@SayyedAutoGarageSatona ok thanks bhaiya ji
Sayyad bhai aapke number bejiye please